Shukriya. Apne hamre knowledge me or ijafa kiyaaaa..im sunni hanfi molai h..Alhamdulillah
@GaziFerozLulu1102 жыл бұрын
Islam zindabad 🇮🇷 Nara Takbir Allah uh Akbar 🇮🇷 Nara Risalat Ya Rasulullah 🇮🇷 Nara Hyderi Ya Ali Madat haq hay 🇮🇷
@syedfaizanrizvi7998 Жыл бұрын
salam ho bhai ap per 🙏🏻 *Hzrt ABu Lulu feroz(RaziAllahu Anhu)* ❤️🥀🏳️
@AliAbbas-vk4io2 жыл бұрын
Beautiful by Mufti sahib we Sunnis are proud of his efforts.
@AliAbbas-vk4io2 жыл бұрын
@justinsaaf8824 O bai pehli baat ye hai ke Syeda e Kainat (SA) bilkul qatal nahi huwe ye jhoot he aur isnaad check kare dono ahlesunnat aur ahle tashee kutub ki, istra ka waqia nahi huwa ghar nahi jalaya geya ha sirf talkh kalami huwi thi hazrat zubair ra ki taraf jo unke ghar me maujood te baqi ap sabit to kare
@AliAbbas-vk4io2 жыл бұрын
@justinsaaf8824 Mufti sahib rafizi nahi he hamare ahlesunnat hai aur doosri baat mufti sahib ne is mauzoo par baat hi nahi ki ab tak ke ghar jalaya geya aur syeda e fatima SA ko qatal kardiya geya
@r.john63882 жыл бұрын
@@AliAbbas-vk4io aapko Hasan Allahyari ko bhi sunna chahiye wo bhi engineer ki tarah reference deta hai
@Anarchist3692 жыл бұрын
@@r.john6388 allayari ek number ka chutiya hai🤣
@AbdulAziz-yd8er2 жыл бұрын
Khuda gawah hay Nasbion aur Rafzion ne Deen ko Mazak bana kar bare bare jhoot bolkar Deen ka Bera gharaq karne ki bohat koshishen ki hain lekin Alhamdulillah Allah ne Nabi Kareem s.a.w ko jo Deen ata farmaya hay tou khud hi is ki hifazat ki zimmedari bhi li hay. Aur Alhamdulillah Mufti Hamdard kahin se bhi Rafizi nahi hain. Rafizi ke maeni khud Hamdard sahab ke mutabiq Ahl e Bait ko chorne waale ke hain. Ahl e Bait ko har dor me Akela chora gaya siwae 72 log a.s.
@syedabbas77392 жыл бұрын
Now nasibi will only come to comment and become jealous 😂😂😂 ya Ali proud to be lover of Maula Ali baad e khuda baad e Nabi sabse afzal mere Maula Ali but nasibi people will come here to only become jealous and cry and try to prove a false point 😇
@urulesimpy142 жыл бұрын
Hahaha correct 😂😂😂
@philipmcgregor62312 жыл бұрын
Jazak Allah Khair
@zarinezaidi42362 жыл бұрын
Researcher kahtay hain perha hai mufti fazal humdard ko. KHUDA JIS KO CHAHTA HAI HEDAYET DEYTA HAI JIS KO CHAHTA HAI HEDAYET NAHE DEYTA HISTORY GAWAH HAI KHUDA HEDAYET SIRF hedayet uss he un he ko deyta hai jo uss kay or uss kay deen key rah mai research karta hai impartial ho kar. Dunya mai hz ibraheem say lay kar lachon logoom nay jo shajraey khabessa say thay mukhtalif nabyoun kay zamanay mai deen ey ilahi qobool keya sirf sheikheen he nay prophet kay zamanay kay baad mai inn logoon nay hukomat key munzarray aam per aagaey.. i n logoon nay burhapay mai uss he zsmanay mai deen qobool keya tha. Tu ye baqi adhabs key tarhan or hum logoon key tathan musalman thay or inn key jannat ye douzakh inn kay aamal perunhasir hai. Hum khud apnay ahlo aayal kay leyye dua kartay inn kay leyye bhi . Ab ye alherat mai raz kohlay ga kon jaanati kon jahenami houga.
