Sir, base hunter ma top model ka meter lag jayega ??
@RohanWildlife3 ай бұрын
Speedometer sensor lgne me ky ky issu aya or kese lagaya bo b bta do
@pankajre2223 ай бұрын
@@RohanWildlife koe bhi dekhat nhi aay ga bhaiya
@RohanWildlife3 ай бұрын
@@pankajre222 direct fix ho gya simple ..? speedometer sensor
@Sheraz06vlogs15 күн бұрын
Bhai agr hub chahiye ho jo apne customize kraya h to kitne ka hoga Front wheel ka setup
@amitsalvi8274 ай бұрын
Bhai reborn classic ke liye konsa handlebar lagana chahiye my height is5.6 need more comfort. Meteor ka handlebar lagalu
@pankajre2224 ай бұрын
@@amitsalvi827 meteor 350CC Uska Bhi check kar lo bhaiya Achcha hai
@amitsalvi8274 ай бұрын
@@pankajre222 thank you
@vikashbarnwal4 ай бұрын
Kya knowledge diya bhaiya isliye bolte hai sahi Mistri apka paisa save karta hai na ki waste
@loneman8134 ай бұрын
Gt650 me super meteor ka front suspension ke usd fork laga sakte hai kya ??
@pankajre2224 ай бұрын
@@loneman813 lag jayga bhaiya
@loneman8134 ай бұрын
@@pankajre222 koi modifications karna padega ya fir direct fit hoga ??
@ashishpcet3 ай бұрын
Bhai budget batao.. fornt aur rear wheel set up karne mai kitna lagega ?
@pankajre2223 ай бұрын
@@ashishpcet whatsapp number de hai bhaiya uspe contact karo
@PANAV_CHAUDHARY4 ай бұрын
Bhaiya Guerrilla 450 alloy wheel fit Ho Jayega GT 650 May rear wala
@pankajre2224 ай бұрын
@@PANAV_CHAUDHARY ho jayga par bhut Sar uski upar Kam karne hoga
@shreyanshkathait75074 ай бұрын
Front wheel adaptor kaha se milega pakaj bhai?
@pankajre2224 ай бұрын
@@shreyanshkathait7507 mera pass hi mileage aap ko keu hamne custom karvaya hai
@shreyanshkathait75074 ай бұрын
@@pankajre222 hum order kar sakte h? Out of Delhi other state m?
@diaryofawanderingbootАй бұрын
Mere ko bhi karwake dijiye bhaiya.
@AkashPaul-ql1fu4 ай бұрын
Speed sensor ka adapter dikhaya nahi. Main toh kolkata mein rehta hu , yeh conversion kaise karenge ? Ap speed sensor aur disc plate ka adaptor bhej sakte ho?
@pankajre2224 ай бұрын
@@AkashPaul-ql1fu yes bro mil jayga
@Kundanzzz4 ай бұрын
Adapter aur speed sensor ka jugaad ka price kya hai??
@Vinay_sonal_01164 ай бұрын
Pankaj bhai mere apache 200 me usd fork or guerrilla k alloy.. Or rear me guerrilla ka swing arm or alloy Ye dono install ho jayega. Or prices kitna lgega total me
@pankajre2224 ай бұрын
@@Vinay_sonal_0116 ho jayga bhaiya
@Indianboygujrat4 ай бұрын
Pankaj bhai ek help kardo yaar. Mene dash cam mangaya. Lekin connnection me pata nahi chal raha. Super meteor 650 2024 model me ACC wire connection kaha karna hey. Positive and nagative terminal join but acc line nahi mil Rahi.. idea dedo yaar. Puro bike kholkr betha hu...
@pankajre2224 ай бұрын
@@Indianboygujrat Agar bhaiya aapko accessories wala coupler Nahin mil raha hai na to aap ignition lock se bhi Laga sakte ho Koi dikkat Nahin hota hai
@Indianboygujrat4 ай бұрын
@@pankajre222 bhaiya lekin battery connection sath wire chota hey... To wahi kahi lagega .. mene acc wala coupler dekha. Per usko open Kiya to koi yellow type greese jesa tha usme and 3 pin thi dono side ke couple male female me , to single wire kisme join Karu.. for coupler kese close hoga...
