ماشاءاللہ zbardasy so nice thanks for the sharing sis
@hinasheaven2 жыл бұрын
Thank you so much
@SimplyLivingChannel2 жыл бұрын
Ma Sha Allah amazing video and you explained it really well how to fix when it's stuck on rinse cycle, you covered this topic really well keep up the good work
@hinasheaven2 жыл бұрын
Jazak Allah sister for your appreciation
@glamup25332 жыл бұрын
Your videos are so helpful جزاک اللہ
@hinasheaven2 жыл бұрын
Wa iyyakum sister
@amna_pct_56 Жыл бұрын
Ap bohat Acha guide krti hain
@hinasheaven Жыл бұрын
JAzak Allah sister
@KhanKhan-hs2rs2 жыл бұрын
Aoa.happy to see u again.. thanks ma'am .ab Balls buy ker k dekhtay hain aik dafa.kia hota hay es say...wesay ma'am main nay apni machine choki pe rkhi hui hay kia es se problem aati hay kia....stay blessed.👍👍👍🥰🥰
@asifali27702 жыл бұрын
Hum ny b chuki( stand) py rakhi hoe kuch b nae hota even stand say safe ho jati na Pani lagta machine ki body ko na Zang 😊
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam Thank you sister ji sister zaror buy krein aap ka ye issue solve ho jaye shayad insha Allah sister kaafi logon ne chowki pe hi rakhi huwi hai isse kabi issue hota hai kabhi nh lekin na rakhein ye behter hai reasons aap meri in videos se dekh sakti hain kzbin.info/www/bejne/aIHFlayOhrejZq8 kzbin.info/www/bejne/pXLJnZJ5l9tpg7c
@hinasheaven2 жыл бұрын
@Asif Ali Thanks for sharing your experience
@KhanKhan-hs2rs2 жыл бұрын
@@hinasheaven Thanks ma'am...ji main zaror dekhon gi...Jazak Allah
@makhmalistudio73792 жыл бұрын
So beautiful video my dear friend Allah bless you very nice 👌 work thanks for sharing
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah sister
@musarratkitchen2 жыл бұрын
Aslamualaikum sister Very informative and helpful video thanks for sharing
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah sister
@CookingwithHumi2 жыл бұрын
Like # 32 What a beautiful helpful video you share with us very nice same problem i face when ever i need to know i found answer from your channel and i got my help thanks for sharing with us stay blessed ❣️🥰
@hinasheaven2 жыл бұрын
Thanks for liking
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah sister
@janzeb3677 Жыл бұрын
Tankuuuuu 😘😘😘😘 apiii AP boot achi h
@hinasheaven Жыл бұрын
Jazak Allah sister
@cricketspeak26382 жыл бұрын
Nice sharing .atomatic washing machine ma kon sa surf istamal karna chaia
@hinasheaven2 жыл бұрын
Thank you maine is topic pe video banae huwi hai aap zaror watch krein kzbin.info/www/bejne/rZa1pnqhnpt2otE kzbin.info/www/bejne/lYqVlo2Vj5KAeqs
@shabanawaqas12282 жыл бұрын
Very nice sharing mashallah
@hinasheaven2 жыл бұрын
Jazak Allah sister
@hinaqaiser78072 жыл бұрын
I have Hier hwm 150-1789 wasuing machine. Uss k softener or liquad detergent box mei pani reh jata hai jo k manual nikalna parta ha iss machine mei detergent box fix hai.kindly btay reason kya hai?
