Impacts of Joint Family System On Children by Iram Bint Safia | Hafiz Ahmed Podcast

  Рет қаралды 151,040

Hafiz Ahmed

Hafiz Ahmed

Күн бұрын

Пікірлер: 174
@ChHadi-x9g
@ChHadi-x9g Жыл бұрын
Btain krna bhot asan hota ha k joint family system bhot acha hota ha ..lakin jb insan joint family system ma rehta ha pta tb chalta ha hr kisi ke rok tok bacha ke zara c ghalti ko barha k kya say kya bana diya jata ha bacho ma fark kiya jata ha insan pal pal jalta ha
@MmusabMoez-y3x
@MmusabMoez-y3x Жыл бұрын
Yes right
@ArhumKhuram
@ArhumKhuram Жыл бұрын
Billkul ye such h
@m.u.k2967
@m.u.k2967 Жыл бұрын
Bilkul thk kha.
@shamskhattak2848
@shamskhattak2848 Жыл бұрын
good
@rajafm3691
@rajafm3691 Жыл бұрын
Theek kaha
@cookwithsam007
@cookwithsam007 Жыл бұрын
Mrea beta 2 yeras ka ha bhout weak h chalta b nh jab wo paida hoa tha to weight just 1.6 tha growth nh hui thi ab tak uthaty bethaty sirf batiean hi sunti hon tany hi sunti hon jab k ye koi nh sochta k growth ruki hi ap sub ki wjha sy thi because alottttt of work pressure or ye channel b apny bety k liye bania usy achi talim or bhtar zindagi dyny k liye i just believe my Allah..
@saadyousuf1110
@saadyousuf1110 Жыл бұрын
Allah Khush kry Amin......But ...aap kyun pressure lyti hn...ager itna toxic mahol Hy baaji to chor den twakkul kren
@aimanfatima309
@aimanfatima309 Жыл бұрын
It's true...hmari family m aesa hi hota h Maa k ilawa baqi sb log Bchy ki trbeat kr rhy hoty hyn...Buri hrkt ho to Maa shrminda Bcha MOTA na ho to Maa ka qasoor Bcha bdtmeezi kry to Maa ki achi trbeat nh h... Ye Stigma srf Maa k liey hi q h??
@ehsan560
@ehsan560 Жыл бұрын
Sahi kaha mje khud smjh ni ati ۔kis trha krn tbiyat ksi k b samne sharminda ho jati m urdo sikhati ghar se kuch or sikhty m kya krn
@saadyousuf1110
@saadyousuf1110 Жыл бұрын
K Kaan sy suno doosray sy udao
@justawesome7716
@justawesome7716 Жыл бұрын
Same my family
@Zaingamerz68
@Zaingamerz68 Жыл бұрын
You are absolutely right 👍
@Littlecharm909
@Littlecharm909 Жыл бұрын
M bhi joint Family main Rehti hun Mri 5 saal ki beti hai Pehli Ulaad hai ghar ki Lekin Bus Mri saas Uske sath khelti hai Bazar leke Jati hain Uski ziddi pori krti hai Lekin Baki Khayal maij rakhti hun Uska Khana Pena Solana Poty wash nehalana Jo Maa Ko Krna chahiye Mra Devar kehta hai Tum Maa nhi ho asal m Ami hain Uski 😢😢aur mujheis bat pe Bhot Ghussa Ata hai K M khel leti hun uske sath baki kam ami krlen sub 😢
@abeerarehan6503
@abeerarehan6503 Жыл бұрын
In joint family, the worst thing is wastage of time in gossiping 😢😢 commentaries from other family members on your way of tarbiyah, which are mostly negative 24hrs fear of other people judging you😢😢
@rajafm3691
@rajafm3691 Жыл бұрын
Same here😢
@nayabsiddiqi3459
@nayabsiddiqi3459 11 ай бұрын
100% True
@creatievehub
@creatievehub 8 ай бұрын
Exactly yar... Allah sabko alag ghar day jahan maaa apni marzi sy bachy ki tarbiat kar saky
@YusraTalks
@YusraTalks Жыл бұрын
Qabr ka haal murda janta hai... Hum kisi ek rule ya strategy ko sab par impose nahi kar sakte, different children different psychologies, parents know them best.. Walden ka apna ek status hona chahye , Allah ne unhe sabse buland rakha hai to tarbiyat aur shafqat k maidan main kisi ko bich main 'kabab main haddi nahi Banna chahye'...
