بہت خوب شاہد صاحب آپ کی ہر ویڈیو شوق سے دیکھتا ہوں اللہ تعالٰی آپ کو صحت اور تندرستی عطا فرمائے , آمین
@ammaryounas62027 жыл бұрын
Brooooo you are the best in knowledge, or jo chees sab se ziada psand ha muje wo ap ka pakistan zinda baad ka naara,Allah ap ki or ham sab ki mushkilen asaan farmain, Allah ap ko or ziada khushiyan naseeb farmain , Allah ham sab ka or is qom ka hami o nasir ho, and may you serve this nation more and more with your advises and tips. Ameeeen
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Ammar Younas bhai Thankyou for watching my videos and appreciation, mohabbaton, duaon or chahaton ka shukariya bhai
@kabeerkhan676 жыл бұрын
Bhai jaan mene isse achi bakro ki vedio kabhi nahi dekhi pure you tube pe mashaallah bahut khub jankari h bhai love from india
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Salam to India, love from Pakistan
@AHMADKHAN-ub9cl6 жыл бұрын
Bhai behtreen tajurbe ki baat btayi app ne aajtak koi bhi nahi bataye bahut bahut shukriya jazakallah qair
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Mohabaton ka shukariya Bhai
@Musalman-vt4qi6 жыл бұрын
Walaikum Asalam Bhai . Masha Allah 2019 may b Aap ki vedios say humien faida ho Raha hy . Shukriya .
@rasheedullah3457 жыл бұрын
Shahid bhai aap hamesha aakhir me fayeda bhi bataty hain Aaj aap ne eisa kuch nahi bataya Etni achchi video kr dee . Mgr aakhir me fasibility report adhori reh gayi. Thanks for good information
@kawishhassan85917 жыл бұрын
Rasheed Ullah bilkul sai kaha. End ma profit calculation sahi samjh nai ai.
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Rasheed Ullah brother har ilakay men Gosht ka rate different ha, rate depends on weight, iss liay calculations nai bTai
@aliahsan32575 жыл бұрын
@@BusinessTalksPvtLtd Salam Sir ,But weight gain by each goat is possible to mention so that everyone may calculate it as per his rate or on exemplary base u may mention regarding betal or teady goat, Although its a valuable info,Thanks
@Sohailmasood7863 жыл бұрын
ماشاءاللہ شاید بھائ بہت اچھی اور مفید معلومات دیتے ہیں ہر ویڈیو میں سر جس بندے کو شوق ھوگا نا جیسے ابھی مجھے شوق ھے ۔۔تو انشاءاللہ وہ آپکی باتیں لکھے گا بھی اور اس پر عمل بھی کریگا دوسرا اپنے مال سے صدقہ خیرات اور زکاتہ دیتے رہیں انشاءاللہ دن دگنی رات چگنی ترقی کریں گے
@BusinessTalksPvtLtd3 жыл бұрын
mujy khushi hai k mari video ap k liy faida mand sabit hoi hai
@26236785 жыл бұрын
Very informative program for goat farming. May lalah shower his blessing on you for guiding the public in right direction.
@BusinessTalksPvtLtd5 жыл бұрын
Duaon ka shukariya bhai
@iftekharjuniur44396 жыл бұрын
بھائی آپ کے سمجھانے کا انداز بہت اچھا ھے اچھے مشورے دینے کیلئے شکریہ
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Shukariya bhai mohabbaton ka shukariya
@harisnadeem93246 жыл бұрын
Bhi iss video main jo yoriyaaa ki bat kar rahy hen wo yoriyaa khaaad hy kya??
@maqboolsidhu80486 жыл бұрын
Her video aap ki barri perfect aur detail ke sath hoti he. Very good. Carry on.
@Punjabichatora6 жыл бұрын
Bhaut vadiya vedio banendo ho tussi. Pura eloboate kar ditta... love from india.
@imdadkhan96315 жыл бұрын
Excellent shahid bhai aap k pass itny knowledge hai
@zeeshanmajeedbhatti56886 жыл бұрын
*لا جواب شاہد بھائی* ماشاء اللہ بہت اعلیٰ ویڈیو ہے، اور کمال کی انفارمیشن مہیا کی ہے آپ نے، *اللہ پاک آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے۔* *پاکستان ہمیشہ کیلئے زندہ آباد*
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Chahaton ka shukariya bhai
@ranahafizabdulshahidkhalil27936 жыл бұрын
MASHA ALLAH shahid bhai apki vedio buht achi lagi main aaj kal goat farm ka soch rha hon apki vedio dekh k sekhny ki koshas kar rha hon
@afzaalalasab93417 жыл бұрын
Shaid bhai is se achi video phle got forming pa nai dakhi Allah pak khush rakhe apko
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Afzaal Alasab bhai shukariya mohabbaton ka shukariya, duaon ka shukariya
@MrJumbo19816 жыл бұрын
Masha Allah janab Baut Khoob .. App ne Rate ka Clear kia acha iqdaam hy kionke Rate ka masla baut hy LOg baut demand ker rahay hy market me...
