Bhai ek sawal hai maslake aala hazrat aur maslake tajushariya alag alag hai ya ek hi hai.🤔🤔
@abdulsamadkhan14113 жыл бұрын
@@hasanmian1455 ik hi maslak hai bhai... .
@Asad_Rangrezz3 жыл бұрын
@@hasanmian1455 Maslak to Asal me Ahle sunnat wa Jama't hi hai Pehchan ke liye maslak e Ala hazrat maslak e Raza maslak e tajushariya kaha Jata hai....!
@hasanmian14553 жыл бұрын
@@iwantpeace4196 aap rahil bhai se debate kren phone per
@mohammadtokeerkhan2 жыл бұрын
@@iwantpeace4196 To Hum Thodi Na Bol Rahy Hai Ke Unko Jate Tor Se Tha Wo Allah Ke Taraf Se Hai
@TalibHasanOfficial862 жыл бұрын
Waaah bhai bahut khub
@parvezshaikh45813 жыл бұрын
Masha Allah Bhot khub... As usual... Jazaak Allah Khair
@exposedbarelwiyat.23762 жыл бұрын
Assalamu alaikum RasuLon Ko ILm gaib Surah AaLe Imraan Aayat Number 279 kzbin.info/www/bejne/gni8m6eGhZmIpKs kzbin.info/www/bejne/gni8m6eGhZmIpKs Please Watch & subscribe,,
@@sameeruddin.891 Allah t'ala Aapko salamat rakhe Aameen
@sameeruddin.8913 жыл бұрын
@@Asad_Rangrezz Assalaamu Alaikum Warahmatullahi Taala Wabarakaatuhu Bhai 😊😊, Ji Aapka Bohat Bohat Shukriya Bhai 🙏🙏🌹❤✌✌👍👍😊😊, 🤲 JazakAllah Khair 🤲, Same To You Bhai, 🤲 Aameen Summa Aameen 🤲, 🤲 Aameen Ya Rabbal Aalameen 🤲.
@DANGER_LADKA16176 ай бұрын
Rahil bhai bht bura fasaya rehan ko😂
@abdulrababdulrab95833 жыл бұрын
Masala ke ala Hazrat zindabad
@imamhusenbijapur56813 жыл бұрын
Baba hai ya baby 😂😂😂😂😂waah 👍kya baat hai rahil bhai badiya tarike se dhoya is bhagode ko 😂😂😂😂
@nafishahamad49293 жыл бұрын
Masha allah maslake aala hazrat zindabad bahut khoob rahil bhai
@cyberpirates25123 жыл бұрын
Rahil bhai karrey 🔥
@aqibasif9771 Жыл бұрын
Sahil khan allah pak apko salamat rakhe Hazrat aap awaz bohat pyari hain
@sheikhhilalsiddiqui62793 жыл бұрын
💐
@Fiday_E_Huzur_Gulzar_E_millat3 жыл бұрын
مسلک اعلیٰ حضرت زنداباد
@muhammadamoodi2233 жыл бұрын
Very good
@marsabt33503 жыл бұрын
Masha Allah rahil bhai 👍
@molananoushadraza7 ай бұрын
Maulana Naushad Raza China
@sskapoor46613 жыл бұрын
Mashallah rahil bhai bohot khub
@WASIMKHAN-ok2sf3 жыл бұрын
Rahil Bhai aps koi nh jeet skta👍👍👍.. Ku ki ap hmesha hq p bolte ho aur daleel k Sth bolte ho.. 👍👍👍😍😍
@iwantpeace41963 жыл бұрын
*Rasoolallah ﷺ ko ilme ghaib nahi hai* *Sirf Rasoolallah ﷺ ilme ghaib bataya karte te jitna allah ne unko wahi ke zariya se bataya hai* *ALLAH K SIWA KISI KO ILME GHAIB NAHI* *zindagi me ek bar to quran aur hadees khol kar padliya karo sach kya hai path chalega* SURAH AL ANAAM no 6 Ayath no 50 aap keh dijiye k na to main tum se yeh kehta hu k mere pass allah k khazane hai aur *na mai ghaib janta* hu aur na main tumse ye kehat hu k mai farishta hu mai to sirf *jo kuch mere pass wahee aati hai uska ittaba karta hu* SURAH AL ARAAF no 7 ayath no 188 aap farma dijiye k main *khud apni zaat h khaas k liye kisi nafe ka ikhtiyar nahi rakta aur na kisi zarar ka magar utna hi jitna allah ne chaha ho* aur *agar main ghaib ki baaten janta hota to main bohat se munafe hasil karleta* aur *koyi nuksan mujko na phonchta* main to mehaz darane wala aur basharat dene wala hu un logon ko jo iman rakte hai SURAH AL IMRAAN no 3 ayath no 44 *ye ghaib ki ghabron me se