@syedsaadshah724262 жыл бұрын
Ali Haq Ali Moula Ali
@Imrankhan-vg7kg2 жыл бұрын
ہاہا اسکو بولو شہزاد بھاٸ کو اپنے پروگرام میں کیوں نھی بلاتا اگر یہ مرد کا بچہ ہے تو بلاۓ
@muhammaddanish43458 ай бұрын
Salam Salam sahaba kram ❤❤
@farhanahmedkhan36882 жыл бұрын
Sadi ma aik hi paida hota hai mufti fazal sb jasa Banda Allah hifazat karay ap ki
@waheedahmed29892 жыл бұрын
پیاری اور سچی باتیں
@sahaikhnuren1932 жыл бұрын
Mufti sahab plish aap btayena ke hindustan ke rajistan sher main grin navaj ki dargah sarif hai kya ye ahlebait ke gharane se hai yhan sab yhi bolte hai ke nbi ke gharane ke hai plish vjahat farma den
@hasanakhtar76052 жыл бұрын
@@sahaikhnuren193 hnn Syed hain wo
@sz.1102 жыл бұрын
" *Agar Maine Zindaghi Ke Woh 2 Saal Imam e Jafar e Sadiq(as) Ki Khidmat Mein Na Guzaare Hote Toh Mai Halaak Ho Jata* "
@Anarchist3692 жыл бұрын
سیدنا علی رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ انہوں نے جنگ جمل کے روز فرمایا: رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے امارت (خلافت) کے بارے میں ہم سے کچھ نہیں فرمایا، بلکہ یہ ایسا معاملہ ہے جسے ہم نے یعنی امت نے اپنے اجتہاد سے اختیار کیا اور سیدنا ابو بکر رضی اللہ عنہ کو خلفیہ منتخب کر لیا گیا، ان پر اللہ کی رحمت ہوـ، انہو ں نے اپنی ذمہ داری کو خوب نبھایا، ان کے بعد سیدنا عمر رضی اللہ عنہ کو خلیفہ منتخب کر لیا گیا، انہوں نے بھی اپنی ذمہ داری کو اس قد رعمدگی سے ادا کیا کہ روئے زمین پر اسلام کا بول بالا ہوگیا۔ *Musnad Ahamd Hadith 12019*
@syedabbas77392 жыл бұрын
@@Anarchist369 please stop calling Abu bakr Syed... Meaning of Syed are directly from lineage of Imam Ali and Rasool Allah, Abu bakr is not a Syed, neither is his daughter... Because Syed are title and are people accepted from lineage of Rasool Allah and Imam Ali... It's a insult to Rasool Allah to make people have that title which they do not deserve. Meaning of Syed is below: Sayyid meaning 'sir', 'Lord', 'Master' is a surname of people descending from the Islamic prophet Muhammad through his grandsons, Hasan ibn Ali and Husayn ibn Ali, sons of Muhammad's daughter Fatima and his cousin and son-in-law Ali (Ali ibn Abi Talib). So makes no sense for you to forcefully imply a title to the first 3 khalifa when they don't deserve it?
@syedabbas77392 жыл бұрын
@Just Insaaf haan jii AHL e Bayt se mohobat krne k liye Muslim hona zaruri nhi h na Shia hona, bs insaniyat hona zaruri hai aur dil chiye... Imam Muhammad baqar (as) said: "there are those who will love us the AHL e Bayt even if we cut them into pieces and there are those who will hate us even if we give them something sweeter than honey." Meaning agar insaniyat hai nahi toh Imam Hussain ki kurbani no one will understand, unki kurbani Aur AHL e Bayt ki kurbani k liye insan hona zaruri hai with a heart.