@Indianboygujrat4 ай бұрын
Acc coupler mil gaya . Usme yello colour ka kuch greese jesa hey. Usme 3 point hey kha pe join Karu.
@Guptaling_jadhav4 ай бұрын
Bhai himalayan 450 mai alloywel wala video dalo konshi alloy
@pankajre2224 ай бұрын
@@Guptaling_jadhav bhai Himalayan 450cc mai koe bhi Alloy wheels nhi lagta hai Kyunki vah ADB bike hai aap apne stock Bil ko hi tubeless conversion Karva Lo
@albinsaju5053 ай бұрын
Rear alloy rate
@pankajre2223 ай бұрын
@@albinsaju505 9000 ka hai bhaiya
@kcnanand4 ай бұрын
Hunter aur Interceptor ke alloy wheels ka price me jyada faraq hai kya???
@pankajre2224 ай бұрын
@@kcnanand nhi bhaiya interceptor 16500 ka hai hunter 350CC 18100 ka hai
@akashdeeppuri17264 ай бұрын
Pankaj bhai ne kiya hai to badhiya hi hoga..
@pankajre2224 ай бұрын
@@akashdeeppuri1726 Thanks you bhaiya
@kcnanand4 ай бұрын
@@pankajre222 my question is jab interceptor ka alloy is cheaper why fit hunter ka alloy. Tyres available hai interceptor ke liye bohuth model
@yatishvasa35604 ай бұрын
Arey bhaiyya speedometer ka kya kiya????
@siddharthchauhan30074 ай бұрын
Pankaj bhai mere pas interceptor 650 hi hai....mene usme back me to same setup krvaya hua hai,front ka alloy dalne ke liye apke pas ana hai,kese contact karu apko
@pankajre2224 ай бұрын
@@siddharthchauhan3007 mil jayga bhaiya Alloy bhi
@pankajre2224 ай бұрын
@@siddharthchauhan3007 contact number description box hai
@siddharthchauhan30074 ай бұрын
@@pankajre222 ok thanks pankaj bhai😊
@dualbarrrel3 ай бұрын
Bhai aapse contact kese kru?
@pankajre2223 ай бұрын
@@dualbarrrel Description box contact number & whatsapp number hai
@bharatpatelpatel93644 ай бұрын
Pankaj bhai 👌👌👍👍
@Gondriman4 ай бұрын
Bolt ke ched bade karne ke baad disk wheel me material kuch kam dikh raha he . Kahi ompromise naa ho jaye safety se
@nirmaldhanik79664 ай бұрын
Jb 650cc ke liye company ab alloy provide kr rhi hai toh hunter ka alloy q lagaya, hunter ke alloy uss bike ke specs ke hisab se design h na ki 650cc ke liye......temp mods h toh theek h but not for long run
@pankajre2224 ай бұрын
@@nirmaldhanik7966 Bike ka hight thoda sa kam ho jaega Jo Bike ka gear ratio Hai vah bhi badh Jaega Jo bike pahle top speed Jyada Ho Jaati Hai
@chinmaypanda0234 ай бұрын
Modification se pehle weight aur torque ka khyaal nahin aaya ?? Interceptor toh Hunter se zyada bhaari hai aur zyada torque banaati hai. Toh itna torque rear wheel jhel nahin paayega aur wheel failure ho jaayega. Aur front bhi failure hoga kyunki wo 350 cc ke liye designed hai, naa ki 650 cc ke liye. Jo chiz jiske liye designed hai usi ke liye use karna chahiye. Iss se acha naye waale interceptor ke original alloys lagaa dete. NCR Motorcycles ke Rammy bhai ko follow karo, sab samajh mein aa jaayega. Wo bhi aapke tarah ek technician hain, par aapse zyada knowledge rakhte hain.