Me bhi 10yrr se kr rhi hu jo mangti hu maa se hmesha mjh deti h jai maa Vaibhav laxmi.....sbhi bhene maa ka vrat zarur kreu🙏🙏🙏🙏
@radhikasisodiya1952 Жыл бұрын
Is vrat m khatti chize nhi khate hai kya...pls bataye
@GurubaniVerma Жыл бұрын
nhi
@ArtiKumari-rv4kq4 ай бұрын
Namak kha sakta hai na
@rumasonwani50934 ай бұрын
Sada namk kha skte h ky sbji m
@kirtidulgac0034 ай бұрын
Kaise karte ho aap varat vidhi kya shuru ka pehla varat se pehle din sankalp lena hota hai jaruri hota hai kya or kaise le morning me ya evening me
@kusumparsha3973 жыл бұрын
Ye fasting bahut effective hey 100/: wish puri hoti hey... Mein vaibhav laxmi vrat 5 yrs se kar rahi hoon... 🙏
@sunitayadav26013 жыл бұрын
Is vidhi se hi vrat karti ho and Udhaypan kase kara please reply
@indianyoutuberswaranjali44173 жыл бұрын
@@sunitayadav2601 sab btaya hai maine aap adhyapan walA vlog dekhiye
@Ujalaraam6523 жыл бұрын
Main kal se Shuru karungi Vrat. Pehle baar vrat karungi KyaIsme bhi ghar k Anaya Logo ko khatai jaise tamatar vagerah nahi khate ?
@sahiljaimatachintpurniaror54183 жыл бұрын
Is fast m nankeen kha skte
@dolipatra75863 жыл бұрын
Kya issme hamm Jo magege milega
@happylifewithjayati1662 Жыл бұрын
Dear didi .. Jai maa baibhav Laxmi...aaj main aapke btaye anusar vart kr rhi hun... same aapki hi vidhi se....pray kriye ki Mata Rani meri bhi wish puri kre.....🎉
@meenakesarwani70422 жыл бұрын
Vaibhav laxmi vart bahut hi accha hota h, sari manokamanaye puri ho jati h, mai 20 years se rahti hu
@indianyoutuberswaranjali44172 жыл бұрын
👍😊
@akku74092 жыл бұрын
Udyapan ke pehle manokamna puri hui ki udyapan ke baad please bataye
@sanjanavittal2588 Жыл бұрын
ONe suggestion.. Pls keep Lord Ganapathi for Pooja as it is already mentioned in book also that Ganpati pooja must be the first pooja during any pooja's or festivals :)😇
@payalpatil4228 Жыл бұрын
Or enohne daye hat se fool lekar baye hat se chdhaye ye galat he thik kaha Aapne
@dimplevlogz3 жыл бұрын
Plzz aap btaye khana khane ke baad peanut kha skte hai aur ab winter main puja ka time btaye plzz aaj puja krte muje 5:20 ho gye pr aur jot toh aapko pta hai 15 se 20 min tak rheti hai chawal aur tulsa ji mai jal nhi dal ski kal morning dal du chawal Chhat per theek hoga plzz btaye
@priyasharma944 Жыл бұрын
Thank u so much dear 😊 Aapne jis tarah se pooja ko detail Mai dikhaya, bataya usse mujhe bahot help mili Mera Aaj pehla Shree Vaibhav Laxmi Maa ka Vrat h, again thank u so much 😊
@indianyoutuberswaranjali4417 Жыл бұрын
🙏🙏
@sakshiburnwal54076 ай бұрын
@indianyoutuberswaranjali4417 didi book me to satwan ka path karne ko bolte hai katha to kehte nhi h
@Raksha0052brahman3 ай бұрын
Dii me ek student hu or me bhi ye vart kar rhi hu lekin subhe jaldi normal rojana jese dipak aagrbati krke me library aati hu 5 bje gar jakar vidhivat pooja krti Kya pure din gar se bahar rehti hu toh ye vart shi tarike se nhi kr rhi hu kya me kya vart wale din gar par rehna jaruri hai pojja gar pe hi krti hu bs din me library College aati hu Please di reply krna
@gayatrimahant7673 жыл бұрын
Bahut hi sunder diii Mataraani aapko aur aapke ghar parivaar ko hamesha swasth aur shukhi Rakhe Jai mata di🙏🙏
@geetikapal464411 ай бұрын
Mera pehla question h ki book me jitni bhi katha h sari padna h kya Second question agar humne 21vrat kiye h to har bar dakshina chadayege kya ya ek hi sukrawar aur us dakshina ka karna kya h Third question ye vrat suryaast se pehle karna h ya baad me
@sharmilabajpai76894 жыл бұрын
V.V.nice video tumne to bahut achhe se smjhaya good maa behav laxmi tumhari har manokamna puri kren beta akchhatra nhi kahte akshhat kahte h mene bataya h bura mat manna jai MAA vebhav laxmi
@indianyoutuberswaranjali44174 жыл бұрын
Nhi bura manugi thanku btane ke liye hum to aapke bacche hai
@RinkiSunilverma3 күн бұрын
Avi Mai pahli baar kr rhi hu or mujhe bahut hi accha lg rha hai Jai mata Laxmi 🙏
@itsmine14434 жыл бұрын
Di ye vrat adhik maas me kr skte hai ya navratri ke bad?
