agar jalana toh khud apne andar k rawan ko jalayiye agar is kahani ko dhyanin se dekha jaye toh lakhsman jisne sarupnakha ka naak kaat diya tha..kya woh dimaahi roop se sahi tha? rawan ne toh sita ko haath tak nhi lgaya aur raam ne sita ko apnaane se bhi inkaar kr diya tha.. jis se pta lgta ha ki ram ke mann mei shak paida ho gya tha... ab aise insaan ko lok bhagwaan kaise samjah skte ha.... baat sirf dimaag se sochne ki ha... jo logical trike se sochega...woh ek mint mei samjh jaega ki yeh sirf kahaniyan ha kaalpnik kahani.