Jr, मेहमूद जी आपने इतने किस्से हम सबके साथ बाटें बहोत अच्छे लगे ,और सलाम भाई हम तक ये पोहोचाने के लिये thank you
@rangraogaikwad70392 жыл бұрын
मैं उस जमाने में सिर्फ तीन लोगो का फैन था आज भी हु ।वे है दरासिंह शेख मुख्तार और जूनियर मेहमूद
@mujibuddinsyed94322 жыл бұрын
Allah, Nayeem bhai ko bahot duaye, itni acchi acchi bate ham logo ko batate hai, unhe umr daraz kare Allah. Excellant
@hasmukhvpatel45392 жыл бұрын
Naim ek Bahot hi Achcha Insan hi,ye Bade logo ke saath Rahe kar achchi chij sikh chuka hai. jo aaj ke koi bhi kalakar sikh nahi payenge woh hai Respect. lekin abhi jo Film wale hai Unhone Iski Kadar Nahi Ki. Long live Naim Bhai ham to Tumhe Ghar Ghar ki Kahani se Bhi Pahle se jaante hai ,ham Abhi 71 ke hue hai. God Bless You.
@arjundas27862 жыл бұрын
.
@PELHAM1232 жыл бұрын
Thanks to u, Sheikh mukthar still remembered today, very good jr mehmood well done Salam bhai
@sushilseth2 жыл бұрын
*it's Always Delight to Watch Jr. Mahmood Jog Memory of Viewers!".☆☆
@ashokverma5056 Жыл бұрын
शेख मुख्तार साहब का जन्म देहली में हुआ था 24 दिसम्बर 1914 में जामा मस्जिद के पास चूड़ियों वाली गली नाम के मोहल्ले में। उनका ताल्लुक बेसिकली उत्तरप्रदेश के सहारनपुर जिले के ढोली खाल से था उनकी कुछ प्रमुख फिल्मे जैसे बहन,रोटी, भूख (1947),उस्तादों के उस्ताद, हम सब उस्ताद हैं, हलाकु, चंगेज खान, बिरजु उस्ताद, दो उस्ताद, सुरैया के साथ मिस्टर लम्बू(1956) and मीनाकुमारी के साथ नूरजहाँ फिल्म प्रोड्यूस भी की।
@Raj-mw9gb2 жыл бұрын
Junior Mehmood himself is a legend of Indian cinema who has worked with almost all greats of its golden era. Salute to him.
@ashwinibhaskar66862 жыл бұрын
Sir ! Thank you very much for telling about great Sheikh Mukhtiar Ji . Mehmood Junior Sahib is very lucky to have worked with him in several films . Other lucky actors in this respect are Ashok Kumar , Raj Kapoor , Pardeep Kumar , Kishore Kumar , Joy Mukerji , Dara Singh , Jeetendra , Sanjeev Kumar , Sujit Kumar , Sudhir , Feroz Khan , Salim Khan , Rehman , Kamaljeet , Jeevan , Bhagwan , N.A. Ansari , Randhawa , Chander Shekhar , Jayant , Maruti , Mehmood , Prem Nath , Johnny Walker & Ajit . Even Dharmendra , Pran , Prem Chopra and Shatrughan Sinha (who have worked with almost all other film actors) were not so lucky to have worked with Sheikh Mukhtiar in any film .
@lovetoeveryone51512 жыл бұрын
BHASKAR SAHAB , WAH BAHUT KHOOB . DEEP KNOWLEDGE . * MAIN TOH SHEKH MUKHTAR SAHAB KE WQAT KA THA AUR UNKI HAR FILM DEKHTA THA . AUR AAP ?
@ashwinibhaskar66862 жыл бұрын
@@lovetoeveryone5151 Respected Sir ! We would have been very happy if Sheikh Mukhtiar Sahib had worked in any film with Dilip Kumar Ji and Prithviraj Kapoor Ji . Any how , Sheikh Sahib was senior to Dilip Kumar Ji because his first film was Ek Hi Raasta (1939) but Dilip Sahib's first film Jawar Bhata was released in 1944 . Above all, he was the tallest film actor with a height of 6 feet - 3 inches .
