Assalamualaikum sir ap boht achi video banty best information
@ZohaibSiddiquiАй бұрын
Walikum Asalam .... JazakAllah
@AamiraliMahar-r7t11 ай бұрын
Very Nice Mash ALLAH
@ZohaibSiddiqui11 ай бұрын
JazakAllah bhai
@Kuch_yadein2 ай бұрын
Ma sha allah
@ZohaibSiddiqui2 ай бұрын
JazakAllah
@qariishaq8237 Жыл бұрын
بہت خوب سر
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
JazakAllah
@tayyabhassan1529 Жыл бұрын
bohat achi video bnai hai ap nay MashaAllah sab say achi tip book jo ap nay recomend ki hai yeh book main apny sath zarur lay k jaun ga or ap k lia Dua go hon Allah ap ko ajar ata kere. Ameen
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
JazakAllah bhai
@mdsiamsiam1422 жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah MashaAllah MashaAllah Subhan Allah Subhan Allah Subhan Allah AMEEN AMEEN AMEEN AMEEN AMEEN
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
JazakAllah
@natureisbeautiful69329 ай бұрын
Alhamdulillah
@ZohaibSiddiqui9 ай бұрын
Alhamdulilah
@gazalashaikh8078 Жыл бұрын
Jazakallah khair
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Ameen
@natureisbeautiful69329 ай бұрын
Jazakallahu khair
@ZohaibSiddiqui9 ай бұрын
Ameen
@AamiraliMahar-r7t11 ай бұрын
Bhai 😊
@ZohaibSiddiqui11 ай бұрын
Thank you
@VoiceofSerenityNaats3 ай бұрын
Rafiq Ul Haramain
@ZohaibSiddiqui3 ай бұрын
G
@tausifshaik3002 Жыл бұрын
Jazakallah allah aapki mehnat qabool kare
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Ameen
@foodcraft786 Жыл бұрын
Huge respect for your hardworking
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Thank you
@gmalikg39162 жыл бұрын
جزاك اللهُ
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
Ameen .... thank you for watching
@azaanali76542 жыл бұрын
MashaAllah, Jazakallah kher for your efforts, Zohaib bhai.
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
Thank you for your support
@yunuskhan7130 Жыл бұрын
JazakAllahhu Khaier
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Ameen
@shahabali5897 Жыл бұрын
Thanks for the valuable sharing
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Thank you
@Islamiclessos786 Жыл бұрын
جزاکم اللّٰہ خیرا واحسن الجزاء فی الدارین
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Ameen wa eeyakum
@WaliKhan-zw4lw Жыл бұрын
Zohaib sb salamat rahey, bahut mehnat ki hay video k liye
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
JazakAllah
@Flameonhaiwithmehwish Жыл бұрын
JAZAK ALLAH KHAIR ALLAH PAK AP KO DONO JAHANO KI KAMYABIYAAN ATA KARE AAMEEN
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Ameen JazakAllah
@Banati-fl3pc Жыл бұрын
Fantastic video 👌
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Thank you
@gmalikg39162 жыл бұрын
Nice
@amirnaganoshi50452 жыл бұрын
Good
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
Thank you
@Mushabbar Жыл бұрын
☘ Thanks for good work and guidance. 🙏
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Thank you brother for appreciation
@ramzanul03 Жыл бұрын
assalamu alikum bhai jaan, love and respect from Bangladesh
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Walikum asalam.... JazakAllah.... Allah mohabbatain salamat rakhay
@eprohoda2 жыл бұрын
Yeah- super , take care~ Zohaib~ =))
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
Thank u
@ASADVUBER Жыл бұрын
Ham 2024 pe hajj ja re hai ❤❤❤❤❤
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Mashallah..... Allah Pak mubarak karay ... or hajj asan farmai ... duaon mai yaad rakhiye ga
@saifalinazar95072 жыл бұрын
Dua karay ky Allah humay bhi apnay dar par bulay Ameen insallah 😇😇🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
G bhai zaroor .... ap bhi dua kijea ga k mujhay bhi bar bar kabah ki ziarat or Roza e Pak s.a.w.w ki hazri naseeb ho family k sath
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
Ap k dil mai ye khowaish agar shidaat sai agai hai tu inshallah jald apki hazri ho jai gi
@funnyvideos..1027 Жыл бұрын
You are looking like marhom Amir liyaqat sahib..❤
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
I took it as a big compliment....❤
@babarzeba423 Жыл бұрын
December mai mosam kesa hoga vha ka please btaeye kese kapdhe rakhe
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Thanda hoga or thand seehrai thand hai moisturizers, creams zaroor lai k jayen pair phatay hain 2nd inners or garam kapray sath rakhain
@babarzeba423 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui shukriya bhai
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
@@babarzeba423 u r welcome brother
@YahyaAkhund14 Жыл бұрын
جس عمرہ ویڈیو کو بھی دیکھو تو چاے سے عالمی مسلۂ بنایا ہوا ہے اگر دس دن نہبپیع تو کیا ہوگا
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Well jo chai k adi hain log bina chai un k sar mai dard ho jata hai tabiat down rahti hai .... its an addiction islea guide karna parta hai 🙂
@saeedShah-dx1jy4 ай бұрын
tea k bger jo log nhi rhty wo oodr sr pkr k bethy rhy gy to na ibadat na oomra thik se hoga
@abutufailraza8004 ай бұрын
Salam zohaib bhai video k back ground main music chal raha hai.
