Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@amin79475 ай бұрын
@@drimtiazhussain thanks 🌹
@ibrar81242 ай бұрын
Ma ne wed 30 oct 2024 haemhrid opration kr lya dua ki drkhuast
@tasawarhussain9262 Жыл бұрын
Alhamdulillah, mujy yia issue huwa tha 2 month kuch doctors say check up krwaya but sub nay kaha operate ager nahi teak huwa to lakin bus pir Allah ki Madad say aik bany nay is ka hal btaya jis say main bilkul 110% teak ho gaya raat ko anjeer just 1 piece pani main bigo deta tha aur subho Kha let tha jis say yia Fisher teak ho gaya aur meri zindgi sakoon main agi.
@tasawarhussain9262 Жыл бұрын
@@MahasheikhSheikh g ms. ab main bilkul fit hun mashallah say koi problem nahi hia mera stomach problem b bilkul sahi hia ab asi cheezain jo constipation krti hian wo nahi khata hun
@tasawarhussain9262 Жыл бұрын
@@MahasheikhSheikh Actully yia constipation say hota hia Fisher. Main nay 2 month tak raat ko aik anjeer pani main bego deta tha aur subho as medicine Kha leta tha us say tool main Crystal nahi banty aur tool soft ho kr nikal jata hia jis say Fisher ko teak honay main help milti hia aur sath asi chhezain nahi khai jesy khameeri roti, chicken etc yoget aur milk main badam Rogan ka aik say do drop dal kr istamal b Acha hota hia neem garam. Is k sath roti k end per pani nahi pena. App 1 say 2 week main teak ho jain gi anjeer bus wait kam krti hia but Fisher teak kr day gi
@aaryanshrivastav4715 Жыл бұрын
@@tasawarhussain9262bhai ab aap bilkul thik ho
@muhammadshakirullahkhan12355 ай бұрын
Ma tu engir use karaha ho 1 month sy hal nahi howa
@qadeerahmed84924 ай бұрын
Sach mai
@MuhammadAdnan-sp9sh Жыл бұрын
@drimtiaz واحد ویڈیو ہے۔ جو ہر طرح سے بلکل مکمل ہے۔ اور معلومات بھی درست ہے۔
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Aapko hamare channel per comment karne ka bahut shukriya hamare channel ko dekhte rahiye aur isko subscribe bhi kijiye
@manzoor11022 жыл бұрын
MashaAllah You have explained everything in a very simple and effective way. Great informative video.
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@sumairakhalid105 Жыл бұрын
@@drimtiazhussainSr mjhy surgry ko 18 days hgye but chuban hore kafii pain km e h r bleeding nh hoti bss itching r chubn hoti
@lailakhan1755 Жыл бұрын
@@drimtiazhussainsir kindly mjy contact number de mjy ye masla 4 yrs se hai bht takleef ho rahi or APNe clinic address
@Cutebabyvideos62 Жыл бұрын
@@sumairakhalid105 hi aap ka fissure thik ho gya kya
@sumairakhalid105 Жыл бұрын
@@Cutebabyvideos62 fissure thk hgya lkn zkhm us surgery k filhl proper thk nh hva mri two times hoi with in a month tw dr said it will take time
@qamarshahzad55984 ай бұрын
ماشاءاللہ ڈاکٹر صاحب کافی عرصے سے یوتوب دیکھ رہا ہوں لیکن اپ جیسا مخلص انسان جو ہر مسئلے کو بڑے اچھے اور احسن طریقے سے بتائے بہت کم ہی لوگ دیکھے ہیں اللہ تعالی اپ کو جزائے خیر دے
@drimtiazhussain4 ай бұрын
Shukriya
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . _&-+🎉
@rijvanagoolamun48848 ай бұрын
Aslm dr. Maine aapki video dekhane baad fissure surgery karwayi pahele darr lag raha tha 6 month suffer kiya but 15days ho gaye surgery ko allamdullillah i feelings better from Mauritius
@Nimimehra78897 ай бұрын
Apko sugry k bad healing ma Kitna time lga tha
@Nimimehra78897 ай бұрын
Or surgery k bad fissure k cut ma stitiches tha ya esa hi tha bad ma heal hua ha ?
@rijvanagoolamun48847 ай бұрын
Aapki health per depend karta hai mujhe 4weeks becos mujhe allergy hai antibiotics nahi le pati hoon maine dekha hai koi 2weeks me bhi thik ho jate hai
@mubashirmemon9226 ай бұрын
Kn sa operation huwa laser ? Aur kitna expense aaya
@AbidAli-ys1fy2 ай бұрын
اللّٰہ پاک اپکو صحت تندرستی والی لمبی زندگی عطا فرمائے آپ بہت ہی گڈ مین ہے
@drimtiazhussain2 ай бұрын
Thanks
@Khurrambutt86269 Жыл бұрын
Very well Dr sab am ur fan aap bohat acha samjhty hain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Shukriya aapki izzat aur pyare alfaz ka! Hmein khushi hoon ke aapko hamari videos pasand aati hain aur aapka support hamesha hamare liye motivation hai. Agar aapko kuch aur poochna ho ya koi specific topic chahiye ho, toh bataiye. Aapka fan hone par mazeed hosla milta hai. Shukriya!