@lovetoeveryone51512 жыл бұрын
@@ashwinibhaskar6686 Sahab Right . I have seen " Do Ustad " with Raj Kapoor . But you have said right that Dilip Sahab & Prithviraj Ji had never came together on screen.
@ashwinibhaskar66862 жыл бұрын
@@lovetoeveryone5151 Sir ! Here is a correction . Sheikh Mukhtiar Sahib & Prithviraj Kapoor Ji have worked together in film LAL BUNGLA (1966) . By the way , Dilip Kumar Ji and Prithviraj Kapoor Ji worked together in film MUGHAL-E-AZAM (1960).
@lovetoeveryone51512 жыл бұрын
@@ashwinibhaskar6686 Sahab, Aap ne sahi farmaya. Producer Director Jugal Kishore ki Film LAL BANGLA 1966 mein Shiekh Sahab aur Prithaviraj ji eksath screen par nazar aaye they.
@vishnuagarwal88518 ай бұрын
शेख मुख्तार साहब को अजमेर रेलवे स्टेशनपर देखा था और जूनियर महमूदको जोहर महमूद इन हॉन्ग कोंग फिल्म की शूटिंग केदौरान महबूब स्टूडियो में देखा था।
@historyofindiatourwithfood49292 жыл бұрын
Jr. मेहमूदजी, सलाम,बात देखो, आप की और मेरी उमर एक है, वो भी क्या दिनथे, आप का हँसता हुआ किरदार को क्या याद करे, माशा अल्लाह, बहूत खूब, आप के साथ थियटर में आप को देखते हुए दिन बीत गए, उमर का पताभी नही चला, चलो यही जिंदगी है, अल्ला/भगवान/गॉड/वाहेगुरु, आप को सेहदमंद, और लंबी उम्रदे दे, मुंबई
@ashusingerrana10582 жыл бұрын
Bahut shaandaar aaj ka episode. J.mehmood ji ne aaj iss episode ke jariye mahaan sekh ji ko yaad kiya . Sekh sahab jis role me hote the ussi me chaar chand lga dete the. Unki acting aaj bhi mishaal hai. Uss jamane ke log inhe SOLID MAN. Kehte the. Aaj bhi yuva inke josh se wakif hai. Shekh mukhtaar ji ne kabhi bhi apni lokpriyeta ko kam nhi hone diya. Aaj bahut khushi hui unko yaad kr ke. Thanks. LOVELY MEHMOOD JI AND DASHING DYNAMIC SALAAM KAJI SAHAB. INDIA ASKS JINDAABAAD.
@panjabraopawar91792 жыл бұрын
Jr mehamood best Child actor at that Golden time
@azharalikhan35542 жыл бұрын
This is the most intriguing video on Naeem Sahib namely Jr Mehmood about an awe-inspiringly tall, broad and impressively talented actor Sheikh Mukhtar Sahib who would outstand all his peers. The video also rakes up some old memories of the Golden Days of Indian films when Sheikh Mukhtar Sahib ruled the roost-some memories are sweet and some are caustic as well because Sheikh Mukhtar Sahib is not among us but his memories are and will always be as long as we live. Great Sheikh Mukhtar Sahib! R.I.P! I had an infatuation on this matchless actor's films and have seen almost all of them. Thank you JM and Salam Kazi, Long live, happy, healthy, prosperous and peaceful, amen!
@madhudubey37002 жыл бұрын
Shekh mukhtyar ji super actor I saw him Ab dilli duur nahi _
@ajitkulkarni4891 Жыл бұрын
Jr mehmood ape use dhoor ke ek mhan yaad hoo.great hoo.apko bouch achee logo se mile aur kam kiya.
@VijayKumar-kf6vq5 ай бұрын
Sheikh mukhtar sahab aur jr. Mahmood dono mahaan kalakar aur Nek insaan they. Inko vinamra shraddhanjali .
@nuzhatparveen87282 жыл бұрын
Sheikh Mukhtar sahab Great Actor and junior Mehmood sahab Awesome
@wahabsheikh24582 жыл бұрын
Jr.Mehmood sahab ko bachpan me mai bhi pasand karta tha .Maine unhe pahli bar Haathi mere sathi me aur Aanmilo sajna me dekha tha ,mujhe mere fupaji Ustad Pedro kahte the ...!!
