سر آپکی رہنمائی کا بہت شکریہ اللّٰہ آپکو اجر دے ۔آمین
@drimtiazhussain Жыл бұрын
"بہت شکریہ آپکی نوازش کا! اللہ آپکو بھی اجرِ عظیم دے۔ اگر آپکو مزید معلومات چاہیے ہو یا کوئی اور سوال ہے، تو ضرور پوچھیں۔ دعاؤں میں یاد رکھیں!"
@zeeshansabir35492 жыл бұрын
Very nice video h sir . thanks to all and patients guidelines
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks
@amirmunir66282 жыл бұрын
Goòood teaching.....
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@ishrathbegum39983 ай бұрын
Thank you so much sir
@shabbirking5107 Жыл бұрын
Good teach 👏👏
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks and don't forget to subscribe
@fizamalik47522 жыл бұрын
Good explanation
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thank for the feedback.
@imtiyazahmed9842 Жыл бұрын
Very informative video
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Glad you think so!
@asmapkfairoz8972 Жыл бұрын
Thank you sir nice video
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Most welcome. Don't forget to subscribe
@zarfshah20184 ай бұрын
Great sar
@drimtiazhussain4 ай бұрын
Thanks
@malumedavackal20672 жыл бұрын
Hello Dr. I had open appendicectomy 2 months ago and I am not in any diet as a part of the training I travelled after 16 days of my surgery. Due to some training I have to carry weight near 4 to 5 kg like back pack only for today. And daily carrying laptop bag too. Is this will create an issue in future? There is no pain and I eat paneer and drink coffee too. After watching your vdo really got confused Expecting your valuable reply. Thanks in advance.
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
If you are not feeling pain then light weight lifting like back pack is not a problem because it is already 2 months passed. Try not to lift heavy weight like in gym until 3 months otherwise you can do what you are normally doing. No need to worry
@lakhwindersingh3241 Жыл бұрын
Sir belt kina time lgane ha
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Agar jarurat ho to 3 months
@manahil7919 ай бұрын
tnku so much❤
@drimtiazhussain9 ай бұрын
Most welcome 😊
@naheedabegum23412 жыл бұрын
Assalamualikum warahmatullahi waberkatahu doctor sahab hamara appendix ka obresion 28 September ko huwa aur 6 October ko stitches open kie 6 ko hi ultrasound kie tab se stitches me se blood jaraha hai to hame kya kerna chaie hum ghar ke pas doctor se advice lie to tablets aur mupirocin ointment die
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Apny primary surgeon say rabta karein wo check up kar kay hi advise karein gy
@saranshyadav007 Жыл бұрын
Hiee dr , mera appendix leak kar gya tha, open operation ho gya hai 9september ko aaj 19sept hai koi problem nhi hai mujhe , diet me kya kya le , aur kab se table pe padne baithe , aur kitne hour padhai kare ,i am neet aspirants
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Baith kar parh sakty hain agar comfortable hain to
@ezekielsingh20922 жыл бұрын
Sir kitne time ka bed rest hai
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
One week pbr usky baad agar comfortable hain to activities resume karein
@shanzaayub58242 жыл бұрын
Pardon me for asking the most basic question yet unknown to me . I've seen operating doctors administering local anesthesia at the site of incision . Although the patient is fully sedated under GA. What's the need of this local anesthetic prior to making
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Locally, Lignocain or sometimes in combination with Bupivacaine is infiltrated at the site of incision site for post-op analgesia otherwise patient will immediately feel pain when he is brought back from general anaesthesia.
@alokedigitalstudio2 жыл бұрын
Mera open surgery hua tha 35days pahala ,Kia ma byke drive kar sakta hu plz reply sir
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Is mein details di gai hai
@AnupKumar-sh2qw7 ай бұрын
Sir open surjury ka Nisan daag kab tab khatam hota h
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Appendix ki open surgery ke baad scars ya nishan ka khatam hone ka waqt har person ke liye alag ho sakta hai. Generally, scars kuch weeks ya months mein fade hone shuru ho sakte hain, lekin har kisi ki skin type aur healing process alag hoti hai. Kuch points hai jo scars ke healing ko support karte hain: 1. **Proper Wound Care**: Surgery ke baad doctor ki di hui proper wound care instructions ko follow karein, jaise dressing changes aur wound ko saaf aur dry rakhna. 2. **Sun Protection**: Scars ko direct sunlight se bachaye rakhein, kyun ki UV rays scars ko dark bana sakte hain. Agar zaroorat ho to sunscreen ka istemal karein. 3. **Scar Massage**: Kuch cases mein scar massage karne se scars ka appearance improve ho sakta hai. Iske liye doctor ki salah len. 4. **Time**: Scars ka complete healing aur fade hone mein kuch mahine tak bhi lag sakte hain. Sabar rakhein aur apne body ko heal hone ka samay dein. Agar aapko apne scars ya healing process se concern hai, toh apne surgeon se consult karein. Ve aapko scars ki specific care aur further treatment ke baare mein guide kar sakte hain.
@AnupKumar-sh2qw7 ай бұрын
Thanks sir
@sparkyprogaming89162 жыл бұрын
I have laproscopic surgery homar 3month ho gaya hai but thoda thoda pain hai to MAi Kya karu sir
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Apny primary surgeon say rabta kar kay check up karwaein.
