Very Good Mashallah ❤ Allah sab ko Samajhne ki Taufiq_ata kare
@Ummealiza-882 ай бұрын
My 6 years old daughter says, mamma we shouldn’t celebrate birthday, it’s not aur culture, we are Muslim, MashaAllah ❤ Mere husband mujhe aur meri beti ko koi surah memories karne per gift dete hain, na ki birthday ya anniversary Alhamdulillah
@MaryemShahidАй бұрын
ماشاءالله تبارك الرحمن ❤
@saher4everJАй бұрын
MashaAllah. La Quwwata illabillah. Allahumma Barik.🤲🏻
@FurkanKhan-m2c8 күн бұрын
Ma Sha Allah Ma Sha Allah .Allah Aisa amal her aik ko day
@muqadasaftab35772 ай бұрын
V good👍👍 work Allah hmare bachon ko apki baten fallow krny ki tofiq ata farmye ameen
@raisahmad7603Ай бұрын
Subhanallah very important message
@IslamicEchoes1232 ай бұрын
Alhumdulillah.. Just found it at right time. We never celebrated birthday in our family, but this year, my nine year old , getting influenced by school friends, want to celebrate her birthday. I know she won't understand the whole of this lecture, but if I show her that the Youth club walay Uncles are also saying this, she will understand. I agree that children understand when something is explained with the name of Allah and Rasool Allah S. A. S.
@Fitness_boy_0008Ай бұрын
Subhan allah very important message
@umisoudah8695Ай бұрын
Ma sha Allah. Heart touching. Please do another podcast with Dr sameer siddique sahab
@umaimaazmat52172 ай бұрын
Good information .jazakumullah
@abeeraasim30602 ай бұрын
Assalamualikum Bachon ko mein kehti hon daily Quran parhein jb 1 para mukamal ho tou kuch metha bna dein bachon ko n hr bar takmel e Quran py celibration rakhein choti c .... kiun k khushian mnany ki baat tou Quran sy jurna hei na
@LubnaAnsari-gc2bg2 ай бұрын
Walaikum assalam,yes.
@ZayyanVlogs28292 ай бұрын
bchon ko Quran k mutabik zndgi guzrna sikhaen
@IqraSaddam-s6p2 ай бұрын
.mmk.mm.@@ZayyanVlogs2829
@AzadRrrr2 ай бұрын
Bilkul sahi baat kahi aapne,
@Ummealiza-882 ай бұрын
G mere husband mujhe aur meri beti ko surah yâd karne per gift dete hain, every month wo surah competition rakhte hain ghar me
@Fitness_boy_0008Ай бұрын
Subham Allah
@naziasherwani84272 ай бұрын
V imp information Jazakallah khair
@aimenkhan65242 ай бұрын
They are over-lapping each other...interruption causes disturbance in absorbing the message...Could not focus sadly...
@Quranrecitation-b2x2 ай бұрын
Ma sha Allah JzakAllah ❤ Very informative 👍
@saimakhalil24422 ай бұрын
Log Jo Eid milad dunnabi mnatay Hain usk baray MN b guide kr dain
@JawedJ-pv1xg2 ай бұрын
@@saimakhalil2442 kzbin.info/www/bejne/mHfUe6N4lpaNY5Ysi=ay-aFrnD_EzUj7kQ kzbin.info/www/bejne/naGWXnqHl8dmo9ksi=v062iu-6SdOmXM2x Info about Eid e melaad un Nabi aleh salam
@sarahkhan7252 ай бұрын
Plz don't interrupt each other for better understanding.
@PcpC_212 ай бұрын
Yes they're interrupting each other
@WaqasMemon2 ай бұрын
MA SHA ALLAH JAZAKALLAH
@bbshariff96302 ай бұрын
Bahut Alla information .. hope i get to learn more . Thank you!!