@bhayegorahkhodabocus14392 жыл бұрын
Sheik mukhtar a very great actor Zabardash actor
@dilipnandi6687Ай бұрын
Late Jr. Mahmood was a nice guy all through his earthly days. I was never a regular movie-goer, watched only 3 or 4 movies with his acting. Very down to earth, soft spoken, respectful towards everyone, religious minded person. I came to know him from his interviews telecast on T. V. All good quality carrying carrying person. I would listen to him when he speaks. Regret his untimely death. He was a successful actor earned a lot yet never allowed any boastful attitude inside his daily walk of life. We should learn from all good qualities he had. Allah unhe Jaroor Ek Jannat Nasib karen.
@PELHAM1232 жыл бұрын
Heartiest congratulations to Kazi bhai it's more than 35000 subscribers, and it's growing, kazi bhai is a down to earth guy, doston yeh khuddar insaan with lot of self respect, doston have u ever seen him asking U tube Viewers to SUBSCRIBE to his channel, he is one best movie journalist I have ever come across, Jr Mehmood u and kazi bhai a deadly combination, may. GOD give jr mehmood and Kazi only success
@newbharatenterprisesraipur77992 жыл бұрын
Mehmood bhai words r divine words.
@mohammedmuneer-uv9os7 күн бұрын
ALLAH SE DUA HAI K NAYEEM BHAI URF JUNIOR MEHMOOD BHAI KI GALTIYON KO MAAF KAR K UNHEN JANNATUL NAYEEM AUR FIRDOUS ME AALA MUQAAM ATA KARE AUR PASEMANDAGAAN KO SABRE JAMEEL AUR NYAMAL BADAL ATA KARE. AMEEN.❤❤❤
@walimohammad75252 жыл бұрын
Just a good presentation on Shaikh Mukhtar, legend in his work and personality
@DPPatel-pg9et Жыл бұрын
Nice video! Thank you!
@prof.anandgiri31682 жыл бұрын
शेख मुख्तर और जु मेहमूद ग्रेट
@asrarahmedmirza54752 жыл бұрын
Junior sahb. Jab bolte hain to aesa lagta hai jaise unke munh se phool jhad rahe hain... Allah inki umr daraaz kare aur khoob khushiyan de.. Aameen..
@shaikhjabbar15312 жыл бұрын
Nice presentation Dear junior you are great Thank you dear Salam
@n.shaikh56082 жыл бұрын
Nayeem bhai mere bhaijaan kisi se kam nahi who bhi ek bahut hi achche insaan hai allah tala bhai jaan ko(jr Mehmood) sahetyabi aur tandurusti ata farmaye aur hamesha Kamyabi de aur salaam Bhai aap ko bhi allah tala apne hifzu Aman me rakhe India asks ko din dugni raat chaugni tarakki ata kare aameen summa aameen Frm Nawab Shaikh
@devduttsharma66595 күн бұрын
Dil se Kalam bhai junior Mahmud ka janm 1956 to Mera bhi 1956 ka hai Maine bahut black and white filmen dekhi hai main bhi junior Mahmud ka fan hun❤👍💖🙏💯🌷🥀
@bahubalbaba78862 жыл бұрын
Jr. recites good and captivating stories.
@shakeelnawab24102 жыл бұрын
Naeem bhai allah paak aapki Umar me beshumar barkate ataa faramaye---aameen you are very down to earth AARTIST
@samayravi2 жыл бұрын
We are proud of beautiful dances , done by you
@dadakhanhsp88282 жыл бұрын
Mahmud bhai Salam kaji Bhai aap jiyo hajaron sal yaar aur hamari Bollywood ke sabhi actor actress
@faiyazahmed5692 жыл бұрын
Bahot acha interview hai maza agaya Bhai
@noorafshan78272 жыл бұрын
Jr .Mahmood Salam Aaj bhi aap ki bat krne k aik andaz h .Allah aap ko umardraz kre .Aameen
@momtazunissa928 Жыл бұрын
MashaAllah nayeem bhai may Allah grant you in jannath ul firdose ameen Chicago salaam bhai is so close to him how much he's missing him we have to realize 😢
@khalidmuzaffar304813 күн бұрын
Allah tala Marhoom Nayeem saheb ko jannutul firdose main maqaam ata farmaye. Ameen.