@jassverma13264 жыл бұрын
Di aapne bahut ashe se pooja bidhi batai thnx alot. mein fast kar rahi hun 2 fast hai mera aaj . But ashe se nahi pata tha vo aaj aapki video dekh kar pata chala. Ek baat pushni thi aapse ki khana namak wala kha skate hai? Or jo Kheer aapne banai vo Konse chawal hai barat wale chawal ya normal rice.
@charubansaldailyvlogger51684 жыл бұрын
Dislike kyu diya kitna pyara vlog h mujhe bhi shuru krne thank you di next Friday se shuru kr skti hu di please btayiyga jarur
@indianyoutuberswaranjali44174 жыл бұрын
Hmm
@cuteangel4912 Жыл бұрын
Mera 3rd vart h is friday ko mera Period ka 4th day h to kya vart kr skte hu...plz btaiye di
@veenathakur56383 жыл бұрын
जय माँ लक्षमी दीदी सब ठिक बोल रहे हे पर आप ईतना अछा काम कर रही हे माँता का पर आप लोग बाल खुले कयों छोड़ते हो सुहागंन औरतो को तो खुले बाल छोड़ने ही नहीं चाहिऐ ओर आपको तो आज बरत वाले दिन परांदी लगानी चाहिऐ अछी लगेगी जय मां लक्षमीं जी की 🙏🌺🌹🌺🌹👏
@sangeetadhama43533 жыл бұрын
Yes pooja krte time khana bnate time lady's k baal bandhe hui hone chaiye hamesha hi.
@shalinibhatnagar41552 жыл бұрын
Mai bhi ya fast kar rahe hu....par mai Lakshmi ji ki aur Vishnu ji ki photo saath may jo photo hai uski puja kartie hu.....toe kya Lakshmi ji ki single photo ki bhi kar sakte hai....ye photo aap puja kay baad mandir may rakhti hai y locker may jaha cash hota hai..
@charubansaldailyvlogger51684 жыл бұрын
Thank u so much itne detailing m samjhane k liy bhot dino se dhund rhi hu pr ab mil gya sahi tarika next Friday m bhi shuru krungi
@indianyoutuberswaranjali44174 жыл бұрын
Hmm bilkul 👍👍
@ritudhiman91542 жыл бұрын
Jai Mata di
@shivanigarg16532 жыл бұрын
Kya fal chadhana jaroori hai. Aur agar chadha diya hai to is fal ka kya karen kisi ko de den ya khud bhov samajh k khaye... Aur pls ek nat bataiye foolon ka kya karen..bahte pani m chada de kya. Bad m
@snehnirmal10604 жыл бұрын
You have explained it very easily .Thanks
@manjusoni48413 жыл бұрын
Jai maa Laxmi 🌹10 Friday Karen ke baad. Gap karke 11friday ko udhayapan kar sakte h kya. Kyuki corona ki Karen gap ho gya tha .