@muhammadabdullah5983
@muhammadabdullah5983 Жыл бұрын
Exactly 💯
@mariyazeherah6263
@mariyazeherah6263 Жыл бұрын
Yes
@karamelahi6596
@karamelahi6596 Жыл бұрын
Very true when ur child is crying or being stubborn and ur saas said chup kerwao isey ,shor q ker reha he ye ,is pressure me ap bachey ko 2 aur lga dete ho bila waja
@Hadeed602
@Hadeed602 Жыл бұрын
Yes of course she is right
@aminasyed5051
@aminasyed5051 Жыл бұрын
Main aur mery siblings even meri nand hamesha parenting k barey mein baat karty hain. Kiya sahih hai kiya ghalat hai, apni weakness, bachy ka behavior aur uski cause usko tackle karny ka tareeqa.... Sub kuch communicate hota hai... Kyoon k hum samjhty hain k hmara core role after being aprent ye hi hai k hum bachon ki behtareen tarbiyat kareyn.
@sobiarazzaq8451
@sobiarazzaq8451 Жыл бұрын
Even joint family mein apko yeh b feel krwaya jta maa kam sagi h bachu ki dadu aur phupo zyda hein ....
@YusraTalks
@YusraTalks Жыл бұрын
Exactly 💯 yahi hai behen,yahi baat hai..
@khuzaimaarsalan7034
@khuzaimaarsalan7034 9 ай бұрын
100%
@Ksfoodhub
@Ksfoodhub 8 ай бұрын
Very right
@jibraeela4988
@jibraeela4988 Жыл бұрын
معذرت کے ساتھ اسلام میں کہیں جوائنٹ فیملی سسٹم نہیں ہے حدیث دیور تو موت ہے یہ سسٹم ہم نے ہندوؤں سے حاصل کیا ہے ہمارے نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی کسی بھی تاریخ کو اٹھا کے دیکھ لو جوائنٹ فیملی سسٹم کہیں پہ بھی نہیں ہے جوائنٹ فیملی سسٹم دین کا گلا گھونٹ دیتی ہے یہ بات جان بوجھ کے چھپائی جاتی ہے مسلمانوں سے جب تک جوائنٹ فیملی سسٹم رہے گا اسلام کبھی غالب نہیں ا سکتا یہ بات کڑوی ہے ان ماں باپ کے لیے جن کے بیٹے ہیں مگر یہی بات سچی ہے اور حق ہے 💪🏻💪🏻💪🏻
@mahrunnisashaikh2362
@mahrunnisashaikh2362 Жыл бұрын
You are right, ham sab k bachaao ko ne saleha banaye ameen
@naveedbajwa360
@naveedbajwa360 Жыл бұрын
Apko lowermiddle familys k joint problems ka pata ni to ap is k barey mn bat ni krsaktin ......asi familys mn bachey k sath sath mother b victom hoti hy dosron ki baton or behaviours ki
@MuhammadAbdullah-oh4bs
@MuhammadAbdullah-oh4bs Жыл бұрын
True
@mdtanweeralam1736
@mdtanweeralam1736 Жыл бұрын
Hamaare yahan Sabse badi bimari ye h ki har insaan muslek banne pe tule... Jab unse Kisi bat pe etraj karo yahi jawaab dega ye tumhari prblm h
@sultanatfatima2905
@sultanatfatima2905 Жыл бұрын
Wo yehi keh rhi h take a stand for your child
@mdtanweeralam1736
@mdtanweeralam1736 Жыл бұрын
Sahab waqai ap social worker ho to kabhi kabhi un family se mil bhi liya karo Ac room me baithe rahne se batain achhi hi nikalti h Khair mohatarma sahi kah rahi h Lekin ek dam se ye kahna ki ye tumhari problem h ye achha nahi h Ap unhein samjha dain aasaani paida karein Is tarah to bechare bachche ke parents aur mayus ho jaenge
@farfrom945
@farfrom945 7 ай бұрын
I agree with u
@rizwanawan7690
@rizwanawan7690 Ай бұрын