@sparkyprogaming89162 жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir muje samaj nahi aaya
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@sparkyprogaming8916 jid nay apka operate kia hai us say rabta karein
@Ayankhanfun2 жыл бұрын
Sir mera appendix ka opration ho chuka hy 4 days pehly . Mujy antibiotics likh k diye hain mgar me use nhi kar raha 3 inch ka opration hy Mera aik kidney cancer ki waja se remove hy Or appendix opration b usi side howa hy Mujy poore pait me dard rehta hy . Painkillers be me nhi lay raha Kia antibiotics laina zaroori hy ? Creatinine zeyada hain or doctor ne nuberol forte likhy hain Es soch se painkillers or antibiotics nhi lay raha k kaheen doosry kidney par asar na ho .dard Bardasht kar raha hon Kia antibiotics laina zroori hy?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Jab ap apny primary doctor ki advice par amal nahin kar rahay to kia hum yaqeen karein keh ap hmari advice par bhi amal karein gy? Listen to your primary surgeon. Jo kaha hai wo karein. KZbin par sara bharosa na karein.
@hajisrfrazhajisrfraz84942 жыл бұрын
Sir g payodeen kitni bar lgani chiya ?? Day mein
@hajisrfrazhajisrfraz84942 жыл бұрын
Sir g btainh
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Aik din kafi hai but agar clean ho to 2 din baad bhi lga sakty hain. Zakham ko dekh kar doctor decide karta hi
@hajisrfrazhajisrfraz84942 жыл бұрын
Sir g hm dhi bally kha skty hn us mein jo dhi h koi problem to nhi bny giii
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@hajisrfrazhajisrfraz8494 agar baqi khorak hazam ho rahi hai to phr yeh bhi kha sakty hain aur usky nuqsan ka zimadar ap hi hon gy
@neloferanwerneloferanwer16972 жыл бұрын
Aoa sir mari surgery.....1 week phly hii Hain........ but sir........ surgery k after 2 hours many Wash room use kiya tha...q k urain bag ni laga tha.... ...........or mujy ubi tak still pain hai.................or stiches normal hai..............doc NY just polyfix ka bola..... Kya ma piyoodeen use kr sakti.......??
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Jo apky doctor nay bola wo karein
@mdalamgood64862 жыл бұрын
Appendix ke oparation ke bad kyh kyh kha Sakata Hai ki jaladi thik ho jaiye
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Is video mein generally btaya gaya hai
@sparkyprogaming89162 жыл бұрын
Sir gym kabse kare meri surgery homar 2 months ho chuka hai
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Aik month aur wait kar lein phr khula khalein.☺
@prasenjitchatterjee8190 Жыл бұрын
Sir mera apendix ka operation 46 days hua lekin avi v apendix k baha pe kvi kvi dard ho rha hai to kya infection ho gya hai. Infection hua k nhi kaise pata kre koi test Karana hoga kya sir Please please bataye sir
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apko sub say pehly apny surgeon say check up karwana chahiay. Infection mein fever hota hai air jakham say pus nikalta hai. Operation kay baad pain to kuch arsa rehta hai jo time say aur medicines leny say thek ho jata hai
@prasenjitchatterjee8190 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain ok sir....and reply kr ne k liye bahut bahut sukriya 🙏🙏 Aur ak question tha sir please reply avi dard agar na ho aur 2 month bad agar USG karau to infection hua hai ki nahi pata chal jayega sir Actually mere ghar k samne he ak ladki ka apendix operation hua tha aur infection ho gya..fir cancer hua fir uska death hogya is liye hum Janna chah the hai kya kare Please reply sir
@ashtaralihaider29662 жыл бұрын
Very good
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Thanks
@zainshah4577 Жыл бұрын
sir mera apandix ka operation hone ko 1 mahine se zayada ho gaya mai bahot dubli patli hu mere gaal mujhe mote dikh rahe mujhe tarah tarah ke khayal aa rahe
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Pareshan na ho bilkul theek ho jaega.
@taiyebasaif2065 Жыл бұрын
dr sahb mery bety ka lser operation hua hy 2 din huy hyn usy gas ki boht shikayt hy or vomit boht ho ri hy
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Agar aapne laparoscopic appendix surgery ke baad do din se zyada nausea aur vomiting mehsoos ki hai, toh yeh zaroori hai ke aap foran apne surgeon se raabta karen. Yeh masle surgery ke complications ki alamat ho sakti hain, jese ke infection ya digestive system mein kisi aur masle ki wajah se.
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Aapki health care team hi aapki halat ko behtar samajh sakti hai aur zaroori ilaj ki tajaweezat de sakti hai. Is wakt, immediate medical attention ki zarurat hai.
@lailajadoon71822 жыл бұрын
Sir plz reply mera appendix operation wali jga ma sweeling ha. Sirf appendix area ma.
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Kitny din huay
@lailajadoon71822 жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir 27 days ho gye. Or mera appendix phat gya tha mera cut naf k nechy lga ha
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@lailajadoon7182 swelling ho sakti but agar shaq hai aur fever bhi hai to apny surgeon ko check karwa kar tasali kar lein
@anumali612 жыл бұрын
Assalam O'Alaikum Sir please mujhy ye batain meray baitay ka operation hua hai appendicitis ka usko aaj 4 din hogaye hain usko motion nahi ruk rahay din mein 5 ya 6 motion hain aur kahana buhat kum khata hai sirf khichdi aur soup kya ye motion hona normal hain? Aur kitnay din Tak hotay hain?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Medicines ki waja say bhi hota hai. Apny Surgeon say rabta karein
@lailajadoon71822 жыл бұрын
Sir appendix surgery k bad surgery wali jga ma sweeling ka hona normal ha ??