@syedabbas77392 жыл бұрын
@truth lover Qur'an me likha hai mai kuch bhi nahi magta except love for my family... Aur jaha gyi baat Shia ki Qur'an me likha hai Ibrahim shia thy nuh k, iska matlab Rasool Allah Shia thy Ibrahim k kyuki he was follower of Ibrahim and brought the message of Ibrahim, Ali iska matlab Rasool Allah k shia thy aur Ali k followers kya hue? Brought
@syedabbas77392 жыл бұрын
@truth lover aur stop calling Umar Syed... Is He descendant of Rasool Allah or Imam Ali? Yes or no? That's a direct insult to Rasool Allah to forcefully imply a title to someone when they are not...
@mohdhasan53452 жыл бұрын
Truthfully speech mashaallah
@yawanono...28452 жыл бұрын
Masha Allah ❤️❤️❤️
@mohdlaraib59212 жыл бұрын
Please ek request h aap se ki aap janabe fatima zehra ( S.A) ki shahadat ka waqiya bayan Karen please...
@waqasayub50482 жыл бұрын
Mufti sb khul kr samany ni ana chahtay. Mufti sb chahtay hain k shia aur sunni donon un ki videos dekhen.
@mohdlaraib59212 жыл бұрын
@@waqasayub5048 👍
@sadaqathussainshah6203 Жыл бұрын
Mufti sahib ko Thora SA waqt deh. Abbi bohat se log haq per Hain gay. Juldy na kuran.
@its_skkhan2 жыл бұрын
You make very good videos, you have good information ❤️
@dehqanidanish6252 жыл бұрын
Mashaallah Allah salamat rakhe hamesha... JeOoo Mufti Sahab
@zahidasekkeh13232 жыл бұрын
Allah aap ki ilm me izafa kare 👌
@ashiramin31122 жыл бұрын
Excellent work Mufti sahab
@ZeewaqarHusnain-ny1uz2 жыл бұрын
Thanks for your contribution today. You really went above and beyond! I just want you to know that your commitment for the ultimate truth and your willingness to step up and do what needs to be done - even if it falls outside of your comfort zone - doesn't go unnoticed. You are a famous man now. Hundreds watch you now and look very minutely to every single piece of information you provide.
@bashirahmad82612 жыл бұрын
ماشاءاللہ، الحَمْدُ ِلله، سبحان الله، جزاك اللهُ، آمین
@gunjilebachammo34692 жыл бұрын
Mashallah beshak allah apko kosh rakk i mollana Mufti sab 💯💯🙌
@Anarchist3692 жыл бұрын
قیس خارفی کہتے ہیں: میں نے سیدنا علی رضی اللہ عنہ کو اس ممبر پر یہ کہتے ہوئے سنا: سب سے پہلے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم دنیا سے تشریف لے گئے، آپ کے بعد سیدنا ابو بکر رضی اللہ عنہ نے امت کو نمازیں پڑھائیں، تیسرے نمبر پر سیدنا عمر رضی اللہ عنہ تشریف لائے،ان کے بعد تو ہمیں فتنوں اور آزمائشوںنے آلیا، پھر وہی ہوا، جو اللہ تعالیٰ کو منظور تھا۔ ایک روایت میں ہے: اللہ جس کو چاہے گا، معاف کر دے گا۔ *Musnad Ahmad Hadith 12021*
@AltafAli-bg5en2 жыл бұрын
Mashallah labaik sukriya
@aghasyed34709 ай бұрын
Jazak Allah
@msp14362 жыл бұрын
ماشاءاللّٰه زندہ باد
@syedzaidi3122 жыл бұрын
Thank you for making this well informed video. I have learned lots of new information about imam Hanifa that I didn’t know. May Allah swt gives you strength to keep producing more videos like this so our miss understandings that we have about our other brothers in Islam can clarify.