@atibashamsi3173Ай бұрын
Well I also stopped celebrating and wishing birthdays, but I cant understand, if i love someone then I want to make him/her happy by appreciating his existance alhamdulillah, kabhi kabhi hum/koi zindagi mein namaz roza sab aamal kar raha hota hay but jo pyar woh apne azeezo se chahta hay woh na milte toh apni qadar bhool jaata hay aise mein agar hum saal mein uss ek din jab allah ne use duniya mein bheja iss baat ka bataur shuker khush ho aur use khush karain k hum khush hay k allah ne aapko humari zindagi mein laaya aapki qadar hay humain toh uske jeene ki justaju bani rehti hay... Toh aise mein kya ghalat hay usko celebrate karne mein? Mujhay thik karain if i think wrong
@aqsajabeen102 ай бұрын
What's about anniversaries etc
@sanaminal19302 ай бұрын
Wo bi jaiz ni he even esa koi bi day manana jaiz ni bahasiyate musalman kyu k hamare nabi ne kabi ese event na manaya na sahaba ko kha na apne ahle bait ko
@purple79902 ай бұрын
This video was recommended to me just 2-3 days prior to my birthday.
@ramshakhanam7841Ай бұрын
Please spread genuine information by one person. I really want to know about the goddess archimist and her history with birthdays.
@s.bk.6552 ай бұрын
Ohhh ya Rabb I had a very strong feeling about this !!
@ambareennaz10462 ай бұрын
Masha Allah It's true 👍👍
@mrsfarkh2 ай бұрын
Bohat khoub
@airakiduniya2 ай бұрын
Bikul theek baat ki hain
@fatimahidress2024Ай бұрын
They both look brother
@shumailabegum67592 ай бұрын
Jazakallahu khairan
@FozanShah-gu1hz2 ай бұрын
Subhan Allah
@ZulekhaBano-y3g2 ай бұрын
Allah hu Akbar ❤
@adeelaslam412 ай бұрын
These are the things we Muslims need to understand.
@warrior4111Ай бұрын
20th feb or 29th feb
@Mariyasaeed-7862 ай бұрын
If you r cutting a cake for birthday remember the ppl of Palestine they are hungry from last 11 months 😢😢😢
@bushraiffath62612 ай бұрын
Assalamualaikum,one more thing is Namaz ka hukm bhi jaldi dena padega Gregorian calander se
@nailashareef82912 ай бұрын
Kiya kisi bhi amal mai niyat ka koi Amal o dakhal nahi hai kiya ??
@fizzanaseer27452 ай бұрын
Aap entertainment ki ya mzaq ki niyat se agr pooja krna shru krdein to gunah nhi miley ga kya?
@fayyzrasul88942 ай бұрын
Halal amaal aur khoraak kab se haram ker di
@sanakhan1422 ай бұрын
Jazaka ALLAH
@mythoughtsoneverything032 ай бұрын
My date of birth is act. 20th Feb which was taken as example in the video ❤
@FurqanAliSayal2 ай бұрын
Woww.... Amazed
@mythoughtsoneverything032 ай бұрын
@@FurqanAliSayal 😁
@fehmireenakhan66412 ай бұрын
Lolz they are just create over thinking and lapping
@AmjadRasheed-m2p2 ай бұрын
Thanks day salebrat krain : Allah tera shukar hay tu ne muje musalman peda kia ; insan peda kia hazrat Muhammad (pbuph) ke ummat me peda kia
@muhammadobaidullahhashmi43342 ай бұрын
roaz manae wo din tu... salana q kar rahe hain😅
@amnazehra15002 ай бұрын
Alhamdulillah
@as-sayed92242 ай бұрын
What about cutting cakes in weddings & other occasions, that’s unislamic aswell.
