Sister Sirgam excellent reaction 👏🏻👏🏻👏🏻 you win the gold medal today.
@randymataram2834Ай бұрын
Yes,she understood dr Zakir point 👌
@shaikhhadi9852Ай бұрын
NIkhil Zakir naik ki video kuch seekne k liay nahi dhekta balke debate karne k liay dhekta hai issue ye hai ye apne app se honest nahi
@UbaisAnsari-uАй бұрын
Yes👍♥️❤💯 💯💯✔✔
@mrtaaz7839Ай бұрын
@@waseemn8393 Yes Absolutely 👍
@AdibaAnsari-we5vhАй бұрын
Ha❤❤❤
@PRO_GAMER482Ай бұрын
Sister sargam 200% right excellent 👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏 Pahli bar Kisi hindu Lady ko mene india society ki itni badi problem ke bare me itna sach or sahi bolte hue dekha hai
@UbaisAnsari-uАй бұрын
❤❤💯💯✔
@Tanatan_Ander_Dimag_BaharАй бұрын
❤❤❤
@nayabansari8333Ай бұрын
Sister Sargam well said Allah Apko Hidayat de yahi Dua karta hu
@Md.DarulNaimАй бұрын
Good reaction Sargam ka Sochh Achhahe Bahut Samajdarhe Allah Usko our Giyande
@sheikhtiger007Ай бұрын
Sirgam reaction so perfect about women’s rights ❤❤
Alhamdulillah Islam ke sare Kanoon Insaniyat ko follow karte Hain aur Insaniyat ke liye bahut jaruri hai ❤❤❤
@hazeerav8802Ай бұрын
mashallah bahut achcha reaction Diya hai Sargam.
@YasirkalamАй бұрын
Sirgam ma'am listening things really good, appreciatable 👏 👍
@TalimKhan-b5pАй бұрын
This is the best family proud all of you ❤ ♥ 💗
@muhammadyousaf-zq2qiАй бұрын
sargam ne boht achi explain ki [from Pak.]
@rehanakhan6021Ай бұрын
Sargam sabse jyada samajhdar hai
@Varun-qr7pnАй бұрын
Sargam didi best reaction 👍💯💯
@MusaNaeem-pd6wdАй бұрын
Sister sirgam u r beautiful explane today...ur thoughts is very high and golden words🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@rjrajput1825Ай бұрын
Sirgam bhabhi kamal hi kar diya aaj apne 🎉🎉🎉
@saquibahmed.8898Ай бұрын
Sargam ji, hats off...🎩📴
@miraabid6106Ай бұрын
Sirgam sister Mai Dua karta hu aapk liye aur aapki family k liye bhi.. Allah SWT Aapko aur aapki family ko Islam qabool karnai ki taufeeq ata karai...
@AfgStar-g5nАй бұрын
U wife is smart the way she said all things well done👏♥️
@RehanSheikh-f5wАй бұрын
Sargam Sister jis par bitti hai usko malum hota hai aapki baat Bilkul Sahi hai
@saadikshaikhmasudi3078Ай бұрын
Sargam ji is the best reaction 👍
@wajidshah5158Ай бұрын
Sistet Sargam G 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
@FazzyDannyАй бұрын
Sargam sister, today your views are beautifully explained and on point...sargam sister, i respect your veiws and your emotions ❤
@samsadahmad3540Ай бұрын
Allah aapko aapke pure Parivar ko khushiyon Bhari jindagi ata farmae❤❤❤❤❤
@malikabrarawan4953Ай бұрын
Sargam baji ap ne sai bola I agree with u
@chulbulrdx6714Ай бұрын
Best reaction by sargum ma'am....... Masha'ALLAH
@MdIrfan-wy3jyАй бұрын
Very very good sister you explain 👍👍💯 best knowledge
@itzdawahАй бұрын
Aurat ko talaq nahi khula lene ka right diya gya hai islam me, aur teen talaq ka haq aurton ko isliye nahi diya gya hai ke wo mardo ke mukable me kafi emotional aur jaldi baz hoti hai agr unhe ye haq mil jata to wo har din talaq deti rhti har bat me talaq deti rhti lekin mardo ke ander Allah ne wo taqat rkhi hai ke kitna bhi mushkil wqt aa jaye lekin unke zuban se ye talaq lafz nhi nikalata to baz ko baz se behtar banaya hai Allah ne
@afnanahmad8393Ай бұрын
Good answer main b yahi khnay Wala tah
@saeedabsarhashmi2925Ай бұрын
Right
@kmsalauddintofa9897Ай бұрын
One more reason that, men have to pay denmohor/mohorana (not exactly dowry). So some greedy women would have make it (marriage) business.