@poonatraders96992 жыл бұрын
Mashallah shubhan allah Maula panjatan aap ko salamat rahe Ameen ya rabbul aalmeen
@asadabbas57392 жыл бұрын
mashallah allah apko lambi Zindagi dain or Sehat de or mola ali k sadky me bht c khushiyan dain.and mera ik sawal h k Quran ki tilawat so thy v laga kr so sakty hain kia
@mehwishnaz49502 жыл бұрын
Allah apko is ibadat ka ajar ata karingy ..Ahl e bayat sy aqeedat or un k haq k lye bolna neyk nasab or azeem logo k hi shayan e shan hai .. stay blessed 🤗
@nasirraza45592 жыл бұрын
Good 👍 ap ki azmat ko Salam ho mufti sab
@manshahussain6105 Жыл бұрын
Mashallah zaberdast
@TalibGoshani2 жыл бұрын
ماشااللہ مفتی صاحب اللہ آپ کو سلامت رکھیں اور بنی امویوں کی شر سے محفوظ رکھیں۔
@idealwoman70092 жыл бұрын
Salam mere bhaii . Buht he dul ki bat hy .hum aam se log hn . Humen kese pata chaly . Mola humare madad farma .ameen 🤲
@razaabbas13622 жыл бұрын
Subhaan Allah, bahut. Sari jankari abhi pata chali hai
@rizwanashah25332 жыл бұрын
JAZAKALLAH
@nasiransari8302 жыл бұрын
Mashaallah mufthi sahab Allah 🤲🤲 salamat rakhe
@AnrKing49 Жыл бұрын
MashaAllah Zabardast Mufti Sahab ❤️
@TheGreenfrog1402 жыл бұрын
Mujhe aap ke baate bohut pasand aaye hai.. Mashallah
@honeyshaikh83662 жыл бұрын
ماشاء اللہ بہت خوب
@zeeshanrasoolkhan29532 жыл бұрын
Zindabad ! Allah salamat rakhey. Imam e Aezam (R a) pay Lakhon Salaam
@razahussain2328 Жыл бұрын
Mashaallah mufti sahib zindabad we sunnis are proud of you for getting the real truth and haq out/no sunnis mulas had b-‐- -s to say the truth and haq like you ;thats why alot of sunnis mulas are jealous of you may Allah bless you
@RoohaniShifaCenter Жыл бұрын
Masha Allah
@saiyedhasanraza5883 Жыл бұрын
Jazakallah
@khizaryt4342 жыл бұрын
Ap hameshan haq ka sath detay hain ہمیشہ حق کا ساتھ دیا کرو نہیں تو قبرستان بھرے پڑے ہیں ان لوگوں سے جنہوں نے حق کا ساتھ اس لیے نہیں دیا کہ کیہں مارے نہ جائیں (حضرت علی علیہ السّلام)
@zulfikarshroff28922 жыл бұрын
Mufti saheb excellent presented history
@waqarhussain21792 жыл бұрын
بیشک۔ میں نے خود پڑھا ہے۔
@pawinda2372 жыл бұрын
The govt of Zia ul haq hid/censored all the religious books, including Sahi bukhari, Sahi Muslim, Khilafat Mulukiat, Al Farooq, etc
@worldshorts3842 жыл бұрын
Mashallah bhai you are great
@mohdlaraib59212 жыл бұрын
Please mufti sahab mola abbas a.s ke fazaeel bayan aur janabe hur a.s ke please
@safhuss1298 Жыл бұрын
MashaAllah- keep up the good work !!
@SyedTaimoorAliRizvi2 жыл бұрын
MashaAllah 🌟
@syedfaizanrizvi7998 Жыл бұрын
*Kya (Imam Hzrt ABu Hanifa) mukmmal (AHLE BAIT(as)❤️ ke sath the,, kya unke hi Sunnat o Hukm pe chalte the* ??
@muhammadali82892 жыл бұрын
Kia Imam Abu Hanifa Hazrt Abubakar Hazrat Umar, Hazrat.Usman ki Khilafat ko.Jaiz samjhta tha?