واہ واہ واہ زبردست
@accabeebee8296
@accabeebee8296 Жыл бұрын
We have talked alot about parenting style with our family. And we do stand for our kids. But we do let the kids stay quiet and forgivable to grandparents
@AliHassan-tf9ru
@AliHassan-tf9ru Жыл бұрын
Kkjjjjh
@Iqrahab
@Iqrahab Жыл бұрын
Really main b joint family main rehti yeh mere sursral b bhut pyar krty bacho sy har bat manty hai lekin jaha main kisi ghalt bat sy bat sy man krti hun bachy ko maa hi ghalat nazar aye gi.....isi wja meny khus stand lena shoro bacho kiya bacho k liye
@ShahidaSabir-vn6bg
@ShahidaSabir-vn6bg 9 ай бұрын
She is saying truth
@uzmanabeel313
@uzmanabeel313 Жыл бұрын
MashAllah, bht kam khawateen hain Pakistan main esi jesi aap hain
@burhan_jutt_01
@burhan_jutt_01 Жыл бұрын
Absolutely right 👍
@MdRaji-y6x
@MdRaji-y6x 3 ай бұрын
Mashallah ❣️🤲🥀
@umarbilal210
@umarbilal210 Жыл бұрын
BB agr baho ko bolny sy talaq tc bat jati ho to kya kry
@happyfamilyinuk
@happyfamilyinuk Жыл бұрын
I agree with you sister
@Littlecharm909
@Littlecharm909 Жыл бұрын
Main Joint Family M Rehti hun Mri Beti Jo Kahen Mri saas Uski har bat Manti hai Bahar jaana ho Koi cheez mangna Ho Main Unko kehti hun Ap Asra na diya kro saaf Kaha kro Beta Abhi nhi bad main Ya Abhi Nhi jayegy bad Main Jayegy Wo Foran zid pori krdeti hai Usko School Jana hai Par wo Dadi se Rat k 1 2 bje tak Beth k btain krti rehti hai Uske sone ki fikr main krun K bhae ajao sojao Subha school Jana hai Beti k sub kam m krti hun khana pena solana Har kam Saas ghomati hai Khelti hai btain krti hain mra devar kehta hai Tum Maa nhi ho uski Ami asal k hain uski Mujhe Ghussa ata hai is Bat se K Maa ki hun Beti Bhooki hai Uski Fikar ma kr sakti hai aur koi nhi
@sarangsoomro6689
@sarangsoomro6689 Жыл бұрын
Right medam mery sath esy hi hota hai
@HassanRaza-ru6lp
@HassanRaza-ru6lp Жыл бұрын
AP ne boht achi bt ki hn or joint family Mai waqi trbyt nae hu pati AP ne sae kaha Mera b yhi msla h mere susrar mere bacho se jels hte hn boht ziada,
@mohidfakhar7968
@mohidfakhar7968 6 ай бұрын
Yeh sb baten krna bht easy hy... Jb us joint family mein rahen jahan hum rehty to pta chaly ga... Yahan sirf bardasht bardasht bardasht bardasht................. Wo beth kr discuss kren gy Maa sy... wahhh Jo maa ko maa e ni smjhty.. Aur haqeeqat hy k tarbiyat maa k elawa baqi sb krty... Par hr blame maa py e hota
@naseerahmad675
@naseerahmad675 Жыл бұрын
ٹھیک کہا اپنے
@NeelamZahra-u1c
@NeelamZahra-u1c 11 ай бұрын
Agr molana sahab Mera msg dekhlain too Mera sawal hy unsy mene ye amal Kiya subha subha se halat he kuch ajeeb se hogye bht ziada pareshani waly uski kya wjha hoskty hain kya halat thk hony k liye pareshani ai
@aribanadeembarakzai6385
@aribanadeembarakzai6385 Жыл бұрын