@aleemkhan-gc3ob Жыл бұрын
Thnk u sir ap NY bht acha guide KYa ap ki videos Sy bht knowledge milti hy Allah pak ap ko jaza e khair ata frmaen ameen
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@mdsohailenayat59906 ай бұрын
I recover in 2 weeks after open operation dont suffer from this i dont feel 5% pain after surgery what i exprience before just do it I was suffering from this from 8 yrs Now i am relieved i hope this helps for you all
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
@mubashirmemon9226 ай бұрын
How much expense on operate?
@JavedIqbal-dj3ul6 ай бұрын
Mai two weeks pehly operation kia hai abhi bhi dard or bleeding hai
@nishamalik52552 ай бұрын
@mdsohailenayat5990 please tell us from which hospital and from which doctor? JazakAllah
@sanjayrai101210 күн бұрын
Very informative session.Great and nice to see.
@muhammadazeemmuhammadiqbal3710 Жыл бұрын
Allah aapko sehat k saath salamat rakhay, Aapki videos dekh kar to mene surgery bhi karali anal fissures ki, Allah ka shukar hai, otherwise gas tak pas nahi ho pa rahi thi. Warna log to suntay hi khoof me mubtila kar detay hain k operation nahi karana yeh dobara hojati hai.
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Bohat shukriya aapki duaon aur pyare alfaz ka! Allah apko bhi sehat aur salamti de. Ye sun kar khushi hui keh aapko video se madad mili aur operation ka asar behtar hai. Kabhi-kabhi logon mein ye ghalatfehmi hoti hai keh operation ke baad dobara ho sakta hai, lekin baray mehrbani, har mareez alag hota hai aur theek tajwez aur operation ke baad sahi tariqe se follow-up se is maslay ko control kiya ja sakta hai. Agar aapko mazeed mashwara chahiye ho ya koi sawaal hai, toh zaroor poochhein. Shukriya aur duaon mein yaad rakhein
@Sadboy-sl4cr11 ай бұрын
Hlo bhi
@Sadboy-sl4cr11 ай бұрын
Kasa ho
@MerajKhan-yp1ex10 ай бұрын
@@drimtiazhussainAssalaM walekum sir
@MerajKhan-yp1ex10 ай бұрын
2month ho gae sir mera pus aur chipchipa paani continue aa rhi h abhi tk isse koi prb nhi h na sir ye kb tk aaegi
@QaisarPervaiz-f4p Жыл бұрын
Doctor sahib ap ki video sa kafi knolige mila
@drimtiazhussain Жыл бұрын
"Shukriya! Hmein khush hain ke aapko hamari video se faida hua. Agar aapko kisi aur malumat ki zarurat hai ya kuch aur discuss karna chahte hain, toh humein batayein. Aapka feedback humare liye ahem hai!"
@shinakakitchen50072 жыл бұрын
ماشاءاللہ ماشاءالل ڈاکٹر صاحب بہت اچھا بتاتے ھیں اپ کیا اپ اپنا کلینیک کا پتا بتادیں اور نمبر بھی کونٹیکٹ کرنے کے لیے
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Ap kahan say hain?
@FoodStreetRider2 ай бұрын
Aap ne bohot detail mein bataya hay itni maloomat aap ne de di. Jazak Allah
@drimtiazhussain2 ай бұрын
Thanks
@faisiiawan6189 Жыл бұрын
Meny operation kerwaya kall e anall fissure ka pain to hai ab b lakin apki video dekh ker tasalli mili inshaAllah mujhy apny Allah per poora bhrosa hai k Allah mujhy bilkull seht yaab ker dy
@drimtiazhussain Жыл бұрын
InshaAllah ap thek ho jaein gy
@Mrfirozkhan7star Жыл бұрын
Apne laser surgery karwaii hai bhai tell me everything
@Cutebabyvideos62 Жыл бұрын
aapka fissure heel hua?
@NoorKhan-cc3km Жыл бұрын
InshAllah or zyada tension na lo ousy bnda zyada khrab ho jta h maray Abu 16 sall is k sat pir surgery kawrwe abi 5 6 sal phly abi Alhamdulillah bilkul tik hai
@Cutebabyvideos62 Жыл бұрын
@@NoorKhan-cc3km kb hui unki surgery
@shakirayub817714 күн бұрын
Good information... I am also suffering from the same problem
@ashtaralihaider29662 жыл бұрын
Good
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@ZaighamShah-lz5mv6 ай бұрын
Ap slamat rahen ap ka samjhany ka tareqa bhut Acha ha
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Shukriya! Aap ke alfaaz se bohot hosla milta hai. Agar aap ko kisi aur madad ki zaroorat ho, to zaroor batayiye ga. Salamat rahiye ga!
@ZaighamShah-lz5mv6 ай бұрын
Ap hamesha salamt rahen aur tarqi dy Allah pak ap ko
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Best hai..🎉
@manzoor11022 жыл бұрын
Masha Allah A great and interesting video on Anal Fissure. thanks for the community service.
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@ManiIrfan2 ай бұрын
Dr shaib ap buht bari neaki kr rahey hen Allah pak apko buht traqiyan dey Ameen
@koyeladhikari93464 ай бұрын
Sir mera 3 month hua Fissure operation hua fissurectomy.after 1 month i feel good but abhi takh after bowl movement operation k side me pain ho rahahy and Fissure ki symptom ho raha hy no blood thora thora itching kya karu
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Best...🎉
@koyeladhikari93464 ай бұрын
@@HemvatiNandan-p9i apne operation kiya tha?