@ramilajoshi39262 жыл бұрын
Jr Mahmood bahot hi ache insan hai
@krishnagopalmadaan36442 жыл бұрын
India ask ka Bhaut Bhaut shukriya..jenhone jr... Mahmood se shikh muktyer g k bare kafi kuch batiya ..thanks je.mahood g ka Alha Mahmood bhai hamesha kush rakhe..aur bhai hameshaa khushiyan baate.. have a nice day sir g.
@TheQazirafi2 жыл бұрын
Jr Mehmood sb n Kazi sb best jodi of this programme. Kazi sb we want to listen the past history of those artists who have not worked with MR JR MEHMOOD... IF POSSIBLE
@dilipkumardas55162 жыл бұрын
Jr.mehmood ka vedio bahut atcha laga.
@bhushanshukla20872 жыл бұрын
Jr. Mahmood bhai se kabhi unke bachpan ke saathi Sachin ji ke baare kuchh jaankariyan lijiye to khushi hogi. Shaikh Mukhtaar ji ke baare me jaankari mili badia laga 🌹🌹🙏🙏
@mohamednaseerahmed75558 күн бұрын
In my childhood I seen 3 or 4th flime. But one flime,Dr shaitan.I like to much. That time Ranjan ,Mhapal,and Shekh Mukhtyar are big Acters . Because they all fighting very well.
@ogirao73832 жыл бұрын
Bhai aap ki jitni tarif karun kam padega bhai
@vishesdristitvnews3732 жыл бұрын
बहुत बढ़िया
@anil85082 жыл бұрын
Saalam kazi saheb mai aksar aapka programme dekata hu aur mujhe bahut accha lagta hai. Mei ne aapse ek bar mukhtar saheb ka interview ke lya farmyse ki thi aur aaj dekhkar accha laga.
@eqbalahmad48622 жыл бұрын
Sekhmukhtar sahid ki film ustadon ke ustad bhut hit film hai aese to inki adkari har films mai achhi lagi krib krib inki sbhi filme dekhi hain main ne kochch u tube pe joniar mahdod aur meri omar 1956 ki hai inki bhi filme sohag rat mai achhi adkari ki hai
@samayravi2 жыл бұрын
Excellent talk
@davenderkumar30422 жыл бұрын
My. Heartiest respects to great actor.and dominating personality of India cinema. Dada Sheikh Mukhtiar. In any film if he played side hero role. He made hero uncomfortable and confused by his dominating role and personality...may be ustod Kay ustad. Changej Khan and dada. I miss him so much as his life style.and film role is so impressive that it has bearing effect on today's life How a man should not be selfish but strive for others and society. In public interest .. .. salute to dada Sheikh Mukhtiar
@mohdhusain11072 жыл бұрын
wah purani yaden taza kar din jawab nahin tha in logon ka
@rahimkotiwale90102 жыл бұрын
Sachi jankari di Shaikh mukhtar my favorite hero thanks
@NisarAli-ij7fo2 жыл бұрын
Salam bhai so nice video
@anudeshsrivastava2456Күн бұрын
Kya personality thi👌
@ncjain57252 жыл бұрын
Thank you so much for rewinding sweet memories of a wonderful artist Sheikh Mukhtar Sahab. All his roles were attributed to the welfare of human beings. He also produced a film based on historical character but it was not so successful and led to big disappointment. This evergreen song of " Ramu Dada" glorifies the Philosophy of Life : Jeevan Nadiya Behti Jaye Saanjh Savere Dopehri..
@AamirKhan-yh9tv2 жыл бұрын
I like Shaikh mukhtar great actor
@wethepeople20672 жыл бұрын
Thank you Salaam bhai and Junior Mehmood ji. Bahut samay pahale maine aap se request ki thi Sheikh Mukhtar ji par bhi ek episode banane ki. Aapka bahut bahut shukriya.