Hmaray deen to khud separate pr zor deta ispr molana tariq jameel k bayan sun ly aj kal bardasht nh he separate hi best he agr koi financially kmzor he ya sb unite hokr reh rhy to thek he bhaly rahy wrna alg hojae alg ka srf ye ik nuksan he k bemar ho to koi dekhny wala nhi or khudi sb manage krna he but us chik chik or tension se behtar he jo joint me hoty
@safiaatif6298
@safiaatif6298 Жыл бұрын
Exactly
@Zaingamerz68
@Zaingamerz68 Жыл бұрын
Joint family mn koi khayal nhi krta beemar chahay jitnay bhi hon Sab krna parta hai ... Alag hon to Chalo APNA hi krna hoga na Yaha to bs baho agr khari hogai h to wo Sab ka hi krlegi
@nidashafiq9314
@nidashafiq9314 Жыл бұрын
Mera bacha boht zyda zidi HOTA ja rha abi 2 yrs ka h iam so worry .tell me m Kesy Tek kro?
@Ahmad0987hassan
@Ahmad0987hassan Жыл бұрын
Dunya ka sab se fazul system joint family h
@GulMuhammad-fb3hv
@GulMuhammad-fb3hv Жыл бұрын
Humari Taraf Bacho KO martay Nahe , Tashadad Kartay hain
@IqraShahzad-zm1su
@IqraShahzad-zm1su Жыл бұрын
I agree mery sath b yahi hota hai
@housewifediaries5551
@housewifediaries5551 Жыл бұрын
My child when cry he cried alot .. what can i do let him cry ..., and he has weak eyesight
@mehwishhaseeb5584
@mehwishhaseeb5584 Жыл бұрын
Please share the book link I can’t find in Amazon thank you !
@ayeshasalman3501
@ayeshasalman3501 Жыл бұрын
Right 👍
@dilawarali596
@dilawarali596 Жыл бұрын
Meri family mera sath nai detti. Jis cheez sy mana kron wahi kaam krty
@ishalfatimakipiyaribatain6434
@ishalfatimakipiyaribatain6434 Жыл бұрын
Assalamu Alaikum aap mere question ka answer aajmi dijiyega please mera beta teenage Mein Hai 13 years Ab Mujhe Bahut tough time de raha hai special study ke liye main bahut Pareshan hun main use per sakhti bhi Karti hun lekin kya mujhe use Chhod Dena chahie Uske HAL per use per Koi sakhti Nahin Karni chahie Manana Nahin chahie dantna Nahin chahie use Kuchh Nahin Kahana chahie Kyon kya aajkal Sab Yahi Kahana hai ki bacche ko Kuchh Na Kahe Kuchh Nahin Kahane ke bad kya vah baccha Khud Apne study ki taraf se baccha Dekha Apna future banaa sakega I am very very please give me answer
@Syedda2812
@Syedda2812 Жыл бұрын
In a joint family system it is not possible
@shazilsfunplanet5190
@shazilsfunplanet5190 Жыл бұрын
Hum bachoun ko us wqt marty hain jb wo sunty nahi .... Aor jo wo kr rae hoty hain us sai jb bachy ko khatra hota hai tou mar prti hai
@mohidfakhar7968
@mohidfakhar7968 6 ай бұрын
True
@295_maken
@295_maken 6 ай бұрын
Best
@saabtazeem7113
@saabtazeem7113 Жыл бұрын
Right jo explain ni kr skty vo ap n explain kia
@growhigh2032
@growhigh2032 Жыл бұрын
Bohat acha bola magar joint family me Reh k bacay ko favor Dena not easy
@naureennaz8637
@naureennaz8637 Жыл бұрын
Hum baat karte hain apne bhai behnon se
@GulMuhammad-fb3hv
@GulMuhammad-fb3hv Жыл бұрын
Saas Nanand and Dewar KO q Jallad he Samajhtay Hain ?
