God Bless you, Allah aap ko Apni Hifazat main Rakhe, Aameen😇
@advocatetamannasharif6873Ай бұрын
thnx stay Connected
@mubasharimtiazАй бұрын
@advocatetamannasharif6873 INSHALLAH😇
@rabiyaafiya5360 Жыл бұрын
Ap bhtttt intelligent hain..
@funyvlog636913 күн бұрын
jzakallah bhainh
@Muneeza-mf6pu2 ай бұрын
Good information
@AbdUllah-sj3bt29 күн бұрын
انشاءاللہ
@Inf--lq7gt4 ай бұрын
Signature iD card walay karna lazmee ha?
@laraib9728 Жыл бұрын
Aoa larki ko apni security ky leya kia kuch likhwna chahiya
@Ahmad-fm2id5 күн бұрын
Ye jis ka neka hota hy wo he fil karta hy k neka parhny wala fill karta hy
@Moonlightcrystalcreations3 жыл бұрын
Good video.. Advocate, kya aisa possible hai ki Nikkah Nama English aur Urdu language me available kiya jaye? Joh bahir se aatay hain Nikah karne, unko mostly Urdu aati nahi hai to unko to pata hi nahi ke kya sign kiya hai? Barray apni marzi se sab likh detesy hain but bachon ko chayhe ke khud parhain aur sign jaray agar us pe raazi hon.. bohat baar to barray khud decide karte hain aur Talaq Taweez ki jagah kaat dete hain.. aap is topic pe vhi video babayen ke aurat kya kya likhwa sakti hain condition.. for example..agar mard doosri shadi karta hai to us case me usko araam se divorce mil jaye if she want
@ariesaprKhattak8 ай бұрын
Boht informative video ap ny banai.... Mujy blank nikhah namaa kahan say mil saktaaa hy??? Kindly guide kar dain
@hammadkhan25424 ай бұрын
Mra haq mehar 15 tola talai zivraat likha howa hai to Kia WO gold hi mana jay ga na? Talai zivraat Kia hota Hai plz koi guide kr day
@asadinayat11823 жыл бұрын
Good
@viralvideos-pi9hrАй бұрын
Nikah ksi b district ma jaa kr aur ksi b uc ma register krwa sakty ha
@areejmemon4604 Жыл бұрын
Nikkah nama court se mil skta hai please dear rply ?
@muhammadusmanhassan9689Ай бұрын
Agr dulhan ka id card na bna hua ho to kia krna hoga??? Kb k age 30 yr ho
@Dunyia_or_Akhrat Жыл бұрын
Hamra nikkha nama pr molvi ka pta mention nhi hai is se koi masla to nhi Hoga
@onemore84352 ай бұрын
Aoa kia sign id card waly krna lazmi hai??? plz reply me
@cocomorajpoot66843 жыл бұрын
Jab Dulhan sign krti hai tu kya sign krty huye apny abbu ka Naam likh skti. Hai kya mtlb jasy I'd pr Pura nam hota Walid KY Sath ya sirf apna he likhna hota Akela plz guide
@tasneemranjha3921 Жыл бұрын
Mam agr gair mojal Haq mehr witness ki mojdgi mia na likha gya hu tu phr? Is ka legally Tor pr Kya ho skta?
@imrantoheed7600 Жыл бұрын
AoA, Madam CNIC pr 2 address hoty hein, Nikah nama pr qanoni tor pr konsa address likha jata he present address ya permanent address ?
@MoviesHub68799Ай бұрын
Qazi sahab ka rjt no kort se hua hai kese pehchan hogike yehh Walid hai ya nhi bogas to nahi hhai
@MathsMentor-yy9gw Жыл бұрын
I saw a bride signing unfill nikah nama what's this matter?