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Mohabaton ka shukariya Bhai
@abdullahiqbal65646 жыл бұрын
Zabardast bhai... may youtube per bht kum comment karta hu... lekin apki videos majboor karty hai comment karney ko :)
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Mohabbaton ka shukariya Bhai
@Ovaiszameenwala5 жыл бұрын
V nice and informative video. Shahid Bhai Allah aap ko khush rakhay.
@shahidpervaiz7864 жыл бұрын
gud information. Shahid Bhai Thanks.
@m.aneesm.aneesraza68227 жыл бұрын
bht achi vidio B'nai he shahhid bai ap n ak aor vidio bhosy ki press k karobar k bary me bnay plz plz
@tanveermughal13857 жыл бұрын
Pyare bhai good video. La jwab. Superb.video.thanks a lot....sabzi mandi pr ap ki video ka wait hy..whatsap pr b apko msg kye hen.bht shukrya
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+TANVEER Mughal bhai shukariya mohabbaton ka shukariya, inshaallah Zaroor banaoon ga video
@mohammedafsar79995 жыл бұрын
Well done Bro very good information about the goats farming thanks
@100mychoice5 жыл бұрын
Good effort and impressive communication.
@e1Pr0f3ss0r6 жыл бұрын
Masha'Allah love from India... Very nice information
@ayoubmalik13196 жыл бұрын
سر زبردست ویڈیو بنائی آپ نے دیکھ کر مزا آیا ۔مگر ایک بات وہ یہ کہ سب نسلوں کے بکروں کے نام اور وزن آپ نے بتائے لیکن جو میری پسندیدہ نسل کے بکرے تھے ان کا ذکر آپ کرنا بھول گئے ۔وہ ھے راجن پوری نسل ۔😅😅
@imranhussain12386 жыл бұрын
ayoub malik -yes wo nahy btay I like Rajan pori gulabi nasal
@atarkhan84135 жыл бұрын
I also like rajanpori and gulabi
@zamch75836 жыл бұрын
شاھد جویہ برادر آپ کی تمام ویڈیو بہت زبردست ہو تی ہیں ما شاء اللہ آپ نے جہلم چکوال گجرات رولپنڈی کا نہیں بتا یا اس ویڈیو میں کے کون سی نسل پالیں بکروں کی اگر اس پر بھی ایک ویڈیو اور بنا د یں تو بہت شکریہ بہت سے لو گو ں کی حوصلہ افزائی ہو گی اللہ آپ کو صحت و سلا متی دے آمین۔
@mohammadamjadtareen48526 жыл бұрын
شاہد بھائی اللہ سبحانہ و تعالیٰ آپ کو جزائے خیر دے آمین
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Ameen
@mayesurrahman27036 жыл бұрын
wow.nice Thanks for information (form Bangladesh)
@amirzubairmughal4 жыл бұрын
AOA ya joo app wait bata rahay hain ya zinda hai ya goosht ,, agar zinda hai toa inmai gosht ka kitna ratio hota hai ? please tell me
@maghani98687 жыл бұрын
Assalam o Alaikum Shahid bhai You are fantastic. Kamal ki information di aap ne. Jazak Allah
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+asim ghani Waalaikumulsalam brother, Thankyou for appreciation brother
@alizafarvlogs90234 жыл бұрын
Bohattt kamaalll kr diaa bhai ge ap naa
@BusinessTalksPvtLtd4 жыл бұрын
Thanks bro
@پیارااسلام-ح1ذ7 жыл бұрын
AoA. Masha Allah Joyea saib zabardast Very informational video hai aik perfect idea hai Allah pak apki umar draz farmayen. Aameen.
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Ahsan Iqbal Waalaikumulsalam brother, Thankyou for watching my videos and appreciation, shukariya bhai mohabbaton ka shukariya duaon ka shukariya
@پیارااسلام-ح1ذ7 жыл бұрын
Ap jesy achy bhaiyon k leye jitni duayen ki jayen kam hen.