@muhammadali82892 жыл бұрын
Agar jurrat ho tou zaroor jawab dana.
@NajafAbbas29292 жыл бұрын
Informating video
@MuntaqimeZahra2 жыл бұрын
is se ye wazih sabit hota hai ke hanafi name ki cheez hy hi ni..ye jo ahlebait ko chor ke ahle sunnat ke imam bnaye gye hain. ye sirf ek chaal thi ta ke log Ahlebait ki imamat ko chor ker idher lg jayen. hakumton ne ye kia ke ahle sunnat ke 4 imam bna ker apne qawaneen daal dye. fiqah ka ilzam sara in per agya ke inho ne apni fiqah bna li.
@Mzaid-fv5xy2 жыл бұрын
Mufti sahib ap bohat muqaddas work kar rahy hain yaqeenan Musalmanon ki wahdat main hi musalmanon ki muashi, akhlaki aur dunia main hukamrani ki taqat makhfi hai kash ap ki baton ko log samajh Jain
@zaheerhussain25882 жыл бұрын
اللہ تعالیٰ تمہاری حفاظت کرے۔۔۔۔۔
@WaqarAli-jk9jc2 жыл бұрын
Apki baat se Shia hazrat bohot khush hen wo imam Abu Hneefa ko apne jesa samajhte rahe hen .
@syedfaizanrizvi7998 Жыл бұрын
*Mufti sb,, Apse Guzarish hai ki "Sunni Ahadees & SHiA Ahadees" kaha milegi,, kya Google pe mil skti hai* ?
@lallhussainshah34052 жыл бұрын
Excellent mufti sb good info
@Drilyaskoroto93022 жыл бұрын
*الله پاک آپ کی جان ، مال ، ایمان، اعمال ، عزت ، آبرو ، روزی ، كمائی ، رزق ، علم ، عمل ، گھر ، کاروبار ، دسترخوان ، اولاد ، زندگی ، خوشیوں ، عبادات ، تقوی ، اخلاص ، اخلاق ، سادگی ، عاجزی ، انکساری اور عمر میں برکتیں ، رحمتیں ، وسعتیں ، رفعتیں اور عروج و بلندیاں اور ائمہ اہلبیت علیہ السلام کے دفاع کرتے رہنے کی توفیق عطاء فرما ! آمین یا رب العالمین**
@danishwarsi53002 жыл бұрын
Salaam Mufti Saheb ek recording is masle pr bhi banaye ki Jo ahle sunnat Wal jamaat ke olema kahte firte hai ki imam Abu hanifa رحمۃ اللّٰہ علیہ ne yazeed ke kufr par khamoshi akhtiyar ki hai Is par bhi Roshni daliye or Haq ko Aya kariye Allaah aapko Salamat rakhe
@shujathussain38472 жыл бұрын
جزاك الله
@hafeezmamen87152 жыл бұрын
Ya Allah Ya Muhammad Ya Ali
@dozmaar8965 Жыл бұрын
Sallam bhai Mukhtar saqafi ke bary main details video bana ho
@MuntaqimeZahra2 жыл бұрын
Hazrat Abu Hanifa Ahlebait a.s ke itna pyare dost the mgr Aaj ahle sunnat Hazrat Zaid a.s aur Imam Sajjad a.s ka zikr tu door ki baat Imam Jaffar sadiq a.s ka zikr hi apni mehflon me ni krte
@AhsanAli-db1ym2 жыл бұрын
Mashallah 🥰
@Adnancheema9202 жыл бұрын
Allah salamat rkhy
@noorkhushk4761 Жыл бұрын
Beshak🙌🙌🚩🏴❤️❤️😘😘
@syedhaider45722 жыл бұрын
4:22 Hazrat zaid ibn ali a.s hazrat muhummad al bakir a.s ka choti bhai tha
@MuftiFazalHamdard2 жыл бұрын
جزاکم اللہ بالکل امام محمد الباقر ع امام زید کے بڑے بھائی تھے
@syedhaider45722 жыл бұрын
@@MuftiFazalHamdard gee mola salam rakha apko❤️
@davidkiller71052 жыл бұрын