@funwithzarianzi9792
@funwithzarianzi9792 Жыл бұрын
Kiu ka hotay wo
@GulMuhammad-fb3hv
@GulMuhammad-fb3hv Жыл бұрын
@@funwithzarianzi9792 Never , Bhabhi Apney Shoher or Bachon KO Sirf Apni property Samajhtay Hy , unky dilo me Nafrat dalti hy
@saadyousuf1110
@saadyousuf1110 Жыл бұрын
​@@GulMuhammad-fb3hv😂😂....Bhai nfrat no daalti aap interfare na kro
@mariamobeen7992
@mariamobeen7992 Жыл бұрын
Right good ladie
@AroojSuduzai-fx7gl
@AroojSuduzai-fx7gl Жыл бұрын
Zbrdst
@housewifediaries5551
@housewifediaries5551 Жыл бұрын
Ap ny difficult child ni dykha
@tarummunir8870
@tarummunir8870 Жыл бұрын
Akhri baat ki smjh e ni ai h
@Asema_Khan20
@Asema_Khan20 Жыл бұрын
i am not understanding what she is saying
@tehreemshoaib
@tehreemshoaib Жыл бұрын
Log coaches k ps is lie jate q k pese ni hute.
@HDrSS
@HDrSS Жыл бұрын
It's not exactly like that, situation is different in different homes, in my situation I stayed alone with husband, in foreign country, it was only I and my husband were living in home, we spent 8 months, actually my husband is my all in laws, he is just physically male personality but in fact he if complete feminine from inside, my husband can't take his own even small decision, always involve her family especially mother and sister, I can take my all decisions of my life so he used to say you are dominant personality, even though I never involve and interept myself in my blood sister and brothers bcuz I feel i should mind my life, mind my business, mind my mind and mind my personality. And they take advantage of my this habit
@SH-nv5sp
@SH-nv5sp 6 ай бұрын
Kon nhi pasand?Child does not like mother?
@Nat12726
@Nat12726 Жыл бұрын
Dont live with joint family ! Women arent obliged to live with inlaws nd serve them A safe distance is good
@farheen6165
@farheen6165 Жыл бұрын
U r absolutely right lekin apki batein jahilun ko pasand nahi aye gi aur na wo samjh saken ge
@HassanRaza-ru6lp
@HassanRaza-ru6lp Жыл бұрын
U r hundred parson rite
@aishahasmi5907
@aishahasmi5907 Жыл бұрын
ھمارے گھروں میں بھی بچے والدین سے زیادہ پڑھانے کھلانے گھومانے تربیت میں تایا چچا پھوپھی کی محنت ھے جوائنٹ فیملی نہ خراب ھے نہ برا برداشت ایک دوسرے سے محبت کا اظہار دکھ خوشی میں ساتھ دینا۔یہ ملکر گھر معاشرے بنتے ھے نہیں تو جنگل ھے جہاں جانور رھتے ھے جسکا جدھر منہ ھوا چلدئیے
@shahinabokhari6861
@shahinabokhari6861 Жыл бұрын
Agreed
@maulanakhursheedanwar7704
@maulanakhursheedanwar7704 5 ай бұрын
بہت اچھی بات ھیکہ سب ملکر رہیں لیکن ایک مچھلی پورے تالاب کوگنداکردیتی ھے اسکاعلاج کیاھے؟؟شریعت جوائنٹ فیملی کاحکم نہیں دیاھےاورتجربہ ایک فیملی کانہیں سیکڑونکاہے کہ الگ رھنے نہ صرف محبت بڑھتی اورترقی کرتی ھےبلکہ سابقہ دوریاں. شکایات اورناراضگیاں الفت. و محبت میں تبدیل ھوجاتی ھیں عقلی گھوڑونکےبجاے تجربات ہی قابل ترجیح ھوتےہیں
@umairakhan18
@umairakhan18 Жыл бұрын
Muje aapke bolne ka motive samj nhi aaya,it wasnt clear talk.be realistic
@truebeliever3948
@truebeliever3948 8 ай бұрын
2:00 mardd bahana kartha hai shadi ke baad aur sari kharabi maa PE daal DETA hai just because she is a BADD naam saas, yeh cheezaen pehlae se طے karna chahiey.