@پیارااسلام-ح1ذ7 жыл бұрын
Business Talks Yeh Ahsan Iqbal mery baity k naam hai My name is Khurram shahzad From Phularwan Sargodha Contact No 03009811638
@MrBshah16 жыл бұрын
salams. sheep farming ki bhi video bnain please. aur guzarish hai kai KPK mai goat aur sheep farming ki koi information ho tou wo bhi share karain. bohot shukriya in advance
@nabeel1989choudhary7 жыл бұрын
Shahid bhai as usual bohot allaw very nice video.. I would like to suggest you plz make 1 video for imported cows & desi cows and their feed.. (Wanda waghera) dhoodh kesy bharhaya jy and all other important information in details .. Phir aap plz silage k bary main video bnay wobhi bohot zaroori hy thnx Kun k loogh bohot search krty ye topic lakin unko sahi jawab nai milta..
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Nabeel Riaz bhai its really nice topic, I I'll try to make video on this topic soon inshaallah
@desiagriculture7 жыл бұрын
Sir you r great or aap mere ustad b ho aap se buhat kuch sekha mere dil me aapki buhat izzat ha
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+junaid ali bhai shukariya mohabbaton ka shukariya
@Madina-Moments6 жыл бұрын
Love you bro ! Bht mufeed maloomat
@ahsantaimoor79607 жыл бұрын
JAZAKALLAH Bhai dil khush kr diya love you bro ♡
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Ahsan Taimoor bhai shukariya mohabbaton ka shukariya, love you too brother
@hasaankhan27057 жыл бұрын
Ahsan Taimoor teek kaha shaheid bhai
@azmatali68576 жыл бұрын
Yar shahid Bhai mza agya. Bohat mahnat ki ha iss video me.
@muhammahashfaq35467 жыл бұрын
shahid bhi boht hi good information thanks.....
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Muhammah Ashfaq Thankyou brother for appreciation
@imtiazkhan-ul8vv7 жыл бұрын
sir bakry hamy kis jaga se lene chaye or kitne umar k lene chaye jo qurbani k liye tayar ho jayen ya bakria ly len to ony pal k bakry ghar k hun gy ap kya kehty hin.
@izharali207 жыл бұрын
shahid bhai aap jasi vedio koi nhi bana sakta v niceee.
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Izhar Ali bhai shukariya mohabbaton ka shukariya bhai
@ImransTiger7866 жыл бұрын
Excellent v informative video... really I like your video ...
@bhattifile84957 жыл бұрын
Aoa, Brother that's amazing information about knowledge of goat fattening... carry on for more & more information about interested people..like me. Thanks Mr. Shahid
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Bhatti File bhai shukariya, mohabbaton ka shukariya, Thankyou for appreciation
@Ghulamnabishah-ti2sw5 жыл бұрын
Dear yay tu batay kay khal banola kay saath Tori aur Makai dry deni hay ya bhego kay deni hay meharbani
@qasimali11856 жыл бұрын
Bhai kis bakry ki qemat 8 ya 9 mah ki umr me 10 ya 11 hzar hoti h bital ki ya rajan puri ki ya nachi ki
@Mindblow-fb7tc6 жыл бұрын
Bhai apki baqi to sari batein theek hein leken ek cheez khatarnak hy jo app ne bataya k bakron mota krne wali khurak me sement bhi dal dein..sement pathar hy aur yeh mehdey k lye nuqsan deh hy..
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Brother cement is a rich source of calcium, don't worry bro
@mohammedafsar79995 жыл бұрын
Masha Allah je you get some very good knowledge
@zahidiqbal5927 жыл бұрын
Shahid bhai There is no word for you Really appreciated.....
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Zahid Iqbal bhai shukariya, mohabbaton ka shukariya
@صرفاللہسےمانگوبلالاحمدسعید7 жыл бұрын
اپ کی باتیں بہترین ہیں
@Mark_Rajab.20245 жыл бұрын
Jhelum mein kon c nasal kameyaab rahay gi??
@businessinn62046 жыл бұрын
this is a good video but I have a question ager 5000/- per bakra kharcha aa ra tiari pe aur unki growth 9kg ho rae to ghost ki terms ma to koi faida nae hoa ! ... hi
@aisoft18915 жыл бұрын
Thanks alot for your time and efforts.
