Sagar Siddiqui sahab ki iss khoobsurat ghazal ko, Ghulam Ali ji ne utni hi khubsurati se pesh kiya, iss Private Mehfil mein... Apni kalaatmak gaayaki se, iss ghazal ke marm sparshi ash'aar ko sa.nwaarne ka kaam kiya..jisei sunn kar darshak aanand vibhor ho gaye.. Bahut hi piyaari shaayari hai..Ek vaada hai kisi ka jo wafa hota nahin..Varna in taaro.n bhari raato'n mein kyaa hota naheen... Jee mein aata hai ulat duu.n unke chehre se naqaab...Hausla karte hain, lekin hausla hota nahin Shama jiski aabroo par jaan de de jhoom kar...Wo patanga jal to jaata hai, fana hota naheen.. Aur kya jhoom... kar hi gaaya hai ..Khan sb ne, dil ko chuu liya.. Apni shaastreey kala ka bharpoor pradarshan kiya hai iss livperformance mein, sunder sargams aur harkaton se...Tabla sangat bhi kamaal ka , gaayiki ko nikhaar deta hai... Lutf aa gaya, Ghulam Ali ji ki makhmali awaaz mein ye khubsurat ghazal sunn kar ! Kaha jaata hai ki, ek mushaira mein, Siddiqui sb ki ye ghazal sunne ke baad, Jigar Muradabadi sb, ne, apni baari aane par kaha, ki meri ghazal ki ab zaroorat nahin....haasil e mushaira ghazal ho chuki... ye keh kar apni ghazal ko stage par hi phaad diya.. Unko Sagar Siddiqui ji ki ghazal behad pasand aayi thii.. Shukriya, Suman ji, Ghulam Ali ji ki ek aur naayaab live performance ki recording upload karke, hum sab ko khushi dene ke liye.!.. Shubh kaamnaaein.!.👍👌💐🙏
@sumansaurav712 жыл бұрын
Shukriya Vichitra Jee for valuable feedback.
@vichitram70372 жыл бұрын
@@sumansaurav71jee, you are most welcome! Pleasure is mine always!
@VinodKumar-hj4ys5 ай бұрын
Afrin
@harshadgadhavi19049 күн бұрын
वाह - आभार ईस अद्भत गझल को शैर करनै के लीऐ सूमनजी - यदी लाईव वाडियौ हौ तौ .......
@sumansaurav718 күн бұрын
Thanks sir for feedback.
@ajayparmar-mx1xi5 ай бұрын
I call ustadj Ghulam ali sahab - "God of Gajal " . Tabla vadak ki prastuti bhi bahut bahut sundar khubsurat .
@sumansaurav715 ай бұрын
Thank u so much for valuable feedback. please check recent upload.
@apc783152 жыл бұрын
The great Ghulam Ali bhai 👏👏 teeno saptako mein khelte hai apni maharath se .... Jabardast taiyyari 👏👏
@vishalsidhu6666 Жыл бұрын
sukoon hi sukoon love you ustad ji
@imranhaider48362 жыл бұрын
Khan SAB ko Allah Pak sehat Wali Zindagi ata farmye ameen
@PrashantSathaye2 жыл бұрын
Very rare recording.. beautiful... Saurav, cannot thank you enough for your amazing collection and kind sharing...
@kashifashfaqofficial4 ай бұрын
.Ek vaada hai kisi ka jo wafa hota nahin.. Varna in taaro.n bhari raato'n mein kyaa hota naheen... Jee mein aata hai ulat duu.n unke chehre se naqaab.. .Hausla karte hain, lekin hausla hota nahin Shama jiski aabroo par jaan de de jhoom kar... Wo patanga jal to jaata hai, fana hota naheen....
@malkitmst2 жыл бұрын
"Awesome.... Ghulam Ali saheb ka jawab nahi..!"
@udayvipra Жыл бұрын
Wah Suman ji..yet another jewel shared by you....14:30min alaap n then the tabla...just soulful...you are unique...can understand how much you have gratitude and understanding of the great ustaad ghulam alijis creations
@sumansaurav715 ай бұрын
Thanks for valuable feedback. please listen recent uploads.