@ycshorts822 ай бұрын
@@as-sayed9224 showing off isn't allowed you can always celebrate calmly with your close family
@as-sayed92242 ай бұрын
@@ycshorts82 I am not really convinced by your answer as ppl can do so many other unislamic things calmly with their family🙄
@javedmalik84192 ай бұрын
hmare sir kehte hain quran ne is se mana nhi kiya agr birthdy pr kisi ko wish kiya jaye tou insaan khush hota hai or sab sa acha kam tou kisi insaan ko khushi dena hai Plz tell me is it right to wish people
@munazzasadaf6266Ай бұрын
People say that thodi Khushi kar lete hain ... Kya farq padta hai. How to reply to these people
@ycshorts82Ай бұрын
@@munazzasadaf6266 there life let them be apne advice dia suna na suna unpr hai
@CricketFans3312 ай бұрын
Wedding anniversary ka bataen .kyn ky wo tu khushi ki bt ha ky ek pak rishty ko ek nya sal mil gya .tu kindly guide kr dyn ky jaiz ha ya nhi.
@shawalumer36052 ай бұрын
Jis cheez ma b round shape cake involve he who thk nai ju go for alternates khana pakka k kha ly
@muhammadobaidullahhashmi43342 ай бұрын
@@shawalumer3605jabhi hum hamesha square cake kattae hain 😂😅😅
@VoiceofTruth-ti3yt2 ай бұрын
Yes you can celebrate wedding anniversary but there is no need to cut cake u can buy a gift for partner and also can go for long drive,dinner but don't cut the cake
@muhammadobaidullahhashmi43342 ай бұрын
@@CricketFans331 pedaish bhi khushi ka hi din huta hai...sub rishtaedaar mitaiyaan tuk latae hain...nurses khushi ka hi bolkar pasiae mangti hain
@raeesfamily97372 ай бұрын
The sea level rise and low by the lunar date not the solar calendar I always make the beach program by this because the young kids can enjoy other wise the sea level is high and the waves are high too
@Meditationmusic-i6s2 ай бұрын
❤
@shirintiljiwala83342 ай бұрын
Me homebakery ka kaam karti hu, ghar se cake banaa k sale karti hu. Kya ye galat he?
@fizzanaseer27452 ай бұрын
Aap in occasions k orders na lein. Koi general order hai to wo le lein
@afrakhan81412 ай бұрын
To kya Isha hamari pehli namaz hogi
@ycshorts822 ай бұрын
@@afrakhan8141 ???
@JawedJ-pv1xg2 ай бұрын
Huzoor aleh salam Ka dunya me tashreef Lana kainaat me Allah ki sab SE Bree naymat he. es naymat k din pe sab SE ziyada Khushi mana Chahiye or Khushi ka iZhaar krna Chahiye.khushi k waqt meetha Khana gunah nahi.chahay wo cake ho ya koi or dessert ya halwa.
@shabnamsagvekar23102 ай бұрын
Meetha khau cake cutting se mana kiya h , ye Islam me nh h cake cutting kr k izhar kro ...
@ArmyGirl-zx3vh2 ай бұрын
Toh phir to Ap saw duniya me 63 sal hayat rahe to kun kisi sahabi ne unka birthday q nahi manaya..kia humari mohabbat un sahabiyo ki mphabbat se zyda hosakti h kia kabji
@hussainlashari57192 ай бұрын
@@ArmyGirl-zx3vh khushi ka koi bh jaiz triqa ikhtiyar krna mna nh hy ap logon ko sirf meelad hi nzr ata hy baqi kon sy kaam ap logon k aisy hain jo sirf nabi pak k zmany mn hoty thy baqi rhi saahaba kraam hr hr lmha nbi pak ki mahabbat mn Sr shaar thy
@JawedJ-pv1xg2 ай бұрын
@@shabnamsagvekar2310 ap cake katay baghair aik niwalay me harap Ker jao.hum cake kaat Ker he khatay hen.
@JawedJ-pv1xg2 ай бұрын
@@ArmyGirl-zx3vh Quran Pak per zair zabar pesh Yani aaraab Huzoor aleh salam k zamanay me na lagaey gaey thay na Kisi sahaba NE Ap aleh salam k baad Quran pe zabar zair pesh lagwaey . blkay aik zalim baadshah NE Jis Ka naam hajjaj bin Yousuf tha USS zalim baadshah ne Quran pe zabar zair pesh Yani aaraab lagwaey.kya hajjaj bin Yousuf Ko Quran SE mohabbat Huzoor aleh salam aur sahaba SE ziyada thee???
