Sir ek video cricket ball throw ke baare me bhi bna dijiye
@SureshSingh-yt4mg2 жыл бұрын
Well done good job keep it up
@Krishna052482 жыл бұрын
Plz reply dijiyega
@athletefitness12 жыл бұрын
Aap kaha se ho ham to west bengal howrah se hu
@Krishna052482 жыл бұрын
@@athletefitness1 omg 😱..mai to bihar
@Krishna052482 жыл бұрын
Mai 10 feet tk krti thi par abhi 9 feet hi ho rha h wo bhi line pr hi
@Krishna052482 жыл бұрын
Isliye pareshan hu or 22 ko physical dena h or baki sara kuch ho rha h
@athletefitness12 жыл бұрын
@@Krishna05248 are abhi bahut time h tumhare hath me agar abhi 9 ho raha h to aram se 11 tak ho jayega aur 1 chij agar yaha 9 ho jata h to physical ke din 10 tak ho jata h bas bindas bina tension ke jump marna air time h practise karo hanuman jump ko jyada karo aram s ho jayega abhi time h tumhare pass
@sanjli86522 жыл бұрын
Sir meri knee problem hai after surgery kya mai long jump kr skti hun??
@athletefitness12 жыл бұрын
Aise to bahut sare players h jo surgery ke bad bhi sport contine rakhe h lekin long jump thoda hat ke h isme pura ka pura jor ghutno pe hi ata h thoda bhi idhr udhar mistke huaa to muskil ho sakti h Baki kis type ki sergry h kya position me h ye to idea nahi h hamko phir bhi Aap Sports Medicine ke dr se 1 bar jarur se jarur salah le le Best of luck
@athletefitness12 жыл бұрын
Himmat dekhna h to ek bar is vidio ko dekhijiyega kzbin.info/www/bejne/mKa3mqGDZteZbpY
@sanjli86522 жыл бұрын
Sir fiber tape surgery Hui hai, abhi 13 days hue hain