Bhai you are kamal 👌👌 sb sy pehly jo ap har chez ko repair krny ka mqsad btaty hn wo bht unique hy
@hussainali70433 жыл бұрын
behtreen ustaad ma sha Allah aise koi itna acha guide nh karta hy ma sha Allah Allah paak apko khush rkhey ameen
@kamalbaig67673 жыл бұрын
Bhai... Allah Pak ne apke Haath mein bikes ke liye bohat Shifa aur Barkat di hai. Mashaa Allah
@inamullha81613 жыл бұрын
ماشاء اللہ بہت زبردست بھائی جئ
@humanhealth2 Жыл бұрын
Bhai ma apka bout bara fan hou apki video dakny ka bout Maza Aya ha or sekhny ko b bout Kuch milta ha Allah pak apko sehat tandusarti da
@sadiqhashmi2048 Жыл бұрын
Ap ka teaching ka tariqa buth acha hay good 👍
@syedibrahim12412 жыл бұрын
Allah pak aapko hamesha Khush rakhey, Aameen aap bohat ache tarike se samjhate hain, pls Point 70 1982 Model ki timing chain ke Tentionor rod ke setting per bhi video banaye, aur 1982 model mein alag se condenser kaise lagate hain ye bhi batein Jazak Allah
@NadeemMalik-ru8cr2 жыл бұрын
boht hi umda guidance counselor sooo goood boss ek bat zroooor bta den k best timing chain result k lye kon c company ki chain gots istemaal kren sir kindly rehnomaai ker den plz Sir
@mehmoodmehmood22902 жыл бұрын
بھائی صاحب پرانے ماڈل کا بھی بتائیں اکثر مکینک پریشان کردیتے ہیں گاڑی کے وال خراب کر دیتے ہیں بہت شکریہ جزاک اللہ 👌⚘❤🤗
@KhanKhan-mz5if3 жыл бұрын
Bahuth Ala lakin timing chain ki kharab halat mien yani kolnay se pehlay iski awaz bi check Karen...shukria
@tahirfarooq25512 жыл бұрын
Good knowledgeable video for learners.
@hafeezmarwat94453 жыл бұрын
Very informative video
@azizzzalii3 жыл бұрын
Bhot acha hai bhai. Ak request hai ya veideo 125 ka b shere kro na plzz
@ranafazalazim9721 Жыл бұрын
Nice video. Thanks for knowledge sharing.
@muhammadakhtar16213 жыл бұрын
Boht hi achi video
@mohsinahmyy3 жыл бұрын
MashaAllah Nice explanation and guidance,, ustaaD ji 💕🥀
@Zaracarft Жыл бұрын
WERY GOOD
@abdulnabi3284 Жыл бұрын
ماشااللہ زبردست Good
@mohammadimranimmi51753 жыл бұрын
Nice video sir...
@UmanAli-p8l11 ай бұрын
God job Sir mashallah
@BilalZulfiqar774042 жыл бұрын
Bohat kamal janab
@kashifamir54073 жыл бұрын
Keep it up brother
@khanji67093 жыл бұрын
well done good job
@balochkhan30493 жыл бұрын
Sajid Baloch I'm Karachi ILove you Ustad
@zulfiqarali84153 жыл бұрын
Very nice 👍
@javedshahid41022 жыл бұрын
Mash Allah good macanik.
@mateensatti62729 ай бұрын
Bai Jan ma moter winder ho apki video dekh kr apny 125 ki cam garari change ki
@rabeetalam74783 жыл бұрын
baghair magnet kholy srf extensional rod ka nut khol lien or us ka rubber spring change kar skty hain??
@manwar51413 жыл бұрын
Very good bhai
@sumithdaniel97632 жыл бұрын
Good explanation if you can put all detailes in english that will be great mey alla bless
@jaleelkhan33493 жыл бұрын
Nice 👍
@yasirjan26443 жыл бұрын
Ye jo last mai ap ny bike start ki to clutch baksa k awaz arahi ti ye laisa hatm ho jaiga mara bike bhi buht awaz karta hy cluch baksaa new lagado ye per yahi teek kardoo
@rifaqatrafiqawan3033 жыл бұрын
Well done sir
@alizaman82613 жыл бұрын
CD 70, 2014 Model Karachi se. Jb b 10 se 20 KM chalata hn 60+ speed pr . Bike Rukne k baad Awaz ziyada ho jati hai.. aur Question 2 - Barish ka pani Oil main MIX ho gaya tha Oil change b krwaya . Ab Engin ko Saaf krne ki Zarorat tho nahi ? Tuning Hr Month krta hn
@fahadmaqsood00782 жыл бұрын
جزاک اللّٰه
@mfarazansari20993 жыл бұрын
Asalam Ali kum. Sir. ya parrts Kon see Company k use Karta Ho.
@zahidjan40603 жыл бұрын
MashaAllah Bahot khoob
@farrukhsher70183 жыл бұрын
very good
@muhammadbilalsakhimuhammad39412 жыл бұрын
Respected bahi kia byke ka oil nikal ka he yah install hoti ha or direct change kr sakty ha????
@jutttbrothers21483 жыл бұрын
Thanks uncle g
@SajjadLadla-o5t9 ай бұрын
Good janiiii. Good
@NasirKhan-fh2lc3 жыл бұрын
Thank you
@NasirKhan-fh2lc3 жыл бұрын
Thank you
@NasirKhan-fh2lc3 жыл бұрын
Nasir khan
@naeemgull57333 жыл бұрын
Zabar10 video
@hhammadkhaliq85113 жыл бұрын
Assalam o Alaikum Timing chain kis company ka use kia ha?
