Aas salaam waa aalikum Meiney yeh ek baar banai Ramzaan mein Masha Allah..Mujhey khudko yakeen nahi hua key yeh meiney ghar mein banai hu..just follow the steps its the Best One.
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Walekum as salam. Ji acha masha allah well done great job. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@shabanaafzal7324 жыл бұрын
Masha allah bht achi hai daleem Aap bht down to earth hai aunty bht pyari baatein apanepan ki karte Allah aap ku hamesha sehat de aur aisehi khush rakhkhe
@arshiyatabbsum9824 жыл бұрын
MashaAllah aunty InshaAllah zaroor try krtim
@nazmeenshazia94474 жыл бұрын
ASAK auntyji....aap jaisa baathae mein daliaye ke mixture to freeze Kari thi ...aaj phir daleem banai ...mashallah aachi Bani ...yeh idea bahuth helpful...jazakallah
@Sunnyy9314 жыл бұрын
JazakAllah khair ❤️❤️for all recipes . Allah swt bless you with best always 🥰
@fatimarahman46654 жыл бұрын
Assalaamualaikum Aunty. Aapki ye haleem ki recipe try kari main. Pehli baar haleem banayi. Zabardast bani!! Aapke liye itni duaa nikli. Jazakallahu khaira. Thank you so much. Allah t'ala aapko, uncle ko aur aapke saari family ko sahet se rakhe, apni hifazat mein rakhe aur khush rahen aap hamesha. Ameen.
@abidaparveen76534 жыл бұрын
Ma Sha Allah bahut achi recipe hai aur ap ki baatien bhi bahut achi hai auratoun ki mehnat 👌
@lubnarahman75269 ай бұрын
Love your recipes aunty! I have a lot of my cooking from you. Thank you for teaching is authentic recipes ❤
@HyderabadiMomInDubai9 ай бұрын
Jazak Allah Khair Beta. Your welcome. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe to Hyderabadi Mom Vlogs and Saiz Fashion Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@mehamoodbasulaiman56533 жыл бұрын
Jazak Allaha khair I prepare last Ramzan when I prepare to day also I prepare its delicious than you syster to share and cooking knowledge God bless you and your entire family Ameen Allaha
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Waiyakum. :) Masha Allah. well done great job. ameen. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@asrabegum57734 жыл бұрын
Aslkm aunty mom mashallah kya daleem bani main bhut achi banai Lkn ankhi me chale gai direct
@zainabalivlogs68664 жыл бұрын
Ek dum zbrdst chicken haleem 😍
@sajidahmed30804 жыл бұрын
masha allah aunty bahut sahi bataye aap allah pak aap ko salamat rakhe Aameen k s a
aunty aapko Sunna bohat pasand hai mujhe aur Aapke taqreeban dishes try karchuki hoon bilkul huderabadu style me bohat achha banate ho aap . Aapke husband aur bachhe kitne lucky hai .jab aap baat karte aisa Lagta ke koi Apne hi baat karre so sweet of you aunty ❤️😘
@mirzasafeebaig2343 жыл бұрын
assalamualaikum, aap ko ramzan mubarak, aap ki dua karney tareeqa hum sab ko bohot pasand hai, mere 2 beto ke acche mustaqbil ke liye dua karey.
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Walekum as salam ramzan mubarak jazak allah ji haan zaroor In Sha Allah app se bhi duwaon ki guzarish
@sallubabaify4 жыл бұрын
Masha Allah... Aunty ....Bhouth Mehnat hain Banane ke liye... Aap ke paas Sabar bhi hain... Superb Tasty and Authentic aur Hyderabadi Chicken Daleem ... with Good Tpis ...Allah Tallah Aap ku Khush Rakhe aur Saheyt Dey! Ameen Suma Ameen 😊🙌🏻🙌🏻😊😊😊🙌🏻😊
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Jazak Allah beta. ji sahi bath hai ameen summa ameen stay connected and stay blessed
@ghousiabegum9354 жыл бұрын
Assalamu alaikum WRWB...Aunty...Ramadan Mubarak aap ko aur Uncle ko...apne bahut pyaari andaaz se explain kiye...aur bahut mehnat bhi kiye daleem banane kaliye...Jazak Allah Khairyun...for this recipe...May Allah swt reward you in duniya aur akhirat...Ameen...jazak Allah Khairyun...love you aunty...Allah Hafiz...