@aimaazhar11772 ай бұрын
I was just thinking how did they know to bake a cake and candles in that older age like stone age or cave age....however I have no doubt about not celebrating birthdays what so ever as this was not celebrated by prophet or non of the sahabas ...but I doubt the information about it as how did they know how to bake a cake ...
@Hungryme252 ай бұрын
Pagal bana rh hain ye log bus
@huxi-q7o2 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤
@MisbahSaleem2 ай бұрын
kindly talk about cake cutting event on 12 Rabi ul Awwal . why muslim community going/following this ( cake cutting ) tradition except organize Eid MAILAD UN NABWI ( peace be upon him )?????
@ycshorts822 ай бұрын
@@MisbahSaleem yeh cheez galat hai aise log 12 Rabi Awwal ko Christmas banana chahte hai slowly slowly 12 Rabi Awwal ka matlb he change krne ki Koshish krhe Allah aise logo ko hadayat de
@heart_click_islamic_channel2 ай бұрын
کلاس میں جانے پہ پارٹی حلال اور برتن سے پہ پارٹی حرام .؟
@আরিফস_দাওয়াহ2 ай бұрын
Allahumma Barik ❤️
@butterfly254402 ай бұрын
Actually all that matters is your purest intention if you thanks Allah on your birthday by offering rakat and cut cake reciting Bismillah without this intention of shirk tha I don't think there is any issue.
@_mtm1112 ай бұрын
Exactly, same perception
@The123ahmd2 ай бұрын
Bismillah bolke girlfriend boyfriend banao to theek hai😂😂
@munazzasadaf6266Ай бұрын
This is what I want to know ... At the end of the day the intention is celebrating bday ... Is it halal or haraam??? Haraam is haraam even if you do not hurt anyone
@The123ahmdАй бұрын
@@butterfly25440 if you offer birthday by offering namaz, it's innovation and nowhere recommended
@mahamgul49712 ай бұрын
Legs and arm waxing is Haram or halal ? Ic PE b bt kren
@ycshorts822 ай бұрын
@@mahamgul4971 it's not haram
@herex6932 ай бұрын
Well, accepting non islamic calender is intentional acceptance of what comes along.
@muhammadobaidullahhashmi43342 ай бұрын
dunya m koi bhi birthdays as a religious act k tour p nhi karta....chahae muslim hu ya non muslim.😅😅😅
@UzmaMubbashir-w7p2 ай бұрын
Green pagri walon ko ye zaroor sunwain 😂😂😂😂😂😂😂
@rabiaaliofficial46542 ай бұрын
Wo just ye bata rhy k ye rasam hindwana hai phly dihan sy bat to sun len ye jaiz ni hai
@GulMuhammad-fb3hv2 ай бұрын
Me Aksar Ghar pe ik mobile Game 10q or 1000 room escapes, is game me Kuch hison ya parts me doors open karne ko Kuch hidden items collect karne hotay hain ya Kisi Statue k parts jorhne ya usky lea magic drink tayari Karna etc ,,, phir doors key ya next level entry Hoti hy , Kya Aisay Games b gunah hain ? Kuch pics me Bakery ki shakal Ka Long Horns Ya Horns 🤘 symbols B hotay hain. And black magic things too. But Game simple Hy and I'm edicated
@ycshorts822 ай бұрын
@@GulMuhammad-fb3hv no it's not ap khel sakte ap game khel rhe ho and that's completely fine ap kuch galat nai krhe hai hr goat face Illuminati or devil ko represent nai krta .