@AbidAli-ir5ze5 жыл бұрын
Great sir 👍,Allah pak ap ko healthi life ataa kray
@ejazhussain27067 жыл бұрын
Bhai main ne aap ki video dekhi aur main ne aik bakri se kaam shuroo kia aaj alhamdulillah meri 10 bakrian hain aur un ke 12 bachay hain kiyoun ke maine sari bakrian jo li wo hamla thi aaj mene un ke liye shed bhi tayar kia hai aur main is kaam ko aur bhadrana chahta hoon aur aap ka shukria jazakallah khair
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Ejaz Hussain bhai Allah Ap ko kamyab karay ga inshaallah, Thankyou for watching my videos and appreciation, mohabbaton ka shukariya bhai
@ashrafdogar17506 жыл бұрын
Ya karobar mein kar rha hun or ye bohat acha kaam hai bakro ka or Bachro ka yani bacho ka
@salmaniqbal83507 жыл бұрын
Wa Alikum Asslam bhai... Nice video ماشاءالله
@akhtarmuhammad70466 жыл бұрын
sir ji ye batain keh ager 3 month ka bacha lia jaye or 2 dant tak us ko fattening karna ho to kia ya farmula use kar sakty hain ?kion keh main ny suna hai keh ager 3 month sy ziada janwar raha jye es farmula par to janwar weight nahi gain kary ga 3 month baad jitna weight hai us ko maintain kary ga fattenig nahi hogi ?
@irfansoomro294 жыл бұрын
Very informative and deatailed...
@rajahussain50886 жыл бұрын
Sir so nice info.thanks.Germany
@Drmuhammadwaqasbashir6 жыл бұрын
Sir meri rajanpuri bakri ny aik male kid dya h wo aik month ka h.. Us k lye please kuch feed r wanda suggest kr dain k jb wo sabz chara khana start kry to us time sy kia usy wanda dya ja skta h? Ya 8 months ki age k bakry ko hi dena chahye? JazakALLAH
@rajazafar61216 жыл бұрын
Shaid bhai apny ye nhi bataya k 66 graam block khilny k kia treeqa by, kia khud kha lety hn? Plz inform.
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Zafar bhai, Ye khud he kha leta ha
@rizwanmatloob31895 жыл бұрын
Sir danay py aap confuse kr gy hyn kon sa dena hy makai ya gandum???
@tanzeel004 жыл бұрын
Or agar Karachi mai rehte hein tu konsay bakray paal sakte hein?
@shooters995 жыл бұрын
Shyd bhai ap ny Rajanpuri cross bkra ni dekha woh bhut zayada weight krta hy,
@fahadanwar23856 жыл бұрын
Shahid bahi dana ki timing ki hone chaye agr 120 gram aik din me khilana ha to 120 g aik time pe hi khilana ha ya 60 g subha 60g rat ko plz guide
@petsworldbyhashim63446 жыл бұрын
agr hm mix dana dy isi hisb sy to kia wh theek nhi hy ?? mix danay mai gandum, makai,jao, channa, chilka etc sb hota hy
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Wo b theek ha
@خضرحسنخانالنجفي4 жыл бұрын
Slam bhai jan Rajan pur ka to nam hi ni lia ap ne
@shahzaibawan59776 жыл бұрын
nyce job sir...i want to know ....kia female goat fattening k purpose k liyai use ho skti hai
@SajidHussain-dt7em5 жыл бұрын
Wao great job well done sir thanks for information
@beautifulgoats75475 жыл бұрын
Shahid bhai uriya khaad ap ne boli hai jo khaad k tor par use hoti hai woh milani hai ya kuch or hai
@BusinessTalksPvtLtd5 жыл бұрын
Yes
@beautifulgoats75475 жыл бұрын
@@BusinessTalksPvtLtd thanks shahid bhai
@aafun17185 жыл бұрын
Is se ziada detail video aj tak meri nazar se nhe guzri, bohat shukria jnaab lakin cement wala syatem nhe smjh aya, calcium k lian or kuch b dia ja skta hy ?
@masoodmalik64477 жыл бұрын
Shahid Bhai I am working in ministry of Electricity & water,kuwait, I found your video is very informative, after see your video I decide to start some business in Pakistan. I also advise peoples of Pakistan to start their own business small or big ,I am here in Kuwait last 26 years ,when people left Kuwait after retirement they are weeping ,so make your business base in Pakistan .thanks and jazak Allah, yours sincerely. Masood Ahmed Malik,Kuwait
@zawarhussain65566 жыл бұрын
Sir urea ka bata dain ............... Urea fertilizer wali bi use ho sakti hay.
@m.aneesm.aneesraza68225 жыл бұрын
Bai Jo bakry leny he in ki umr kitni honi chahye plz reply plz plz plz
@muhammadjabbar69337 жыл бұрын
As salamo alykum ... Shahid bhi i love you i m living here in U.A.E from last 12+ years... basically from Lahore .... i m always watching your videos... soon i m planing to settle a small business in Lahore... next visit to Pakistan in shah allah will call you and meet you.... jazak allah khair
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Muhammad Jabbar bhai Waalaikumulsalam, Thankyou for watching my videos and appreciation, most welcome brother
@atteeqrehman41385 жыл бұрын
سلامت رہیں شاہد بھائی
@roshanazeez1396 жыл бұрын
bohot nayaab malomaat di aap ne.. Sir.