@leenadomadia43834 жыл бұрын
Beautifully presented 👌🙏✨❤️💖 #jai maa vaibhav laxmi🙏🍀
@प्रतिभा-ह2झ3 жыл бұрын
जय माँ वैभव लक्ष्मी
@sonisharma59572 жыл бұрын
*Bahut ache se btaya di aap n m bhi start krne wali hu vaibhav laxmi maa virat jai maa vaibhav laxmi🙏🙏*
@utsamukherjee40104 жыл бұрын
Jai ma baivhab lakshmi,🙏🙏🙏apne kitni weeks ki mannat rakhi hai.love u😘😘😘
@kantiprakashtiwari50063 жыл бұрын
Bhut ache ki hai dekh puja man khush ho gya mai vi kuch acha apse sikh li mata rani Ashirvad bnae rkhe Jai maa vaibhv laxami
@indianyoutuberswaranjali44173 жыл бұрын
Thanku
@PushpaRani-mf5fj3 жыл бұрын
JAI SHRI VISHNU HARI JI MATA LAXMI JI 🌹😊🙏🙏
@ShilpiBhargava-k4c Жыл бұрын
Mam Amavasya se Vaibhav Laxmi vrat start kar sakte hai kya..?? 19 May 2023 se..?
@savitahajeri68864 жыл бұрын
👌👌 vlog aur pooja vidhi 👌👌di jai maa Lakshmi 🙏🙏🙏
@happyworldd18122 жыл бұрын
Jo kalash ke niche chabal ka dher lgate hai.... Usme kya toota huaa ek bhi chabal nhi hona chahiye kya?
@varsharaj47644 жыл бұрын
Jay Laxmi mata ji Di aapki manokamna puri kare hum bhi ase puja kerte hai di 5 diye se aarti kiya kero aur ho sake to mata ji photo ko chunri pahenaye Di kuch galat bol diya ho to sorry Di Laksmi mata ji ki puja bahut acchi lagi aur mane like ker diya
@rounakpal13732 жыл бұрын
Thanku didi
@vishnukumarsingh83684 жыл бұрын
JAI MAA LAXMI 🙏🙏NICE VLOG SWARANJALI JI 23rd JUNE MERI BETI VANSHIKA SINGH KA 6th BIRTHDAY HAI PLEASE WISH KAR DIJIYEGA
@dolipatra75863 жыл бұрын
May god bless her
@dolipatra75863 жыл бұрын
And fulfill her all dreams
@kajalrani54302 жыл бұрын
Aapki ye video dekh ke hi mere aapne vrt suru kiye the or aj mere 20vrt ho chuke h thank you
@rijusingh70333 жыл бұрын
Is it necessary that Vaibhav laxmi fasting should be done continuosly for 3 Fridays. Because I did 2 Fridays and got periods. Then pandit ji was again telling me to start Vaibhav laxmi from beginning
@AinAditi3 жыл бұрын
No bro you just need to complete the intended fast and that doesn't have to be continues, if you're out of town, or have mensuration or staying at someone else's place than you can skin that Friday and began from next
@AinAditi3 жыл бұрын
But keep in mind this cycle should end at the place it started,
@poonamgupta75544 ай бұрын
🙏जय वैभव लक्ष्मी माता की🌹 Beautiful nice video 🙏कृपया उद्यापन विधि भी इसी वक्त बताएं🌹🙏
@amanverma47693 жыл бұрын
Har bhagwan se Pahle ganesh ji ki puja karni chahiye 🙏
@manishamishra75203 жыл бұрын
is birat me nhi ki jati hai
@redtoxci98403 жыл бұрын
@@manishamishra7520 ki jati hai
@bideshbehera56982 жыл бұрын
Ji kalash ko hin Ganesh ji ka swaroop mana jata hai
@HimaniBanshiwar44274 ай бұрын
जय लक्ष्मी माँ जय माँ लक्ष्मी🙏 जय लक्ष्मी माँ जय माँ लक्ष्मी🙏 आपका यह व्रत जो भी करे उनकी सारी मनोकामना पूर्ण करना 🚩जय माता दी🙏🔱🚩
@punjabigirl55603 жыл бұрын