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Kitna arsa hua operation ko?
@qadirbaloch90967 ай бұрын
sir open surgery appendix oprenshn ke bad kitne mah bad gym join kar sakty hain
@mdalamgood64862 жыл бұрын
Mera oppendix ka oparation ke 10 din ho Gaye kyh kha Sakata hu sir
@edenacademykalacherra371010 ай бұрын
After Appendix surgery complete 15 days but two whole stomach pain continue.air suggest me what to do This situation
@drimtiazhussain10 ай бұрын
Iski boht si wajoohat ho sakti hain. Operation kay baad kisi bhi issue ki soorta meim apny operating surgeon say rabta mein rehna zruri hai. Unko dobara visit karein. Wo dekh kar behtre hall tajweez karein gy. Examiantion kay baad hi decision lia jata hai.
@drimtiazhussain10 ай бұрын
It's better to have an examination first. Management can only be advised after proper check-up of the area. You can visit the general surgeon for this problem who can guide you after examination.
@edenacademykalacherra371010 ай бұрын
Thank you sir
@kaleemtechnical42012 жыл бұрын
sir mera fandax opration howa a 1 month howa a m kb cricket kal sakta o please please reply 😰
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Is video ko poora dekhein. Is mein btaya hai. 3months tak nahin
@ChandKhan-gm9ic6 ай бұрын
Sir surgery ko 2 week ho gaey lekin pus aa rahi hai bubat zeada kindly guide kar den
@mdzainulabideen10112 жыл бұрын
Thanks sir
@DeepakYadav-xi8rd Жыл бұрын
Open surgery or laproscopy surgery.... Who is best for appendix
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Appendix surgery can be performed through open surgery or laparoscopy. Laparoscopic surgery is often considered better as it involves smaller incisions, leading to quicker recovery, less pain, and lower risk of infection compared to open surgery. However, the choice depends on various factors, such as the patient's overall health and the severity of the appendicitis. It is best to consult with a surgeon who can assess your specific situation and recommend the most suitable approach.
@DeepakYadav-xi8rd Жыл бұрын
Ok.. And thank you sir.
@AnupKumar-sh2qw7 ай бұрын
Sir apendix open surjury k bad Gym kab kar sakte hai
@drimtiazhussain7 ай бұрын
Open appendix surgery ke baad gym shuru karne se pehle, aapko kuch important points ko consider karna chahiye: 1. **Recovery Time**: Aam taur par, appendix surgery ke baad 4-6 weeks tak rest aur recovery ki zaroorat hoti hai. Is samay mein body ko heal hone aur strength regain karne ki zaroorat hoti hai. 2. **Doctor's Clearance**: Gym ya kisi bhi vigorous physical activity shuru karne se pehle, apne surgeon ya doctor se consult karein aur unki salah lein. Unka clearance lena zaroori hai taake aapki surgery ke baad ki recovery aur healing progress ka assessment kiya ja sake. 3. **Start Slowly**: Gym shuru karne se pehle, gentle exercises aur low-impact activities se shuru karein. Body ko gradually adapt karne dein aur dard ya discomfort ke baare mein alert rahein. 4. **Listen to Your Body**: Apni body ke signals ko samajhein. Agar kisi exercise ya activity mein discomfort ya pain mehsoos hota hai, toh usko immediately band karein aur doctor se consult karein. 5. **Avoid Heavy Lifting**: Surgery ke baad initially heavy lifting se parheiz karein. Isse abdominal muscles aur surgery site par additional strain nahi aayega. Is taur par, apne doctor ki salah ke mutabiq, dheere-dheere gym shuru karein aur apni body ko heal hone aur recover hone ka sufficient time dein.