@alizakir32862 жыл бұрын
Nice vedio bhai
@Muazzam7763 жыл бұрын
Mashaallah a1 bhai
@afrasyabraju91983 жыл бұрын
Thank you Bhai......!
@zobbikhan83553 жыл бұрын
Good work bro
@bilalstudio14392 жыл бұрын
Mh nh honda cd70 ka timing chane. Change kraia us din se mob leaking krne lg gia hi magning tape se saf nazrr ata ki wja ho skti hi
@princeati9373 жыл бұрын
Timing cheen kun c compny ki thi ma to FTA ki use krta hon
@muhammadinzmamulhaq4562 жыл бұрын
Cd 70 2008 model ma chain konsi lgy gi sir.
@usamagaming4720 Жыл бұрын
Nice ❤
@princeati9373 жыл бұрын
84" ki teming cheen dali ha kia sir
@zeezee21153 жыл бұрын
السلام علیکم Ser g agr china bike ko 82 ki timing chain dal dy to kiya ho ga
@MixPickle4042 жыл бұрын
thanks bro
@muntazirali96412 жыл бұрын
Nice work
@laughexchange83513 жыл бұрын
Bhai singapore se Jo engine Atay Hain Purany wo khareed kar Honda 50cc me lagwa raha hon ..Uski Registration Fees Matlab Kaghaz me uska engine number utarwana Hoga Kya?
@tariqali46392 жыл бұрын
78cc m Konsa number timing chin lagy ga 82 ya 84
@khurramaslam883 жыл бұрын
Zabardast
@Chatha213 жыл бұрын
Bai jaan chain size me labi nhi hoti chain ke ander se kade ghass ke patle ho jate hai toh chain loose ho jati hai
@ajmalkhan-ib1rm3 жыл бұрын
Viry nice
@عبدالسلام-د6ذ Жыл бұрын
Spring main agar pipe ka pice ya or spring dalne se timing chain pe to koi asar nai hoga l. Maslan video ki start main Apne timing chain na badalne k nuqsan bataye hain us hawale se rehnumai chahiye.....
@ghulamali8283 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@MuhammadNasir-es3gx3 жыл бұрын
bhai konsa oil use kerna chahiye oiling k liye
@mysomeideas89322 жыл бұрын
40w
@KashifAli-wr6vy3 жыл бұрын
Sir mene 16 model70 bike me new honda ka silencer dala he per bike ka sound acha ni hova
@tanveermaliktanveermalik71203 жыл бұрын
Apki shop kahan py hai bhai
@IslamicKids40423 жыл бұрын
mashaAllah
@Abdi32723 жыл бұрын
Bahi timing banate waqat piston uper ho ta hai ya niche ??
@skpro65093 жыл бұрын
Bike ki pick new karni hai koi video bna den
@TheExcessivemhz3 жыл бұрын
Ustad you skipped many fine details which are quite important - anyways, keep it up
@singlelarka88963 жыл бұрын
Mera Pas cd 70 2020 model ha ma kab change Karo timing chain
@awaisaslam53763 жыл бұрын
Magnet ko pakrny k leyae polar agr na ho to phr kasy kholen
@awaisaslam53763 жыл бұрын
Cd70ma chain or got kis company ki dalen
@inamurrehman843 жыл бұрын
Sarkar cubic meter hota hay. Centimeter nhi. 😊
@khankaka34912 жыл бұрын
زبر دست
@shah230002 жыл бұрын
How to open and fit self start 70cc magnetic in China bike
@sadeemch91673 жыл бұрын
Bhi engine oil genuine or copy ma faraq kasa pta lagaya
@mazharmughal82613 жыл бұрын
Nice
@skpro65093 жыл бұрын
New pick karne ka koi tricka btain
@marif23273 жыл бұрын
Bhai please Tao meri chain me rolls ban Gaye ha w/o them Kate ho ga
@AyazKhan-ub1mz2 жыл бұрын
AP ki dukan kaha p hae
@mfarazansari20993 жыл бұрын
Sir ap. Parts Show Q nai karti Ho
@syedullahraisani5172 Жыл бұрын
Aap ka shaup kahan per hai
@jahanzaibshah46572 жыл бұрын
Mena bhi change karwai ha per garam hony pa awaz a rahi ha abhi bhi.??
@Shakir_Official4013 жыл бұрын
Ap ne pehle sound check karana tha brother
@mfarazansari20993 жыл бұрын
Batao plzZz sir
@RaisaRao-n3w Жыл бұрын
Bhai mere bike ke timing chain bar bar luss ho rhe hn too AP main kya karo plzzz bhai
@bika72093 жыл бұрын
Sir timing chan ka number batna bool ga ap
@nadeemiqbal95423 жыл бұрын
Oil wale main peace ka board Mil Jata Hai
@BilalKhan-hk6js5 ай бұрын
❤
@bikescare6665 ай бұрын
Bhai Jan mujhe lgta hai Tun Saraiki hiwein 😅
@JanabAlee Жыл бұрын
میرا خیال ہے غریب آدمی چین دوبار ہ لگا سکتا ہے ۔۔باقی چیزوں کو تبدیل کر کے
@Factwgaming3 жыл бұрын
Aapki kismat paper se bani Hui
@mzahid57633 жыл бұрын
Ok g
@kashanamin4132 жыл бұрын
Bhi is p khrcha kitna ata he
@AsifMughal-k5w Жыл бұрын
ٹینشنر راڈ کا نٹ ٹائیٹ نہیں کیا
@aamirali14673 жыл бұрын
70 ka table chain change karne per bhi Awaaz Nahin jaati