@HemvatiNandan-p9i3 ай бұрын
@@koyeladhikari9346 nahi uski jarurat hi nahi padi
@Salonigoyal27823 ай бұрын
Mera baby ab 4 sal hai use yek sal pahle fissure huwa tha theek hi nahi horha tha sb try krliya oil lgaya tablet bhi diya fissure theek hi nahi ho raha tha tab maine online pymol+ livcon capsule aur manulex mangwaya aur baby ko deli 3 mahine diya uska fissure pura thik ho gya ab mera baby bilkul thik hai aur ab ho khelta kudata rahta hai bohot achaya dawa hai👍 !@#++🎉
@ZaighamShah-lz5mv6 ай бұрын
Sir ap ki video dekh dekh kar mujhy hosla howa
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Thanks
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . @)₹(🎉
@Iko8852 жыл бұрын
Adorable personalty
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@parivartanawareness2404 Жыл бұрын
Excellent Dr sab. I am thankful to you.
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Many many thanks
@NoorSaba-ve3qu8 ай бұрын
A.o.a sir mai ny operate krwaya ha fissure or piles ka.. mjy fissure b tha or 3 piles b but koi farq ni para operate k bad.. operate krway huay aj 1 month or 16 days hu gay hain pr pain b ha or blood b ata ha stool pas krty huay or washroom use krny k 5,6 ghanty tk pain rhta ha.. perhaiz b kr ri hun or warm sitz bath b lyti hun.. plz mjy koi mashwara dayn mai bht tens hun.. apny apki sari vedios daikhi hain is sy related or sb sy acha doctor apko paya ha is liye ap sy mashwara ly ri
@darkenergy16378 ай бұрын
Aapne laser se karwaya hai kya? India se or Pakistan? Surgery name?
@Aghasab-gc3gy8 ай бұрын
mery behan ALLAH ap ko sehat aue tandurusti day daim ameen. mojhy bi yahi problem hai aur bhut takleef me ho
@drimtiazhussain8 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/boSpgGpnjst6m5osi=NNj93eLvmDDpHVEK Yeh video dekhein
@Gamermusa1237 ай бұрын
Ap Pakistan sy ho kia or apne ksy order kia m Pakistan sy hu order nhi horahi m bhtt taklif m hu
@IqraShaikh-zv3di7 ай бұрын
Ye Pakistani me Mila ga @ShrutiJadhav-cg5yw
@fakharemahin4905 Жыл бұрын
Sir you re a great surgeon, v competitive and cooperative
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback. Keep watching and sharing
@mushahidsayed64352 жыл бұрын
Well-done Sir I have done my operation before a week and was facing continuous bleeding issue during bowl movement and he recommended tablets Tramal SR , Transamin and fisurid cream. What is your opinion about the above tablets and cream Sir ? Your reply is necessarily needed pls
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Follow your surgeon's advice
@Cutebabyvideos62 Жыл бұрын
your problem is solve?
@mushahidsayed6435 Жыл бұрын
@@Cutebabyvideos62 I went through LIS and got healed .Now it is the 11 month and alhumdulilah I am good now .
@Cutebabyvideos62 Жыл бұрын
@@mushahidsayed6435 how much time your fissure healed?
@RiyanaAlam-bb4bj Жыл бұрын
Assalamualaikum LIS fissure operation ki Baad Kya Kya taqlife hua or kitni din tak hua plz reply😢
@saidrasool917 Жыл бұрын
Complete information. Thanks 👍
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@nasirsultan28742 жыл бұрын
السلام علیکم ڈاکٹر صاحب میرا آپریشن کو ایک سال ہو گیا ہے ابھی تک کوئی آفاق نہیں ہو رہا میں نے سب احتیاط کی پے کچھ رہنمائی کر دیں جزاک اللّہ
@Iko8852 жыл бұрын
کیا آپریشن کیا بھائی ؟؟
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Kia operation hua hai apka?
@ranashoaib67572 жыл бұрын
آپ نے آپریشن کروایا ہے
@syedmustafa2350 Жыл бұрын
Mashallah allah pak ap ko hmysha salamt rkhyn ameen sum ameen you r doing very good job allah pak bohet kamyabi ataa kryn ameen
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@cssng7164 Жыл бұрын
Thank for the good video. May I ask the following queries : 1)Can normal pile surgery cause reduction in anoderm tissues and will Anal opening diameter reduce to half of original size diameter and will pile surgery cause anal stricture which lead to Anal fissures tear easily due to straining during passing motion? 2)After months of piles surgery , Colorectal Doc say if his one index finger can enter anus with lubricant without any obstruction during digital rectal exam , he say there is no anal stricture ,is he right ? 3)Are one finger examination perform by Colocrectal doctor is the guideline standard to Check for anal stricture ? (Have seek 2 doctor opinion and all use the same method to check for anal stricture) Appreciate your reply thanks.