hai jiss hum teri taraf wahee se phonchate hai* SURAH AL ANAAM no 6 ayath 59 *allah tala hi k pass hai ghaib ki kunjiya inko koyi nahi janta ba juz allah k* SURAH AL ARAAF no 7 ayath no 187 ye log aap se *qayamath* k mutaliq sawal karte hai k iska waqoo kab hoga ? *aap farma dijiye k iska ilm mere rab hi k pass hai* SURAH YUNUS no 10 ayath no 20 aap farma dijiye k *ghaib ki khabar sirf allah ko hai* SURAH HOOD no 11 ayath no 49 *ye khabren ghaib ki khabron me se hai jin ki wahee hum aap ki taraf karte hai* SURAH YOUSUF no 12 ayath no 102 *ye ghaib ki khabron me se hai jiss ki ham aap ki taraf wahee kar rahe hai* SURAH AL NAML no 27 ayath no 65 *siwaye allah k koyi ghaib nahi janta* SURAH LUQMAN no 31 aytah no Be shak allah tala hi k pass qayamath ka ilm hai wahi barish nazil fermata hai aur maa k pet me jo hai use janta hai koyi nahi janta kal kiya karega ? na kisi ko ye malum hai k kiss zamin me marega allah tala hi poore ilm wala aur sahi khabon wala hai SURAH AL AHQAF no 46 ayath no 9 Aap keh dijiye k main koyi anokha payghambar to nahi na muje ye malum hai k mere sath aur tumare sath kya kiya jayega *main to sirf ussi ki perwi karta hu jo meri taraf wahee bheji jati hai* aur main to sirf alal elan aagah kar dene wala hu SURAH AL JINN no 72 ayath 26 *wo ghaib ko janne wala hai aur apne ghaib par kisi ko mutlaa nahi karta* SAHI BUKHARI hadees no 7380 Agar tummese koyi ye kehta hai k mahammad ﷺ apne rab ko dekha th wo galath kehta hai kyunki allah tala apne bareme khud kehta hai k nazar iskoi dekh nahi sakti aur *koyi ye kehta hai k nabi karim ﷺ ghaib jante the to wo galath kehta hai* kyunki allah tala khud kehta hai k ghaib k ilm allah k siwa aur kisiko nahi SAHI MUSLIM hadees no 439 aysha raziallah anha ne farmaya *jo shaks ye kehat hai k aap ﷺ is baat ki khabar de te hai k kal kya hoga to usne allah tala par bohath bada joot banda* kyunki allah tala fermata hai aap farma dijiye koyi ek b jo asman aur zamin me hai ghaib nahi janta siwa ye allah k SAHI BUKHARI hadees no 7379 nabi karim ﷺ ne farmaya ghaib k 5 khunziya hai jenhe allah k siwa aur koyi nahi janta, *allah k siwa aur koyi nahi janta k maa k pet me kya hai, allah k siwa aur kyi nahi janta k kal kya hoga, allah k siwa aur koyi nahi janta k barish kab ayegi, allah k siwa aur koyi nahi janta k kis jaga koyi marega aur allah siwa koyi nahi janta k qayamath kab nazil hogi* SAHI BUKHARI hadees no 4627 rasool allah ﷺ ne farmaya k ghaib k khazane 5 hai, jaisa k irshade bari hai, beshak allah hi ko qayamath ki khabar hai aur *wahi janta hai k rahma me kya hai aur koyi b nahi jansakta k wo kal kya amal karega aur na koyi ye jansakta k wo kis zamin par marega* beshak allah hi ilm wala hai, khabar rakne wala hai SAHI BUKHARI hadees no 4855 aysha raziallah anha ne kaha *jo shaks ye kehta hai rasoolallah ﷺ kal ki baat jante hai to wo joota hai* SAHI BUKHARI hadees no 1039 rasoolallah ﷺ ne farmaya k ghaib 5 kunziya hai allah tala k siwa koyi nahi janta, *kisiko nahi malum k kal kya hone wala hai koyi nahi janta k maa k pet me kya hai, kal kya karna hoga iska kisiko ilm nahi, na koyi a janta hai k ise mout kis jagha