@IslamicStudiesDepartment-b7q
@IslamicStudiesDepartment-b7q Жыл бұрын
Sorry, but this conversation is some ideal situation, ok fine mjy tum Pasand ni ho this is mother's point of view, but what happen when mother in law thinks mjy tum Pasand ni ho, and only teaser for her is to spoil the kids of daughter in law. Aur JB wo bachy dadi Ka curtain ly k maa sy badtameeze krty Tu aik ajeeb sa sakoon in laws feel krty. This is joint family of 20s, Yh 18s yan 19s ke joint family ni ha. Jahan in-laws samjty thy k yh humara khoon ha. Humari nasal na bigaar jy.
@saadyousuf1110
@saadyousuf1110 Жыл бұрын
To Alag him...himmat kren...she is completely right
@karamelahi6596
@karamelahi6596 Жыл бұрын
Joint family is not good system
@lifestyle7746
@lifestyle7746 Жыл бұрын
Apki Batain bohut ajeeb hain... Kuch smaj nahe i
@ruqiakousar3408
@ruqiakousar3408 8 ай бұрын
Idr to abhi munh Sy bat kehty nai k ye bachon k Liye Galt h.... Udhr wavela Shuru ho jata h.... 😢
@deep-mind77
@deep-mind77 Жыл бұрын
Urat ka masla bas alag rehna hota haike bachcho ko alag rakh kar khodd ko mazlom aur dadyal ko zalim sabit karon
@meerabahmed5077
@meerabahmed5077 Жыл бұрын
Joined family is not bad. It is the best where are many people to teach you many things l. e morality etc. Its depend on your family
@shahinabokhari6861
@shahinabokhari6861 Жыл бұрын
Agreed
@foodmania.546
@foodmania.546 Жыл бұрын
For a child Allah subhana o tala assign a mother and father.there is no need of many people for a child
@MmusabMoez-y3x
@MmusabMoez-y3x Жыл бұрын
Assalam 0 Alaikum m rehti Hun or bhut tough time hota Hy yh
@rahatirshad4180
@rahatirshad4180 Жыл бұрын
It depends which joined family you belong to...I grew up in a join family with my grandfather uncles ...the best memories of that life unforgettable happy life. And I experienced worst join family after marriage that makes husband wife love into distance and hate... definitely children suffered too. Always do istekhara before marriage and choose noble families for your children..not only handsome husband or beautiful wife. Life is faar more in reality.
@AmeeraUsman-k3g
@AmeeraUsman-k3g Жыл бұрын
Not all have same experience as u have 😢
@Yousuf.1122
@Yousuf.1122 Жыл бұрын
Nic natural beauty
@funwithzarianzi9792
@funwithzarianzi9792 Жыл бұрын
Jee jee dadi bolay ge kon sa picha sa la ka ai jo dil kara ga bolay ga maray apnY bachay hain.
@iqramajeed8522
@iqramajeed8522 Жыл бұрын
Yes mera family hi masla hai
@khalilahmaduppal4789
@khalilahmaduppal4789 8 ай бұрын
Bht bra Daycare centre bna kr aapko whaan incharge hona chahyay please...
@kbaloch2556
@kbaloch2556 Жыл бұрын
Assalam waalaikum We need volunteers for online work only girls can apply and earn best if interested reply limited seats all over from pakistan girls can apply
@FaridaShabnam-js4bj
@FaridaShabnam-js4bj Жыл бұрын
Tum ko kaisay pata key Kiya tarbiyaat Karni hay Kiya nahin??? Haad ho Gai jahalaat phelanay ki...maard kaam par jaey yaad bachoon ka dhiyaan rakhaay??? Tum aurtoon par joint family main ziada check Hoti hay esi Liye maard ko ous key parents sey dur Karti ho...
