Bahut badiya.. Great analysis everyone should follow these tips 😊
@KRajeshShrivastava6 күн бұрын
Glad you liked it ☺️
@gamingboyshaikh91959 күн бұрын
U r genius sir
@KRajeshShrivastava9 күн бұрын
Thank you so much 🙏
@Sumn888 күн бұрын
Sandar analysis👍🏻
@KRajeshShrivastava8 күн бұрын
Glad you liked it 🙏
@ParjwalSigmaRule.9 күн бұрын
Excellent performance 👏👏👏
@KRajeshShrivastava9 күн бұрын
Thank you so much 👍
@KIRANSOLANKI-f7g9 күн бұрын
Rajesh sir, mere khayal se iska ek hi meaning hota hai.... 1st toh aap ka source of income jitna ho sake utna Badana chahiye aur aap ka investment planing bahot hi stong hona chahiye aur sab se important chizon ko bahot achhi tarah samajna chahiye and Passions rakhna chahiye...... Mumbai ki language me NO GHAI, NO GADBADI........ RELAX........ JAY HIND......... ❤
@KIRANSOLANKI-f7g9 күн бұрын
Patiences...... Rakhna Jaruri.....
@KRajeshShrivastava9 күн бұрын
Good observation kiran ji !! Yahi mai logo ko explain karne ki koshish karta hu
@Ulhasmendhe7 күн бұрын
Sir , apki age kitni hai ,mujhe lagta hai lagbhag 40 ki hogi or app 20 saal baad ghar lene wale ho matlab 60 ki age mein, fir retirement ki age mein khud ka makan logey to kis k liye le rahe ho .Koi Logic hi nahi balki abhi lo ,Rent ka emi me dalo extra paise Part payment krte raho ,Own house ka ek alag hi mazza hai , Nothing is permanent here.1000 years ki life toh nahi hai ,Ye bus mera opinion hai !! Dhanyavad
@KRajeshShrivastava7 күн бұрын
I respect your opinion but Mai Aisa sochta hu ki Mai kyu EMI ka jhanjhat shuru Karu, mainly jab mere paas backup nahi hai, if I miss any 3 consecutive installments of EMIs, it will lead to a very big trouble for my family, instead I will invest same in SIP, in case if I have any problem I can pause my SIPs, but EMI is an agreement with the bank which cannot be broken, hence always live stressful life and buy a home atleast in your 50s or 60s to just enjoy your retirement with a good Corpus and a handsome pension every month
@chandrabhanutiwary23655 күн бұрын
1 Lakh ki salary me 50000 ki SIP ? GHAR KA KIRAYA AND GHAR KHARCH BACHE HUE 50000 me ?
@KRajeshShrivastava5 күн бұрын
Yes of course, it's seems to be very hard, lekin possible hai