@drimtiazhussain10 ай бұрын
When you keep on getting opinions from different surgeons you will be confused. First of all find the best surgeon and then have faith in his judgement. Don't question his opinions. You don't have that much medical knowledge.😊
@ZaighamShah-lz5mv6 ай бұрын
Sir bat ye hai k ap ko Allah pak khush rakhy
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Thanks
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . @)(₹+_🎉
@precarious97072 жыл бұрын
Aoa Sir, i got sentinel pile due to to anal fissure few years back and i think i have anal papillae too, sentinel tag is painful and feeling of discomfort due to it, do you think i should go for anal sentinel tag removal surgery or is there any way to recover from it naturally, thanks
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Wslam! Skin tag or sentinel tag doesn't go away on its own.If it is not worrisome and not causing problem then you can leave it but if it's causing problem, get it removed.
@precarious97072 жыл бұрын
@@drimtiazhussain does getting this removed will cause complications afterwards. and what will be the recovery time ?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@precarious9707 no complications at all. Recovery is within days
@ZaighamShah-lz5mv6 ай бұрын
Aur ap ki ye video dekhny k bad hosla aa gia ha k healing me itna tim sabar se kam lena ha
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Apka shukriya
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Best hai..🎉
@rajashreebarik4892 Жыл бұрын
How beautifuly u explained sir.... Thank u so much sir
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks. Don't forget to subscribe to our channel
@AnumAyaz-qj1wi10 ай бұрын
Great job sir
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Thanks
@ranashoaib67572 жыл бұрын
Very good knowledgeable
@ZaighamShah-lz5mv6 ай бұрын
Bhut bhut shukriya ap ka
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Welcome
@MdEhsan-bu6wo4 ай бұрын
Mashallah bahut achcha laga sar ❤
@drimtiazhussain4 ай бұрын
Thanks
@amjadmehmood9448 Жыл бұрын
Dr.Sab you are great ❤
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@samiullahkhan365 Жыл бұрын
u r great Dr sb........Allah bless u
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@brandslife6 ай бұрын
Jis ko b yeh taklef hy plz plz phle abi diet thk krin mjy bht fark para hy sb se phle subo sham ispgol use krin gtn cream + zylocane gel mix kr k use krin or vasline daily lagain warm sitz bath krin kam se kam 10 mint fibo syrup use krin rt ko lazmi +harer ka muraba use krin sth ma cherry or aloobuhara ka daily use krin inshaAllah ak hafty ma apko fark nzr aye ga jis ko faida ho mjy lazmi btna mera fissure bht he bura tha ab thora sa drd hota hy bht kam wo b stool pass krty hwe dr ne mjy operate ka btaya tha meri healing ho re hy Alhamdullillah
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Best hai..🎉
@basantsingh2692 жыл бұрын
Informative video thanks dr.sahab👍👍
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@ashokmonde96949 ай бұрын
God bless you sir
@drimtiazhussain9 ай бұрын
Thanks
@mudassarsharif55399 ай бұрын
بہت اااعلـــــــــــی سر
@drimtiazhussain9 ай бұрын
Thanks
@DrMubeenNasir Жыл бұрын
Very informative video sir 🎉
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@Jmdfilms198711 күн бұрын
Thanks dr shab
@drimtiazhussain11 күн бұрын
Welcome
@muhmmadasim16895 ай бұрын
Thanks Dr SB
@drimtiazhussain5 ай бұрын
Always welcome
@haleemasadia21452 жыл бұрын
Dr operation k bad related patient ko link dia kry video ka . Ta k patients ezily understand kar paye . Ku k ur videos r full of knowledge ND completely cover the related topci.
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.. Share with concerned
@Drloaaerxlive Жыл бұрын
Apny krwai h surgery kia plz reply or kaha sy karwai
@MahasheikhSheikh Жыл бұрын
@@Drloaaerxlive helo sis plz reply me jesy thk hua fissure
@MahasheikhSheikh Жыл бұрын
@@Drloaaerxlive helo sis
@MahasheikhSheikh Жыл бұрын
@@Drloaaerxlive ma bhttt pershn hu isko ly kr
@deepakbehera211710 ай бұрын
Thank you so much sir app advice sun kar.mera 15 din hua hei fissure ka operation hoke ab umid hei 1/2 month mein thik hojagi masallah
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Great.
@deepakbehera21179 ай бұрын
Sir operation hoke 1/2 months ho geya lekin abhi Tak complete recovery Nehi hua kuch help kijiye sir.abhi bhi jaln or dard reheta hei.🙏🙏🙏
@skshaileshsharma38228 ай бұрын
ab kaise ho bhae@@deepakbehera2117
@Asanwar015 ай бұрын
😢😢😢😢 sem problem hai @@deepakbehera2117
@RAHULSHARMA-pq7mx Жыл бұрын
Thanks for your information sir
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Welcome and don't forget to subscribe
@sofixzma7162 жыл бұрын
Zaberdast person zaberdast teacher
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback. Plz subscribe and share
@AhmedMalik-mj3nh5 ай бұрын
Surgery k bad siriyan char utr sakta hai?
