" HAQOOQ O FARAIZ Part I " Bajias Cooking

  Рет қаралды 38,443

Bajiascooking

Bajiascooking

Күн бұрын

Пікірлер: 151
@nayyabar5437
@nayyabar5437 7 жыл бұрын
Mashallah Allah tala apko sehet wali lambi zindagi ata kare ameen 🤗
@moonaimran8754
@moonaimran8754 7 жыл бұрын
MashaALLAH bht bhtreen well explained.
@shaikshahin9521
@shaikshahin9521 5 жыл бұрын
Assalamualikm.... Aapki Batien... Meriey dil aur dimagh per bahut asar kartie hein....... Bahut geherie hotie hein.... MashAllah....
@ismatskitchen6634
@ismatskitchen6634 7 жыл бұрын
Bahut khubsurat alfaaz hain khuda kare sab ke dilon me ghar kar jaye kafi din se aapki is tarha ki video ka intezar tha sun kar bada achcha feel hua jazakallah
@freejournals
@freejournals 7 жыл бұрын
Best, like always.... really doing great job.
@waqarbaloch1609
@waqarbaloch1609 7 жыл бұрын
Jazak ALLAH masha ALLAH dil khush kar deya ALLAH aap ko seyat de
@prachir7973
@prachir7973 7 жыл бұрын
Beautifully explained...agree with you👍
@syedabadar1736
@syedabadar1736 7 жыл бұрын
Mashallaha very nice
@usmanbutt8243
@usmanbutt8243 7 жыл бұрын
Sallam baji bhot nice batain
@sairarehman4071
@sairarehman4071 7 жыл бұрын
Excellent Bajia,to the point and very logical discussion.love to listen you. Jazak Allah khair
@Work-4-Jannah
@Work-4-Jannah 7 жыл бұрын
اسلام علیکم آپ کی باتیں بہت اچھی لگیں ۔۔ خاص طور پہ آپ نے جو بچوں کے حوالے سے بات کی کہ اُن کے ساتھ جھوٹ نہ بولا جائے۔۔۔ میرے بچے ابھی چھوٹے ہیں اور شروع سے یہی کوشش رہی کہ مذاق میں بھی جھوٹ نہ بولا جائے۔۔۔ مجھے لگتا ہے کہ بچے اگر سچ بولنا سیکھ گئے تو بہت ساری خرابیاں تو ایسے ہی دور ہو جائیں گی۔۔۔ اگر میرے سچ بولنے سے وقتی طور پہ ہلا گلا ہو تا بھی ہے تو یقین جانیے بعد میں بہت سکون بھی ہوجاتا ہے۔۔۔ جو کہ میں سوچتی ہوں معاملے کے اُلٹ ہو نے سے زیادہ فساد پھیل سکتا تھا۔۔۔ جبکہ میں نے دیکھا ہے کہ مائیں خاص طور پہ چھوٹی چھوٹی باتوں میں غلط بیانی سے کام لیتی ہیں اور ہر بات کو تروڑ مروڑ کے بچوں کے سامنے پیش کرتی ہیں کہ یہ تو چھوٹے ہیں انکو کیا پتہ جھوٹ اور سچ کا۔۔۔ حالانکہ بچے سب سے پہلے یہی بات سیکھتے ہیں۔ جانا کہیں اور اور بتانا کچھ اور۔۔۔ گھر میں اگر سویٹس پڑی ہیں تو کہہ دینا کہہ دینا کہ نہیں ہیں۔۔ بچوں نے اگر کوئ ایسی بات پوچھ لی جیسا کہ بچوں کی پیدائش کا معاملہ تو اُنھیں من گھڑت کہانی سُنا دینا۔۔۔ کیوں بھئ اتنی لمبی کہانی سُنانے کی زحمت آپ کیوں کرتے ہیں سیدھی سی بات بولیں کہ بیٹا آپ ابھی چھوٹے ہو یہ بات جاننا آپ کے لیئے غیر ضروری ہے۔۔۔ تو بچہ خاموش ہو جائے گا وہ بہتر طور پہ آپکی بات سمجھے گا۔۔۔ گھر میں سویٹس پڑی ہیں آپ چاہتے ہیں بچے زیادہ نہ کھائیں دانت خراب ہو جائیں گے تو کہہ دیں کہ سویٹس ہیں تو سہی لیکن آپ کو ایک دن میں ہی ایک ملے گی۔۔ میں زیادہ نہیں دوں گی۔۔ آخر میں آپکی ویڈیو کے توسط سے میری سب سے یہی التجا ہے کہ خدارا خود بھی سچ بولیں اور بچوں کو بھی یہی سکھائیں۔۔۔ جیسا کہ حدیث بھی ہے کہ ایک صحابیہ نے اپنے بچے کو یہ کہہ کے بُلایا کہ آؤ بیٹا میرے پاس میں تمھیں کوئ میٹھی چیز دوں گی تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اُس سے پوچھا کہ کیا دیں گی آپ۔۔۔ اُنھوں نے عرض کی یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم میں اُس کو کھجور دینے والی تھی آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ اگر آپ کچھ نہ دیتیں تو یہ آپکے نامہ اعمال میں جھوٹ لکھا جاتا۔۔۔ آپ سچ سے کام لیں اپنے نامہ اعمال اور بچوں کے مستقبل دونوں کی فکر کریں اور دیکھیں انشاء اللہ آپ کے بچے پر اس کا بہت مثبت اثر ہوگا اور بڑے ہو کر بھی وہ جھوٹ سے کام نہ لے کے بہت سی خرابیوں بلکہ خراب ہونے سے بچ جائیں گے۔۔۔ جب اُنھیں پتہ ہو گا کہ اگر یہ کام کیا تو والدین کو سچ بتانا بھی پڑے گا تو شامت آئے گی تو وہ رُک جائے گا۔۔۔
@agge8405
@agge8405 7 жыл бұрын
Allah aap ko sehat de or aap hamari rahnumai krti rahen.AMEEEN
@windrush08
@windrush08 7 жыл бұрын
Bahut saqeel guftagu thi magar bahut zaroori thi aaj kal ky halaat aur family pressures ka samna karna par raha hy . Thank you sun ky hamaray takhnoun ka dard dor ho gaya ! 😀
@nazishhasan1755
@nazishhasan1755 5 жыл бұрын
AAP ki baatein seedhe Dil par asar Karti h Aisa lagta h ki mera koi apna bol rha h I really love u Bari Ammy😘
@madihaammar919
@madihaammar919 7 жыл бұрын
Khoobsurat baatain💓💓
@samrasamra8291
@samrasamra8291 7 жыл бұрын
amazing bajia love u......
@zafihassan9387
@zafihassan9387 7 жыл бұрын
Bhut sakoon milta h app ko sun k
@zoash9953
@zoash9953 7 жыл бұрын
Well said baji.MashaAllah
@rukaiyyafayazshaikh9124
@rukaiyyafayazshaikh9124 7 жыл бұрын
Awk...bhoth sacchi baty..mashaallha
@kayusmani7003
@kayusmani7003 4 жыл бұрын
AAP ki baatay buhat qimti hoti Han
@farhanafaisal6369
@farhanafaisal6369 7 жыл бұрын
JAZAKALALLAH KHAIR, ALLAH pak apko Sehat ki Badshahe dy, Ameen. Ap me Main Apni Maa dekhti hon, Apki aik aik bat Dil me utarti hai Bajia.