@GulMuhammad-fb3hv2 ай бұрын
@@ycshorts82 ok thank You Sir
@SyedShireen-f8w2 ай бұрын
Aniversary bhi celebrate karna shirk hai kia .cake cut kare bagair aniversary or birthday celebrate karsakte kia sirf bacho ko acha khana khilakar or gift dekar
@ycshorts822 ай бұрын
@@SyedShireen-f8w shirk nai hai ap aram se apni family ke sath cake cut kr sakte hai enjoy kr sakte hai but us cheez ko show off nai kr sakte baki relative ke sath that yesterday i celebrate my anniversary or bday
@ycshorts822 ай бұрын
because it can lead to one feeling envious of your happiness and can bring many evil eyes on family or house
@javariaarooj66292 ай бұрын
Mainly jab Prophet Muhammad pubh aur sehabs na birthday celebrate hi nahi ki, then humae keya right ha k hum shariah k alter karee. Prophet Muhammad pubh fast on his birthday why we can't follow this sunnah
@sairatabassumshaikh7082 ай бұрын
Kya ek muslim ka cakes shop kholna ya cakes bechna bhi galat hai is lihaaz se....? Mujhe sach me janna hai kyunki hum Ghar se cakes banate hai
@abdulbasitkayani36092 ай бұрын
Cake Khanay k liye hota behn App gathering k liye leh jein eid py wesy kisi khushi py
@aesthetics47272 ай бұрын
Cake serf birthday ka nhi hota kisi ka bhi hosakta h
@sairatabassumshaikh7082 ай бұрын
@@abdulbasitkayani3609 zyada tar birthday wedding wagaira ke cakes banaye jatey hai yaha dehati ilaako me. Gair musalmano k hotey hai zyada tar lekin phir bhi mujhe is baat ka Shaq hai bahut pehle se ke meri rozi halal hogi ya nahi agar cake wagaira banake bechein hum.
@hussainlashari57192 ай бұрын
In logon ko sirf meelad sy takleef hy
@family00412 ай бұрын
Ap apna business ker sakti hein magar logo k birthday cake ka order na lain or baqi sab events k liye cake banain kuo k jo birthday mana raha hey us ko khud ka Amal hey ap ka nahi or logo ko awareness bhi dein k ap birthday ka cake kuon nahi banati
@TheUmbowa2 ай бұрын
This makes me question how Hamas made a birthday cake for one of it's Israeli prisoners? If they are so religious?
@MF-mb1uk2 ай бұрын
I think, it is for a non muslim
@shazminkarimvv32992 ай бұрын
Stop interrupting each other... for better understanding
@sidramehmood12 ай бұрын
Next ap loag kahay gay k cake bhi na khao 😂😂😂😂
@sidramehmood12 ай бұрын
What abt #milad cakes? 😂😂😂😂
@ycshorts82Ай бұрын
@@sidramehmood1 it's haram and qki log milad ka mazak bana rhe is tarha ko specially kehte bakery pr jakar ke ispr milad se related kuch bana de likh de phir jo banata hai or jo khta hai woh cake dono ko gunah milta hai
@mohsinshah64152 ай бұрын
Please don't make things complicated..
@sanahai37932 ай бұрын
Good
@silwetawais53032 ай бұрын
avain her baat main keery nikalny beth jaty hain.ker skty nahi kuch
@mona601022 ай бұрын
Sir hinduon se Jo rasoomaat aai hain hum musalmanon mein, uss ka bhi Zikar ker dein.
@im_iab2 ай бұрын
Allah maf farmaey hum sab ko
@fehmireenakhan66412 ай бұрын
Bhai Tum birthday or candles m confusion kio derhe ho kafiro ka APNA blow tha candles ko lekar or log birthday celebration krte hai wo logo ka APNA perception hai
@alinaqash24662 ай бұрын
Blind following 😢
@ammara_ali2 ай бұрын
What I have heard that Firon was the first person, who celebrated his birthday and people started following that. Allhamdulillah I'm a Muslim, my parents, and my forefathers are Muslim ( they died as a Muslim, so they are still Muslim in Alam e barzakh ). I stopped celebrating our birthdays, and anniversaries. Firon was the one, who called himself god and I only believe that Allhah Taala is our creator and he is the only one God, who created everything and one day I have to return to my God Allah Taala. My daughter turned one we did nothing only because of the one reason, I can't do something which firon did. If you really want to do something don't celebrate birthdays until your children start to understand the meaning of a birthday. We live in a world, where we have peer pressure, you can celebrate on a low level tell them to celebrate with those who can't afford food and later when they can differentiate between religion and their personal desires start teaching them.