@babarkhan-wn4pz4 жыл бұрын
Aap ki awaz same hamare Ammi ke jaisi hai allah apko khush rakhe Amin
@mohammedvaseem24754 жыл бұрын
Ammin
@saraabdulraheem13163 жыл бұрын
Apke bhohoth helpful hote.mai aapki recipe try kari bhot acchi bani dhaleem.apke dusre bhi bhot acche hai.jab bhi apka tareeqa follow kari zabardast bana har dish.mai hyderabadi hun aur kuwait mein settled.traditional hyderabadi food bhot miss kartiun.Jazakallahu khair aunty.Allah apko bhot khushiyan naseeb kare aur apki har dua qubool kare.aapke youtube channel ko kamyabi de.Ameen.
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Ji acha jazak allah well done Masha Allah great job. sahi bath hai ameen summa ameen
@humerabegum93054 жыл бұрын
Asalamualikum aunty ...apki dua bht achi hoti hai..saath mei apke recipes bahut zabardast hoti hai...ap daleem banaye soo recipe mai try kari....alhumdulilah bht bht bht achi bani...jazak allah aunty...ap sabka bht khayal rakti hai...allah hum ki hifazat farmayein..
@babakhan6348 Жыл бұрын
❤ Masha ❤ Allah ❤️ Nice recipe 👍💯
@HyderabadiMomInDubai Жыл бұрын
Thanks for liking. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe to Hyderabadi Mom Vlogs and Saiz Fashion Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@Nothing-lb1dm4 жыл бұрын
Ma sha Allah......good to c u back on work....Allah hamesha khush rakhe...apki duniya aur aakhirath kamiyab kare .....Aameen.....
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Jazak Allah ameen summa ameen
@hudafatimabegum80433 жыл бұрын
Ma sha ALLAH you are great aunty!😊
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Thanks for liking. Jazak Allah. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones
@suraiyaawez3344 жыл бұрын
Assalamualaikum anti aap jo recipe bataye daleem ki .masha Allah acchi bani hum log banaye. hum log Saudi Arabia se hai
@anwarmohd32382 жыл бұрын
Walekumsalam
@HyderabadiMomInDubai2 жыл бұрын
Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe Vlog/Recipe/Saiz Fashion Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@sabihakhan52402 жыл бұрын
Love your recipes Thanks
@HyderabadiMomInDubai Жыл бұрын
Jazak Allah. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe to Hyderabadi Mom Vlogs and Saiz Fashion Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@asmashaikh93143 жыл бұрын
Mashallah
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Jazak Allah. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe and press the bell button icon for new video notifications
@tubatabassum89704 жыл бұрын
Daleem tu mashallah ..
@ZeeshanKhan-up4fv3 жыл бұрын
Assalamualikum, today I made this haleem it's really tasty , thank you for your superb recepi 🙂
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Walekum as salam masha allah wel done
@samzzusa30914 жыл бұрын
Assalamualaikum I was waiting for this recipe jazakallah khair Aunty
@jayabharath19552 жыл бұрын
Thank you very much Aunty for such nice Recipe Especially Hyderabadi Haleem God Bless 🙌 you Aunty
@HyderabadiMomInDubai2 жыл бұрын
More videos are available on the channel please have a look. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe Vlog and Recipe Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones
@layeeqjahan7764 жыл бұрын
Aslkm aunty hum toh aap k vdos dekhne se phle hi on krne se phle hi like krdete hai☺
@happyh17384 жыл бұрын
Assalamualaikum, I want to hug you aunty 🙌Apke tips follow karke besan ke dahi vadey banai mein aur ghar ke sabhi logon Ku pasand aya MashAllah. Will try this harees too InshAllah.
@luckykazivlog87823 жыл бұрын
Mashallah nice looks! 😍😋👌
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Jazak Allah. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe and press the bell button icon for new video notifications.