@Sam-rs3bq
@Sam-rs3bq 7 жыл бұрын
Wah bajia...mashallah...dil ki baaten keh di aapne...allah aapko bless kare
@sarianasir2422
@sarianasir2422 7 жыл бұрын
Mashallah very awesome vediou.😊😊😊👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👏👏👏👏👏👏👏👏👏
@rajprince6955
@rajprince6955 7 жыл бұрын
very nice topic
@bintmariyam8640
@bintmariyam8640 7 жыл бұрын
Love you thank you bajia jee. Very good talk👌👌
@nidamalhi2918
@nidamalhi2918 7 жыл бұрын
Very well said I really like the way you talk jazakAllah
@coolercrystal1073
@coolercrystal1073 7 жыл бұрын
Dear Bajia ....you are a rockstar. I love you. May Allah bless you and all your family with the best in this world and in the hereafter. Ameen. Whatever you talk are pearls of wisdom that should have naturally come into all of us through our deen. But unfortunately, the tragedy of our people is that we have lost touch with our markaz, as you say. May Allah bless us with more inspiring people like you. Lots of love from India. 🙂.
@maheen9438
@maheen9438 7 жыл бұрын
Allah hum sabko samajhne ki or amal karne ki taufeeq de. Hum apne andar ki burai or khamion ko pehchane or sudharne wale hon. Appka bohot shukria is clip ke liye I will wait for more videos like this :) App , Appke pyare humesha kush or abad rahen, Ameen.
@humz72
@humz72 7 жыл бұрын
Subhanallah bajia What a lovely vlog
@Anonymous.1g
@Anonymous.1g 7 жыл бұрын
Koi itna perfect kaise ho sakta hai? . Baji aapko itna experience kaise hai zindagi ka or har bat itni acchi no words,
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
koye insaan perfect naheen :)
@Anonymous.1g
@Anonymous.1g 7 жыл бұрын
Meri nazar mai aap hai, aap ideal hai meri
@Anonymous.1g
@Anonymous.1g 7 жыл бұрын
Mujhe aapke jaisa banna hai, kuch baate mujhe lagta hai mujhme aapke jaisi hai, laken abhe mujhe itni salahiyat nahe hai na itna experience.
@positivelyhappymom3238
@positivelyhappymom3238 7 жыл бұрын
Very nice to listen to your talk. I wish all parents have understanding like you do. I am in similar situation that you have described. Living with my husbands parents for long time in USA. They come here very often for very long period of time .They have their own expectations and refuse to try to understand what we are facing or feeling.
@ru.mishra7112
@ru.mishra7112 6 жыл бұрын
Bahut hi sundar vichaar hain.
@hammadhassan6431
@hammadhassan6431 7 жыл бұрын
Asaalam o Aliakum Bajia bohot hi zeberdest topic per bataye q aap ny
@littleprincess7426
@littleprincess7426 7 жыл бұрын
Baji aap great ho.
@Arnavindravan
@Arnavindravan 7 жыл бұрын
You are wonderful person, please could you do more of these sort of videos? You have a really pretty voice to listen to and relax. I totally agree to your points. They are pure and for me are what a good human being stands for, unnoticed whatever religion it may follow. May god always bless you ma'am.
@YummyCorner
@YummyCorner 7 жыл бұрын
NICs bajias
@salmanzaheer5060
@salmanzaheer5060 7 жыл бұрын
lovely thoughts
@l.m.9140
@l.m.9140 7 жыл бұрын
Bajia je , Allah Ap ko apni hifasat me rake. Ap bohot Nice hai 😘
@saimaarshad6417
@saimaarshad6417 7 жыл бұрын
Aoa,bajia I have no words to say you're the best .jazk
@moinshaik8888
@moinshaik8888 4 жыл бұрын
Assalamu alaikum main aapki video dekhne aur sunne se pahele like kerdeti hoon😊😊
@nazarkhan2260
@nazarkhan2260 6 жыл бұрын
Allah aap ko lambi aur sehtiyaab umr ataa kare... Love from India
@awaiskhalid154
@awaiskhalid154 7 жыл бұрын
Simply beautiful :) agree with every single word :)
@Hina_siddique
@Hina_siddique 7 жыл бұрын
Bajia AAP inki bhi ek series sharu Kar de bht acchi lagti he..