@mirzanomi1966Ай бұрын
Bhabi NY to ajj boht Boht acha reaction deya Mashallah nice
@amirbaig6712Ай бұрын
Good sister sargham ap ne dill jeet lye
@UbaisAnsari-uАй бұрын
Mashallah bohot pyara reaction ❤
@Hamzaafzal7846Ай бұрын
Well done sister you are learning great
@yarm.3230Ай бұрын
Sargam ji ka best reaction tarif ke kabil hain
@UbaisAnsari-uАй бұрын
❤❤✔
@rajmdsk2672Ай бұрын
Sargam sister hamari piyari sister
@MoulaAli-kk1oiАй бұрын
Sister sargam ne acha bola ❤❤❤
@mohd-_rizwan8373Ай бұрын
Nice reaction sargam ji
@danishimam7243 күн бұрын
I totally agreed sargam sister. I loved your perception.
@shaikhhussain9367Ай бұрын
Ap ki mama &Sister sargam is a great .she gave v nice reaction
@muskankashmiri4461Ай бұрын
Anti k bajoo pe lagi hoi hai Allah anti ko jald sehat de Ameen ❤
@GLOBALESTATE0712 күн бұрын
Ameen
@mudassirhussain98894 күн бұрын
Ameen
@foyezahamed6951Ай бұрын
beautiful reaction ❤❤
@MYRCollections10 күн бұрын
Meri behan meri shahzadi.. Love you so much ❤️
@obaydurrahman205Ай бұрын
Aurat bhi le sakti hai talaq usko khula bolte hai
@technofriends7422Ай бұрын
❤❤❤ Hindu dharm ki books me talaq ka procedure aur uski conditions nhi milti hai, indian law court ke through talaq lete hai log. Magar quran khud ek complete constitution hai ek country ko chalane ke liye
@mrtaaz7839Ай бұрын
Ye baat in logo ko nehi pata😅
@AsifKhan-o.OАй бұрын
@@technofriends7422 haq ☝🏻
@RuhulAmin-bv8bbАй бұрын
Masallah so nice video ❤❤❤❤🇧🇩👍
@Alikhan777.7 күн бұрын
Sargam ji good reaction 💯
@randoms2035Ай бұрын
Sirgam has given an outstanding opinion. Her observation is also very keen
@Islam_11101Ай бұрын
Your sister is so right about these kind of people.may Allah bless you all.
Nice reaction teem 🎉🎉balance jazakalla allah imman aatakaray❤❤
@walisony6569Ай бұрын
This family will accept ISLAM very soon. Inshallah..
@aseerarsh56Ай бұрын
Sargam 👏👏👏👏
@UbaisAnsari-uАй бұрын
❤❤💯💯✔
@FahadRK9Ай бұрын
❤👈 Nice reaction.
@DureNayab-m7wАй бұрын
She’s absolutely right 🇵🇰👍👍
@zishanshivra70595 күн бұрын
Sargam ji ne bahut hi bhetar samjha is topic ko....
@Wasalrana-h4fАй бұрын
Love your energy guys ❤😊
@FazzyDannyАй бұрын
Sargam sister ka view perfectly explained and others views are golmol, round and round and not explained well by brother nikhil but sargam sister speaks on point..waah thank you sargam sister 🎉
@MohsinKhan-kz1keАй бұрын
Bahan Ne bahut acchi baat Kahi
@mohdsiraj8961Ай бұрын
Allah tala aa ki family ko salamat rakhe, aapki Mummy aur wife observation bahut achcha tha uske bad Jo un dono ne explain Kiya bahut hi knowledgeable Jo hak tha vah unhone byan Kiya. Bhai ye dekh kar ke bahut Khushi hoti hai ki aapke Mummy Papa aur aapki wife itni knowledgeable aur itni sach aur hak ki baat kahney wali family aapko Mili hai hai, ye upar wali ki rahamat aur niyamat hai ki aapko aisi family Mili hai jis per aap fakr kar Sako proud feel kar sako.