Maine maa Laxmi vart k liye ek photo khrida Abhi mere vart chl hi rhe the ki achank hi mere hubby ka foreign country Jane ka kam bn gya aur wo maa ki photo choti c jo Maine li thi wo bhi unke sath hi gai ab wo photo mere hubby k foreign wale mandir me rakhi hai ye ase tha ki jo kbhi sapne me nhi socha tha maa mujhse itni khush ho jayengi maine socha nhi tha maine sirf ghr me barkat aur sukh shanti k liye kiye the 🙏🏻🙏🏻
@indianyoutuberswaranjali44173 жыл бұрын
Jai maa laxmi
@varshamittal5760 Жыл бұрын
@@indianyoutuberswaranjali4417 jay maa laxmi
@varshamittal5760 Жыл бұрын
@@indianyoutuberswaranjali4417 di apna no..de do muje baat krni h
@seemaverma41782 жыл бұрын
Bus ye batao ki gherwalo ko isme se kuch bhi bhog Prasad nhi dena kya baki sb smjh aa gya thanks bus ye or batao mujhe kl se kerna h 🙏
@deeptikumar8384 жыл бұрын
Nice vlog jai maa laxmi🙏
@indianyoutuberswaranjali44174 жыл бұрын
Tq
@chetnasharma67222 жыл бұрын
Jankari ke liye aap ki puri jankari ke liye bahut bahut dhanyavad aap ki puri jankari ke tahat hi main aap ki video chala kar main shukrawar ko aaj 4 tarikh ko vrat shuru Karen hain aur main aapki video dekhkar hi pura apna vidhi Pujan kiya hai bahut bahut dhanyavad aapka aap ki video jaisa mujhe kahin per vidhi nahin Mili Jo dhang se samjhae aur bahut hi mushkil lag raha tha lekin aap ki vidhi dekhne ke bad aap ki video dekhne ke bad mujhe bahut hi aasani ho gai aapka bahut bahut dhanyavad 👍
@indianyoutuberswaranjali44172 жыл бұрын
Tq
@kumudkhatri1894 жыл бұрын
Beautiful, nice explain
@dancerkashish28 Жыл бұрын
Mujhe aapka yah block bahut pasand aaya aapane Jo Mata ki vidhi bataiye vah bhi bahut acchi hai thank you so much
@ganpatichoudhary57054 жыл бұрын
jai maa laxmi🙏🙏🙏
@umachhonker6102 Жыл бұрын
Prashad ki kheer sirf Ghar ke logo me bantni hai ya bahar bhi?
@RONITJANGID4 жыл бұрын
जय मां लक्ष्मी कहीं से सुना लक्ष्मी जी के व्रत मैं घंटी नहीं बजाते
@monikabhandari23794 жыл бұрын
Yes sure shi suna he
@manjarisharma25292 жыл бұрын
Arti krne ke bad hawan krte hai kya ?
@rekhaashokjangra86976 ай бұрын
Kalsh daye or rakhna hi zaruri hai kya ya fir baye bhi rakh sakte hai kya
@jaatjaat72854 жыл бұрын
Thanks for making this video
@AnandKumar-gp6gz Жыл бұрын
🙏🙏swaranjali ji...bahut ache tarike se vidhi batai hai ..kya her sukrwaar ko hawan karna hoga😊pls reply ❤
@disha-dng4 жыл бұрын
Wow thank you 🙏🏻
@ReenaSingh-qs4he11 ай бұрын
Didi please reply vrat poore hone se phle sadhi ho jaye to sasural me vrat complete kr ke udyapan kr sakte h married ko bulye ya unmarried ko please reply
@AnitaSharma-bk6vr4 жыл бұрын
🙏🙏🙏jai mata Rani ❤❤
@Madhujadhav-l4z25 күн бұрын
Radhe Radhe didi Jo dakshina apni Puja mein chadhai uska bad mein kya karna hai kya aaj shukrawar ko dakshina chadhane hai vahi
@chandakoshyari24034 жыл бұрын
Wow Di looking gorgeous 😍😍😘😘😘😊❤
@indianyoutuberswaranjali44174 жыл бұрын
Tq
@sangeetatanwar44272 жыл бұрын
Iss vrat ko me bhi karna chah rahi hu par abhi pihar hu me to me sasural me jake iska udhyapan kar skti hu kya
@anshpoudel28793 жыл бұрын
Sam ke samaye kitne baje se puja surukarne chahiye kya suryastkebad puja suru karna chahiye bataiyena please
@ranimehra68623 жыл бұрын