@drimtiazhussain5 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/m6XJpZiKpK1-hqssi=_SHrwlnqa5x9Vb71 Yeh video dekhein
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Accha hai..🎉
@saeedakbarkhan2968 Жыл бұрын
AP k vaja sa tasli Mili thanks 👍
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Welcome. Get well soon
@AhmedMalik-mj3nh5 ай бұрын
Operation k kitny time k bad dr. Ko visit krna chiye
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Accha hai...🎉
@pakvillagebaltistan7 ай бұрын
آپ کی ویڈیو بہت اچھی ہے
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Shukriya
@IrfanShahzad-b8d3 ай бұрын
Sir g drd boat ritaa hy muqat pay aik muqa bi hyy lkn drd boat hyy aik maa hony wala hyy koi ilaj btaa dyy qabaz ni hyy
@drimtiazhussain3 ай бұрын
Ap general surgeon ko check karwaein dekh kar decide hota hai
@Salonigoyal27823 ай бұрын
Mera baby ab 4 sal hai use yek sal pahle fissure huwa tha theek hi nahi horha tha sb try krliya oil lgaya tablet bhi diya fissure theek hi nahi ho raha tha tab maine online pymol+ livcon capsule aur manulex mangwaya aur baby ko deli 3 mahine diya uska fissure pura thik ho gya ab mera baby bilkul thik hai aur ab ho khelta kudata rahta hai bohot achaya dawa hai👍 Ac🎉
@ZahidIqbal30 Жыл бұрын
Mujy be fistula howa tha 10 month phly piss ati ti botha zyda our blod be ata ta sath. Ma ny koi surgery ni karwai our na he koi medicen li. Ab fiustla bilkul thek ho gya ha .الحَمْدُ ِلله
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Fistula khud kabhi thek nahin hota. Ya apko fistula tha hi nahin ya yeh fistula abhi chup kar gaya hai aur phr kabhi ziada zorr say sarr uthaey ga. Ap aik dafa kisi general surgeon ko check karwa lein
@aaryanshrivastav4715 Жыл бұрын
Bhai aap thik ho to kisi ache dr ko chek krwao taki aap aise normal me hi thik ho jao kahin achanak koi prblm na ho jaye please chek krwa lobhai
@AounMuhammad-g3j2 ай бұрын
❤❤ Good ❤❤
@drimtiazhussain2 ай бұрын
Thanks
@lintahghuman41362 жыл бұрын
Great video sir Explained in details
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks
@rabiacollection24754 ай бұрын
Kia fissure ki wajah sy abdominal.pain bhe hota hai bloating wagera ?😊
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Best hai..🎉
@NajeebUllah-tz5ip5 ай бұрын
Pride of Pakistan
@umarikram2296 Жыл бұрын
Aslam u alikum Í am 100 percent recovered Jaise dr sab ne mje btaya tha wo medicine or wo method kia or anal fissure heal ho chuka hai Allah pak dr sab ko hmesha salamat rkhay Solute you sir
@umarikram2296 Жыл бұрын
13:54
@aaryanshrivastav4715 Жыл бұрын
Bhai aap medicine se thik ho gye bilkul kya please reply or kya kiya aap ne btao bhai
@amin79475 ай бұрын
After operation bike chala sakta hain
@drimtiazhussain5 ай бұрын
@@amin7947 Anal fissure ka operation hone ke baad, bike chalane se pehle aapko apni recovery par depend karna chahiye. Agar dard aur jalan abhi tak hai, toh bike chalana jaldi ho sakta hai. Generally, operation ke baad kam az kam 4 se 6 hafte ka time recovery ke liye diya jata hai. Aap jab bike chalane ki soch rahe hain, toh yeh zaroori hai ke: 1. **Koi dard ya discomfort na ho:** Agar chalate waqt dard mehsoos hota hai, toh yeh signal hai ke aapko thoda aur rest lena chahiye. 2. **Dawaiyon ka asar:** Agar aap painkillers ya dawaiyan le rahe hain jo aapki concentration ko affect kar sakti hain, toh bike chalana theek nahi hoga. 3. **Doctor se mashwara:** Sab se behtareen approach yeh hai ke aap apne doctor se mashwara karen aur unka opinion lein. Agar doctor samjhen ke aap theek hain, toh phir aap bike chalana shuru kar sakte hain. **Summary:** Bike chalane se pehle apni recovery ka khayal rakhein aur doctor se zaroor mashwara karen.
Dr GTN xyloaid cream kb tk use krni chiye kitny weeks BTA Dy kindly
@MuhibaliMuhibali-yy9zl3 ай бұрын
Aslam Alikum dr shab mujhi 3month huwi ha fissure ko thek nhi ho Rahi hai m gtn or sari mulim use kie ha or qabz b rahti ha m kya karu dr plz kohe achi medicine batya plz reply karna 😢
@drimtiazhussain3 ай бұрын
Agar aap ne **GTN cream** aur doosri malhamein use ki hain lekin fissure theek nahi ho raha aur **qabz** ka masla bhi khatam nahi ho raha, toh surgery bhi ek acha option ho sakta hai. ### Pehle Kuch Tips: 1. **Fiber zyada lein**: Aap apni diet mein zyada se zyada **high-fiber foods** shamil karein, jaise ke sabziyan, phal, aur daliya, jo aapke stool ko soft banayein. 2. **Paani zyada peeyen**: Rozana 8-10 glass paani peena zaroori hai takay dehydration na ho aur qabz ka masla door ho. 3. **Stool softeners**: Agar zarurat ho, toh doctor se mashwara kar ke stool softeners use kar sakte hain. ### Agar Fissure Phir Bhi Nahi Theek Ho Raha: Jab fissure chronic ho jata hai aur malham aur dietary changes ke bawajood theek nahi hota, toh **LIS (Lateral Internal Sphincterotomy)** surgery ek achi aur effective option hai. Surgery se: - **Sphincter muscle relax hoti hai**, jo fissure ko heal karne mein madad deti hai. - Surgery ka success rate bohat high hota hai, aur aksar log iske baad pain-free ho jate hain. Aapko surgery se dar nahi lagna chahiye, kyun ke agar chronic fissure theek na ho, toh aap ko hamesha dard aur takleef ka samna karna par sakta hai. **LIS surgery** ek permanent solution ho sakti hai aur aapki zindagi ko normal bana sakti hai. ### Final Advice: Agar malham se relief nahi mil raha, aur qabz ka masla barqarar hai, toh doctor se consult kar ke **LIS surgery** ko consider karein. Yeh surgery bohat safe hai aur aapke fissure ka permanent hal hai.