@aatankwadigamer10452 ай бұрын
sir mera apendix ka opertion hua hai 40 din ho gaya hai fir dard chalu ho gaya hai kya kru रिप्लाई में सर
@drimtiazhussain2 ай бұрын
Appendix ka operation hone ke baad 40 din guzar chukay hain aur agar ab ussi jaga dard shuru ho gaya hai, to ye kisi underlying issue ki nishani ho sakta hai. Niche kuch mumkin wajahein aur karwaiyan di ja rahi hain jo aapko samajhne aur agla step lene mein madad karein gi: --- ### **Appendix Operation Ke Baad Dard Ki Mumkin Wajahein** #### **1. Post-Surgical Adhesions (Jhuriyan):** - Operation ke baad andar scar tissue ban sakti hai jo dard ya discomfort ka sabab ban sakti hai. #### **2. Infection:** - Agar operation ke baad area theek se heal nahi hua ya koi internal infection ho gaya ho, to iski wajah se dard ho sakta hai. - Fever, redness, swelling, ya discharge infection ki nishani hai. #### **3. Hernia:** - Kabhi kabar incision wali jaga par hernia develop ho jata hai jo dard ka sabab ban sakta hai. #### **4. Intestinal Issues:** - Bowel movements mein koi issue, jaise constipation ya gas, bhi is dard ka sabab ho sakte hain. #### **5. Referred Pain:** - Kabhi kabhi operation ke baad adjacent organs (jaise intestines ya bladder) par stress hota hai jo dard ka sabab ban sakta hai. --- ### **Kya Karna Chahiye?** #### **1. Doctor Se Milen:** - Sabse pehle apne surgeon ya physician se dobara consultation karein. - Ultrasound ya CT scan ka mashwara diya ja sakta hai taake internal condition ko samjha ja sake. #### **2. Pain Management:** - Painkiller medicines sirf doctor ke mashwary se use karein. - Over-the-counter painkillers lena bina consult ke avoid karein. #### **3. Bowel Movement Ko Smooth Rakhein:** - Agar constipation ya gas ho rahi hai, to high-fiber diet aur pani ka istemal barhayein. - Stool softeners ya antacids ka istemal karein agar zarurat ho. #### **4. Heavy Activity Avoid Karein:** - Koi bhi heavy lifting, exercise ya aise kaam jo pressure create karein, unse gurez karein. #### **5. Watch For Symptoms:** - Fever, vomiting, severe dard, ya koi unusual symptom ho to foran doctor ko inform karein. --- ### **Aapke Sawal Ka Jawab Aur Mashwara** - Agar dard halki intensity ka hai aur koi aur symptom nahi, to yeh scar tissue ya bowel adjustment ki wajah se ho sakta hai jo waqt ke sath theek ho jata hai. - Lekin agar dard barhta ja raha hai ya constant hai, to yeh kisi medical issue ki nishani ho sakta hai, aur proper examination zaruri hai. **FAQs aur Blogs ke liye visit karein:** **[surgeondrimtiazhussain.com](surgeondrimtiazhussain.com)** **Appointments aur online consultation ke liye WhatsApp karein:** **+923336303550**
@ikofficial70132 жыл бұрын
Sir mere drain tube bhi lagi thi lekin gaav abhi tak nahi bhara 5 baar dressing ho chuki hai sir kab tab gaav bhar jata hai or sir mere doctor ne milk jyada pine ke liye bola operation ke 7 din baad
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Milk aur rice lay sakty hain 10days mein gaav bhar jata hai aur stitches out ho jatay hain
@DeepanshuDhiman6242 жыл бұрын
Sir namaskar, Mera appendicitis ka leproscopy se operation 5 Dec. Ko hua h lekin mere nabhi ke niche ganth ho gai h or Nabhi ke right side me derd rhta h m kya Karu
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Ap apny surgeon ko dikhein. Wo.examination kay baad decide.karein gy
@ganeshhande57647 ай бұрын
Good
@faiqawaqas8113 Жыл бұрын
Sir pregnancy k phly month me appendix ka operation krwa sakty Hain?
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Appendix ka problem hai to yeh emergency hai iska wait nahin ho sakta warna appendix phat jati hai. Kisi bhi waqt operation karwa sakty hain sirf gynaecologist is rabta karna hota aur unko onboard lena hota hai.
@sachinsrivastava1457 Жыл бұрын
Sir, Mera appendix ka operation 1 month pehle laparoscopic se hua hai. Dubara dard hone par ct scan karaya to pata chala stump appendicitis hai aur lump bhi hai. Dr. Dubara operation ke liye bol rahe hai. Kya 1 month baad phir se operation ho sakta hai. Ye medicine se theek nhi ho sakta kya?
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Agar stump jiada chhora hai to phr to dobara appendix problem ho ga aur ilaaj bhi same as before ho ga.yeh to examination kay baad pata chal sakta hai.Operarion kay baad apny surgeon say rabtay mein rahein. Unko pata hai konsa operation kia hai, kis trah operation kia hai Aur agay iska ilaaj kaisy chalay ga? Operation kay baad kisi aur surgeon say rabta karein gy to confuse rahein gy. Hmari videos general instructions kliay hain. Operation kay baad khaas maloomat ki zrurat hoti hai jo apka operating surgeon hi bta sakta hai. Hum examination kah baghair kuch nahin bta sakty.
@waqasofficial5567 Жыл бұрын
Apni bevi say operation. K din bad mubasherat kr skty hai
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Almost two weeks tak tak wait kar lein aur phr pain bhi ziada na ho to koi harj nahin
@jm-uq4ud Жыл бұрын
Thanks
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Welcome. Don't forget to subscribe
@stronghoorain00183 ай бұрын
sir mera operate ho chuka hay 18 din ho gay hay lekin operate wali jga pr obhaar sy seedha ho kr chala nai jata operate wali jga pr sakhat jga ho gai hay medicin tmam use kr chuka hu dr ny jo lekhi thi
@ItsMahii-uq3nt3 ай бұрын
AP Kitna time bd hosh ma aye thy?