@nmkhan-fc1qc2 жыл бұрын
Bahut achcha program h ji aap ka purani yade taja ker dete ho ji
@VinodSingh-wf3vv2 жыл бұрын
जूनियर महमूद बाल कलाकार का नाम सुनते ही बच्चे खिलते थे 👌
@NEWS-N-NEWS2 жыл бұрын
शेख मुख्तार साहब मध्यप्रदेश के जबलपुर शहर के रहने वाले थे उनके परिवार लोग आज भी है , p Please don't give wrong information
@ashokverma5056 Жыл бұрын
जनाब आपको गलतफहमी हुई है जबलपुर मध्यप्रदेश से प्रसिद्ध फ़िल्म एक्टर याकूब खान थे। जो कि एक पठान फेमिली से ताल्लुक रखते थे। शेख मुख्तार साहब का जन्म देहली में हुआ था 24 दिसम्बर 1914 में जामा मस्जिद के पास चूड़ियों वाली गली नाम के मोहल्ले में। उनका ताल्लुक बेसिकली उत्तरप्रदेश के सहारनपुर जिले के ढोली खाल से था। विकिपीडिया पर सारी जानकारी उपलब्ध हैं।
@mahmoodalam7684 Жыл бұрын
शेख़ मुख़्तार जबलपुर के नहीं थे याक़ूब ख़ान जबलपुर के थे जो पहले तो सुपर स्टार हीरो थे बाद में कॉमेडी करने लगे थे याक़ूब ख़ान सौ से ज़्यादा फ़िल्मों में काम किया था। ✍️
@madhudubey37002 жыл бұрын
Jr Mahmood ji self super commedian Fev
@12MK1232 жыл бұрын
Jr. Mehmood in Barahmchari Gajab Acting ... Ham kale hayn to kiya.......
@shaikismailismail43762 жыл бұрын
Salamkaxi Sab repeated most powerful and beautiful actors image thankyou
@vimaldave698 Жыл бұрын
Salambhai....ye AAP hi kar sakte hai....Jr.Mehmood Saab se apne vo bate nikalvali hai shayad aur koi nahi kar sakta..Aap jo bhi saval unse karte hai uska level uncha hota hai ye badi khubi hai aapki...Aap ne Jr. Sab se bahot hi badhiya batein ki hai...Itne Behtareen VDOs ke liye aapka bahot Shukriya.....Wish u Good Luck and All the Best.....
@maheshnagda22332 жыл бұрын
I like your show
@irfansolkar3962 жыл бұрын
Salam Bhai i aap ko aur junior mehmood sahab (Nayeem Bhai) ko Allah aap dono sehat aur bahut izzat de kitni purani yadein aap log taza karte ho aise he junior Bhai ko lekar aur video banaiye
@jitendersarhaya1142 жыл бұрын
Salam Bhaijaan Salam h app ko 👌👌👌👍❤️🙏
@waseemarif2221 Жыл бұрын
اداب نعیم صاحب انڈیا فلم انڈرسٹیی کا اثاثہ ہیں انہوں نے وقت کے مہاراجوں کے ساتھ کام کیا ھے اپنی پرفارمینس سے عوام کے دلوں مین۔مقام۔بنایا اپکا پروگرام بہت اچھا مزیدار ھے ووہ باتیں جو ہم نہین جان سکتے تھے اپ نے جونیر محمود صاحب کی بدولت ہمین سنیں کو مل رھی ہیں۔ مجھے کہنے میں کوئی ار نہیں انکی جو مقام ملنا چاھیے تھا فلم انڈیا نے نہیں دیا۔ اللہ اپکو اپنے حفظ و امان میں رکھیں۔ گزارش ھے جونیر صاحب کا سیل نمبر مل سکتا ھے۔
@NisarAli-ij7fo2 жыл бұрын
Jr. Mehmood sahib is talking so nice .
@nareshmunjani75952 жыл бұрын
Great ❤️🙏🌹
@alikkuttyalikkuttyp94132 жыл бұрын
Very nice programe thank you salam bhai from kerala
@javeedjaveed84822 жыл бұрын
Good...