@Salonigoyal27823 ай бұрын
Mera baby ab 4 sal hai use yek sal pahle fissure huwa tha theek hi nahi horha tha sb try krliya oil lgaya tablet bhi diya fissure theek hi nahi ho raha tha tab maine online pymol+ livcon capsule aur manulex mangwaya aur baby ko deli 3 mahine diya uska fissure pura thik ho gya ab mera baby bilkul thik hai aur ab ho khelta kudata rahta hai bohot achaya dawa hai👍 +@+₹-🎉
@wayofheaven_2 ай бұрын
Sister muje b 3 month fissure rha hy...maine in ki sari video dekhi or jo kux unho ny btaya sab kux kia.pr takleef wahi thi....phr kisi ny kaha k oprate krwa ly....pr maine yha cmnts mein bht sy logo k cmnts dekhy thy k oprate k bd b sahil nhi ho rha fissure.....pr ab alhamdulliah maine jis jaga sy oprate krwaya hy .waha sy dubra ye masla nhi ho ga .main 5 din mein bilkul fit ho gai hu....muje ap ki takleef ka sun k apni takleef yad aa gai is liye ap ko bta rhi hu.......Lahore railway station k left side jana hy waha kehna hy k( Manawa thana koot kambo khawaja clinic )jaana hy ....waha dr oprate k bd ander jo jaar hoti hy us py koi desi dawa lagata hy or zindgi mein dubra kbi ye msla nhi ho ga....main oprate k 1 gante bd jb stool pss kia to laga k dunia mein aa gai .hu .sir 2 mnt oprate ki daRd hoi thi....aj alhamdulliah bilkul thek hu......maine bht sy dr Sergun mbbs homeopathy desi har qism ki dawa khai ointment b use kiye.2 mah sitz bath b lyti thi.....agr ap waha jana chahe to yha rply kijiye ga.main ap ko adress bta du gi .jazak allah
@MuhibaliMuhibali-yy9zl3 ай бұрын
Mujhi bht takleef ha plz reply karo dr shab
@drimtiazhussain3 ай бұрын
Agar aap ne **GTN cream** aur doosri malhamein use ki hain lekin fissure theek nahi ho raha aur **qabz** ka masla bhi khatam nahi ho raha, toh surgery bhi ek acha option ho sakta hai. ### Pehle Kuch Tips: 1. **Fiber zyada lein**: Aap apni diet mein zyada se zyada **high-fiber foods** shamil karein, jaise ke sabziyan, phal, aur daliya, jo aapke stool ko soft banayein. 2. **Paani zyada peeyen**: Rozana 8-10 glass paani peena zaroori hai takay dehydration na ho aur qabz ka masla door ho. 3. **Stool softeners**: Agar zarurat ho, toh doctor se mashwara kar ke stool softeners use kar sakte hain. ### Agar Fissure Phir Bhi Nahi Theek Ho Raha: Jab fissure chronic ho jata hai aur malham aur dietary changes ke bawajood theek nahi hota, toh **LIS (Lateral Internal Sphincterotomy)** surgery ek achi aur effective option hai. Surgery se: - **Sphincter muscle relax hoti hai**, jo fissure ko heal karne mein madad deti hai. - Surgery ka success rate bohat high hota hai, aur aksar log iske baad pain-free ho jate hain. Aapko surgery se dar nahi lagna chahiye, kyun ke agar chronic fissure theek na ho, toh aap ko hamesha dard aur takleef ka samna karna par sakta hai. **LIS surgery** ek permanent solution ho sakti hai aur aapki zindagi ko normal bana sakti hai. ### Final Advice: Agar malham se relief nahi mil raha, aur qabz ka masla barqarar hai, toh doctor se consult kar ke **LIS surgery** ko consider karein. Yeh surgery bohat safe hai aur aapke fissure ka permanent hal hai.
@Salonigoyal27823 ай бұрын
Mera baby ab 4 sal hai use yek sal pahle fissure huwa tha theek hi nahi horha tha sb try krliya oil lgaya tablet bhi diya fissure theek hi nahi ho raha tha tab maine online pymol+ livcon capsule aur manulex mangwaya aur baby ko deli 3 mahine diya uska fissure pura thik ho gya ab mera baby bilkul thik hai aur ab ho khelta kudata rahta hai bohot achaya dawa hai👍 A(##+🎉
@ati148Ай бұрын
I hd LIS After 2 years i am feeling same Feeling jaisy Pehly huwa tha Fissure
@mubashirmemon9226 ай бұрын
Aap bata sakte operation ka kitna expense aata hai?