@drsharmilanayak8414
@drsharmilanayak8414 7 жыл бұрын
Thanks for this series bajia.. Loved them
@mohdisteyaq9569
@mohdisteyaq9569 7 жыл бұрын
Masha allha barakllha Aap fhemly me Dil me rahem hai Acchi talim pai Masha allha keya kahena
@umbreenqaiser7750
@umbreenqaiser7750 7 жыл бұрын
Bajia plz zarur successful marriage life k topic pe baat kijiye ga jald'az jald. Lots of Love from Pakistan. Thanks
@peengoo
@peengoo 7 жыл бұрын
Dear Bajia Aunty !! The more I m getting to know you the more I m admiring you. I love these kind of educational videos ... it gives a kind of relaxation. I wish you always stay blessed and happy :)
@aabankhan5856
@aabankhan5856 7 жыл бұрын
First view
@shakilafarid1989
@shakilafarid1989 5 жыл бұрын
Bajia aap dr farhat hashmi k tarah itni achi tarah se samjha ti baaton ko, aap ko bhi deen ka dawah karna chahye. Mashallah bohot capable hain aap. Alhumdulillah meri ammi fresh chicken ki jo bhi special mazedar parts hoti thi wo muje zyada khane deti thi bhai ko kehti thi k behen ko khane do pata nahi sasural wale kaise ho. Waise bhai ko b barabar khilaya hai or alhumdulillah saas bhi aisi mili k or khao beta or khao kehti rehti hai. Alhumdulillah
@nazishhasan1755
@nazishhasan1755 5 жыл бұрын
Mujhe kisi se Milne ki itni shiddat se chah nhi h jitni AAP se h Kaash Mai AAP se aik dafa mil paati I love you 😘
@rainbowglow1338
@rainbowglow1338 7 жыл бұрын
i love the depth of ur voice MA SHA ALLAH
@rafiakhan7035
@rafiakhan7035 7 жыл бұрын
very nice
@zubbrabb
@zubbrabb 7 жыл бұрын
Buhat zabardast soch aur baaten hain bajia mashallah aapki... Wo log zara sun len ghor se jo criticize kerte hain aap pe bekaar baaton k upper... Wo baaten itni important nahi.. Ye soch sunen kash wo log aur samjhen... Lekin sach yehi hai k waqi logon k zehen band ho chukay hain bilkul wo sirf ye dekhte hain k burayi kahan se point out ki jaye
@snskk2517
@snskk2517 7 жыл бұрын
Zubb Rabb 5 eer3tutibvo
@sweetgirl8169
@sweetgirl8169 7 жыл бұрын
nice topic
@sabihaahmed7184
@sabihaahmed7184 7 жыл бұрын
Bahut khub
@danishbiochem
@danishbiochem 7 жыл бұрын
It's good to learn some Urdu listening to you. Although its my mother tongue, I can barely speak or write it. So, thanks!
@ayeshaiqbal4918
@ayeshaiqbal4918 7 жыл бұрын
Very nice
@raziakhatoon950
@raziakhatoon950 7 жыл бұрын
mam Meri ammi aap ki buht Badi fan hen unhen aap ki aawaj Buhat Aachi Lahti he
@ayezakhan22khan8
@ayezakhan22khan8 7 жыл бұрын
MashaAllah m ur fan aunty and mubarak ho apki bahurani agayi congrats bhabi ji.And m ur big fan aunty.........
@sumairawaqar1376
@sumairawaqar1376 7 жыл бұрын
Salam bajia you are great 👍
@affanakhtar9070
@affanakhtar9070 7 жыл бұрын
Nice speach
@maryammirza112
@maryammirza112 7 жыл бұрын
True True words. I wish men are watching this video. What we should do is treat our daughters and sons the same and teach them these good values from day one.