@shahinabokhari6861
@shahinabokhari6861 Жыл бұрын
True
@faizasarwat193
@faizasarwat193 Жыл бұрын
Mujhy to is ki conversation ki he smjh ni a re he,speaking and teaching style is not good, question k na he appropriate answers diye
@bakht111
@bakht111 Жыл бұрын
Waqai bt smj nh ai bolna kya chah rh ha
@abunomanabunoman6346
@abunomanabunoman6346 9 ай бұрын
اپكى تعليماوربيانسے ہمارے دل دھلا دیتے ہو مین برما سے مبارکباد دیتاھوں دنیا میں ھمارے ماحول پر افسوس ھے
@almassayed7045
@almassayed7045 5 ай бұрын
Islam mei kahin bhi joint family system nhi hai.pehle Ghar lo phir nikah kro.kyuki devar Jeth sasur sabhi se parda krne ko kaha gaya hai.
@almassayed7045
@almassayed7045 5 ай бұрын
Jo bhi wealthy family se hoti hai wo dusri bahu ko dominate krti hai
@saman_vlogs
@saman_vlogs Жыл бұрын
Disagree ye khatoon Jo baat kr rahi he, ye is ka life experience he , and nothing.. han ye zaroor he k u should stand for your child
@mohidfakhar7968
@mohidfakhar7968 6 ай бұрын
Yeh jo programs kr rahy hoty en ko yeh sb face e ni krna prta... Esy esy ilzaam lagty, aur jo jo kuch hota hy to es case mein suicide asaan easy lgta... Jis ko depression patient bnana ho usko joint family mein bhej do...
@shazilsfunplanet5190
@shazilsfunplanet5190 Жыл бұрын
Ap ny tou bachy ko maa k liye khatra bna diya hai
@ImadWani-u5g
@ImadWani-u5g Жыл бұрын
Ok
@malikhajiamin3428
@malikhajiamin3428 Жыл бұрын
Chawlya mar rahi Hy koi Kam ki bat ne ki
@uzmaluqman8271
@uzmaluqman8271 Жыл бұрын
Ye to jb ap khud sas bnain g na tb pta lgy ga k bety ko alag krna kia chez hota h
@st.1813
@st.1813 Жыл бұрын
Lol. Ye takleef betiyon ko alag krty huye Nahin hoti? Aur agar hoti hai, toh bardaasht krty hain sab beti ka ghar basanay ke liye. Toh bety ka ghar basanay ke liye bhi bardaasht krain.
@ehsan560
@ehsan560 Жыл бұрын
Qurbani dono ki maa e deti ek beti ki or dosri maa betay ki beti maa to dekhti ni jb k betay ki maa samne dekhti mera beta use rhmiyat dy rha kal tk is pe sirf mera haq h meri sas jsi b h lekin mre dil men un ki bht qadar h k us ne mje itna acha shohr dia is maa allah k bad is maa ka ehsan h mj pr or dil dr lgta agr aj m ne qadr na ki to kal mera beta or baho b ni kren gy or phir m kse brdashat krn gi baqi maa to hoti h
@sobiarazzaq8451
@sobiarazzaq8451 Жыл бұрын
Ap sahdi na krna behn Apne bachun ki beti b pas rakhu aur beta .... Ku k beti ko b tu alg krna bht mushkil h naw
@naziatariq678
@naziatariq678 Жыл бұрын
Mujy ye samj nahi a raha k man bap khan jay wo kis k sath rahy sub ko seprte rehna hy to kal ko hum pr bhi ye waqat ana. Hy aj jo alag hony ko khe rahi hy kal ko apny bucho se alag ho gi ti pata lge ga man bap khan jay😢
@FurkanKhan-m2c
@FurkanKhan-m2c 3 ай бұрын
Beti ko bhi to alag kia jatat hai rukhsati kar k bhaija jata hai kia baitay ka Haq nahi
@arshadazizofficial2241
@arshadazizofficial2241 Жыл бұрын
This lady need to admit hospital mad people .
