Best... Mere pass Honda Aviator 2018 model bs 4 hai. Tab se lekar ab tak servicing Honda service centre per hi karvaya hai gadi Aaj bhi new hai... Engine perfect smooth. Log kahate Hain ki Honda ki servicing mahangi hai...aisa nahi hai han corona lockdown ke bad GST aur taxes Jo Sarkar ne badhai hai uske bad thoda mahanga ho gaya hai. Lakin inki service bahut acchi Hoti hai experience log hote Hain... Apni new gadiyon ko bahar kabhi nahin khulvana chahie low quality ke equipments dalte Hain jisse gadi kharab ho jaati hai. Aaj bhi meri gadi best hai...
@pmsmotography3 ай бұрын
@@KT43124 correct 💯
@KT431243 ай бұрын
@@pmsmotography yes... Jab mobile kharab ho jata hai Apple Samsung Nokia xiaomi... To aap authorised service centre per jaate Ho... Jab gadi kisi company ki kharidi hai to vahan servicing kyon nahin? Kyon local logon ke pass jana hai do paise bachane ke liye? Aapko agar 2000 lag rahe hain... Lekin aapko hajar mein 800 mein kam karvana hai... To aapki gadi ka satyanash bhi vaise hi hoga right.. to acchi jagah se karao ek bar karao.
@pmsmotography3 ай бұрын
@@KT43124 bilkul sahi dost
@CultureSanskriti38775 ай бұрын
Good video. Agli Service mein Gear oil bhi change karwaiyega.
@sanmanamanashi15 сағат бұрын
Bhai 5th service ke baad kitne kilometre pe next oil change hona activa me. Kya 6k kmtr ke baad bolte hai honda wale. Pls reply..
@pmsmotography14 сағат бұрын
@@sanmanamanashi only 2500 pe service karwao. Mai hamesha 2500 pe karwata hu. Every 5000 KM pe Gear oil change karwana.
@Jaatrajuniverse5 ай бұрын
Bhai maire r15 v2. 5-7km running karne k bad hot ho jati h aur ek whistle (सिटी) sound aati h continue. Jaise aapne r15 v2 ki fual injector machine me clean karwate time machine whistle sound kr rhi thi wse hi Agar pta ho to btana kis chej ki h?
@GG-px8yx6 ай бұрын
Bhai aapki 125 me se bhi neeche se garam hawa lagti hai left side se pair pe???
@pmsmotography6 ай бұрын
Haa ...wo ayega hi
@merajakhtar4515Ай бұрын
4th service me kitna paisa laga bhai
@pmsmotographyАй бұрын
@@merajakhtar4515 video dala hai dost maine, please usme dekh lo , mujhe har bar ka yaad ni reh pata.
@blazie27417 ай бұрын
Apka scooty kitna purani hai?
@pmsmotography7 ай бұрын
December 2022
@BikramKhadgi-u6i5 ай бұрын
गाजिया ब्लुटु केसे निकाल है
@JoiAhom3 ай бұрын
Bohut mahenga hai private garage mai karaoo
@pmsmotography3 ай бұрын
@@JoiAhom haa
@JoiAhom3 ай бұрын
@@pmsmotography I have same scooty use motu oil better than Honda