@saimahussain5314
@saimahussain5314 7 жыл бұрын
Excellent talk Bajia👌🏻
@adilamumtaz9748
@adilamumtaz9748 7 жыл бұрын
Am learning from u everyday
@sweetsweetable1
@sweetsweetable1 7 жыл бұрын
bajiya aap bht sweet hain bht experiences hain zindgi guzarne k hamari society bht ajeeb hai larkiyo ko kuch nahi smjha jata itna kuch kr k bhi koo ap ka yqeen na krei to nht dil tootta hai
@izaanafzal9606
@izaanafzal9606 6 жыл бұрын
Nice thought dear,keep it up
@amnazahid6483
@amnazahid6483 7 жыл бұрын
Amazing video
@madihaammar919
@madihaammar919 7 жыл бұрын
Aoa Bajjia jee ...main Adelaide main rahti hun basically main punjabi hun lakin shaadi urdu speaking family main hui karachi main ALLAH PAK ka bohat shukar aur ehsaan k log achay milay Ammi ne aik baat samjha di thi k zaat aur zubaan se koi ferq nahi perta tumhe wahan ja ker adjust kerna ho ga aur achay akhlaq se jagah banai hai shukar hai susraal walon ne b jagah di aur dil bara rakha☺bas aap ki videos kab se daikh rahi hun aaj socha k aap se salaam duaa ki jaye.
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
WS :)
@mishihere6924
@mishihere6924 7 жыл бұрын
The topic you talked about is really nessecary for parents to understand,my family really loves your talks,please make more of these videos!
@fatemahneda3777
@fatemahneda3777 7 жыл бұрын
Agar ensaan apni zindagi Ko ADL o Insaaf se guzare to phir life me koi problem nahi rhegi,aur society Ko Bura hone se koi bhi rok Sakta .
@ayezakhan22khan8
@ayezakhan22khan8 7 жыл бұрын
Assalmu Alykum bohat pyara vedio and ur talks aunty...........m extrmly hppy today that m posting my comment for my favourite person...❤❤❤❤❤❤❤
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
ws awww :)
@nighatyasmin5851
@nighatyasmin5851 5 жыл бұрын
Maan baap old ho jaein tu bacchoon ka farz hy kh wo khiaal rakhein bacchon ko es k badly jannat milti hy
@farhatalam5169
@farhatalam5169 5 жыл бұрын
Assalamualaikum baji itni ghahreeee bat ko bade sinder shabdoooooo mai mala ke tarha peetoo diya mashallah
@nayyabar5437
@nayyabar5437 7 жыл бұрын
Baji apki awaz bohut payari he 😊😊😊😊😊 very nice 😘😘😘😘
@kazish3761
@kazish3761 7 жыл бұрын
Aslamwalikum , Thank you for sharing you thoughts , we need more responsible people like you who can teach society how to cook and lead meaningful life with your beautiful talk. I have bookmarked this recipe for life 😁
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
WS Thanks :)
@Bullandbakht91
@Bullandbakht91 7 жыл бұрын
Asslam alikum bajia... I listen so carefully what you say and I try to follow it... please make a video about baho and susral relationship.... I adore you bajjo 🌹thanks 🙂
@laserif1973
@laserif1973 7 жыл бұрын
Salaams Bajia, aap ne bohat hi achi baatein kehi, aur amooman aap ki baatein achi hi hoti hai, lekin is bar mujhe mehsoos huwa ke aap thori si yak tarfi kar gaye apni baaton meh. Beshak khaana paakane meh aur ghardaari meh app ka saahni koi nahi, lekin yeh joh mohzu aap neh chera hai, is par mujeh aap se kuch ikhtalaaf hai. Haqook aur faariaaz sab hi keh hoteh hai. Insaan ko chahiyeh ke sab ko ek saath leh kar chale, kyon keh wohi ghar ka sarparst hota hai. Mujheh mehsoos huwa ke aap ne zayaada tawaaju biwi ke huqooq par ki hai, aur waleden ke huqooq ko thora kam kar kay bayaan kiya hai. Haala ke humara mazhaab hume yeh sikhlaate hai, ke kisi ne nabi paak se pucha ke meh apni maa ka karz kese utaaru, toh unho ne farmaya ke agar