Did you make a bridge rectifier with those 4 diode
@creativevideoswithrajiv74842 жыл бұрын
no no its not a bridge rectrifier actually i did series all 4 diode to make 5 volt into 3 volt.. if u dont have 1k resistence ..u can use this alternate option🤗
@IndraBasakАй бұрын
Sir me diwali ke liye diye decoration kar raha hu or mene 15 led ko parallel me jor Diya hai or 5 volt ke charger se chalana chahata hu kya karu please help me
@creativevideoswithrajiv7484Ай бұрын
15 led jalane ke liye direct aap 5 volt se jod sakte hai fir bhi sefty ke liye usme aap in4007 sirf ek doide use kar lijiyega
@IndraBasakАй бұрын
@@creativevideoswithrajiv7484 thank you sir
@IndraBasakАй бұрын
@@creativevideoswithrajiv7484 Mera or ek question hai sir maine 2 series banaya hai 100 led karke total 200 led ka or ek negetive donome common de diya hai. Yaha me kya 3 pf circuit use kar sakta hu? Dono ka 200 series ka positive ek leg me lagaunga or negetive ko ek leg me lagaunga. Sir proper chalega ya phir khuch update karna padega?
@creativevideoswithrajiv7484Ай бұрын
220 volt ac pe chalana hai na ? to aap bridge rectrifire ka use kijiye
Diod ka conection samjaye pl. kaha supply deni hai kaha pe load. pl. ans
@creativevideoswithrajiv74845 ай бұрын
jidhar silver ring hai waha se load le skte hai positive ka matlab jidhar black side hai waha se positive in karenge silver side output dega
@jitendrasingariya972411 ай бұрын
6-7 LED ki LED strip chlane ke liye koi trika btaye please (abhi trending me chl rhe "acryic lamp stand" ke liye base teyar krne he muje)
@creativevideoswithrajiv748410 ай бұрын
sure sir mai ispe video jarur banaunga thora sa busy chal raha hu life me isiliye video abhi nahi bana paa raha hu next video isi pe banaunga jaldi hi plz stay tune with us...🤗
@sureshthakur8411 Жыл бұрын
Which is better option ,1k resistance or 4 diode for light four LED