@kamranqureshi16482 ай бұрын
😂😂
@danishrehman66692 ай бұрын
Astagfirullah
@nazmaazam19332 ай бұрын
My brother why it's so simple for you to blame the tableegi jamaat,they have better things to do. And if you are so sure just name them but don't blame the entire jamaat. May Allah swt give hidayat to the ummah of Rasulullah (saw).
@sidramehmood12 ай бұрын
Mar jain kya😭😭😭😭😭
@mehwishali54062 ай бұрын
Why can't we do our birthday?🤔
@Fitness_boy_0008Ай бұрын
Riject
@faisalejaz33262 ай бұрын
Kese kese log fitna sabit ho rahe hn. Wah bahi wah
@fehmireenakhan66412 ай бұрын
Please don't over laping Islam itna mushlkil or paband nhi jitna AP log logo ko confused krte hai
@sidranadeem71402 ай бұрын
Celebrating an event like birthdays, wedding anniversary, and wedding days with cutting a cake is just enjoying loveable moments and memories with friends and family. I don't think that any Muslim, while cutting cake, has any shirk aur satanic intentions as well, neither Muslims are following this kind of moon goddess or anything else.
@fehmireenakhan66412 ай бұрын
They are just over laping and create confusion about Islam don't listen them just follow basic Islamic rules namaz roza Hajj zakat
@nazianikhat2 ай бұрын
No dear hum musalman agar dosri khaom yani kafir k festival karenge Yeh shirk hai aur Allah hame kayamath k din unhe logon me utayaega hum jisko fallow karenge yani kafiron me
@quratulainzeeshan52932 ай бұрын
Saare halal kaam krna farz nahi hai lkn saare haraam kaamo se bchna farz hai agr kisi kaam main zara bhi shak hai to q kia jaaye.wese bhi yahi samajh kr chor sein k is main yahoodion ki mushabehat hai or doosri qomon ki mushabehat bhi ikhtiyar krna najaiz hai qayamat wale din hum unhi logon main se uthaye jaayeinge jinko hum idealize kr rahe honge. Khushion ko Ham ne sirf b'day se q jorr dia hai sahi kaha unho ne humare paas Eid Ul Fitr or Eid ul Adha hai na celebrate krne k liye or bhi occasions hain Milne milaane k sirf or sirf b'days mana khush hojana bachapana hi hai. Anyways ALLAH HUM SB KO HIDAYAT DE OR SAHI GALT MAI FARQ KRNE KI TOUFEEQ BHI. AMMEEEN.
@Hungryme252 ай бұрын
@@nazianikhat huzoor bhi apni salgirah manatay they, please islam ko dusron per itna mushkil na banaen
@zeroundgaming2 ай бұрын
@@Hungryme25ye huzur par bahot bada ilzam he jaahil jaldi toba kar
@kamranqureshi16482 ай бұрын
Talya bajana b musalmano ka kamnhi hai
@zohaibafzalkhan87662 ай бұрын
Khuda ka khoof kero har cheez ko bidaat ya shirk na banao
@maryammansuri12482 ай бұрын
Taha, why do you speak many sentences of English in your conversations. Just speak simple, urdu. Urdu is a beautiful language, and a layman in Pakistan is able to understand. Why does Pakistanis try to impress others with speaking English.
@qaiserraza2 ай бұрын
🤣😂🤣😂🤣 Matlab kuch bhi, Allah ne dimag diya hai to achi jagha use karo.
