Jai SRIKRISN Yes We no not what our FATHER MOTHER knows And this is very good AUM AUM AUM
@jeetu93732 күн бұрын
Beautifully explained Thank you Sir🙏
@OnlyStudy-sz6ve3 күн бұрын
Guruji jai shree ram mai bahut lucky feel karta hu ki mujhe aapka channel Mila aur aapki baate sunne ka mauka mila. Aapse aur aapke environment se bahut positive aur relaxing vibes milti hai abhi mai 12th class me hu jab college me ho jaunga to pakka holidays mai aapse milne aaunga agar aap milna chahe to . Meherbani hogi aapki 💖🙏
@prashant43 күн бұрын
Wonderful insights sir. Thank you for all your efforts and time!
@karanrajpurohitoffical3 күн бұрын
U r great sir 🙏
@ZexLok-c6p3 күн бұрын
Love you sir ❤❤❤❤❤
@fantasyworld17793 күн бұрын
Pranam gurudev
@gaminglynx70062 күн бұрын
Mujhe Aap se milna hai❤ Jalad he milungah apse .vese m bhi tehri k he hoon urm 16 saal abhi
@impuredeath23 күн бұрын
Thank you for sharing!
@YashShukla-z4j2 күн бұрын
pranam dadaji! zyada acchai dikhane se log sar par chadh jaate hai aur fir hame kamzor samajh te hai is baat par ek video banayiye
@cdentertainment3 күн бұрын
🙏🏻🙏🏻
@kushagrakunnwar3 күн бұрын
bahut bahut pranam sir, aapke lagbagh sare videos dekhe hai and kafi cheezo par clarity mili hai uske leye thank you. mere ek sawal tha aapse net mai kafi research kari but kahi kuch ek solid information nahi mili toh aapse mera nivedan hai uske upar zarur aap margdarshan kare ki - om ke ucharan se kya hota hai? how does it effect us? kis kis ko karna chaiye kaun kaun kar sakta hai and kya hai ye om ? ya aum?
@AnandDwivedi3693 күн бұрын
main om ki chanting 3-4 minutes karta hun DHYAN se pahale.......isese body awareness ki shuruat ho jati hai........khali pet kabhi bhi koi bhi ker sakta hai.....religious/esoteric meaning ki jaroorat nahin hai
@naveenm92693 күн бұрын
❤❤❤❤❤
@DineshSingh-de9me2 күн бұрын
🙏🙏🙏❤
@AnwarulKhan0773 күн бұрын
Calendar effect kiya hota hai guru ji
@AnandDwivedi3692 күн бұрын
jaj samaya ki kisi vishesh awadhi mein business accha chale
@string-xn3yz3 күн бұрын
Firs of all namaste ❤ mere paas ek swaal tha guruji mai jab dhyan krne baith ta hoon aur mai jab thoughts ko observe kr rha hota hon toh thoughts km aate hai lekin jaise hi saans ya kisi aur chiz pe focus krne ki kosis krta hoon to bicharoon me bhag daur badh jaata hai kuch bhi sochne lagta hoon.....lekin jab mai sirf thoughts koh hi observe krta hoon toh thoughts km aate hai esa kyun hai guruji plz... Answer kree..🙏❤️🍁
@AnandDwivedi3693 күн бұрын
breath or thought donon ko ek saath observe karne ka abhyas kero
@KunalSingh-nr4et3 күн бұрын
Hlo guruji Study focus ki video banao please 🥺
@AnandDwivedi3693 күн бұрын
this may inspire you : kzbin.info/www/bejne/b6q9q2SuqZlroZIsi=lrEZPF_c7-rsSIrW
@devanshudesperado3 күн бұрын
Kya intuition ko kaam karne ke liye prior information hona zaruri hai?
@AnandDwivedi3693 күн бұрын
nahin...........lekin intuition ko plan nahin ker sakte
@solemnfacts84043 күн бұрын
Gurudev aap kya raat me khana kahte ho ya bs din me