@pardahnasheensanober69964 жыл бұрын
assalamualaikum ....aunty aap ek maa k jaisa samjhate ...which i love alot ...mai aapke vidoes bohot pehle se dekhtiu .. ......mujhe milna hai aapse ...mai abu dhabi mein rehtiu aap kaha rehte uae mein ...mai bhi hyderabad se hu ...
@anjuma0014 жыл бұрын
HAAAAA. HAAAAA.. norein sahiba.. behad khoob.. aaj aap ney daleem banatey waqt khoob hansaya,,, hum sab ko... aur aaj se pahley aap ki video dekh kar mazaa ataa thaa.. lekin aaj aap ney kamaal he kar diya... mardon se kaam lena lockdown mein haaa. haaa. aap key natural bataney kaa andaz behad achcha lagtaa hai, yun mahsoos hota hai aap bikul saamney baith kar bataa rahi hon... jazakallah... khush o khurram abaad rahen... khuda hafiz....
@swadesindian4 жыл бұрын
Thank you for the recipe ma'am ap bhi salamat rahe or achi sehat se rahe. Today i made haleem nd it was too good...thnq 🙏
@munirkhan32934 жыл бұрын
Mashallah jazakallah aunty
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Jazak Allah
@sadafhussain16484 жыл бұрын
Asalmualikum auntie, Ameen suma Ameen Auntie Jazak’Allah khair always I like your all cooking recipes👌 🥘 💝
@akeefasabheen13104 жыл бұрын
Assalamualaikum.Masha Allah bahut acha dikhra auntie.aap ke tips meku bahut useful Hue.
@mubashirahmed50874 жыл бұрын
Asalamualaikum...aunty aapki dua bahut achi rehti..ameen ..jazakallah aapka bahut jaldi batae aap...mai in sha allah zarur try karungi..
@zarinabegum4134 жыл бұрын
ameen
@HyderabadiMomInDubaiАй бұрын
Ameen. Sorry for the delay in reply I missed your comment. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe to Hyderabadi Mom Vlogs and Saiz Fashion Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our Channels in your near and dear ones. Thanks.
@sanafatima55584 жыл бұрын
MashaAllah zabardast👌👌👌
@dzblocker87403 жыл бұрын
Super u r recipes mom
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
thanks
@khalidsaeed7864 жыл бұрын
Awesome
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
thanks
@sameerasyed4224 жыл бұрын
13:50 -14:00 😂😂 correct
@zainabsohail68124 жыл бұрын
Asaklm aunty how are you and uncal... Ramadan Mubarak ❣️ please dua may Yaad rakhe please upload mutton Haleem aunty waiting....and chicken harees zabardast mashallah mashallah
@themakeupshapes61614 жыл бұрын
Mashallah 😋😋😋😋😋😋😋
@missfatima58974 жыл бұрын
Walaikumassalam Ameen summa Ameen 💞🤲
@syedarahat70822 жыл бұрын
Asalamualikum mashaallah
@HyderabadiMomInDubai2 жыл бұрын
Walekum as salam. Jazak Allah. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe Vlog and Recipe Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones
@tubatabassum89704 жыл бұрын
Mashallah kya bolti hai ap😁😄
@hyderha91954 жыл бұрын
Masha Allah
@yellowmint54 жыл бұрын
Salaam Walaikum aunty, you are so sweet and I love your recipes, they always come out tasty!
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum AS Salam. Jazak Allah
@YasmeenSyeda-jn1bd12 сағат бұрын
Ameen 👌
@HyderabadiMomInDubai12 сағат бұрын
Ameen. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe to Hyderabadi Mom Vlogs and Saiz Fashion Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our Channels in your near and dear ones. Thanks.
@cookwithaliyaali30974 жыл бұрын
Walekumsalaam unti g Ameen Ameen summa Ameen
@sairishqauyyum68834 жыл бұрын
Asalamualikum Aunty Ramadan Mubarak Mubarak ho aap ko
Assalamu ahlaikum kharyt se hai aunty app اللہ app ko sahet de. lambi Omer de. app ki Har pareshani ko door kare. Aur app ki Har dua qubool kare.. Masha allah app acche acche recipes batatre Mai kuch banariu kuch Nai banariu pregnent hu 7th month chalara tabyt kabhi saath deri kabhi nai deri per ajj ki recipe dekh k usme hi dil padh gaya per banana mushkil hai insha allah tabyt acchi huwi bad zaroor banaon gi bus app dua me Hamesh yaad rakhiye...