@fairyprincess20842 ай бұрын
اتنی بھی تنگ نظری نہ دکھائیں
@yellowtweety12942 ай бұрын
Mujhay samjh nahi aya, cake cutting se shirq kaise? Ap Allah ka shukar kar rahe ki Allah ne zindgi de seht di aur hm ghar per sweet kha rahe isko kis tarf ley ja rahe??? Logon ko Allah ka taruf dey is se bhi ziyada aur bhi masle hain behai ko roke illegal relationship se bachne ke tareke bataye birthday is nothing haan theam party is showing off
@ycshorts822 ай бұрын
@@yellowtweety1294 it's not haram pr main point yeh ke yeh islam mein nai hai nabi pak ( Peace be upon him) or sahaba ne kabhi birthday anniversary yeh sab nai manaya yeh sab angrezo ke festival hai unse churaye hoye festival or humain yeh pata hai ke tum jis qoum ki rah pr chalo gye toh qayamaat mein uhi ke sath uthaye jao gye
@yellowtweety12942 ай бұрын
@@ycshorts82 yes you are right following sunnah is equally important We are not doing this with sawab niyyah…. Nabi SA ne to burger bhi nahi khaya kabhi??? Plz quraan ko parde ke ehkaam ko aam karen fuzul kharch se roke awam ko these are big issues
@ycshorts822 ай бұрын
@@yellowtweety1294 cake cut krna ya birthday celebration krne haram nai ap apni family ke sath sakoon se kr sakte pr yeh jo show off krte hai log status and stories pr yeh haram Hai or influencer jo big bash birthday rakhte unse bacho ke mind affect hote woh phir maa baap ko stress dene lgte hai overall ap aram se apne ghr pr ghr walo ke sath celebrate kr sakte ❤️
@yellowtweety12942 ай бұрын
@@ycshorts82 agreed
@yellowtweety12942 ай бұрын
@@ycshorts82 agreed 👍🏻
@MuhammadTalha-nq3er2 ай бұрын
Tablighi jamat waly kb birthday ko promote kia ha? Ye btao pehle? Awaen KHUDA k deen ko phelane walo k khilaf propaganda krte rhte ho
@enjoy_night6662 ай бұрын
Sara daromdar tu neeyt pe ha log ye soch k mnaty ha k allah tera shukr ha meri zindgi ma wo din per aya jis pe mujy olad ki naimat mile
@iqtedarwarsi68382 ай бұрын
This is called over-thinking. Sharing sentiments of love and gratitude has nothing to do worshing pagan gods. Back in history lamps or candles were the only artifictal source source of light and them off is the ultimate consulusion. Why do we have to stretch to the limits of shirk. Btw we run our businesses in georgian celander and own hijri calender too. I think to help strengthen family love and ties celebrate birthday of loveones one in georgian and one in hijri. Live love and let love.
@Javereea2 ай бұрын
Agar candle blowing and cake cut karna satanic ritual hota to aaj bhi black magic karnay walay is ka istimaal kisi soorat mein kar rahay hotay. Jitni meri knowledge hai, black magic rituals mein cake cutting related koi ritual nahi. Birthday chahay kisi bhi calendar mein mana lein, is se koi khas farq nahi parta. Dunay mein bohat se mumalik same standards follow kartay hain. Jinhon ne ye standars banaye or dunya ne follow kiye, wo is liye k un logo ne apni soch wasee ki or taraqi ki. Dunya mein apna loha manwaya. Wo itni choti fazool ki baat k birthday celebrate karni hai ya nahi, is mein nahi phansay rahay. Agar muslaman bhi soch wasee kar k taraqi kartay, to who knows, aaj dunya mein islamic calendar as standard chal raha hota. Aap 3 logo ne aram se 10 min ka waqt zaya kiya us cheez ki discussion par jo haram k zumray mein ati hi nahi. Ye personal choice hai. Agar yehi 10 min kisi productive kaam mein laga letey to shayed bohot so ka asal mein bhala ho jata. Baki Allah behtar janta hai.
@hinanasir70212 ай бұрын
Shabash 👍🏼
@tayyabfaisal73882 ай бұрын
Islam ko daqyanoosi banany walay yhi log hai.
