Hazart namaz jo maa baap ke liye arbi me dua pdte hai vo kab padni chahiye kaada aakhri me
@hashimuddinqadri2 ай бұрын
Aakhir me
@MohdNasir-yx4sr2 ай бұрын
Toh hazart hamari masjid ke Mufti hai vo khaali jumme mee aate hai namaz padane saari namaz vo Ghar me pdte hai toh unki hogi
@hashimuddinqadri2 ай бұрын
Apne ilaaqe ki masjid Me padhte honge...
@MohdNasir-yx4sr2 ай бұрын
@@hashimuddinqadri nhi vo toh usi masjid ke Mufti jis masjid me hum pdte hai bus Roz haif ji padate hai chodo vo Mufti hai apne ghar me pdte hai khaali jumme me namaz padaate hai jumme ki
@msd57342 ай бұрын
@@MohdNasir-yx4srnahi bhai Jinki o permanent duty nahi hota wo sirf jumma ko khutba aur Takreer ki hi duty hai unhe sirf jumma ke hi paisa milta hai aur Rozana masjid me namaz padhana par Hafiz sahab ki duty unhe poora darma milta hai me Karnataka davangere se hun hamare ilaqe me barakatiya masjid hai isme same yahi maamla hai wo hazrat ka Ghar jis mohalle me hai wo USI mohalle me jammat se namaz padhte hai aur unki duty sirf jumma padhane ki hai unhe sirf jumma ka hi darma paisa milta hai baqi Rozana Hafiz sahab hi namaz padhte hai hamare seher ke bahut saare masjidon me ye Amal hai masjid ke mufti sahab ka khudka madrasa hai wo waha busy rehte hai tho unka source of income koi idaara ya madrasa se Aata hai aur masjid me unki sirf jumma padhane ki duty hai
@MohdNasir-yx4sr2 ай бұрын
@msd5734 accha bhai
@GunsVibe2 ай бұрын
Agar koi begair wazu nimaz party ya napki main pary ya Umrah kary phir qabool honey ki Dua kary ya Kuch bhi aisa ho ya koi bhi Kam aisa hai Jo mana hai phir bhi uski qaboliya ki Dua kary ya damm lazim Aya uski muafi mang li nimazyn qza hui unki muafi mang li to aisy kehna Kaisa hai qiun ky ALLAH to Rehman hai
@islamzindabad31782 ай бұрын
Hamare aaha har islamic mahine ki 26 tarikh ko Allah paak ko niyaz karte hai kya aesa niyaz Karna Sahi hai
@simplestudent44662 ай бұрын
Pls reply Pls reply Hazrat mere aas pas 3 maszide hai aur tino masjido me imam devbandi o ahle hadish hai Ahle sunnat al jamat ki masjid paidal 20 min ki duri aur jiska gadi bhara 7 rupya hai jaha mai juma pashne jata hu Is halat me mai 5 wakt ki namaj apne room me padhta hu kya hame gunah hoga q ki juma masjid k imam ne kaha hai ki devbandi k pichhe namaj nhi hoga
@hashimuddinqadri2 ай бұрын
Jee deobandi imam ke peechhe namaz nahi hogi
@simplestudent44662 ай бұрын
@hashimuddinqadri to hazrat room me akele namaj padhne koi harj to nhi