ayegi, aur na kisiko a malum k barish kab ayegi* SAHI BUKHARI hadees no 334, 3672 SAHI MUSLIM haees no 816 aysha raziallah anha ka haar gumgaya th to abu bakar raziallah anhu ne aysha raziallah anha par gussa huwe (thoda sochiye *rasoolallah ﷺ ko ilme ghaib th to haar ko kyu nahi dunda* yaha malum hota hai k rasoolah ﷺ ko ghaib ka ilm nahi hai ) SAHI BUKHARI hadees no 458 ek habshi mard ya habshi aourat masjide nabavi me jaadu diya karti tih ek din iska intekhal hogaya toh rasoolallah ﷺ ne iskeh mutaliq dariyaft farmaya , logo ne bataya keh wo toh intekhal kar gayi aap ﷺ ne is par farmaya keh tum ne muje kyu nahi bataya , fir aap ﷺ khabar par tashrif laye aur ispar namaz padih (thoda sochiye *rasoolallah ﷺ ko ilme ghaib th to wo habshi aourat ka intekhal ki gabar pata kyu nahi chali* yaha malum hota hai k rasoolah ﷺ ko ghaib ka ilm nahi hai) SAHI BUKHARI hadees no 4428 ayesh raziallah anha ne bayan kiya k nabi kari ﷺ apne marz wafath me farmate te k khaibar me (zahre alood ) luqma jo maine apne moo me rakliya th , uski taklif aaj b my mysus karta hu aisa malum hota hai k meri shehrag is zaher ki taklif se katzayigi (thoda sochiye *rasoolallah ﷺ ko ilme ghaib th to zaher ka iuqma kyu apne moo me rakhliya* yaha malum hota hai k rasoolah ﷺ ko ghaib ka ilm nahi hai ) SAHI BUKHARI hadees no 1300 *jab khariyon ki ek jamat shahid kardiya gaya to rasoolallah ﷺ ek mahina tak qunut padate rahe* , maine nabi karim ﷺ ko kabi nahi dekha k aap ﷺ un dinose ziyada kabi ghamgin rahe ho (thoda sochiye *rasoolallah ﷺ ko ilme ghaib th to khariyon ko shahid hone se kyu nahi bachaya* yaha malum hota hai k rasoolah ﷺ ko ghaib ka ilm nahi hai ) SAHI BUKHARI hadees no 3206 jab nabi karim ﷺ abar ka koyi aisa tukda dekte jis se barish ki umaid hoti to aap ﷺ kabi aage aye, kabi piche jate, kabi ghar k andar tashrif late, kabi bahar aajate aur chehra Mubarak k rang badal jath, lekin jab barish hone lagti to fir ye kaifiyat bakhi na rahti, ek martaba aysha raziallah anha ne iske mutaliq aap ﷺ se pucha, to aap ﷺ ne farmaya, mai nahi janta mumkin hai ye baadal b waisa hi ho jiske bareme qoum aadh ne kaha ta, jab unone baadal ko apne wadiyon k taraf ate dekha ta, akhir ayath tak (k un k liye rahmat ka baadal aya hai, halanke wo azab ka baadal th ) SAHI BUKHARI hadees no 1002 rasoolallah ﷺ ne sahaba me se 70 khariyonko mushrikin ki ek qoum me talim dene k liye behja th, mushrikin ne unko mardala (thoda sochiye *rasoolallah ﷺ ko ilme ghaib th to sahaba kyu behja* ) SUNNAN ABU DAWOOD hadees no 4512 *rasool allah ﷺ aur sahaba ko ek yahhodi aurath ne khane me zaher milakar khalaya aur ek sahaba ki mout ho gayi* aur rasool allah ﷺ ko mout k waqt zaher k taklifa huwa aur wafat hogayi (thoda sochiye rasoolallah ﷺ ko ilme ghaib th to sahaba ko mout se kyu nahi rokha aur rasoolalllah ﷺ apne mout ka waqt zaher ka taqlif kyu utaya ) SUNNAN IBNE MAJA hadees no 1897 ham ashura k din madine me te , ladkiya daff bajarahi ti aur gha rahi ti , fir ham rubay binte maaviz razi allah anha k pass gaye, unse a bayan kiya to unone kaha : nabi karim ﷺ meri shadi k din suba me aye, us waqt mere pass do ladkiya ghaa rahi ti, aur