@jazz9671
@jazz9671 Жыл бұрын
When women talk about islam having her eyebrows shaped sharply i dont feel connected m sorry.
@ummMo26
@ummMo26 Жыл бұрын
Take good from everyone even non Muslims. She herself will answer to Allah about her eyebrows. Grow up
@nayabsiddiqi3459
@nayabsiddiqi3459 Жыл бұрын
Matlb had hy k kisi ki achai ni dekhni hamein kuch na kuch bura dhoond he lena hy. Koi be ensan pori tara se perfact ni hota na me na ap na he koi or. Yahan jis maqsad k liye podcast kiya ja rha in my opinion mujhy kuch be galat ni laga
@muneebajunaid2637
@muneebajunaid2637 5 ай бұрын
Yh uska zaati maamla hy iski jwab deh woh khud hy
@IslamicVideos51413
@IslamicVideos51413 5 ай бұрын
Ap ko unki eyebrows dikh rahi hai unki achi baat nahi dikh rahi ap un k face per kum or baat per dehan zyada dein apki ye who aadat hai jo khud ko nh dekhte balkay dusroun ko dekhte hai
@rizwanawan7690
@rizwanawan7690 Ай бұрын
اس میں حرج کیا ہے؟
@HamnaHabiba
@HamnaHabiba Жыл бұрын
Joint family is so bed
@muhammadfarman8561
@muhammadfarman8561 Жыл бұрын
Jb tum bimar ho gy kaun care kry ga aap ka husband job kry ga ya tumhary pas bethay ga chal bhag
@techonist
@techonist Жыл бұрын
Joint family mein bhi koo care ni krta. Khud hi karni parti hai apni bhi aur bachon ki bhi
@HaiderSaiku
@HaiderSaiku Жыл бұрын
Sai BAAT ha ap Ki
@saadyousuf1110
@saadyousuf1110 Жыл бұрын
Joint family MN Jon care krta hy
@sknfbirds
@sknfbirds Жыл бұрын
aunty kw kaho ex kam dikhae.. apnay facts pa reaity check kray.
@kirananwar6413
@kirananwar6413 Жыл бұрын
Inka ban ban k q bolti hn ye aunty😂
@ateeraimran3029
@ateeraimran3029 Жыл бұрын
Door fitay muh
@AizaNoor6969
@AizaNoor6969 Жыл бұрын
Not impressive 👎
@ShahbazAslam-ve6nc
@ShahbazAslam-ve6nc Жыл бұрын
Bus oo bus ! "Spare the rod spoil the child"
@ShahbazAslam-ve6nc
@ShahbazAslam-ve6nc Жыл бұрын
Hafaz ahmad , aeda to intellectual nhi aen, jidda ban ban ky dikh rahya aen. Over acting.
@saimatahir5527
@saimatahir5527 Жыл бұрын
Hahha😂😂
Joint Family System: | Urdu | | Prof Dr Javed Iqbal |
6:57
Professor Dr Javed Iqbal
Рет қаралды 79 М.
Гениальное изобретение из обычного стаканчика!
00:31
Лютая физика | Олимпиадная физика
Рет қаралды 4,8 МЛН
人是不能做到吗?#火影忍者 #家人  #佐助
00:20
火影忍者一家
Рет қаралды 20 МЛН
The evil clown plays a prank on the angel
00:39
超人夫妇
Рет қаралды 53 МЛН
Importance of Emotional Stability - Life Coach | Iram Bint Safia
19:14
Qasim Ali Shah Foundation
Рет қаралды 50 М.
Joint Family system and its issues.|urdu| |Prof Dr. Javed Iqbal|
12:36
Professor Dr Javed Iqbal
Рет қаралды 456 М.
Гениальное изобретение из обычного стаканчика!
00:31
Лютая физика | Олимпиадная физика
Рет қаралды 4,8 МЛН