@ZohaibSiddiqui4 ай бұрын
walikum asalam .... G
@bilalanwar96919 ай бұрын
Aoa sir
@ZohaibSiddiqui9 ай бұрын
walikum asalam
@mehrk7501 Жыл бұрын
Kea hum nail cutter scissor aor shaving razer sath ly kr ja sakty hen? plz reply kejey ga.
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Isko ap laguage mai daal dain hand bag mai nahi ja sakta
@salmanoreen1737 Жыл бұрын
Umra guide book ka name bata dejeiy please
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Rafeeq ul motamareen ..... PDF whatsapp kar k lai sakteen hain ap
@shariq-sh Жыл бұрын
Can you please share contact information of a good ziyarat guide in makkah and madinah?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Sure kindly contact me on my whatsapp no. I will share you the no. Of most experienced and reable ziarat guide of media and makkah
@sadiqrajachohan5 ай бұрын
Bhai electric cattle me ap paani garam kr k khana plastic bag me daal k garam krsakte hain 😊
@ZohaibSiddiqui5 ай бұрын
Desi jugaar mai sab ho jata hai
@nizamuddinshaikh5791 Жыл бұрын
4 membar ke bich 2 beg le ja sakte he.
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
G kya 1 bhi lai ja saktay hain size mentioned hota hai ticket per chahay tu 4 lai jayen sab ka 1 bag allow hota hai
@MuhammadRafiq-k7k Жыл бұрын
ایک دوست کیلیے .... کبھی ہم بھی اپنی تیاری کریں گے..❤
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Inshallah
@khurram626112 Жыл бұрын
Aoa bhai, Madina mai Roza e Rasool SAW ki zayarat ke liye appointment leni parti hai aaj kal? Aur timings bhi bata den
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
G .... appointment k lea NUSUk app download kar lain us k zariye apko appointment milay gi
@Fists-kw8tv4 ай бұрын
Salam bro jeddah airport per wrapping mandatory hey kya? Ya ham bagair wrap keyey bhi ley jaa saktey hein luggage?
@ZohaibSiddiqui4 ай бұрын
walikum asalam .... nahi mandatory nahi hai
@chadnan5530 Жыл бұрын
Bhai Mri baby formula milk pr ha PlZ PlZ PlZ guide kr dey K formula milk ly ja skty hain sth
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Formula milk agar pack hai tu language mai ja sakta hai per apnay country k rules and regulations check kar lain.
@mdgiyasuddin5701 Жыл бұрын
اسلام الی اخر سستا عمرہ کی بتا دیں
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Whatsapp per rabta kareen
@aishmalik4506 Жыл бұрын
Aoa sir....mra mre family k sath fst Umrah h kindly bta den book k pdf kha sy mile ga
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Bhai ap mujhay whatsapp kar dain mai apko share kar donga
@awaisbhatti7009 Жыл бұрын
Bhai jaan briefcase ki taap k sth packing kis trhann krni ha?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Video mai packing dekhai hai na half window mai wesay
@yusraakbar44242 жыл бұрын
Hm ny apny bety k sath jana hai 28 months ka hai kya chotty bachy ko masjid nabvi Mai sath jany dain gy kindly rahnumai kr dain ar ap ny permit py b koi vedio b'nai hai to bta dain...