@Sumairatariq-qm7ucАй бұрын
Sir mje operation k bad 4 din ho gay ab vomit hoi ik bar aur jo bh khaon bojh lgti hy hazam ni hoti r head r neck ki back side men bht drd hy
@drimtiazhussainАй бұрын
Aap ka appendix operation ko 4 din ho gaye hain aur agar abhi bhi aap ko jo bhi khate hain bojh mehsoos hota hai aur aik do martaba vomiting bhi hui hai, to yeh post-surgery recovery ka hissa ho sakta hai. Lekin agar yeh symptoms zyada barqarar rahen, to doctor se rabta zaruri hai. ### **Kya Karein:** 1. **Halka aur soft khana khayen:** - Chicken yakhni - Dalia - Khichdi - Fruits jaise ke kela aur seb 2. **Pani aur liquids zyada lein:** - Garam paani ya herbal tea - Nimbu paani (without spices) - ORS agar weakness ho 3. **Chhoti chhoti meals:** Din mein 5-6 dafa halki chhoti meals lein, taake pet pe zyada bojh na pade. 4. **Vomiting ka ilaj:** Agar aapko vomit ho rahi ho, to doctor ke mashwara se anti-emetic (vomiting rokne wali) dawai lein. 5. **Rest karein:** Zyada chalna phirna ya heavy kaam na karein, apni recovery par focus karein. ### **Doctor se Rabta Karein Agar:** - Lagatar vomiting ho rahi ho. - Bukhar ya dard barh raha ho. - Khana bilkul hazam na ho raha ho. Visit karein **surgeondrimtiazhussain.com** aur WhatsApp karein **+923336303550** par hamari team se appointment ya operations ke liye.
@mehrokhan16572 жыл бұрын
Salam apendix ander phat gaya tha , us ka operation kerwa lia he 2din baad green green vomiting horahi he or pani bhi hazam nahi horaha he 2 se ziyada vomit horahi he fever nahi he plz bataen kia ye dangerous he or green vomit kun horahi hen plz reply
A. S. O Dr Sahab meray betay ka Operate howa Friday ko abhi 4 days howay bachay ko pain bohat or watery stole pass ho raha itnay chotay bachay ko kya diet daini or plz bta day stitches removable Hai tu kya Kerna chyai jis Sai bachay ki pain Kam ho jyai
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Wslam! Watery stool hai to apny surgeon say rabta karein foran
@rashorts20242 жыл бұрын
Mera 12day surgery hua ha ,backpain ho raha hain kia kare
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Painkillers lein but apny doctor ko check up karwaein kay baad
@indrajeetsingh98362 жыл бұрын
Operation k kitne din bad sb kuchh kaha chahiye apka video hm pura dekhe h aur ek bat mera baby 8month old h aur operation k 11days ho gye h kya hm baby ko God m l skte please sir I request pl Hindi m reply kryga sir
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
11 days ho gaey hain ab normal khana jo pehly khilaa rahay hain day sakty hain
@pinkyettyeesgupta28132 жыл бұрын
Sir appendix operation 2 months ho gayi.open surgery kiya hai.ab uske niche se pani nikal rahi hai.Dr boli andher me suta hai isliye aysa ho rahi hai.fir bole operation karna ho ga.dusra soluition bataye suta nikal ne ke liye.pls sir help me
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Ye wound infection hota hai. Shuru shuru mein dressing say thek karny ki kosis karty hain agar us say thek na ho aur chota sa hole ban jaey to sinus tract ban jata hai jisay chhoti si surgery say nikal dety hain. Preshani ki baat nahin jaisay doctor bol rahy waisa karein
@qareerulain7431 Жыл бұрын
Dr sahab 2 months hogy Hain Mera operation howa Tha lekin ab tk pain Hai right side pr bearable pain h nichy sy oper ki taraf right side pr....Dr ne again pain killer di t pr pain ab tk h
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Un say dobara rabta karein wo painkillers add karein gy
@AliAhmad-zk6lv Жыл бұрын
mra apindix ki surgri hoi h 10 din ply cemry wali surgary ti par abi b wesa drd h jesy surgry sy ply ta kitny din tak dard thk ho ga
@Subhanullah24762 жыл бұрын
Thaks😍😍
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Welcome
@Subhanullah24762 жыл бұрын
Operation k 3 days hogaye hian but pain kam nahi horaha and right shoulder main bhi pain horaha hian to kia docter sy contact kro ya ye normel hian jo time k sath thek hojayega
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@Subhanullah2476 contact kar lein
@afzalshanu23062 жыл бұрын
Hi sir I m afzal.i am staying in Saudi Arabia and my work is driving.mera appendix ka operation hogaya hai.16 days ho chukhe hai.mujhe thoda dard hai andar.to Kuch problem hai kya.aur Mai kab driving duty join karsakta hun.aur mujhe Kya Kya food Khana chaiye.nonveg khane se koi problem Hoti hai Kya. Thank you soon much
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Kab drive karna hai sab guidelines is video mein di gai hain ap poori video dekhein is mein complete informations di hain.
@mahnoorhafeez49962 жыл бұрын
Sir Mera operation ko 3 month hogye hn 26 Oct ko but pain abhi bhi bn or wasi hi pain horha hn Jaise operation se phela horha tha chalne me BHI problem horhi hn ap batai ab Kia krna hn ??
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Ap apny surgeon ko check up karwaein wo examination kay baad decision lein gy
@Nikki-f7q2 жыл бұрын
Drd to mujhe bhi rhta h
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@Nikki-f7q general surgeon ko check up karwaein
@NazishRizwan-p9i Жыл бұрын
Mera appendix ka operation 16 july ko hua or ma ny 6 August ko by air travel kia mje as such itni pain nhi thi ma smji k bss ab thk ho gi ma ny normal ghr k routine kaam shuru kye kch kaam ma thora zorr b lg gya ab mjy 5 din sa bohat pain ho rhi dr sa chk b kraia pain killer b le rhi thori der k lye aram ata phr jb koi kaam ya chlna phrna start kru to pain ho jati orr pain b aesi k jesy operation k bad kch din rhi ma bohat preshan hu aap koi advise kr de plzzzz thank you soo much
@NargisShaikhnargis2 жыл бұрын
Kon Tak mye
@arthandwork53162 жыл бұрын
Sir I am pregnant muje appendix ho gai ha ma surgery karwa sakti hn kaya karo buht pain ha
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Appendix ka operation aik life saving procedure hai. Boht ziada pain aur problem hai to phr koi aur option nahin.