@faisalejaz33262 ай бұрын
Ye new fitna log hain bakwas kar rahe hn
@AnsAnsgazi2332 ай бұрын
O Bhai angreji kam bola karo har Koi itna padha likha angrej Nahin hai
@muhammadobaidullahhashmi43342 ай бұрын
aksar pakistanio ki language yehi hai
@fayyzrasul88942 ай бұрын
EATING AND CELEBRATING WITH HALAL FOOD IS NOT FORBIDDEN IN ISLAM
@user-cs3fo3zh6k2 ай бұрын
You don't celebrate but don't make fazool videos for views Not everything is satanic sometimes it has deeper meaning Just imagine how many families earning good amount if money working as birthday chef. Birthday cards Birthday decorations and more. All festivals are stupid and I don't believe in them but sometimes ppl need relaxation a family get together and especially one never miss the happiness of the child on his birthday. Come on don't make things complicated
@ycshorts822 ай бұрын
@@user-cs3fo3zh6k ap apni family ke sath quality time mein cake bana kr buy krke cut kr sakte hai .lekin bohat zydaa halla krna apne birthday pr jo yeh aaj kl yeh influencer krte hai woh galat impact dalta hai dekhne walo pr anyways unki life jo kre yha point yeh ke ap sakoon se aram se srif apne ghr wale maa baap bhn bhai ke sath celebrate kr sakte muh meethe krne mein kia jarha kisi ka
@HyderabadiFood7772 ай бұрын
Send this video to tablikhi jamaaat people speciallay so called celebrities 😂😂😂
@saminakaukab50572 ай бұрын
Tabhlig jamaat is no official group. People who deeply involved in Tabligh and understand sunnah don't cut cakes. But no one will forcefully stop others from cutting cakes on birthdays.we will reiterate importance of sunnah. Teach sunnah. Take it or leave it. If you want to know about a certain people specially in Deen look at the learned people, not celebrities.lol
@hussainlashari57192 ай бұрын
O bhai khushi mn hr jaiz kaam kr skty hain mna nh hy aisy tu ap logon ki zindagi bh bilkul ghalat hy kea sb kch nabi pak k dour wala krty hain??? Afsos hy meelad e pak 0r hi msla shoro hu jata hy
@hibakhan43822 ай бұрын
ACHA...... To khushi zahir krne k liye hr haram kaam karo jo tumko sahi lage khushi k khatir.... Hai na Isi ko kahte hain ki hm muslims choosy ho gaye haij, deen ko Apne comfort k mutabiq pick n choose krte hain, bs utna hi follow krte hain jitna hame comfortable lagta hai@@hussainlashari5719
@moazzamkhan3982 ай бұрын
Don't blame anyone. I have seen people cutting the cake in all castes, religion and firkas
@yousrazeeshan81542 ай бұрын
Tablighi jamaat waly kb karty birthday bhai.
@AnsAnsgazi2332 ай бұрын
Lagta hai aap log sirf yah apni sari video angrejon ke liye banaa rahe hain
@muhammadjawwad48632 ай бұрын
Ye deen ki bt hai, akhirat k lye acha hai
@ashoash79802 ай бұрын
@@muhammadjawwad4863unka mtlb Hai English mein baat kr Rahe Hain ye
@masoomamuzaffari76112 ай бұрын
Ketna fozol conversation h . Hazrat Muhammad K bhi birthday mania jati h . Islamic calender moon p h donya ki nhi . Agr mot K Etna fekr h to peda hi na Karen
@ycshorts822 ай бұрын
@@masoomamuzaffari7611 jb unho ne apni Zindagi mein apna birthday nai manaya toh hum kon hote nabi pak ka birthday manane wale .12 rabi ul awal wale din humain milad rakhna chaiya ghr mein gareebo ki madad krni chaiya darood parhna chaiya or srif 12 rabi ul awal ke din he nai pura saal krna chaiya yeh naik kam