tum poori zindagi agar apni maa ke pau bhi agar doh doh kar peete raho to phir bhi tum zachgi keh ek lamhe ka bhi badla nehi chuka sakteh, to aap socheh keh yeh kitna ooncha rutbaa Allah taala neh mukarar kiya hai. Zaroor biwi ka bhi bohat alla mukaam hai aur shohar par yeh laazim hai keh woh apni zojcha ke saare haqooq ataa kare, lekin yeh bhi nehi ke is silsileh meh woh waliden se ghaflat barte. Haq baat hai ke shohar par bohat hi ziyaada zimidariyaan hoti hai, aur usse sab ko ek insaaf ke taraazu meh leh kar chalna hota hai. Dono waliden aur biwi ko is cheez ka ehsaas karna chahiyeh. Mujeh mehsoos huwa ke aap illadaygi ki taraf mutawajo hai, aur aap yeh bhi kehti hai keh agar ek waliden reh jaaye toh bacho ko un ke saath waqt guzaarna chahiyeh jo bohat pyaari baat hai. Lekin aap apni ammi jaan ko apne saath phichle na jaane kitne saal seh saath rakthi hai. Alhumdulilah aap keh rehan sehan seh paata chalta hai ke aap ki maali haalat achi hai aur aap aahsaani seh unko elayda ghar leh kar deh sakti hai, to phir aap ne aisa kyon nehi kiya. Yeh bhi baat hai keh aap ki beti samjoh ke aap hi ke ghar meh rehti hai, haalake un ka kehne ko toh ghar apna hai lekin aap hi ke baagiche meh banaa huwa hai. Toh yeh toh wohi baat huwi keh “apne liye bismillah aur doosro keh liyeh nauazubillah”. Beshak kuch aise haalat hoteh ho gai jaha shohar ko illada hona partha hai, aur beshak apni shaadi ke taluk ko mehfooz rakhne ke liyeh use chahiyeh ke woh elaada ho jaye, lekin us keh waliden bhi us ki zimadaari hai. Yeh “boti” ka hisaab nehi chukata balke apni insaaniyat ka muzhirah karta hai aur beshak apni akhirat ko asaan banata hai. Akhir jaanat toh maa ke kadmo meh hi payi jaati hai, aur yeh un khi khidmaat seh hi hasil hoti hai. Aap sahi hai ke waliden apni zindagi ko kush rang bananeh ke liyeh aulad ki tawaqu karteh hai lekin un ko aulad se bhi kuch tawaquwat hoteh hai. Yehi to farq paaya jaata hai insaan aur jaanwaro keh beech meh kyon ke woh to aulaad sirf peydah karne ke liye baanate hai aur kuch hi arseh meh un se dasbardaar ho jateh hai! Aap se bohat se log salika seekhteh hai aur agar aap ek video banaye samjohteh aur sabr par toh mujeh lagta hai ke bohat se log majboor ho jaye gaye ke woh apne kirdaar aur amaal ko dekhe aur ho sakta hai ke woh kuch badloa laa kar apni zindagiyo ko daroost kar leh. Humareh muwaashereh ka ek nizaam hai jo agar chal sake toh bohat hi khoobsoorat hai. Zaamaana nehi badla, yeh ek soch hai jo zamaane ke kamzor zhain walo par haawi ho gayi hai. Humeh chahiyeh ke hum zaamane ki tez raftaar meh tehroa laye aur apne bacho ko sab ke huqooqo ko leh kar chalneh ki khoobsoorati dikhaye, na ke un keh zehen meh ‘botiyon ka ehsaan’ chukane jaisi baatein kar kar un ko uksaaye ke woh biwiyon ko zayaada tarji deh apne waliden seh. Baat mukhtaasir yeh hai ke sab ko saath leh kar chalne meh hi dono jahan hasil hoteh hai, aur agar mard yeh zimidariyaan tasleem kar leh toh tab hi shaadi kare, warna yeh zahymat nahhi kareh toh behtar hai. Aur humari bachiyon ko bhi chahiyeh ke ehsaas se kaam leh. Bajia meh maafi talab hu agar kuch naazeba baat keh di ho toh, lekin humne aap ko apna samajh kar yeh nukhtaayeh nazaar bayaan kiya hai. Baat kuch lambi ho gayi hai lekin yeh kehna bhi zaroori tha. InshaAllah aap ko khushi ho gi keh aap ke fans meh kuch aise bhi hai jo khud ka zehen rakhteh hai aur kuch baato par ekhtalaaf bhi karte hai. Allah aap ko kush rakhe.