@noor-e-nazar4345 Жыл бұрын
Aoa sir g mera husband ka appendx ka operte huwa hai aj 5 days ho gy lakin halka sa blood or puss nikal rhi hai plz bta dy iska koi hal m spriit sy bi saaf kr rhi hu pain or akrrraaa bi bht huwa hai plz plZ reply zarur dijiye ga sir g
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Wslam! Thori infection ho jati hai. Behtre hai apny operating surgeon say rabta karein wo behtre guide karein gy examination karny kay baad
@lofisadsongs46142 жыл бұрын
Sir mere appendix fat gya tha pet me mera operation hua 21 days ho chuke h but mere tanko me bhot jyaada khichaav rhta h or khana khaane ke baad to pet bhot jyaada tight ho jaata h ,koi problem to nhi h na or h to kb tk shi hogi
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Appendix phat gaya tha to ahista ahista thek ho ga. Don't worry
@himanshutyagi36132 жыл бұрын
Sir meri laser surgery hui hai...9 days pehle...maine diet bhi proper Leni start kar di hai...ghar wali...roti sabji wagairah ..n chal bhi Raha hu normally...n m feeling well....to sir me ye bahar ka khana kab tak start kar sakta hu ....jaise Nan wagairah...to kitna time lagega abhi?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Himanshu Ji bahar ka khana na khaein to behtre hai. Agar khana bhi paray to Naram khana khaein aur nan hi khanay hain to ispaghol ka chhilka use kar lia karein
@OpGamer-do5hj2 жыл бұрын
Sir meri laproscopic appendix hokar 2 months hua hai but abhi bhi Thoda thoda pain hota hai to MAi Kya karu
Mera sir 23 din ho gaya hai lekin leterig ke raste me dard zalan hota hai or eska dawai vi mujhe diya lekin Aaram nahi hai ro koyi dikat nahi hai
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Apni diet mein fibers add karein jaisay tarkari aur sabji waghaira.. Isapghol ka chhilka bhi use karein
@ceenokhan62282 жыл бұрын
Hello sir Me Nay Apna 9 months pehle Operate karwaya Tha Us Din See Aj Tak Mere tabiyt baichan Hote ha Aksar Qabz rehte ha or Kuj agr heavy chz kha Lu To Pait me Jalan shuru Hojati Ha Or khatY khatY Pait be Full Hojata Ha Jalde
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Appendix operation ky baad aisa nahin hona chahiay. Kisi doctor ko check up karwaein
@ceenokhan62282 жыл бұрын
@@drimtiazhussain Me nay Apna Ultrasound be karwaya Tha Ultra sound normal Aya Tha
@ceenokhan62282 жыл бұрын
Or mera Appendix be burust tha
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@ceenokhan6228 To appendix ki waja say nahin hai
@ceenokhan62282 жыл бұрын
Stomach Ka Problem Hoga?kia
@amritshaw7940 Жыл бұрын
Sir mera laproscopy surgery hua hain appendicitis ka 12 din phle to main kya siri chahar sakta hun??
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yes ehtiaat say.
@amritshaw7940 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain thanks sir🙏
@rajaKhan-fp4sf21 күн бұрын
Hi bro
@zainshah4577 Жыл бұрын
sir mujhe 3 mahine tak kya nahi karna chahiye please suggest
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Is video mein bataya Gaya hai is video ko dobara detail se sune
@vinodsinku36822 жыл бұрын
Sir mera apendix ka open surgery hui hai hospital se aane ke 3 din baad mujhe head bohot jor se dard hota hai or sone se ekdam band ho jata hai, mere uth te hi dheere dheere head ka dard badne lagta hai or so Jane me ekdam band ho jata hai, ye kis Karan hota hai mujhe bata do sir
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Apka operation general anaesthesia mein hua hai ya qamar kay peechhy teeka laga kar hua. Qamar par teeka laganay say kuch persons mein spinal headache hota hai. Jo within week thek ho jata hai agar fluid like juices, water, tea or coffee jiada say jiada piein. Apny surgeon aik dafa jrur check up karwaein
@vinodsinku36822 жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir aapka bohot bohot dhanywaad reply karne ke liye, mere qamar ke peeche hi teeka laga tha
@vinodsinku36822 жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir mere operation 20 din phele hua tha or ab mere take bhi khul chuke hai par abhi 2 din se mere pet me halka halka dard hone laga hai or ye dard kam jyda ho raha hai, ye dard kis waja se ho skta hai sir.