@drimtiazhussain6 ай бұрын
Pakistan mein anal fissure ke operation ki cost lagbhag 30,000 se 80,000 PKR tak ho sakti hai. Ye cost hospital, surgeon ki expertise, aur location par depend karti hai. Behtar hoga ke aap apne area ke mukhtalif hospitals se contact kar ke exact charges ka pata karein.
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . @(#(₹🎉
@makfitnessmma66083 ай бұрын
Sir mujhy Doctor ne chronic fissure Ka bola hy, me yeh janna chahta hn Surgery k bad wapsi tu nhi hota yeh
@Salonigoyal27823 ай бұрын
Mera baby ab 4 sal hai use yek sal pahle fissure huwa tha theek hi nahi horha tha sb try krliya oil lgaya tablet bhi diya fissure theek hi nahi ho raha tha tab maine online pymol+ livcon capsule aur manulex mangwaya aur baby ko deli 3 mahine diya uska fissure pura thik ho gya ab mera baby bilkul thik hai aur ab ho khelta kudata rahta hai bohot achaya dawa hai👍 Best ayurvedic medicine hai 🎉🎉
@khansahib9743 Жыл бұрын
Take care sir
@moonwriters4559 ай бұрын
Sir mi ni surgery 3 weak pehle ke likn abi be pehle jesi pain or sozash hota hi
@drimtiazhussain9 ай бұрын
Apny surgeon say dobara check up karwanay say apky masly ko behtre samjha ja sakta hai
@vickymalik591326 күн бұрын
Sir operation k baad fart py control nei rehta kia?
@drimtiazhussain25 күн бұрын
Kuch dinon kliay ho sakta hai phr thek ho jata hai magar har patients mein yeh nahin hota
@Anam12344 Жыл бұрын
Great dr
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thank you! Cheers!
@mumtazmalik8423 Жыл бұрын
I want to operate of fisher, please where will operate and total expenditure
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan say hain? Hmara number description mein dia hai magar call kisi bhi soorat na karein sirf whatsapp messages par rabta kar sakty hain
@NmehrabJan15 күн бұрын
Sir main fissure wali opretion k jaga polyfax laga sakti hu
@SwetaPatra-i7p11 ай бұрын
Sir mera fissure surgery ko 2 month ho gaya lekin abhitak thik nahi hua .bakta bakta per bleeding,eching hota hai .please bataye main kya karo or kitin din may recovery heba.
@SwetaPatra-i7p10 ай бұрын
Sir,please reply
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Apko apny operating surgeon say rabta karna chahiay. Wo apko behtre guide kar sakty hain. Hum baghair check up kiay koi medicines ya ilaaj nahin bta sakty aur na apko baghair examination kay koi medicines leni chahiay. Operation kay baad kisi bhi problem ya issue ki soorat mein apny surgeon say rabta mein rahein Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@wonderingworld220110 ай бұрын
@@SwetaPatra-i7paap thik hogye hoo
@deepakbehera21177 ай бұрын
Bhai app abhi kese ho plzzzz bataye
@NmehrabJan15 күн бұрын
Sir mera fissure operation howa hai kia main deltizaim cream use kar sakti hu plzzz reply kare
@sidrazaheer29006 ай бұрын
Iska plzz bta den k laser surgery ho skti ha kaya
@NaseemALI-w2t5 ай бұрын
han laser krwana acha he
@NaseemALI-w2t5 ай бұрын
han laser krwana acha he
@ShaukatAli-bu5hl Жыл бұрын
NICE INFO
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@AliRaza-u2y2jАй бұрын
Doctor plzzzzz bta dy k main operation k liye gangaram hospital AA sakti ho main Gujranwala se bat kr rehi ho
@masoodkhan-uv6or7 ай бұрын
Assalamualaikum Aapka address kya he
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@sheerazjamali-5724 ай бұрын
Doctor sahib mujhy aj operation karwayw huy 7 dys hogye hai me warm sitz bath Leta hon usky bad jo doctor ne xyloaid or polyfix plus ointment jisko mix krky lagata hon or me dawai bhii time par khata hon Lekin me surge Gauzes use nahi krta bleeding nhi hoti bas thora bhot resha ata hai shayd or mujhy washroom krty waqat acha khasa dard hota hai me kab tk theek hojaonga
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Accha hai 🎉...