@MuhammadAslam-fm9go2 жыл бұрын
Kya baat hai khan sab thanks for upload bhai jan
@kamalendubhattacharya14782 жыл бұрын
Zabardast upload aur ek baar phir se....Sumanji ka Naya uphaar. Khan Sahib Ghulam Ali ke Gaya hua iss ghazal pahli baar sun raha hoon. Shayad raag Kaushik Dhwani pe adharit iss ghazal mein tabla sangat bhi behtareen tha. Shukriya Sumanji. Ghazal gayaki ko aam logon ke beech lokapriya karne ke liye apka ye niswarth prayas hum log kabhi nahi bhulenge. Jeete raho.
@sumansaurav712 жыл бұрын
Shukriya sir for excellent comment
@kamalinimalhotra2695 Жыл бұрын
Saurav you dont have a live performance video of this. Pls upload it. This is unfathomable. Thank you
@sumansaurav71 Жыл бұрын
I do not have video.
@karandubey64499 ай бұрын
Kya baat h 🙏🙏♥️
@sumansaurav715 ай бұрын
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
@MishraRavindraKumar2 жыл бұрын
परछाइयां एल्बम की बड़ी ही खूबसूरत यह ग़ज़ल मुझे बहुत पसंद। आई।
@geetkars.ssandhu95982 жыл бұрын
SABI GAZALBAHUT AHLA JI
@bichlaa45958 ай бұрын
I think legendary pandit aurindo chatarjee is tabla player
@sumansaurav718 ай бұрын
No
@kamalinimalhotra2695 Жыл бұрын
Amazing. Amazing, Amazing.
@suyashkaushal5766 Жыл бұрын
Sitaron se kahin age se hain aap ...
@gaaykistudiosranjitpunjabi4459 Жыл бұрын
Mere Ustad ji 🙏 ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@9madhav12 жыл бұрын
Beautiful. Thanks a lot
@daljithanssinger2 жыл бұрын
Wah ... TOHFAA
@kevaljoshi18072 жыл бұрын
Ustad mussafar Husaain on tabla. Great upload bhai
@sumansaurav712 жыл бұрын
Muzaffar naam tha shayad?
@kevaljoshi18072 жыл бұрын
@@sumansaurav71 yes bhai. Mussafar Hussain sahab
@sumansaurav712 жыл бұрын
@@kevaljoshi1807 shukriya sir for correct name
@شاهجیلانی10 ай бұрын
روحت شاد یادش گرامی باد
@sumansaurav715 ай бұрын
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
@shaukathayyatwattoo79072 жыл бұрын
wah wah kya baat hai
@mahrtabassam27342 жыл бұрын
Kya bt a
@medicomusic60412 жыл бұрын
❤️❤️❤️
@kashifashfaqofficial4 ай бұрын
Sagar Siddiqui sahab ki iss khoobsurat ghazal ko, Ghulam Ali ji ne utni hi khubsurati se pesh kiya, iss Private Mehfil mein... Apni kalaatmak gaayaki se, iss ghazal ke marm sparshi ash'aar ko sa.nwaarne ka kaam kiya..jisei sunn kar darshak aanand vibhor ho gaye.. Bahut hi piyaari shaayari hai.. Ek vaada hai kisi ka jo wafa hota nahin ..Varna in taaro.n bhari raato'n mein kyaa hota naheen... Jee mein aata hai ulat duu.n unke chehre se naqaab... Hausla karte hain, lekin hausla hota nahin Shama jiski aabroo par jaan de de jhoom kar... Wo patanga jal to jaata hai, fana hota naheen.. Aur kya jhoom... kar hi gaaya hai ..Khan sb ne, dil ko chuu liya.. Apni shaastreey kala ka bharpoor pradarshan kiya hai iss livperformance mein, sunder sargams aur harkaton se...Tabla sangat bhi kamaal ka , gaayiki ko nikhaar deta hai... Lutf aa gaya, Ghulam Ali ji ki makhmali awaaz mein ye khubsurat ghazal sunn kar ! Kaha jaata hai ki, ek mushaira mein, Siddiqui sb ki ye ghazal sunne ke baad, Jigar Muradabadi sb, ne, apni baari aane par kaha, ki meri ghazal ki ab zaroorat nahin....haasil e mushaira ghazal ho chuki... ye keh kar apni ghazal ko stage par hi phaad diya.. Unko Sagar Siddiqui ji ki ghazal behad pasand aayi thii.. Shukriya, Suman ji, Ghulam Ali ji ki ek aur naayaab live performance ki recording upload karke, hum sab ko khushi dene ke liye.!.. Shubh kaamnaaein.!.