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@vinodsinku3682 Ap apny surgeon ko check karwaein
@abidhusainvlog871410 ай бұрын
Sir Mera 17 din hoga par Dard ho raha kiya muche medicine Lena hai ya apne dhik ho jayega
@chandanneog39502 жыл бұрын
Meri open surgery 7/11/2022 ko hoi thi,abhi surgery part me pain nehi he.kya me normal diet le sokti hu?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Is video mein btaya gaya hai. Yes ab tak lay sakty hain. For details diet wala portion dekhein
@aliijoyo16952 жыл бұрын
Sir appendix operation k baad kitny time cricket nahi khelni chaye
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
3 months tak
@tejpalsingh58112 жыл бұрын
Hi sir maine 45 days pehle krwaya tha operate ab sirf ek side pe thoda dard hota hai...jab kuch khata hu to baad main stomach full jldi ho jata hai..je kyu hota hai je please bta do thx
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
With time thek ho jaey ga jab completely heal ho jaey ga.
@tejpalsingh58112 жыл бұрын
Ok matlab mujhe doctor ko ab dikhane ki jarurat to nahi hai..ok thx
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
@@tejpalsingh5811 yes agar sojan nahin hai koi giltti nahin bani aur jaga red red nahin hai to jarurat nahin hy
@tejpalsingh58112 жыл бұрын
Ok apka number mil skta hai sir ..sirf 2 min baat krke kuch jaruri pushna hai..main canada se hu islayi a nahi skta apke hospital
@sartajali6925 Жыл бұрын
Assalamualaikum Sir meri wife ka gaeconologist se treatment chal raha hai, meri wife ko right side Tommy pain hota hai kafi tez kuch mnt ke liyen phir khud chala jata hai aisa month main 6 to 7 bar hota hai aur agar right side ko dabate hai tab bhi hota hai, lady doctor ne jo wife ke vaginal main infection tha uska anti biotic treatment pura kar diya wo to thik ho gaya now lady doctor ne kaha yeah appendix ho sakta hai agar apsa medical examination consult karna ho to Delhi main kahan ana hoga aapse appointment lene ka
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai
@sittukumar40142 жыл бұрын
Mera oppression ko 25 din ho gya kya mai khel sakta hu
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
6 weeks tak na khelein kodein. 3 months tak ehtiaat karein
@yuvrajgaikwad54522 жыл бұрын
Appimdex fatne ke baad kaya kara hai sir?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Appendix phatt jaey to torat operation karna parta hai warna jaan ko khatra hota hai
@deathgaming27302 жыл бұрын
Sir operation ke baad gym join kitne din baad join karu ?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Three months kay baad streneous exercises like gym join kar sakty hain bilkul safe hai
@NargisShaikhnargis2 жыл бұрын
Aaslim waliyekom sir please 🙏🥺
@khagenshort2 жыл бұрын
sir operation k baad sardi jukham v hotahe kya
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Hum samjhy nahin Khagendra Jee?
@babliroy64549 ай бұрын
Thanks food bolun
@drimtiazhussain9 ай бұрын
You are most welcome
@sualehzia8400 Жыл бұрын
Mera beta 14 years ka h aj uska operation h wo school goin h may me us k
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Good for him
@parthhazarika6773 Жыл бұрын
Sir apendix dubara hota hei Kiya?operation ke kitne di bad patient running kr sakte ?
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Dobara nahin hota. 3months kay baad
@ahsankhan97702 жыл бұрын
Mera 15 Jan KO lypro scopy appendix Ka operation hua 10 din ho Gaye but navi ke pass pain hota hai
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apny surgeon ko dobara dikhaein aur yeh btaein
@faisalehsan61892 жыл бұрын
Sir mera appendicitis ka operation Howa h 18 din pehly 17 Nov ko stitches remove krwayn hain 2 din pehly zakham ma Dard h but itna ziyada ni h bardasht ho jata h but sir pas per gai h zakham ma roz dressing karwa raha hon hole kb tk bhar jaye ga? Or ketny din lag sakty hn? Thk hony ma zakham khola rakh sakta hon?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
With time thek ho jata hai within week or two
@Anuaabid Жыл бұрын
Sir kya hum appendix ma gym ja sakte hai
@drimtiazhussain Жыл бұрын
3. months operation kay baad
@Anuaabid Жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir operation nhi keya hai abi kya ma ja sakta hu gym
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Array yeh kaisa question hai. Har kisi ka normal appendix hota hai. Jo karna chahy kary gym.
@Anuaabid Жыл бұрын
@@drimtiazhussain nhi sir mra pian hova resently doctor ne bola apko operation Krna hai
@factstechnology24812 жыл бұрын
Sir I have appendix open operation done before 1 month but after remove suture 1 small hole is make on the operation palce on my skin and yellow liquid comes out and it can not recovery please tell me the reason . Please what will I do .
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Visit your primary surgeon. This portion of your wound is infected and needs attention like dressing etc.
@filzaghori8612 жыл бұрын
Sir mery appendix operation ko 2 days hue hyn pain buhat zada hy gassses bhi buhat zada pain brha rhi hyn mn left ya right site huky nh lyt sakti Dr ny pipe inter krky stiches q lagain hyn?
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Apki appendix boht kharab ho gi is liay pait say pus ya blood kliay drain pipe dalty hain wo ap kliay faida mand hai.
@SaimaZeesh123 Жыл бұрын
mera bh appendix ka oprt howa h aj 5 days ho gya h but pain bht hota chnlny sy siriya bh chrny sy 😢 shry ky bgr chl rhi 🥲🥲🥲 koi msla to nh ho ga
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Seriya ziada na chalein. Pain ziada hai to apny surgeon ko dikhein
@waqarasad9715 Жыл бұрын
Mare bety ka apendix ka operation hwa h likun abi tak wo teak se stool pas nai kr ra na he teak se urain pas kr ra h usko bht zaida taklef ha in dono ki waja se
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Kab hua operation?