@Salonigoyal27823 ай бұрын
Mera baby ab 4 sal hai use yek sal pahle fissure huwa tha theek hi nahi horha tha sb try krliya oil lgaya tablet bhi diya fissure theek hi nahi ho raha tha tab maine online pymol+ livcon capsule aur manulex mangwaya aur baby ko deli 3 mahine diya uska fissure pura thik ho gya ab mera baby bilkul thik hai aur ab ho khelta kudata rahta hai bohot achaya dawa hai👍 !@#+
@nooruddinrafi960428 күн бұрын
Kya december aur January me surgery karasakte hai jabki temperature 5 ho
@SadloveKundan5 ай бұрын
Sir meri kshr sutra karwa h but 3 month se jada ho gaya but heeling nhi hui hai puri itna time lagti hai kia pls bataye
@drimtiazhussain5 ай бұрын
Kshar Sutra ek Ayurvedic treatment hai jo chronic conditions jese ke piles, fissures, aur fistulas ke liye istemal hota hai. Ye treatment herbal paste (kshar) se covered sutra (thread) ka istemal karta hai jo affected area mein insert kiya jata hai. Iska maqsad infected tissue ko gradually remove karna aur healthy tissue growth ko promote karna hota hai. ### Kshar Sutra Treatment 1. **Procedure**: - Kshar Sutra ko infected fistula ya hemorrhoid ke through pass kiya jata hai. Ye thread infected tissue ko cut aur drain karta hai, saath hi saath healing ko stimulate karta hai. 2. **Time Frame**: - Healing process typically dheere hota hai aur complete recovery mein mahine lag sakte hain. Ye is baat par depend karta hai ke fistula ya pile ki complexity aur severity kya hai. ### 3 Months Aur Puri Tarah Se Theek Na Hone Ki Wajah 1. **Severity of Condition**: - Agar fistula ya piles zyada complex ya deep hai, to healing mein zyada waqt lag sakta hai. 2. **Body's Healing Response**: - Har insaan ka healing process mukhtalif hota hai, aur kuch logon mein healing dheere ho sakti hai. 3. **Infection**: - Agar infection present hai ya treatment ke dauraan kisi wajah se infection develop hota hai, to ye healing ko slow kar sakta hai. 4. **Compliance with Care**: - Post-procedure care jese ke diet modifications aur hygiene ko follow karna zaroori hai taake healing jaldi ho sake. Agar aapko lagta hai ke healing expected time se zyada der lag rahi hai, to apne healthcare provider ya doctor se consult karna behtar hoga. Woh aapko evaluate karke ye bata sakte hain ke kisi additional treatment ki zaroorat hai ya nahi.
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Best hai 🎉...
@mubasharkhalil6147 Жыл бұрын
JazakAllah bht acha bataty h doc sb mery mole under ki tarf h teek nai hu rahi bawseer jalan or garmiesh mehsoos bht hoti h
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@maheenzaidi30412 ай бұрын
Is operation ka time ketna lagta ha
@drimtiazhussain2 ай бұрын
5 to 10mins
@shakirraza6564 Жыл бұрын
Ointment kitny dinu tk use kr sakte hai..aur sitz bath kitny dinu tk lai
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/gpq3hZtvfaZoe80 Yeh video dekhein help mily gi
@adrijabasumallick39129 ай бұрын
Complex transsphincter fistula hi...mujay ky oppression ki darkar hi...please help me
@drimtiazhussain9 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@manzarali72119 ай бұрын
A.o.a Sir main khud male nursing hoon mene 21 mar 24 ko operation Kar waya hai anal Fissure ka or better feel Kar raha hn phly bht anxiety hoti thi ab behtar feel Kar raha hn Thanks apki videos dekh Kar or relax hogya hoon Thanks
@drimtiazhussain9 ай бұрын
Salam! We are glad you found our videos helpful
@mrskhalid87229 ай бұрын
Ab btaey ap thk hain
@manzarali72119 ай бұрын
@@mrskhalid8722 g Alhamdulillah bilkul thk Allah pak ky krm sy
@mrskhalid87229 ай бұрын
Kha krwaya h pakistan me
@mrskhalid87229 ай бұрын
Ap ka number mil skta h tafssil pta krni h?
@Islamic65135 ай бұрын
Sir maine 1 sal hua ha operation karwaya ha abhi vhi thik nhi hora bar bar cut jara ha doctor ko jakar bolrahe ha to doctor sirf ointment lagane bolra ha kya kare kab tak thik hoga
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara . Accha hai 🎉....
@mustansarhayat3529 Жыл бұрын
Thanks Sir
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Welcome
@IjazAhmad-w2l4 ай бұрын
Aslam o alaikum mujhe bhe fisher hy kafi time se
@HemvatiNandan-p9i4 ай бұрын
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara .@##+₹-+🎉
@IjazAhmad-w2l4 ай бұрын
@@HemvatiNandan-p9i medicin ka nam batao
@HemvatiNandan-p9i3 ай бұрын
@@IjazAhmad-w2l online chek kar sakte ho mil jayega
@shyamlalarya76682 жыл бұрын
Thankýou sir
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
You are welcome
@khakitv91582 жыл бұрын
ماشاءاللہ بھت اچھے ڈاکٹر صاحب ڈاکٹر صاحب آپ کے ھسپتال کا نام کہاں ھے اور کہاں پر ھے
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Lahore
@MnVideozz2 жыл бұрын
Aoa sir plz kisi lady Dr ka bta dain.4 a Fisher check up
@MnVideozz2 жыл бұрын
Jazak Allah
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Kahan say hain ap?
@MnVideozz2 жыл бұрын
Lahore
@MnVideozz2 жыл бұрын
I m from lahore.plz tell me about any good lady Dr 4 this kind of fisher
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@MnVideozz lady doctor is available at every large public hospital
@RizziSpeak2 жыл бұрын
Sir Instrument ki Video Banaein Opertion main Use hoty hain