@@MuftiFazalHamdard Mufti sahab mere aap se kuch swalat hain. Pehla ye ke ye hadees sahi ha ke jis se Hazrat fatima S.A naraz us se Rasool S.A.W.S naraz or jis se Rasool S.A.W.S. naraz us se khuda naraz tou jis se khua naraz wo jannati kese ho skta ha? Dusra Sawal ye ke jinhon ne Bibi Fatima S.A ka haq khaaya jb wo jannati ho skte hain tou aaj kl ke jo hukumatain logon ka haq kha rahi hain un ka bhi koi gunah nhi? Teesra sawal ye ke aap ne farmaya ke Bibi Fatima S.A Hazrat Abu Bakar se naraz thi or ye hadees shia or sunni dono ke yahan hai ke jis ne apne waqt ke imam ko nhi pehchana wo jahalat ki mout mara tou mera sawal ye ha ke jb Bibi Fatima S.A Hazrat Abu Bakar se naraz thi tou Ahl e Sunnat ke nazdeek Nauzubillah unhon ne apne waqt ke imam ya khalifa ko nhi pehchana or Nauzubillah Nauzubillah jahannumi hoi. Ab yahan 2 raaste hain ke ya tou aap nauzubillah Hazrat fatima S.A ( Khatoon e Jannat ) ko jahannumi kahen ya phir ye maane ke jo mimber pr baithe the wo imam or khalifa nhi the? Plz reply.
@sanamukashi5241 Жыл бұрын
Allha apko lambi umar de
@samiaehtisham97862 жыл бұрын
MashaAllah
@FaisalAli-dk1cd2 жыл бұрын
اللّه پاک آپکو ہمیشہ خوش رکھے آمین
@noorkhushk4761 Жыл бұрын
Right bro
@muhammadhanif61462 жыл бұрын
والسلام علی السابقین الاولین من الانصار والمہاجرین ومن الاتبعھم باحسان الی یوم الدین اجمعین برحمتک یا ارحم الراحمین۔۔۔اس طرح کا اختمامیہ ھو۔اور ابتدا میں بھی۔۔۔سنی صرف اصحابہ اجمعین
@DarveshVlogs092 жыл бұрын
Mufti sahib Ayam e Fatimiyia hai kuch roshni dalay zara inn ayaam pay b 3rd Jumat ul Sani
@qamarabbas55532 жыл бұрын
Always love u brother
@Anarchist3692 жыл бұрын
سیدنا علی رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ انہوں نے جنگ جمل کے روز فرمایا: رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے امارت (خلافت) کے بارے میں ہم سے کچھ نہیں فرمایا، بلکہ یہ ایسا معاملہ ہے جسے ہم نے یعنی امت نے اپنے اجتہاد سے اختیار کیا اور سیدنا ابو بکر رضی اللہ عنہ کو خلفیہ منتخب کر لیا گیا، ان پر اللہ کی رحمت ہوـ، انہو ں نے اپنی ذمہ داری کو خوب نبھایا، ان کے بعد سیدنا عمر رضی اللہ عنہ کو خلیفہ منتخب کر لیا گیا، انہوں نے بھی اپنی ذمہ داری کو اس قد رعمدگی سے ادا کیا کہ روئے زمین پر اسلام کا بول بالا ہوگیا۔ *Musnad Ahmad Hadith 12019*
@zeeshansarfraz69512 жыл бұрын
All pious and Holy persons are requested to please pray that Allah remove mine mother Ki Takleef ko dur karke give her Shifa e Kamila o Ajela ata fr mayn Ameen
@sherahmed66392 жыл бұрын
جزاک اللہ مفتی صاحب، مولانا اسحاق، مولانا طارق جمیل کے بعد آپ واحد مفتی ہیں ہیں جو کہ اھل بیت علیہ اسلام کی شان میں سچ بیان کرنے سے نہیں ڈرتے ہیں ۔ اللہ تعالی آپکی حفاظت فرمایں ۔
@voiceofbaltistan2 жыл бұрын
Mashaallah
@roadtripshahg55352 жыл бұрын