@Annu111814 жыл бұрын
Asswlkm wrwb. Aunty ramzaan mubarak..
@mujeebkhan28904 жыл бұрын
Assalamualaikum...aunty poha ki jagah oats dal sakte kya.... Rply kare plz
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam woh recipe alag hai woh bhi baton mein kosish karongi abhi toh same recipe follow kariye
@salfarali4 жыл бұрын
Assalamulikum aunty ji mashallaha u made easy this recipe to make
@ridakhan64784 жыл бұрын
Assalamualaikum auntie kaise hai aap. Ramadan Mubarak aapko.shukriya auntie tips dene ke liye, mooh mein paani aara tha dekh ke.Mai bhi Daleem banaane ka sochri thi Inshallah abki baar aise tareeqe se banaaongi.JazakAllah khair.
@mohdataullah6763 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty Mutton daleem me teera (khorma) extra nai banate kya ?
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Walekum as salam beta. banaskatey aisa bhi try kijiye ek bar
@s.farhazeba47504 жыл бұрын
Ameen Ya Rabbal Aalameen 🌹🌹🌹
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
ameen
@salehabegum60724 жыл бұрын
Awesome anty
@drmohammedminhaj76354 жыл бұрын
MashaAllah ! Another good recipe you have provided Sister., 👌 😊 I wud like ask , instead of 'POHE' can we add 'oats' ? JazakAllah ! may allah bless you and your family.
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Jazak Allah. ji ni poha se mithas ajati agar poha nahi hai toh math daliye waisa bhi chalega
@vanietavijay27894 жыл бұрын
Assalamualaikum wa Rahmatullah WA barakatu daleem mashaallah Hyderabad ki yaad dila deri ye lockdown mein Charminar suna suna hai ,imp baat ye hai mai vegetarian hu fir bhi mu me paani ajara apke pakane ke style ku dekh ke😂😂
@anacreativeplaysuport4 жыл бұрын
This was great!
@nargisfathima52694 жыл бұрын
Assalamualikum hyderabadi mutton daleem ka video kab aayega
@uzmasadath28644 жыл бұрын
Aaalkm aunty ye 1 cup apka regular measurement hai na 250ml
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum as salam ji haan
@sanaali49944 жыл бұрын
Asalamalekum anty kaiss ho ap? Aunty appreciated recipes rehte apke aj mai try karne wali hun aur apss inspired hun bahot n please mujhe ye boliye k shazeera b mixxi me mix ker k Dalsakte?
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam Alhamdulialh sob khariyath se hai jazak allah.
@antrashekhar26694 жыл бұрын
Namaste aunty ji Rajni gujrat se Budget ka bhi sochna Pehle se lockdown hai Ye baat to sirf maa hi apni beti ko keh sakti hai Aap sach me sabko achii salah dete ho Sukriya aunty ji Apni apni aur uncle ki sehat ka khyal rkahna Tk cr By🙏
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Namastey Beta Rajni kaise hai ji haan sahi hai :) zaroor app bhi duwaon mein yaad rakhiye stay blessed and stay connected
@samiyanaaz77404 жыл бұрын
Suma Aameen 😇
@mohammedomer49932 жыл бұрын
Hyderabad me harees ku daleem kabse bolre ki .naya naam .
@mdshahebaz85084 жыл бұрын
Aslkm qrt aunty kese ho ap ramzan achechalre honge dua me yaad allha apku apki puri family ko khush rakhe☺☺☺
@thespicesoflife67713 жыл бұрын
When and how to add potli ka masala can you please tell me
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Please follow the same recipe. gosht ka khorma banakey us mein daltey
@thespicesoflife67713 жыл бұрын
@@HyderabadiMomInDubai chicken khorma pakne ku aaye hab boil karke daaldu masala? Aur woh masale ki packet b rehti dekhiye silver potli masale me woh b daalu?
@ruhitabassum6609 ай бұрын
Can i use beef ?