Mam plz mare help karo main apne Mieke main 15 jan ko vrat suru kiya tha lakin kya jab main apne susral jaugi kya main tab j vrat continue rak. Sakte hu plz mam mare help karo main gusse ho kar aae hu
@Guriya99995 ай бұрын
Plz plz btaiye sabhi din sankalp lena h ya phle din plz comments dekh k reply kariye.plz
@disha-dng8 ай бұрын
Ganesh ji bhi baithate hai kya? Plz bataye me kal se karungi vrat thank you in advance 🙏 from USA 🇺🇸
@nidhimisra47442 жыл бұрын
Is baar sakat chauth Friday ko hai to hum prasaad me kya til ka laddu chadha sakte hai
@RohitYadav-ub3kw4 жыл бұрын
Madam Hawan karne ke liye kaya kaya samgri aap lete ho aap us hawan samgri ke bareme bataieye hamai Hawan karna hai mata rani ka hamare ghar mai
@poonamdhighan69533 жыл бұрын
Ji hawen karne ke liye Kiya samgri AAP lete ho
@sonigagatgagat123410 ай бұрын
Kya tmater use kr sakte hai di....aur raat ko ye sab kha sakte hai....plz btana
@rammannamadhawan6 ай бұрын
Tamatar aloo ki sabzi Or dahi kha sakte hai?? Pls bataiye.. Kehte hai khatta nahi khate
@akku74092 жыл бұрын
Udyapan ke pehle manokamna puri hui ki udyapan ke baad please bataye🙏🙏🙏
@swapnilkrgupta63216 ай бұрын
Vrat ke ek din phle bina lahsun pyaaz ka khaya jata h kya plzzz btaye
@pallavireddy73112 жыл бұрын
Maam jab puja khatm hone k baad usse din choki utha sakte hai kya Mujhe bahut Jan kaha hai ki usdin nai uthna Chaiye Kya ap please bata sakte ho
@KavyaSagar-gi8ov6 ай бұрын
Is vrat ke udyapan me hum kanyaao ko bhojan kra skte h...
@prachi5173 жыл бұрын
Bohot ache se bataya hai apne dhanyawad
@vickypatel89264 жыл бұрын
Hi mem aap NE bhut acha btaya nice mem me bhi vrt krna chahti hu but mem hmara mndir ka mukh purv disha ki aur he mtlab hmare mndir ke bhgvan ka face purv disha ki side ata he to hum jub mndir ke Sam NE bethenge to humare pith ka bhag purv disha ki aur ata he to mndir his disa me he hum us disa me pooja kr sakte he laxmi ma ki please nem btaiyega
@kirtidulgac003Ай бұрын
Ye katha pustak muje bhi chahiye ho to aap koi link de plz di
@shivalisharma2263 жыл бұрын
Main kal se vrat start krungi to mujhe btao ki din me salt le sakte hain ki ni fruit hi khane hote hai ya kuch bna ke kha sakte hai plz jaldi reply Krna di
@poojapal90352 жыл бұрын
Jo jal hai uska kya krna hai...same day uthana hai jal ya second day
@MANDEEPSINGH-eh6ii2 жыл бұрын
Hello Di Mere 9 vart pure ho chuke h pr wish puri nhi hui to kya m isme vart ki sankhya Badha de kya
@NancyMishra-gy9jz4 ай бұрын
Mai bhi is vrat ko krti hu or mata ne meri bhi hr wish ko pura krti h jai maa vaibhav Laxmi
@kirtiaggrwal17283 жыл бұрын
Hello mam, Kya vrat me do time namak le skte h, or shaam ko 4-5 bje puja krne ke baad 8 bje tak khana kha skte h, ya tabhi khana h.
@kkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkk3653 жыл бұрын
Hn tbiyat ke hisab se agr 2 bar namak khana h ..toh kha skte h
@kkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkk3653 жыл бұрын
Khana sham ki pooja ke bad..kbhi bhi kha skte h..but pooja ke bad hi khana h..