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister ye box use na krein ye bilkul fuzool hai kyun ke jese hi machine start krte hain to pani in pockets se hi ata hai aur detergent direct kapron pe jata hai to isse behter hai k aap khud hi use direct kapron pe daalein ye pockets use na krein ye bilkul useless hain main apni new machine mein bhi ise use nh karti kyun k surf jam jata hai corners pe aur easily clean bhi nh hota aur clean na hone ki waja se stains bhi pad jate hain lekin ab aap use na krein aur bas inhein clean kr dein kzbin.info/www/bejne/qIOyd6Nqr5eMjdk
@wowmammakitchen2 жыл бұрын
Nice sharing 👍👍👍
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah sister
@tiptopsongs90362 жыл бұрын
Dawlance atomatic machine dwt 260es mai 1 bar rins kar saktey hai ya nahi yani mai chati hon k kapray 1 bar rins pe set ho jahti hai ya nahi
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji sister set ho sakti hai aap setting ke waqt 1 time hi select krein dawlance machine ki video maine banae hai aap zaror watch krein kzbin.info/www/bejne/bJuQpZ54bNyMp68
@tiptopsongs90362 жыл бұрын
Ap ki washing machine mai rins k option par 1 2 3 4 hai lekin 260 es mai ye option nahi hai serif rins like huwa hai
@BlueMoonKitchen2 жыл бұрын
Well done great job
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah sister
@SaimaAzeem2 жыл бұрын
MashAllah good 👍 keep sharing more ❤️ ❤️ ❤️
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah sister
@mahjabeenkhan91412 жыл бұрын
Thank u
@hinasheaven2 жыл бұрын
Welcome
@Abbasvlogs55792 жыл бұрын
Nice api
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah bhai
@cookingtimewithinzi82582 жыл бұрын
Very nice sharing dear 🥰🥰🥰
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah sister
@powertechnologist65042 жыл бұрын
a.o.a I am using pel automatic washing machin.but from last some days machine left detergent stain on white clothes and sometimes a layer of sludge/dirty water left on clothes. please guide for this problem
@zamyanaeem4412 Жыл бұрын
Hello mam Meri automatic machine rinse krty jb kapry nachorti hy to jhatka leti hy koi msla to ni plz bta dy.......?
@hinasheaven Жыл бұрын
Walaikum assalam sister machine jab rukti ya chalti hai to aise hi jhatka deti hai lekin agar aapko phir bhi noise thodi dangerous lag rhi hai to 1 baar technician ko bulwa kar zaror check krwayein
@zamyanaeem4412 Жыл бұрын
Mam boht boht shukria ap NY Mjy reply kia mjy boht ziada Khushi hoi ap ka reply dekh k thank u so much....mam B's AK bt or kia rinse krty howy machine ko pause kr skty hy .?
@bintesultan81382 жыл бұрын
Api please please I need your help.hm ny abi new he Dawlance ki machine buy ki ha .mujy abi zada smj nai is k function ki phly 3 dfa kpry wash kiye ab ki bar machine Pani he nai ly rahi I don't know Kya problem howa helpline walon sy b bat ki.pipe filter b check kiya .
@janzeb3677 Жыл бұрын
Api 9.5 kg me kitne qamis shalwar dalni h?
@hinasheaven Жыл бұрын
Assalam u alaikum sister maine is topic pe video banae huwi hai aap zaror watch krein >>8-9 kg clothes quantity kzbin.info/www/bejne/ime3qmCin79_jqs
@farzanalakhani57402 жыл бұрын
Your videos are always helpful..thanx for sharing
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum Jazak Allah maa ji
@hafsaarslan85322 жыл бұрын
Aur ek chz btaden k machine ka pipe har wqt nechy rakhty hain ya phr rinse k time pe pipe machine k sath hang kr dety hain?
@amna_pct_56 Жыл бұрын
Link bta dain draz Ka Kahan se ap ne magic balls mangvai hain
@hinasheaven Жыл бұрын
sister aap magic balls likhein gi aap k paas aa jayein bohat sare options aap ko jo behter lage wahan se mangwayein
@zubaidaqayyum22602 жыл бұрын
helpful
@mubasherilyasilyas96062 жыл бұрын
AOA,DURING SPIN I HEAR SOME CRACKING SOUNDS A LOT, Y??? PLZ ANSWER
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum I have made a video on this topic you can watch this video kzbin.info/www/bejne/gIeopWeDmNmBd8U
@EshaalsCollection2 жыл бұрын
Magic balls or dryer balls me difference kia hy ?? ya same hy plz reply me ya video bna dy is pe
@teckthink02 жыл бұрын