اسلام علیکم جناب سلامت رہیں کیا ہم نماز کی نیت میں نماز پڑتا ہوں درست کہتے ہیں اور کیا قرآن مجید میں صلات کا حکم ہے تو کیا ہم صلات بھی کہہ سکتے ہیں جیسے دو رکعت صلات ادا کرتا ہوں درست ہو گا جواب سے مستفید کریں دعاگو
@waqarhussain21792 жыл бұрын
ایک دفعہ امام باقر علیہ السلام۔جو امام جعفر صادق علیہ السلام کے والد تھے۔ سے ملنے گے تو امام ابو حنیفہ نے عرض کی میں آپکا احترام ایسے کرنا چاہتا ہوں جیسے صحابہ کرام حضور پاک صلی اللہ علیہ وآل وسلم کا احترام کرتے تھے۔
@UmairHusayn Жыл бұрын
Ahl al-Bayt ع
@sayedsikandar7039 Жыл бұрын
Imam Abu Hanifa ka details bataye ye kis khadan se they aur inke walid ka naam keya tha
@Unknown-xk6jn2 жыл бұрын
iMam abu hanifa k jo Imam jaffir sadiq A.s k sath jo munazrey hainwo kia hain? In k barey mn ap ka kia kehna hae
@AbbasGhazi-sf1fx2 жыл бұрын
aao sab Ali Ali kare...
@MS-Hussain2 жыл бұрын
Ek tasbeeh de dun??
@MS-Hussain2 жыл бұрын
Wazifa: Daily 1000 baar ya Ali, 1000 ya Hussain, 1000 ya Hasan, 1000 ya Fatima. 7 din me Chamatkar dekhoge ☺️
@amjadali70202 жыл бұрын
@MS Hussain my brother please recite 1000 times Ya Muhammad (SAWW) also along with Ya Ali (AS), Ya Fatima (AS), Ya Hasan (AS) and Ya Hussain (AS)
@MS-Hussain2 жыл бұрын
@@amjadali7020 I will recite 1000 times durood instead. Tumhare liye double hai. Tum sab 2000 padho, subah sham 1000, 1000
@sahaikhnuren1932 жыл бұрын
@@MS-Hussain bhai ayese hasi na udaye plis be adbi na karo ahle bait ki
@muhammadfahad83292 жыл бұрын
proud to be a ahlesunnat hanafi imam abu hanifa ne kis tarah powerful governments ky time me reh kr bi ahlebait ka sath dia ye unki wisdom ti isi waja sy Allah ne unki fiqh sb sy ziada hai mera mufti sahab sawal hai hanafi fiqh me hath bandhna namaz me jo hai ye hazrat wail bin hujr or imam zaid sy lia hai qunky ajky zaidi shia bi hath bandth kr namaz partay same hanifi ky??
@salama45392 жыл бұрын
Syed Abdullah Shah ghazi clifton karachi is son of Nafs e zakia as in pr drood o salam beshimar
@ZubairAli-nd8hs2 жыл бұрын
Mufti FazaL hamdaed Sahb Pleez Moula Ali AS Ka Batioon Per Ek Video Banoo Pllzzz
@ayush2823 Жыл бұрын
Mola Ali ❤️ Imam Abu Hanifa ❤️
@differentpoint52002 жыл бұрын
ہم کب سے کہتے آرہے کہ فضول ہمدردبھی شیعہ ہے مگرآپ مانتے نہیں ہے
@sobiabatool43472 жыл бұрын
👏👏👏👏👏👏👏
@syedkashif54492 жыл бұрын
Subhan Allah beshak Salam ya Ameerul momenin Ali ebny abi talib as chaman chaman gali gali Ali Ali Ali Ali Ali serty mustakeem or deeny Islaam ka naam h Ali ebny abi talib as
@pzmaqsood2 жыл бұрын
بلکل ابوحنیفہ کی شان ایسی ہی ھے اسی لے وہابیہ امام ابوحنیفہ کے شدید مخالف ہیں
@qaiserabbas98712 жыл бұрын
Aik Din AYeGa Har Qoum KaheGi Hum Bhi MuhammeD o AAL e MuhammeD SaLLaLLaho Alehi Wo AALehi Wassallam, K ShiAs Hain. Jo Nahin Kahen GeY KhasareY MeY Rahen GeY.