@renukaverma93262 жыл бұрын
Thank you.IA ..bada intezaar kiya apke or jr mehmood ji ke episode ka..Bahut accha lagta hai jub old memories share karte hai.mera mun hota hai ki mai bhi us daur mai chale jauu ...kash ki in yadoon mai jaan hoti.. I like mehmood ji very much. Bhagwaan unki umar lumbi kare....Waiting of your episode......🙋
@dadakhanhsp88282 жыл бұрын
Ramzan Mubarak ho kaji bhai Mahmud bhai assalam walekum aap bahut achcha kam kar rahe ho
@chandrasingh86142 жыл бұрын
Junior mehmood sb ko hamara salam
@fituhasan20742 жыл бұрын
Paheleto maine nahi jantatha mukhtar sahab konhe Sheikh mukhtar sahabka film dekkha maine...sal 1941..bahen..film....(abhi mera age 1989)
@syedaliraza12602 жыл бұрын
So nice 💞 story video
@ShamsherAlam-sy6mr2 жыл бұрын
Namo Bhai aka jr Mahmood Bhai aap naseebon wale hain.. Aap ne har un actors ke sath kaam kiya hai jinke sath log kaam karne ke liye khwab dekha karte the..
@NisarAli-ij7fo2 жыл бұрын
Allah ap ko salamat rakhe.....Ameen
@nitinadhav97192 жыл бұрын
Nice👍👍👍👍👍
@mohdhasankhan64902 жыл бұрын
Mujhe shekh mukhtar ki lal bangla film bhot hay or aaj kal logo ko to unke bare me kuch nhi jaante
@newbharatenterprisesraipur77992 жыл бұрын
This mehmood bhai jindabad.
@Sahil-Singh.2 жыл бұрын
I am 34 years old. Sheikh Mukhtar saab ki sirf ek film dekhi hai abhi kuch din pahle KZbin pe. Behen (1941). Bahut acchi film aur acting thi Mukhtar saab ki. Par unhe Pakistan nahi jana chahiye tha.
@AFTABKHAN-db1xn2 жыл бұрын
good job
@bmabbasi9652 жыл бұрын
Good presentation.Thank You for it. Love to all viewers.From Bareilly U.P.India.
@mohammedfasiuddin26732 жыл бұрын
ASSALAMALAIKUM. SALAAM BHAI 🥀 AAP SE EK GUZARISH HAY KE SHETTY SAHAB KE USTAD FIGHT COMPOSER AZIM BHAI KE BAARE MEIN EK EPISODE BANAYE PLEASE 🥀💗
@amnashaikh9207 Жыл бұрын
Walekum Assalam
@HariSingh-ot8dn2 жыл бұрын
I see Film Ustaad Pedro in 1970 at Jagjit Theater Bathinda Punjab
Salam bhai aapko salam Naeem bhai ko bhi mera salam Naeem bhai ma sha Allah yaad bahot acchhi hai jab woh stage par parform kartethey tab se mai unko jaanta hun mere bhai bhi orchestra me gaate they Aziz Ali aur jr.sahab ka usme khaas item hota tha ek baar milna chahunga in sha Allah mai bhi bachpan se filmon ka shaukin raha hun aur yeh bhi batadun k yeh pahli baar mai coment kar raha hun malik aap logon ko achchha Rakhey
@rabindradattamajumdar50492 жыл бұрын
Kaya Baat Hai!
@newbharatenterprisesraipur77992 жыл бұрын
Grt sheikh mukhtiar
@kalimansari77192 жыл бұрын
Junior Mehmood ka Zubani Baat sunane mein bahut maja Aata Hai Apna Pan lagta hai
@mohammedsalim3412 жыл бұрын
Bless you Naim uncle 🙏
@obaidansari36112 жыл бұрын
Naeem Ka koi jawab nahi.
@syedmohib575811 ай бұрын
شیخ مختار کی بات ۔ سب اداکارون سے الگ تھے ۔۔۔۔۔
@aniketfunnegi67502 жыл бұрын
Sheikh Mukhtar aur Late Cricter and Commentator Tony Creig ki Shakal milti julti hai.
@kkr83612 жыл бұрын
Pahila msg kiya hu bahut acha laga aapka bahut bada fan hu
@RaajKumar-s2f8 күн бұрын
Sheikh mukhtar sahib ki film Shabnam dekho 1964 .behtreen gane aur acting
@chandrashekharmanjal4567 Жыл бұрын
तकदीर वाले है ज्यू महमूद
@hemashetty8882 жыл бұрын
👌👌
@noorshaikh50082 жыл бұрын
Salam Bhai..Apne mere bachpan k Heero Shaikh Mukhtar sahab aur jinki pahli Film se mai fan hogaya tha woh junior Mehmood Bhai ,ki zabani. Sunkar Bohat maza aya...Bohat bohat Shukriya.....