badar k din shahid hone wale apne aaba wo azdad ka zikr karrahi ti ghane me jo baate kahe rahi ti unme a baat bi ti , hamme mustakhbil ki khabar rakne wale nabi hai aap ﷺ ne farmaya aisa maat, kaho isliye k kal ki baat allah tala k ilawa koyi nahi janta (thoda sochiye rasoolallah ﷺ kal ki baat jante hai to rasoolah ﷺ us ladki ko kyu rokha ) SAHI BUKHARI hadees no 1059 ek dafa suraj gharhan huwa to nabi karim ﷺ bohath ghabrah kar ute is dar se k kahi qayamath na khayam hojaye , aap ﷺ masjid me aakar bohath hi lamba qayam , lamb rukhu aur lambe sajdo k sath namaz padi , maine kabi aap ﷺ ko istarah karte nahi dekha th app ﷺ namaz k baad farmaye k a nishaniya hai jine allah tala bhej th hai ye kisi ki mout hayath ki waje se nahi aati balke allah tala unke zariye apne bando ko darath hai isliye jab tum istarha ki koyi chiz dekho tho foran allah tala k zikr aur usse asthakfar k taraf lapko (thoda sochiye rasoolallah ﷺ ko ilme ghaib th to ghabrah kar kyu ute aur kyu dare) SAHI BUKHARI .6443.458.43.3962.2412.5226.2846.1336.7018.4141.4912.349.6999.4855.334.3672.3206.1059.458.6443.1466.2432.2576.1568.3044.5155.2617.5537.3962.2586.2647.5210.3349.7220.53.1243.7018.5884.1342.2846.2412 SAHI MUSLIM 2215.1834.4662.6153.6198.6243.415.426.439.816.1545.1834.2085.2117.2215.2305.2318.3494.2476 .2491.2931.3308.5035.4662.4177.3606.3546.3494.7201.3227.6257.6243.6198.6153 SUNNAN IBNE MAJA 4238.1399.3891 SUNNAN NASAI 5050 ABU DAWOOD 4508.4671 SURAH ASH SHURA no 42 ayath no 52 SURAH AL QASAS no 28 ayath 86 SURAH AL RAAD no 13 ayath no 16 SURAH YOUSUF no 12 ayath no 3
@khaddodinkaji90856 ай бұрын
suban Allah ya rasool Allah ❤❤❤Mustafa Jane rahemt pe lakho Salam ❤❤mere Raza Sunni ki Jan hai ❤❤❤❤❤❤❤
@MATHSPRO-fe7fb3 жыл бұрын
Rahil bhai love u bhai mere......💕💕💕💕
@yasmeenansari84863 жыл бұрын
Ma'Sah Allah
@samirarif80arif273 жыл бұрын
Subhan Allah rahilbhai
@saddamhussian763 жыл бұрын
Faizan e ghause azam ba zariye alahazrat se mila hai apko rahil bhai ❤️ alhamdulillah bohut umda
@learnwithanika85033 жыл бұрын
Masha Allah Rahil Bhai❤️❤️❤️❤️❤️
@sanayaisolai20913 жыл бұрын
Humari Rahil Khan vai bilkul sahi kaha aur misal bhi khud diya deubandiat se aur wo logon hidayat to khuch nahi. Us logon ki akal kaha hai. Wo log ne Rasulallah sallallahu alayhi wasallam ko apni ulamai kiram niche rakhana chahta. Subhanallah subhanallah Maslke Allaa Hazrat huq ahle sunnat wal jamaat hey subhanalah subhanalah
@shahidahmad45063 жыл бұрын
Baqi guftugu behtareen he.
@sabastianboxer71043 жыл бұрын
❤️💐❤️💐❤️💐❤️💐❤️
@ahmedsohail89912 жыл бұрын
السلام علیکم آپ کو سہیل کی طرف سے
@mohdhasnainrazaqadri32983 жыл бұрын
Mashallah Bhai ap ko Allah ap ko apne habeeb ke sadke me our ilma aata farmaye aise hi wahabiyo ki suchai ko samne lany ka jajba de . Maslake alahzrat zindabad. Allah ap ko salmt rakhe heefzo aaman me rakhy .
@ASRazviNetwork3 жыл бұрын
🖤🖤🖤
@allinformationonirsad7736 Жыл бұрын
धो डाला देव के बंदर को😅😅😅
@officialfaizuuu3479 Жыл бұрын
❤
@faxil563 жыл бұрын
Rahil bhai Allah aap ko sehat aur ilm de kin jahilon ko sudaharna padhta hay ap ko... shame for devbandis having such foolish peoples in them as Munazir....