Good work. Cb125f kay front shock main kitnay ML oil use kartay hain? Please bata dain.
@MushtaqAutoservice15 күн бұрын
170 mL
@abdulrehmanbhatti147215 күн бұрын
@MushtaqAutoservice Thank you.
@ShanKunbhar-hn5il16 күн бұрын
Ustad si upar koyi michinic ni deka Mushala ❤❤
@MushtaqAutoservice16 күн бұрын
Thanks bro 😊
@iftikharahmed30316 күн бұрын
❤❤❤❤
@MushtaqAutoservice16 күн бұрын
Thank you 😊
@salmanadil-yp7ni5 күн бұрын
MashAllah
@MushtaqAutoservice5 күн бұрын
جزاک اللہ خیر
@ShakoorJam-o8y15 күн бұрын
CD 70 ke front shock tahk thank Marty hai lekge nai hai oil bhi pora hai please Bata dey
@MushtaqAutoservice13 күн бұрын
Nozal spring check karain
@mwasi967116 күн бұрын
Mushtaq bhai takriban 1 month pahla apse dc cdi mangwaya tha bike mising problam ki waja se magar mising masla hal nahi hua tha to ab manine corburater chang kiya old model k lgaya to mising b ok hogai ab ap mashwara den k paha wala corburater main kya masla ho sakta tha shukriya
@MushtaqAutoservice16 күн бұрын
Sir missing ager 40 ki speed pr karti hai tu isky air filter bottle ka sorakh ziyada khula hy usmn tang sorakh wali bottle lga lain
@mwasi967116 күн бұрын
@MushtaqAutoservice Mushtaq bhai sare papar bal liya tha bs agar mikcher skro ko tait karne se kuch bahter ho jati thi or shuru se hi mising karni start hoti thi 40 ki speed to door ki bat thi
@Zainkhan0097314 күн бұрын
Assalamualaikum jnab Ksy pta chly ga k motorcycle k Ring piston khtm hai Cd 70 bike
@MushtaqAutoservice13 күн бұрын
Bike dhuwan marti hy or pressure km hota hai
@ShanKunbhar-hn5il16 күн бұрын
Agar ustad bike rise sai na li tu kya flat ho sakta hi ❤❤❤
@MushtaqAutoservice16 күн бұрын
Carborater ki problem bhi ho sakti hy or crunt ya plug ki bhi
@birdsplantspets634115 күн бұрын
Pridor bike clutch tappy ka jain utar nhi raha. Chippak gya hai. Kaisy change krein? Please share video
@MushtaqAutoservice15 күн бұрын
G Bhai zaror inshaAllah
@habits36515 күн бұрын
Suzuki sprinter ka plug bar bar kala horaha hai clutch plate pressure plate change aur tuning kerwanay k baad ... Kiya problem hosakta hai ???
@MushtaqAutoservice15 күн бұрын
Petrol ziyada pe rahi hy
@habits36515 күн бұрын
@@MushtaqAutoservice Ok shukriya reply keliye ... Kaisey set karengay petrol ko ?
@sulmaniqbal801814 күн бұрын
New model ki to euro 2 wali hoti ha
@shehryarbaloch81747 күн бұрын
Assalamualaikum Mushtaq Bhai Meri bike cd70 2020 model ha pehly Meri bike ma china ka filter Laga hua tha bike Sahi chal raha tha jab ma nay cd70 euro ka filter lagaya Meri bike ghuth ghuth Kay chal rahi ha plz batain Kya wajha ha plx Bhai jawab zaroor dein Bhai bike jab CD 70 euro ka filter lagaya tab bike ghuth ghuth Kay chal rahi ha plz batao Kya karu
@MushtaqAutoservice6 күн бұрын
Jo filte py Sahi chalti hy wahi laga dain
@shehryarbaloch81746 күн бұрын
@@MushtaqAutoserviceMushtaq Bhai aapki baat Sahi ha kya uss ki wajha say bike petrol ziyada lay ga ga agar ma wahi pehly wala filter lagaon aur Dosri baat engine par koi nuqsaan toh nahi hoga na Meri bike ma china ka lota Laga hua ha Bhai agar ma original lota cd70 ka lagaon aur phir cd2020 model ha Mera phir CD 70 ka lota lagaon phir bike ghuth ghuth Kay nahi chaly ga na plz Bhai jawab zaroor dein plz
@sajidkhan-rh6oq15 күн бұрын
بیٹری والی موٹر سائیکل استعمال کرو اور جان چھڑاؤ اس گندی انجن ٹیکنالوجی سے