@islamkhan17715 жыл бұрын
ماشاءالله
@shabbirazeem84165 жыл бұрын
Slaughter house mai ho sakty hain?
@System-hang-krdenge4 жыл бұрын
Bhai cement jo ghar banane k waqt use karte hai woo
@BusinessTalksPvtLtd4 жыл бұрын
Yes
@asifabbasi78615 жыл бұрын
rawalpindi Islamabad ma kon se nasal palni chyea
@mindset5555 жыл бұрын
Aoa bhai chatry kajly mundry par video bhi bnaay plz
@mindset5555 жыл бұрын
aur un ki pury din ki matwazan khurak b btaay dono seasons ki garmio aur sardio ki....ta k mere jese aur log jo qurbani py qurban krny k leay pura 8 mah ya saal chatry wagaira palty hen woh ap ki reh numai me achy janwar paal saky..Allah ap ko lambi umar dy aur logo ki help aisy he krty rahy Allah ap ko khush rakhy
@Ovaiszameenwala5 жыл бұрын
Please is subject par aur videos bhi banaien.
@awaisazam44016 жыл бұрын
Dost subz Charay k saat Turri be mix kar k dayni hai ya bus Makkai aur barceem he kafi hai ?. In simple words .. makkai aur barceem as a Green Chara , saat main aap ka bataya hoa wanda aur maslay plus Danay ?. Confusion hai Turri ki , please wo clear kar dain .. thank you so very much ...
@BusinessTalksPvtLtd6 жыл бұрын
Toodi charay men mix kar k di ja sakti ha, no problem
@arslannajam41416 жыл бұрын
Salam brother kindly guide K agr 3months k kids hoon too kya tarika hay? 9month to normal food rakahin then ap ka farmola lagain???
@malikwaqar25066 жыл бұрын
Bakry ko sirf ye e khilana hai ya chara wagera b dalna hai
@businessadvice56027 жыл бұрын
ALLAH aap ko jazai khyr dy aameen
@chefbashir7 жыл бұрын
Very nice shahid bhai. ..app khaniwaal kon c jga say hin kindly
@kalsekara.r.40255 жыл бұрын
Nice information shahid bhai
@ShahzadKhan-gp9tt3 жыл бұрын
کمال کا بندہ ہے
@BusinessTalksPvtLtd3 жыл бұрын
Shukarya brother
@cookingboy-kitchenwithtaim88145 жыл бұрын
SMEs ki feasibility hai us mein avg daily growth 300 se 350 gram hy.... ye Kia waja hai ? Kia wo ghalat bani hai ? Aur Kia ye waqie mumkin hai 350g per day ?
@BusinessTalksPvtLtd5 жыл бұрын
That is safe side feasibility,
@sardarkamran84986 жыл бұрын
Great information. 👍👍👍⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️
@ourangzebkhan65165 жыл бұрын
May Allah bless you brother. May Allah keep you safe wish you all the best of luck. I don't know how to say thanks to you.
@AamirSaeedTajalli4 жыл бұрын
Bhai Karachi walon nay kia qasor kia hai? Karachi ka bhi batain na kay Karachi mein konsi nasal pali ja sakti hai?
@SajjadAli-yw2nu7 жыл бұрын
I like the way u talk simple and good
@BusinessTalksPvtLtd7 жыл бұрын
+Sajjad Ali bhai shukariya mohabbaton ka shukariya bhai
@zubairahmed37576 жыл бұрын
Shahid Bhai Kia Karachi k residential area me ye kaam hosakta Hai? Pls reply.
@nix_playzz6 жыл бұрын
Shahid bha 10 bakron ko ap ny sale kr k batana tha k kitne k beqe our kitni bachat howi.baqi sari malomat bahut achi thi
@hassanzia77605 жыл бұрын
Karachi k ilaqay k liay konsi nasal bahtar hay? Ar avg profit kitna hay
@mbbs_in_china5 жыл бұрын
4 mah pehly purchase kryn ....or 9 mah k lyn....to wo Qurbani py kesy lgy ga Sir ???? 16 sy 18 mah me 2 Daant tooty hn.
@fizanasif46256 жыл бұрын
shahid bhai goat/sheep farming k liye pasture banany k bary me program banye..goat/sheep ki grazing k liye konsi grass lagai?.aur aik acre ki pasture me kitni goat grazing kr skti h?
@muhdaurangzeb1516 жыл бұрын
Shahid sb sng cut k bkra ke qrbane nhi hote ha sir