@sidrakhan4409
@sidrakhan4409 7 жыл бұрын
Salam bajia. mein ne kabhi comment nhi kiya. Aap ki har baat dil ko lagi. khaas ker aulad se sila mangnay ki baat. Allah ap ko jaza e khair de. Aur sab ko hidayat. ❤️
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
ws :)
@fatsorakahrakah4074
@fatsorakahrakah4074 7 жыл бұрын
thanks for repling ya queston hamisha mojy moskel ma dalta hy bavi na tu kh dia hamara ferz ni hy tu ma kidr joyu
@princesshuria656
@princesshuria656 7 жыл бұрын
Buhat achi batyn btayn ap ny
@hadishaikh302
@hadishaikh302 7 жыл бұрын
true bajia👍
@tasmiyasheikh2813
@tasmiyasheikh2813 7 жыл бұрын
Very nice 😊
@kanakkothari7096
@kanakkothari7096 5 жыл бұрын
hello.mem.how r u.again i woud say v intelligent talk. kitni sunder explanation.. too good.
@samserful
@samserful 6 жыл бұрын
Mashaallah mashaallah
@lameex5329
@lameex5329 7 жыл бұрын
well done 👍🏻
@mohsinaperveen282
@mohsinaperveen282 7 жыл бұрын
Assalam o alaikum Bajia. Main aap ki bhut bari fan hoon. apki ek video bhi miss nhi krti. Bhut hi zyada impress hoon apse. Apne jo bhi batein ki main bilkul agree krti hoon. Islam bhi yahi kahta hai ki bete ki shadi krke usko ek alag duniya basane do. rishto me jitni formality ho utna achha hai. bajay iske ki maa baap beta bahu pote potiyan sb sath rah k ek dusre se ladai jhagde karein....woh alag alag or door rahein. Islam ki sari achhi cheezon ko adopt krke European countries devloped ho gayin...or hm Indians or Pakistani bus lakeer k fakeer rah gaye...isliye bhut sare logon ko ye baat hazam nhi ho rhi. but you don't worry. Apne bilkul durust kaha bus samajh ki fer hai. Allah aap ko khush rakhe. Apke kitne bachhe hain? or sb kya kya krte hain? plz reply. Allah Hafiz
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
WS her baat main hikmat pehle aati hai, aur beta ya bahoo he na jana chahe to ? phir chota gher ho tangi ho aur baat hai jab gher bare hon rehna chahain bachey to rahain jana chahain to jayen. na rakhne ka ikhteyar hai maan baap ko to na nikalne ka :)
@fatsorakahrakah4074
@fatsorakahrakah4074 7 жыл бұрын
bajia jiapp ka topic boht acha tha hr ghr ki same story hy aj kal molvi loog kahty hy k bavi ka kam ni k wo waldan ki kidmet kery tu bata on ko es umer ma kidr la jy yo kia ma ko bath da sakta hy us ki lookafter kr sakta hy agr bive na kery tu kia kry plz rhnami dy plz
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
Quran perho, hadis says naheen hai suni sunai baat khud dekhne ki terha to us main dekho :) munshi se khat woh likhwate aur perhwate hain jo perhna likhna na janain :)
@usmanshona8038
@usmanshona8038 7 жыл бұрын
2 year k baby ki koi recipi dy plz
@sereenumair4719
@sereenumair4719 7 жыл бұрын
Asslam o alikum Kesi hain bajia? Bajia ap nay bilkul thek kaha.ap nay har rishtay ki galti ko apni is video main samo dala sath islah ka bohat acha andaz apnaya.