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
G chotay bachay haram mai ja saktay hain .... nuzuk app per video banani haibper days block arahai hain
@yusraakbar44242 жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui masjid e nabvi ka bta dain
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
@@yusraakbar4424 jee wahan chotay bachay walid k sath masjid mai ja saktay hain or betian agar thori bari hon like 5 years to walida k sath hi jana hoga unko masjid mai
@husnakhan6790 Жыл бұрын
Assalam walikum plz. Batao current wheel chair kitte paiso me milga aur kaisa lena hoga agagr chahiye to
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Current wheel chair sai murad app ki electric wheel chair hai jo umrah k lea milti hai tu 230 riyal charges hain meray khayal sai dubble k gain 115 riyal single person k hain electric cart kehlati hai ye haram mai service hai
@husnakhan6790 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui bahut shukriya apki information keliye Allah apko kamiyab kare
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
@@husnakhan6790 ameen
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
@@husnakhan6790 of you want to know any thing related to umrah join our whatsapp group link in description.... wahan sab apnay experience share kartay rahtay hain
@mohammadmusaibbhat8413 Жыл бұрын
Assalamualaikum Can I wear jeans and jacket from home is it permissible and where I should wear ahram I am from Kashmir
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
You can wear jeans or any cloths after you perform umrah ... its better to wear ahram from airport ad do niat in plane before miqat
@rukhsar95309 ай бұрын
Mai nahi ja rahi hu
@ZohaibSiddiqui9 ай бұрын
Allah ap k asbab banai ... or ap jald jayen
@amirmanzoor820 Жыл бұрын
عمرہ کہ حوالے سے کتاب کہاں سے ملے گی
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Whatsapp kar lain mai apko PDF dai donga
@afshankhan5541 Жыл бұрын
Sandwich maker and induction cooker lekr jasakte Hain?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
G lai ja saktay hain ....
@qaisariqbal706 Жыл бұрын
Assalamu alaikum,bhai jan meine hafte ko umrah par jana hai,mujhe paishab k katru ka masla hai,jb b paishab karta hun usk bad 5,7 mint tak 2,4 katre nikal jate hai,is ka koi hal btaye ta k ehram na pak na ho jaye.shukriya
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Brother best ap kisi aalim e deen sai pochlain iska sharai maslah .... han ahtiyat ye hi sakti hai k ap agar connecting flight lai rahai hain tu last stop over per ap apni hajat sai free ho k ahram pehan lain or niat miqat sai pehlay kareen .... is tarhan apko kam time manage karna paray ga ....
@qaisariqbal706 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui ok shukria bhai jan.
@Ismailazeemmustufai Жыл бұрын
Luggaje bag size pls ???
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
80x120x120
@Ismailazeemmustufai Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui 80/120/120 is inch PR CM for Traveling bag for Umraha
@hindimangriobhai9115 ай бұрын
Waha par chay mil jaati kya easily Please reply...
@ZohaibSiddiqui5 ай бұрын
G mil jati hai
@hindimangriobhai9115 ай бұрын
@@ZohaibSiddiqui Than ok ji wahi le lenge ,
@Kamiyabinsan Жыл бұрын
Luggage 🧳 m kitna KG hona chaiye ?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Depend on airline 20kg minimum 7kg hand carry
@merabharat6804 Жыл бұрын
Allah hme bhi apna ghar dikha de🤲
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Ameen
@husnakhan6790 Жыл бұрын
Ek tawaf krne me kita waqt lage ga plz batatiue
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Sirf tawaf karnay mai 2 ghantay lag jayen gai agar 1st floor per kiya .... umrah mai ahram mai hotay hain islea mutaf mai allow hota hai jana mutaf yani kabbah ka sehan wahan sirf 30mint lagtay hain
@husnakhan6790 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui thank you so much fr ur kind information
@husnakhan6790 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui electric wheel kitne riyal me milega
@akhtarshah5597 Жыл бұрын
Aslm aliqum bhai, ye kitab hindi language me hai. Please reply dejeye. Bombay me avaible hai.
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Walikum asalam g hindi mai hai bombay mai bhi milti hai .... ap chahain tu mujh sai pdf iski hindi mai lai saktay hain whatsapp kar k
@yousafsahil5382 Жыл бұрын
Naswar lekr ja saktey Hain Kya ?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Nahi
@yousafsahil5382 Жыл бұрын
Kayi log kehtey Hain k agr naswar ki miqdar km ho tu Kuch nhi kehtey Mai wese Filter Wali naswar use krta hon Jo k Saudi Arabia Mai bikti hai Shayd aam Tor par
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
@@yousafsahil5382 mai tu iska mashwara kisi ko nahi daita .... agar milti hai tu waheen sai buy kar lijea ga bhai
@narmeennoman4878 Жыл бұрын
Madina mai zyarat kerwany walay bhai ka number apny hide ker dia… wo de den
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Kindly whatsapp kar lain mai no. Apko dai donga yahan publicly unki taraf sai mana hai
@muhammadayub5127 Жыл бұрын
Kia hotel mein stove nahi hota hai?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Nahi bhai wahan apko na stove milay ga na hi microwave
@muhammadayub5127 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui 5 star hotel mein bhi nahi hota?