Aoa hina maam Hope u r fine meny ye pochna tha ap sy k Agar billi Kapron py urine kr dy chahy wo ghar k palto billi ho ya tu awara jo galiyyon me phir Tu agar wo kapron py urine kr dy tu os ko kesy Pak saaf kry hathon sy dhona hoga ya automatic machine me e pak saaf ho jaye gy or kitni dfa dhona hoga kindllyyyy Btaa dey m waiting of ur reply
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam sister aap use haath se hi paak krein pehle aur phir proper washing k liye machine mein daal dein aap meri ye video dekh sakti hain is mein paki napaki k bare mein detail mein explain kiya hai kzbin.info/www/bejne/jZTKc4uHqZesb6M
@teckthink02 жыл бұрын
@@hinasheaven kapry kafi hein kis kis ko dhoon hathon sy
@teckthink02 жыл бұрын
@@hinasheaven apko b ptq hoga washing machine 3 dfa new pani leti phir nikalti tu hath sy dhona baqi hai kyw
Plz ye b btaye agr rinse pe na ja ri ho...wash k bad spin pe chli jay to kia kry
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister wash k baad 2 minutes k liye spin krti hai machine ta k saare detergent water nikle werna aap agar spin function se tang hain aur har time nh krna chahti to ye method use kr sakti hain kzbin.info/www/bejne/e3WchaN-Z9ODkNE kzbin.info/www/bejne/qWKan4OBbZqglZY
@tahminamughal4688 Жыл бұрын
Plz tel me meri washing machin smel de rhi h abi muje 2month hue han new li h haier ki 9kg
@hinasheaven Жыл бұрын
sister iski waja machine k andar ka pani hai aap meri ye videos dekhein aapko idea ho jaye ga >> Tub Dry Option kzbin.info/www/bejne/kHzYkqepe7-Sbpo >> No Tub Dry Option kzbin.info/www/bejne/ZoDRfKKYrb6esLM
@alinabaig10292 жыл бұрын
madam mujy 1789 model me tareeq bta dy plzzzz
@NoOne-cl8my2 жыл бұрын
Machine normal pe set kr k on krun to direct rinse pe chali jati hai na pani leti na wash krti pls rply
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister ye technical error hai aap company call kr ke complain krein wo technician bhej kar is issue ko resolve krein ge
@momifarqaleet82552 жыл бұрын
Mein jb aik bar detergents dal ky machine on krti hon then beach mein kabhi again pause kr ky open ky ky detergent dalti hon to machine bar bar Pani leti Hy bar bar rince krti hai aisy q hota Hy plzzzz koi solution btayn mein BHt preeshan hon
@saq00azam292 жыл бұрын
Kapron ka blnc out hota h tabhi mashine esa karti h .machine ko off kr k kapry phir se khol khol k dalain phir sahi hoga
@asifali27702 жыл бұрын
Preshani wali koi BAAT nae ha hmaray ghar 3 machines hn same SB main ye problem ata ha jab b kapray APAs main ulajh jaty hn kapron ko khol k phela k rakhny sy theek ho jata ha don't worry sis
@KhanKhan-hs2rs2 жыл бұрын
@@asifali2770 sir kia ap ki machine second rinse k lye jab Pani leti hay tu 2 say 3 mints Pani ruk k Aya hay kia.phir us k bad first rinse Jesa aata hay
@muhammadabbas71352 жыл бұрын
Khara Pani sa machine khran ho jty ha kya?
@asifali27702 жыл бұрын
@@KhanKhan-hs2rs g bilkul sis ye Haier 1678 main ha ye koi khrabi nae ha ap gore Karen JB 2nd rinse py Pani Thora Thora ata ha wo Pani softner wali side sy ata ha 2 to 4 minutes phir sae zyada Pani anay lagta ha ap preshan na hun ye automatically add ha machine function main
@hafsaarslan85322 жыл бұрын
Mene Kal haier 12 kg Wali machine li Hai.. Usme b rinse ka issue bht araha Hai.. Spin se pehly bar bar rinse horahy hain.. Jab k rinse 1 time pe set Kia Hai phr bhi bar bar rinse horahy hain... Aur kapry WAsh hony k bad jab surf wala pani Bahar nikalta hai to machine bht ziada vibrate hoti Hai.. Apni jaga se bilkul hil hil k door chali jati hai
@znoor97272 жыл бұрын
Agr spine k Duran foran stop krni per jay to kese kry ...plzzz is ka reply kr dna Mee bht preshan hn
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister aap pause ka button press kr sakti hain lekin aisa har baar nh ki jiye ga werna machine k shocks toot sakte hain
@mathslabbysadiafaisal73152 жыл бұрын
Kia spin krty hoey machine me vibration hoti he ya nahi
@saimashakoor91062 жыл бұрын
Kapro mai smell ati ha bhot after wash is ka btyai kia krai
@shabanawaqas12282 жыл бұрын
Asalam.o.alikum api kaisi hain
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam main bilkul theak hun sister Alhamdulillah Aap batayein aap kesi hain? ghar mein sab kese hain?
@shabanawaqas12282 жыл бұрын
@@hinasheaven Mai b thk Allah ka shuker ghar me b sub thk hain
@muhammadabbas71352 жыл бұрын
Khara Pani sa machine khrab ho jty ha kya?