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
WS Theek hoon alhamdolillah
@ayeshakitchen8067
@ayeshakitchen8067 7 жыл бұрын
I JUST LOVE IT
@BilalKhan-ou6yw
@BilalKhan-ou6yw 7 жыл бұрын
Bajia aap ne baty aur parents ka bary main baat ki aap as bary main baat Karin k Kia US guar ko ghar khain ge js main 4 ,5 dawar au UN k 5, 7 Bach hon
@Bia592
@Bia592 7 жыл бұрын
Bilal Khan agar apko aik kamra bhi apka hy to ap khsuh qismat hain warna wo log bhi hain dunya main jo aik kamra bhi afford nahi krty. Lekin agar ap k husband alag afford krty hain to lazmi alag rehna chahy kyun k as per islam devar waghera namehram hain aur is bunyad py wahan itny namehramo main rehna theek nahi.
@narutouzumakiarrive9061
@narutouzumakiarrive9061 7 жыл бұрын
hey bajias assalamualai kum i am a big fan of your cause my mother is watching your videos and making for me yumi food thank you plz reply me
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
WS awwww so nice o hear that :) say my salaam to Ammi
@hamiltonadan3274
@hamiltonadan3274 7 жыл бұрын
Good video
@sonalghadiyali4192
@sonalghadiyali4192 7 жыл бұрын
nice speech. .
@ishashridhar7006
@ishashridhar7006 7 жыл бұрын
mam apki soch bohot achi hai but apne kaha ki aadmi hi ghar chalane k liye kaam karta hai jabki ajkal toh aadmi aur aurat dono h working hote hai... even both my parents are working....no offends i really liked ur thoughts n got very inspired with them...thank you so much... may god bless you and your family
@amaanulhaqrizwan4319
@amaanulhaqrizwan4319 7 жыл бұрын
Aap bohat achi hain Bajias. Allah apko khush rakhay. Aapse ek request hai plz tell me ur real name.
@Bajiascooking
@Bajiascooking 7 жыл бұрын
I cant
@rockingboys9408
@rockingboys9408 7 жыл бұрын
100% true
@muneebahmed6214
@muneebahmed6214 7 жыл бұрын
Very true
@fatimaghangale4299
@fatimaghangale4299 6 жыл бұрын
Asw i m plzfollowquranwithsunnah baaji ...mera dil aaj baag baag huwa ja raha hai ...may allah spread deen from u n ur generatns to come in australia n worldwide ameen
@faisalimran4948
@faisalimran4948 7 жыл бұрын
👍👍👍
" HAQOOQ O FARAIZ Part II " Bajias Cooking
22:48
Bajiascooking
Рет қаралды 25 М.
" Our Married Life Part II " Bajias Cooking
28:43
Bajiascooking
Рет қаралды 144 М.
Я сделала самое маленькое в мире мороженое!
00:43
How I Turned a Lolipop Into A New One 🤯🍭
00:19
Wian
Рет қаралды 12 МЛН
This dad wins Halloween! 🎃💀
01:00
Justin Flom
Рет қаралды 26 МЛН
" HAQOOQ O FARAIZ Part III " Bajias Cooking
26:10
Bajiascooking
Рет қаралды 19 М.
STORY TIME I
23:06
Bajiascooking
Рет қаралды 119 М.
" Our Married Life " Bajias Cooking
31:41
Bajiascooking
Рет қаралды 265 М.
The Hidden Secrets of Surah Kahf Finally Revealed
35:51
Furqan Qureshi Blogs
Рет қаралды 161 М.
" HAQOOQ O FARAIZ Part IV " Bajias Cooking
23:05
Bajiascooking
Рет қаралды 16 М.
Hope & Faith || The MA Podcast || S2 || Ep 28
56:49
Muhammad Ali
Рет қаралды 1,3 МЛН