@muhammadayub5127 Жыл бұрын
Log kahte hein k fry pan le jao salin garam karne k liye to phir kis tarah garam karte honge? Please guide me thanks
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
@@muhammadayub5127 brother mai nay stive dekhaya hai na video mai woh buy kar lain .... 20 riyal sai 40 riyal tak ka mil jai ga
@muhammadayub5127 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui ok brother thank you so much for giving reply
@noraalexis3164 Жыл бұрын
Chappal kahan sy lein?? Also tell abh gold jewelry if we want to buy from where
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Gold jewelry k lea ap Qubah walk way per market sai lai lain its good in rates or ap karachi sai hain tu buy from any good brand like hush puppies un k soft sole wala jo bohat naram hotay hain .... ya ndure k bhi soft sole k mil jatay hain ya kisi abhi achi jagha sai lai lain
@noraalexis3164 Жыл бұрын
What abt gold in bilal market?? Apkay khayal me quba walk way behtar hai in terms of price and designs ya quba walkway k gold shops??
@zaraali6006 Жыл бұрын
Kabab biryani etc ager le k jani ho to hand carry main rakhain yan Suit case main?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Suit case mai ... ye sab luggage 🧳 mai jai ga
@zaraali6006 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui Kharab to nahi hongy ager may k month main le k jayein to
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
@@zaraali6006 nahi air tight packing hoti hai market mai woh karwain woh apko har cheez k days bhi bata dain gai kitnay din tak sahi rahai ga sab.... ghar mai khood pack na kijea ga
@zaraali6006 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui g achaaa thanksss.. Plzz Ye b bta dain 1 room king size bed per night kya rate chal raha hai aaaj kal?
@zaraali6006 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui sweet shop se hogi airtight packing?
@tausifshaik3002 Жыл бұрын
For medicine do i need prescription
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Definitely
@MahreenNisa-c5yАй бұрын
Book ka nam
@ZohaibSiddiquiАй бұрын
Rafeeq ul motamireen
@mariambabar4391 Жыл бұрын
Is book ka name bata dy plz
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Rafiq ul motamireen ..... pdf agar chahiyeh ho tu whatsapp k zariye lai sakteen hain ap
@muhammadayub5127 Жыл бұрын
Janab, wrapping zaroori to nahi hai na?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Agar koi keemti cheez nahi tu zarorat nahi
@shumailmemon553417 күн бұрын
Book ka naam kya hi
@ZohaibSiddiqui17 күн бұрын
Rafeeq ul motamareen .... whatsapp me tu PDF apko bhejh donga
@nusrutkhanswati5907 Жыл бұрын
Kia wax machine la kr ja sakty?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
G apko luggage 🧳 mai lai k jani hogi
@nusrutkhanswati5907 Жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui buht shukriyan ap ka
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
@@nusrutkhanswati5907 u r welcome
@anaspathan7132 Жыл бұрын
Which multi vitamin is that?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Consult your doctor bro .... har dawa har kisi ko lagti nahi
@chadnan5530 Жыл бұрын
Bhai PlZ reply kr dey
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Any thing else you want to know whatsapp me wahan apko jaldi reply mil jai ga
@theglobalfreelancersnetwor49562 жыл бұрын
hotels my desi toilets hoty ya comod
@kotalian1372 жыл бұрын
All hotels hv comod toilets but WC's near haram have both toilets with muslim showers.
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
Almost every hotel has comods and wc
@theglobalfreelancersnetwor49562 жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui thanks for your rply bhai makkah r madina k 1,1 hotel suggest krdain jaha ye saholit ho g
@ZohaibSiddiqui2 жыл бұрын
@@theglobalfreelancersnetwor4956 kiswa tower makkah paradise hotel medina
@theglobalfreelancersnetwor49562 жыл бұрын
@@ZohaibSiddiqui JazakllLah siddique lala my InshahAllah March 2023 my irada hy g
@nizamuddinshaikh5791 Жыл бұрын
Ak beg me 2 membar ka saman. Ak beg me 15/20 k. G.
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
G kar saktay hain
@nizamuddinshaikh5791 Жыл бұрын
Jzakllah
@gamesofmobile5781 Жыл бұрын
I'm planning to go to Umrah with my mother (for the first time in my life ) so I need 0 to 100 Percent details on everything can you help me out with that ?
@ZohaibSiddiqui Жыл бұрын
Sure .... contact me on my whatsapp no. I will tell you what ever I Know