@Officialteena-l7d10 күн бұрын
Shukrawar vrat m sabudana khichdi apple kha skte h
@sonasingh79882 жыл бұрын
Or kiya dubara fast shuru kre to nyi book pde ya jo h Pehle wali use hi PD skte h plsss
@onlineshopping37402 жыл бұрын
Hello di aaj mera fast h or mene subh uth kr daalchini ka pani pi liya h to kiya aaj mera fast khrab ho gya plss mujhe bataiye
@komalkundra1362 жыл бұрын
Di mujhe se ek galti ho gai hai vah yah hai ki Puja karte samay Jo ham Kalash rakhte Hain vah Kalash Maine Pooja hone ke bad tulsa ji mein jal de Diya to didi main aapse yah puchna chahti hun meri manokamna Puri hogi ya nahin
@komalpadia84442 жыл бұрын
Didi mai vaibhav lakshmi ke sat me ganesh ji ki bhi pija karti hu 8 Friday ho gaye hai kya ab laksmi ji kihi puja kry
@visakhasingh428 Жыл бұрын
Aap Puja ke baad kya khati hai Kheer roti hi ya kuch or
@raajshekharraaj64915 ай бұрын
Mai bhi mata vaibhav laxmi ka vrat karte aa rha hu mata rani sari इक्षाए Puri kar Rahi hai meri Jai maa vaibhav laxmi sab ki मनोकामना पूर्ण करो
@rakhi42733 жыл бұрын
Ye puja kis time krni chahiye subha ya sham ko
@classiccall95422 жыл бұрын
kya me ye vrat mayke me kar skti hu kyuki mujhe abhi yahin rehna hai aur vrat vale din saman khrid skte hai kya kyuki bolte hai ki friday ko paisa kharch nahi krna chahiye agar vrat hai toh
@nanditabiswas.mukeshnandit3763 жыл бұрын
Mei ye puchna chahti thi ki mera pehla brat pichee shukurbaaar ko rkha tha usme subah se hi brat thi subah ko mene katha pdh li thi pr sham ko mere period ho gya tha to mei kya bo shukurbaar Manu ya fr use chordh du ?please btayega
@manishachorge56014 жыл бұрын
अधिक मास मे कर शकती हु क्या चाल ु?
@abhilashachoudhary37172 жыл бұрын
Kya mujhe koi bata sakta hai ki main jo sankalp lungi or mannat mangugi toh kya msin vrat mannat pura hone ke bad vrat karungi ya jab tak mannat pura na tab tak karna hai
@devanshi786 Жыл бұрын
Mam KB se shuru kar sakte hai vrat please reply
@Mahee2094 жыл бұрын
Mam mujhe sukal pakchh nahi mil payega to ky abhi aane wale friydy se shuru kar sakte h
@namratadubey84943 жыл бұрын
Kya har sukravar ko chawal ki kheer hi bnani chahiye..ya makhane ki kheer aur singhade ka halwa vagairah bhi bna skte hai..iska koi niyam hai kya..
@indianyoutuberswaranjali44173 жыл бұрын
Nhi kuch bhi mitha bnana hai kheer ya hulwa
@satyamdevatwal315511 ай бұрын
Vabhav Laxmi ke vrat mein sabji me tamatar kha sakte hai ki nahi di plz reply dena
@adv.ashokkumarchaubey70562 жыл бұрын
Aunty agar hamm vrat kar rahe hai per agar beech me 1 vrat chod dete hai to usme khatti cheeze or non veg kha sakte hai ya nahi?
@sonia1061Ай бұрын
Khati cheez ka kush nhi hota magar nonveg nhi khana
@aayushikashyap47823 жыл бұрын
Kya har Friday ko kalash rkhna hota hai....plz reply mujhe isi friday se start krna h
@vineet37713 жыл бұрын
Ha
@seemaverma41782 жыл бұрын
Jai Maha Laxmi 🙏🙏bot acche se bataya h aapne
@poojasharma14213 жыл бұрын
Mam evn. M jo khana khate h vo vrat ka khana h ya phr Ann kha skte h jese gheu ki roti..vgera pls tell me
@anjalijuyal5843 Жыл бұрын
Hello swaranjali family ke Liye Khana banate hue tomatoes use kar sakte hai ky? Fruits mein papaya bhi kha sakte hai ky? Please reply..
@barkhasinha146426 күн бұрын
Kheer jo puja m prashad chadiyege toh shaam m kha skhte h
@universe101872 жыл бұрын
Hlo mam , mam ye pucchna hai ki mata ki diksha ke liye jo rupees rakhte hai , baad me un rupees ka kya karna hai
@priyajha61722 жыл бұрын
Ma'am mujhe ye puchhna h ki shukl paksh ka first Friday agr miss hogya toh second Friday se start kr skte ha kya