Bht achha baat bole Prabhu ji.aapke charno me koti koti pranam .ashirwad kripya kijiye Prabhu ki Mai jitna din bitey Bhagwan ke prati Prem utna hi barte rahe..Hare Krishna
Hare krishna guruji Makrana marble ki matarani ki murti rakhni chahiye ya nahi
@gopalbhagat9314 Жыл бұрын
Ghar ke andar Pooja asthal pr kitna inch ka murthi rakhna chahiye
@anjali91043 жыл бұрын
Hare Krishna Prabhu ji chandi k b vigrah ho sakte h Prabhu ji
@madhviverma1222 жыл бұрын
Hare Krishna hare Krishna Krishna Krishna hare hare 🙏
@idolmakingart89372 жыл бұрын
Kya mitti ki murti ko ghr m rkh skte h ?? Lambe samay thmak ?
@nehakeshri97912 жыл бұрын
Guru ji painting me panchamrit se Abhishek kaise Kiya jata h uski Kya vidhi h plz btaye
@lavirana11711 ай бұрын
Hare Krishna dhandwat prnam prabhu g mai ghr pe 15 inch ka vigrah la gyi hu ab kya kare 😢 please mera answer dena prabhu g
@sonam46212 ай бұрын
Mere pas m asht dhatu ki murti h kya m ese apne ghar m rakh sakti hu
@jayant9966 ай бұрын
Hare Krishna kya hum ghr par marble dust ka vigrah rakh sakte hain kya
@khushboosahni8040 Жыл бұрын
Guru ji mere laddu gopal peetal ke nhi hai lohe jaisi kisi dhatu ke hai unka coloer hat gaya hai to kya unki pooja ki ja sakti hai
@theartofeverything29312 жыл бұрын
Sanatan dharma ki jai 🙏
@patelkishan39112 жыл бұрын
Nice
@RadhaRani-y4p-y8u3 ай бұрын
Guru ji mai waite colur ki choti si radha krishn ki murti lana chahti hu puja ghr me rekh skti hu plz btaiy
@makannegi3322 жыл бұрын
Jai shree Krishna 🙏
@crisasarmah8856 Жыл бұрын
thanks❤
@radiodwarkard Жыл бұрын
हरे कृष्णा..... जागते रहें और जगाते रहें
@nehatripathi19143 ай бұрын
Guru ji hum chandi ki murti le k aaye hai, pehle se pital k ladoo gopal hai . Kya ye theek hai🙏
@Vishal_makeup_studio01 Жыл бұрын
Humere yaha to18 inc ka radhe krishna ha prabhu ji
@KaashviTheethnicattire Жыл бұрын
Kahi kahi 12 angul yani approx 6 inch maximum btate hai kahi kahi 12 inch maximum appropriate maximum size kaunsi hai please reply prabhu
@radheydashishalini2742 жыл бұрын
Radhey Radhey swami ji hum jab apvitra ho to kya kre bhagwan ji ki puja bachcho se jabarjasti krni padti h kya kre plz bataeye hare Krishna
@ShivKumar-yu9yz6 ай бұрын
Prabhu ji agar pital ke balgopal balradha ki murti ki jagah inki photo ki puja kar sakate hai kya please bataye
@Sudhiryadav-is6cc2 жыл бұрын
Jay shri krishna
@nityakrishnadas620 Жыл бұрын
Hare Krishna🙏 Prabhuji Vigrah size 12 inch rakh skte hain?
@radiodwarkard Жыл бұрын
हरे कृष्णा...... जागते रहें और जगाते रहें
@prerna83953 жыл бұрын
Kya gaur nitai ke seva karne mei apradha nhi lagte kya rules hote hai gaur nitai ke vigrah ki sewa karne mei
@Viralshortsviews2 жыл бұрын
Office mai kitni size ki murti rakhni chaiye. Ganesh Ji Laxmi Ji or vishnu ji ki
@ramneeksharma68017 ай бұрын
Radhe radhe guru ji Kya hum marble dust ka vigrah rakh skte hh ???
@namitasingh44853 ай бұрын
KGuruji 🙏 , mein 13cm ka shri krishna murty (marbal) ka lai hun , kya puja nhin hogi ?please reply .
@rinkuyadav-pf1ju Жыл бұрын
Hare Krishna guru ji, market me jo ashtdatu ki murti milti ha vo pyor tho asthdhatu ki hoti nhi ha log kahte hai ki aise asthdhatu ki murti ghar nhi rakhna chahiye nakaratmak urja deti ha Aisa hota hai kya please bataye 🙏🙏
@SunnySingh-kt8pz2 жыл бұрын
Guru ji ko charan Sparsh 🙏🙏 Guru ji mere pass shiv ji ki murti hain metal/peetal ki But Andar se woh Khanche se dhalaa hua hain (whole-khali hain) Kya yeh Sahi hain Please 🙏 help kare
@myart8992 жыл бұрын
खोखली मूर्ति नही होनी चाहिए और वैसे आपने गलत जगह पूछा है क्योंकि यहां हर नही हरी चलता है 🙏🏻
@vijaymishr6630 Жыл бұрын
पीतल, तांबा या अष्टधातु कौनसा स्थापना करे
@Successwithsonal Жыл бұрын
Marble dust ki murti la sakte hain prabhu ji
@sheilaroy53763 жыл бұрын
🙏🙏🙏
@radiodwarkard3 жыл бұрын
Hare Krishna Sheila Ji, Stay Connected ....... जागते रहें, जगाते रहें
@SabAchaHai_6 Жыл бұрын
Hare Krishna prabhuji 🙏 Agar 12 inch hai to kya ghar me rakh sakte h Puja kar sakte h
@nehakeshri97912 жыл бұрын
Guru ji photo aur murti dono me Kya antar h agar photo rakhe tho sirf
@Black00356 Жыл бұрын
Prabhu ji mere Narayan 10 inch k hai kya ye sahi hai
@sudhansusekharpadhy2659 Жыл бұрын
Prabhuji Marble ka murti ghar la sakte hai kya ... Jese iskon mein hita hai ...
@simplysangi2 жыл бұрын
Mere jaganath vigrah cloth k bane huye h. Mai unhe manmay mein maanlo. Maine vigrah ko alag ni kr sakti. Plz marg darshan kriye...Hare krishna!