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum Ji bilkul aisa hi hai aap meri ye 2 videos dekh sakti hain >>Khaara paani kzbin.info/www/bejne/boPbaaxmjN1-o68 kzbin.info/www/bejne/qZqvaIKoiph3nNU
@TehreemSagheer24 күн бұрын
Sister automatic machine main sabhi cloth par lint burr aajaty hai Iss ka Kya solution hai
@asmamaaz65092 жыл бұрын
main b yeh machine use karti hon strat may machine pani thek layti thi ab bhot slow pani layti hai kindly guide kar dayn
@AliRaza-ko3xc2 жыл бұрын
Ap tap wala pipe uthar k clean kry us k Ander aik jali hoti ha usy brush sa safe kr la theak ho jy gi
@afeerasworld85162 жыл бұрын
Yarrrr ye issue mjy b aya tha 28 tk ja kr rinse hora tha ,5 times hua rinse akhir kar mene aise hi dal diye,mjy company cal krni thi but ni kr ski ,after two days jb machine lgye tu sahi ho gyi machine
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister ye machine hai aur aise hi aapko kabhi tang kare gi kabhi koi issue nahin aaye ga lekin agar aapko musalsal ye masla face karna pade to aap iska solution zaror krein
@farahfarah5939 Жыл бұрын
@@hinasheaven please delay button ka kia function hai ye explain ker dain
@robinajaleel13522 жыл бұрын
Ais top loaded machine sy jan chorao meny 2 years use ki hy na kapry saaf krti hy aur pani aur bijli boht zaya krti hy kapry bhe gathy ban jaty hn kbi kbi tu kapry dhoye bina surf nikal deti hy ais py pyse zaya mat krn aik he dafa pyse laga k front load machine len zendgi asaan hy na gathy banty hn na pani bijli zaya krti aur kapry bhe boht achy sy saaf krti hn
@lifewithabdulwahab57802 жыл бұрын
Nice sharing
@hinasheaven2 жыл бұрын
JAzak Allah sister
@Lilies-Gaming2 жыл бұрын
Samaj nai aya k magic balls work krti hai??Leni chahie ya nai??
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister starting mein mujhe bhi kapre aik saath judne ka issue face krna pada yani jitni maine laundry daali thi us mein rinse time aur spin time mein bhi aise hi hona chahiye tha lekin aisa kuch nahin huwa means ye work krti hain aap inhein purchase kr k try krein
@Lilies-Gaming2 жыл бұрын
@@hinasheaven ok JazakAllah 💕
@tahminamughal4688 Жыл бұрын
Filtr ko m 8days bad wash kr rhi hon
@hinasheaven Жыл бұрын
achi baat hai sister
@farhamulla76072 жыл бұрын
Didi stone se machine damage hogi
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji ho jaye gi damage
@furqanmansoor96882 жыл бұрын
mjhy b yhi issue hua drain kr k bar br rinse krti h spin nii krti r time km hony k bjaye barh jata h
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji sister lekin agar aap ki machine ka balance theak ho phir ye work kare ga werna pehle machine ka balance hi theak krein
@tahminamughal4688 Жыл бұрын
Aoa
@hinasheaven Жыл бұрын
Walaikum assalam
@sanaiqbal68142 жыл бұрын
Dawlance company ka num ha to snd kry plz
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum Sister Google krein apni country aur city k hisaab se aapko mil jaye ga
@lorencetyagi93382 жыл бұрын
Machine to sef rhegi didi
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji bilkul safe rahe gi
@uniquekitchen122 жыл бұрын
My dear api.. m bht preshan hu.. jb m auto machine mn kpray wash rinse and spin ker k nkalte hu tw kpron per white cler k nishan per jty hn.. api aesa q hta h?
@asifali27702 жыл бұрын
Sister pehly humen b ye problem face krna Pari thi OS time hum only detergent use krtay thy but jab say detergent k Sath liquid b use krna start kiya ha koi whiteness nae Hoti kapron pay ap b surf excel ka liquid use Karen boht acha ha
@hinasheaven2 жыл бұрын
@Unique Kitchen Assalam u alaikum sister water level kam hone ki waja se aisa hota hai aur jab aap dark clothes wash krein to aap ya to liquid detergent use krein ya phir aap ye method use krein kzbin.info/www/bejne/pmelhH2AoJ5nfc0