@HyderabadiMomInDubai9 ай бұрын
Yes Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe to Hyderabadi Mom Vlogs and Saiz Fashion Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@sarakhan-en7vr4 жыл бұрын
Assalaamualekum mam wo dal poha n all itni dair soak karrna
@samiyanaaz77404 жыл бұрын
Walakumassalam Alhamdulilah hum theek hai Allah pak ke karam se..... Umeed hai aap bhi khariyat se hunge aunty
@rukhsanaparvin70184 жыл бұрын
Potli ka masala kab daalna aunty??
@deccanfood83864 жыл бұрын
nice
@ayeshafatima46794 жыл бұрын
Aslamkum aunty app acche batte bollte vy pakkate
@ayeshasultana26174 жыл бұрын
Asalamu alaikum 1 and half kg chicken ke liye kitna daliya aur kitna poha lena boliye plz
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam. same follow kaiyre aur us ke hisab se quantitiy divide karlijiye
@sameerhassan17374 жыл бұрын
Aslkm aunty yeh videos mai accha mazaq bhi kary aap #LOCKDOWN.. .. waisy shayad bachiyo ko faida hota ya nahi malm nahi per.. mai qatar mai hu aunty and aapky sary videos dektau n banatau.. hyderabad ki yad ni aati aapki video dekky salan ya jo bhi banany k baad.... Allah tala aapki har vo nek hajat poori kary aur apko sahet aur hifzoaman mai rakhy jazak allah aunty. Qayal rakhiye duao ki guzarish.
@syedatasmiya7464 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty agar daliya ki jagah wheat flour (atta) le sakte kya?? please batayiye
@ShadesOfTabassum4 жыл бұрын
No...oats bhi le sakte
@saimohinidoulapalli9453 жыл бұрын
How many days store this recipe
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
5-6 days Freez kar ke rakhiye. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@habeebaali12954 жыл бұрын
Assalamualaikum aunti khiriyath se hai aap aunti aap ka bhot bhot bhot bhot shukriya haleem ka leya aur aap ke dua Allah khubal Kara ameen suma ameen 💕thank you so so so so much 😎may agar bani to aap ko zaroor comment karong Allah Hafiz
@supernaz114 жыл бұрын
Assalamalaikum aunty..ap dubai main kaha rehte? main bur dubai main rehti hon
@pardahnasheensanober69964 жыл бұрын
or mujhe ye puchna tha ...potli ka masala daale toh jo aap garam masale daale wo bhi daalna potli k masalo ke saath ya nhi ?
@nazmeenshazia94474 жыл бұрын
ASAK auntyji...iss mein pootli Ka masala Nahi lag tha kya
@ayeshamahveen65784 жыл бұрын
Aslkm mam, Mam matton haleem Ka eassy tarika batiya please
@sariaahmed13234 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty Aameen.I was waiting for this chicken daleem recipe but aunty jo apne mutton ki batai thi mujhe woh color texture chahiye chicken mein bhi.maine jb try ki ya aisa hi badami color hua.Apse ek or request thi Mysore bonda banaiye ga kabhi w woh mujhse flat hojate hain round nahi bante hain
@user.0912_4 жыл бұрын
Maida, add curd, salt and soda a pinch add green chili zeera and dania mix it and keep for 10 min, heat oil, the oil should be very hot then put bonda ul get soft
@sabahassan93774 жыл бұрын
Assamualaekum Aunty ji Allah aapkae sarae paraeshaani duur karae...aameen. Maine aapkae sarae recipes try kari aur har salan aacha bana.My aapki wajhae sae aab aachi cook banchuki hoon.sara credit aapku jata.jazak allah khairan kaseera.
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam Beta. Jazak Allah. Ameen
@syedbaquarshirazi25534 жыл бұрын
Anty aap haleem me kawab chini nai dale
@syedbaquarshirazi25534 жыл бұрын
Kaiko
@belindasuares91273 жыл бұрын
Measurements of rice dal poha in grams please.....
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Rice 100 Gram and poha 50 gram
@belindasuares91273 жыл бұрын
Thanks mam
@Mohdsajid-vq1ic4 жыл бұрын
Aasalamu aleikum
@ayeshasiddikha24084 жыл бұрын
As salaamu alaikum aunty,balni kya hoti Aunty batayen plz....