@ritusagar3154 Жыл бұрын
Mild free fluid in right iliac fossa ka matlab?
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Boht si wajohaat ho sakti hain operation say pehly aur baad mein different reasons hoti hain
Sir meri surgery honi he kuch dino me.... Mujhe bhut dar lgra he pain se operation se.... Mujhe operation ni krwana kya ayurvedic treatment se appendix thik ho jata he?.... Operation ke baad kab tak dard rehta he sir..... Or abhie me normal walk kr skti hu ya bed rest abhie operation ni hua?
@saidhassan42152 жыл бұрын
Apko behosh kar diya jata hai or 7 ya 8 gante oprtion ka bad ap sayi hogi jab utogi tho apko pain nai hoga q k apko pain killer diya gaya hoga darne k koi bad nai mena 4 din pehle kiya hai is liya vedio daik raha hon don't worry kuch nai hoga
@stayamystery7072 жыл бұрын
@@saidhassan4215 hanji mene bhi krwaa lia pain mujhe to kaafi jyada hua me to operation k ek ghnte baad hi uth gai thi..... Shayd unne strong dose ni diaa hoga.... 2 din tak to pain se neend b ni aao
@saidhassan42152 жыл бұрын
@@stayamystery707 oprtion hai pain tho hoga na itna apko 2 din mujhe tho abhi thak hai chal nai sakta khair shukar ho gaya khair se 🥰
@stayamystery7072 жыл бұрын
@@saidhassan4215 hanji mujhe 2 month ho gye hein ab krke..... Apko pain rhega do week tak chlne me problem aaegi mujhe abhie 2 month k baad bhi belly button me pain he.... Thoda thoda..... Weakness kaafi aa gai he ap bhi proper diet vgera lena light hi khana vrna apko bhi bhut weakness aa jaegi.... Abhie to kisi side soya bhi ni jara hoga me bhi ek week tak seedhe hi soi thi....
@stayamystery7072 жыл бұрын
@@saidhassan4215 pain to mujhe ek month tak rha but kam hota gya with time.... Abhie bus belly button me he thoda pain
@dhoniboro7219 Жыл бұрын
Sir mera appendicitis 7.5mm Kiya karu
@saranshyadav007 Жыл бұрын
Operation immediately nhi to meri trah appendix fatt jayega ,
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Foran check up karwaein
@drimtiazhussain Жыл бұрын
You are right
@stanbts0t7andmybiasisjungk832 жыл бұрын
Meri surgery 24 August ko Hoi thi . Ma na koi b antibiotics surgery Ka BAAD NHI lii . Because Mera stomach ko suit NHI Kr Rhi thi . Then still ab tak mujy pain rhti hai. Or mujy aise feel Hota hai Jaise andar SA open ho. Kal meri Bahi SA fight Hoi toh ma na bohat Zoar lagaya . Kal SA mujy bohat khichao or bohat ajeeb feel ho rha. Or full Belly ma cramps feel ho rhy
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Pehly to ap itna jaldi larai na karein at least 3 months tak. Larai say aur khencha taani say zakham andar say khul jata hai. Ap apny surgeon ko check karwaein wo painkillers advise karein gy
@SaimaZeesh123 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain😅
@fizzabukhari5682 Жыл бұрын
Mry operation ko 4 days huy hn r aj sbu sy pus nikl ri h is it normal
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ahista ahista kam ho jaey gi
@jaimahakal70252 жыл бұрын
Sir maine abhi 11sep2022 ko operation krrwayo hai sir abhi tak mere normal khincha taani rehti h or normal dard bhi me kya kru or kya diet lu or walk ker sakhta hu kya
@drimtiazhussain2 жыл бұрын
Jo kaam kab aur kaisay karny hain aur kia khana hai sab is video mein btaya hai
@haryanvifun65872 жыл бұрын
सर मेरी गुड़िया 7 साल की है उसका बेंडिक्स का ऑपरेशन हुए 40 दिन हो गए लेकिन उसके कलेजे में रोटी खाने के बाद दर्द शुरू हो जाता है अलका खाना दलिया खिचड़ी ही खा पाती है प्लीज बताएं ऐसा क्यों होता है पहले उसके टांके पक गए थे 15 दिन में ठीक हुए फिर मैंने उसको रोटी दूध घी खाना शुरु कर दीया एक हफ्ते बाद उसके कलेजे में दर्द शुरू हो गया डॉक्टर को दिखाया तो उन्होंने बताया कि आंतों में इन्फेक्शन और गर्मी बन गई है फिर एंटीबायोटिक्स 10 दिन तक चली इसके बाद डॉक्टर ने बोला कि कुछ भी खवा देना मैंने फिर एक रोटी खिलाई तो फिर से कलेजे में दर्द शुरू हो जाता है
@deepaksubedi35392 жыл бұрын
डाक्टर मेरा एपेन्डिस का अप्रेसनहुवा 2 हप्ता हुवा सब ठिकचलराहे घाउ का एकसाइड मे थोडासा पक्काहे क्या इसका कोइ सोलुसन हे 🙏🙏