@NH_Islamic_982 ай бұрын
Boht achii❤
@JawadButt-mm7ow Жыл бұрын
Plzz ye bataye nikahnama fill mtlb ke yehi id card ka number adress baki cheeze kon kr skta hai? Mtlb ke dulha dulhan ke to sign zaroori hote hein na baki jo likhna hai vo ghar ka koi bhi member likh de to theek haii ye bhi na guide karein kindly mam
@aishafayazdandroo673411 ай бұрын
Hello mam, what about those who don't know his parents name..if he is abandoned
@sumerakhan23822 жыл бұрын
Kya sign k sath Thumb lgana zruri h ya sign b kaafi ho sakty hain
@advocatetamannasharif68732 жыл бұрын
thumb bi zaroori hai
@uzairtariq5117 Жыл бұрын
Sis can yuo help me
@rajasaeedsaeedrajasaeedsae75983 жыл бұрын
Good infarmishean
@muhammadanjumyousufzai6762 Жыл бұрын
Nice mam
@starmovieshd72262 жыл бұрын
Id card k ilawa koi or sign kr sktay hain nikkah k papers pr?
@hassanjutt96010 ай бұрын
Assalam o alaikum mam reply zarur dijiyay ga ke kya sharait ma ya ha ke mrd aurat ki ijazat ke begair dusri shadi ni kr skta
@25AkleemaChanna5 ай бұрын
Bilkul pehle ijazat le fr dosri shadi kare Bina ijazat fine lagega agar orat case karde
@aieshabatool4817 Жыл бұрын
Id card number dulhan or dulha k ata haii first pe
@fun64307 ай бұрын
شناختی کارڈ والا دستخط کرنا ضروری ہے
@SufiyanSufiyan-if4uo6 ай бұрын
Api mere shahor ki dusri shaadi hai mere sath abhi nakah nama tyar nahi.hua hai wo kehte uis ka phaly talak nama lao apni wife talak nama ke bina nakah nama mera tyar nahin ho jay ga
@SaherKhanOfficial Жыл бұрын
❣️
@mixplate65303 жыл бұрын
Good hogya
@hadiqaqayyum7476 Жыл бұрын
Husband k talaq k haq pr kis qism ki pabandi lgaye gye ha
@Scotty-Girl86 ай бұрын
کیا غیر معجل مہر تبدیل ہو سکتا
@tahirshakeel9358 Жыл бұрын
کالم نمبر 16 میں جو شراٸط لکھی جاتی ہیں کیا اگر طلاق ہو گٸی تو وہ عورت کو ملیں گے یا نہیں ؟
@25AkleemaChanna5 ай бұрын
Talaq hogi to milenge sb Jo bhi likha hua hai per khula hui to nhi milege
@PPSCmcsqs Жыл бұрын
Nikah nama ki clear pdf mil sakti ha kya
@naseem-e-kohhe3315 Жыл бұрын
23 me kanwara ho to kya likhen
@kuluzach19809 ай бұрын
Yeah Kahan say Lena ha?
@rajutadavi45592 жыл бұрын
Nikah nama kaha ka hona chahiye
@shanzaayub58242 ай бұрын
The molvis without concent cut a few points in the paper . Could you explain those please the points that go in favour of the wife
@ShaziaSaleem-s5s Жыл бұрын
Agr Kisi ko pta h cnic nmbr kaise chk hota h bta dijiye
@hinamalik45012 жыл бұрын
Larki ka idi na ho to wo kia kre 🥺
@NafisaSaify-z6t Жыл бұрын
Without parents nikaah ho jayega kya or uske liye ldka ldki ki age kitni honi chiye?
@zohahashim26899 ай бұрын
apne krwaya h? mje b thora guide krien is pe
@Duckybhai-7896 Жыл бұрын
Ya papers mil sakta ha kahe sa
@FK___20067 ай бұрын
pdf mil jayega ??
@arrainbahi3 жыл бұрын
Apse ik bt ki information leni ha
@hinamalik45012 жыл бұрын
Idi cad ki lazmi hota larki k
@WaqasBhatti-l1r Жыл бұрын
English nikkah nama fill karna batain
@ranaaamir68023 жыл бұрын
i like your work lakin maray khail app ko un bhano our batio ki madat bi karni chai jo kay apnay mali halat ki waja say talak nahi laysakti aur mabap kay ghar bathi apni zindagi guzar dati hai kukay irdgird kay wakilo ke fiss ada karna kisi garb kay bas ki bat nahi app apnay hatayr apnay proffeshion kayzaria bohat si mao bhano ki madat kar sakti hai jo kay koi am shaks nahi kar sakta please think about it and make a video on this topic thanku very much
@mahmoodali3776 Жыл бұрын
Agar Kisi ne Ghar me nikah paraya ha Tu use Register kaha kawaye