@smzca392 жыл бұрын
ZAIDI iman ZainulAbdein ke bare bayte ki aulaein haein
@ZeewaqarHusnain-ny1uz2 жыл бұрын
Those who do not pay any heed to you now, will Insha Allah realize someday in near future about your truest intentions that all you want is for Shias and Sunnis to read their books for themselves and do a neutral research. And after research only as a neutral, make up their minds about an event or personality .That is all you ask, I am one hundred percent sure!
سوال ۔ اہل سنت کے نزدیک نبی پاک نے کوئی خلیفہ مقرر نہیں کیا تھا۔ تو پھر اس سنت نبی کو دوسرا اور تیسرا خلیفہ خود سے مقرر کر کے کیوں سنت کو توڑا گیا۔ مطلب جس کی لاٹھی اس کی بھینس ۔ اپنے ہی بنائے اصول کو توڑ دیا۔
@tanzilzahra5722 жыл бұрын
سلامتی ہو۔
@HadithOfThaqlain2 жыл бұрын
Salam Alaikum Mufti Fazal, May Allah bless you and guide you in your efforts. I kindly request you to read a very important piece of dialog in the book Tarikh al Baghdad by Khatib al Baghdadi, Sunni Muslim scholar. He was praised by both Ibn Hajar and Abu Bakr ibn Nuqtah. The conversation is between Ibn Abbas and Umar: Ibn Abbas says that in the first years of Umar's Caliphate, he visited him and Umar asked: "Does he (Ali) still regard himself as the Caliph?" "Yes" I replied. Umar asked: "Is he of the opinion that the Prophet made his caliphate clear?" I (Ibn Abbas) replied: "Yes, and what is more clear is that I asked my father about this matter and he said that 'Ali was right'. Umar said: "The Prophet wanted to specify his (Ali's) name towards the end of his life when he was ill but I did not allow him to do so." Please make a video about this or at least heart this comment so I know you have acknowledged my comment.
@syedabbas77392 жыл бұрын
There's also this Narrated 'Ubaidullah bin `Abdullah: Ibn `Abbas said, "When the ailment of the Prophet (ﷺ) became worse, he said, 'Bring for me (writing) paper and I will write for you a statement after which you will not go astray.' But `Umar said, 'The Prophet is seriously ill, and we have got Allah's Book with us and that is sufficient for us.' But the companions of the Prophet (ﷺ) differed about this and there was a hue and cry. On that the Prophet (ﷺ) said to Umar ibn Khattab and the other companions around him, 'Go away (and leave me alone), only those members of my family stay for whom Zakat is forbidden. It is not right that you should quarrel in front of me." Ibn `Abbas came out saying, "It was most unfortunate (a great disaster) that Allah's Messenger (ﷺ) was prevented from writing that statement for them because of their disagreement and noise. Sahih al-Bukhari 114 In-book reference : Book 3, Hadith 56 USC-MSA web (English) reference : Vol. 1, Book 3, Hadith 114
@HadithOfThaqlain2 жыл бұрын
@@syedabbas7739 Also known as the "Calamity of Thursday".
@syedabbas77392 жыл бұрын
@@HadithOfThaqlain yup
@kashifshaikh94322 жыл бұрын
Could you please share the chapter or page number? That book is very bulky to find this statement.