@JerinHussenАй бұрын
Sister sirgam excellent reaction.❤❤
@MoulaAli-kk1oiАй бұрын
Masha Allah ❤❤❤
@MrAkbalHusenАй бұрын
Wow mem AAP ne toh hiladia ❤❤❤❤wow mem very good fil jit Liya
@the-lover-laughАй бұрын
Bahi read zaror krna 1. Talaq: Islam mein talaq ki ijaazat hai, lekin yeh aakhri hal ke tor par samjha jata hai jab shauhar aur biwi ke darmiyan sulah ki koi umeed na ho. Talaq ki teen qismein hain: Talaq Raj'i (jismein shauhar iddat ke doran apni biwi ko wapas le sakta hai), Talaq Ba'in (jismein sulah mumkin nahin hoti), aur Talaq Mughallazah (jismein teen baar "talaq" kehne ke baad biwi shauhar ke liye halaal nahin rehti jab tak woh kisi aur se shaadi na kar le). Islami taleemat mein shauhar aur biwi ke darmiyan rishtay behtar karne ke liye bhi hidaayat di gayi hai taake talaq se bacha ja sake. 2. Aurat ke Huqooq: Islam mein aurton ke huqooq ko buhat ahmiyat di gayi hai. Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya ke mardon ko apni biwiyon ke sath husn-e-suluk karna chahiye, aur yeh ke tum mein se behtareen wo hai jo apni biwi ke sath behtareen suluk karta hai. Islam mein aurton ko virasat ka haq, taleem ka haq, aur nikkah mein apni razaamandi dene ka haq diya gaya hai. 3. Shadiyon ki Tadaad: Islami qanoon ke mutabiq, ek mard ko chaar biwiyan karne ki ijaazat hai, lekin shart yeh hai ke wo un sab ke sath barabari ka suluk kare. Agar wo insaf nahin kar sakta to behtar hai ke wo sirf ek se shadi kare. Islam mein ek se zyada shadiyon ki ijaazat ka maqsad aurton ki hifazat aur samaji masail ka hal hai, na ke zati khwahishat ki takmeel. 4. Islam mein Insaaf: Quran aur Hadith mein insaaf par zor diya gaya hai, khaaskar aurton ke sath munasifana sulook karne ke hawalay se. 5. Aurat ke Huqooq: Islam mein aurton ko buhat se huqooq diye gaye hain. Misaal ke tor par, nikkah ke waqt aurat ko "mehr" diya jata hai, jo uska maali haq hai. Iske ilawa, aurat ko talaq lene ka haq bhi hai jise "khula" kaha jata hai. Islam mein aurton ke virasati huqooq, maali huqooq, aur samaji huqooq wazeh tor par bayan kiye gaye hain. Agar Quran aur Hadith ka mutala kiya jaye to maloom hota hai ke Islam ne aurat ko izzat aur waqar ke buland maqam par faiz kiya hai. Islam mein Talaq: Islam mein talaq ki ijaazat hai, lekin yeh naapasandida amal samjha jata hai. Iska maqsad shauhar aur biwi ke darmiyan aise masail ka hal nikalna hai jab unke liye ek sath rehna mumkin na ho. Islam mein talaq ke bare mein wazeh hidaayat di gayi hain. Ek sath teen talaq dena naapasandida samjha jata hai, aur is par Islami ulema ke mukhtalif raayein hain. Talaq us waqt ka hal hai jab shauhar aur biwi ke liye ek sath rehna na mumkin ho, taake wo shadi ke bandhan se azaad ho saken. Sabse pehle, aapko yeh samajhna chahiye ke talaq kyun hoti hai aur "teen talaq" kya hai. Aapko is topic par research karni chahiye. Aapke religion mein zyada tar aurton par zulm hota hai? Kya aapko lagta hai ke agar husband aur wife ke darmiyan masail hoon ya husband wife par zulm kare, to kya unhein phir bhi saath rehna chahiye? Aapke religion mein agar husband mar jaye, to wife ko poori zindagi uske naam par guzarna padta hai. Koi uski parwaah nahi karta, aur wo zindagi bhar akeli reh jati hai, chahe koi uske sath bura salook kare. Usay hamesha ke liye tanha chhor diya jata hai. Islam mein aisa nahi hai. Aurton ko bohot saare huqooq diye gaye hain. Agar aap Islam mein aurton ke rights ke baare mein parhain ge, to aapke doubts clear ho jayeinge. Koi aur religion aurton ko itne rights nahi deta jitne Islam deta hai. Jo kuch aap sunte hain uspe yakeen karne ke bajaye khud research karein aur hamare scholars se mashwara karein taake aapki ghalat fehmiyaan door ho sakein. Aur doosre religions mein mardon ke liye multiple marriages par koi restriction nahi hai. Apne religion ki taraf dekhein, aapke devta Krishna ki bohot si shaadiyan thi, aur doosri religious figures ki bhi kaafi shaadiyan thi. Wahan 5, 10, 20, hatta ke 100 ya 200 aurton se shaadi karne ki koi pabandi nahi hai. Lekin Islam ne isse 4 shaadiyon tak mehdood kiya hai, aur woh bhi khas situations mein, jaise agar koi aurat bewa ho ya talaq yafta. Nabi Muhammad (PBUH) ki kaafi shaadiyan thi, lekin unme se sirf aik kunwari aurat thi, baaqi bewa ya talaq yafta thi. Aap ne unse shaadi is liye ki taake unka tahaffuz aur madad ki ja sake. Agar aap duniya ke stats dekhein to aurton ki tadaad mardon se zyada hai. Accidents mein zyada mard marte hain. Agar ek mard sirf ek aurat se shaadi kare ga to kaafi auratein baghair shohar ke reh jayeingi, aur isse issues paida ho sakte hain jaise exploitation ya prostitution. Isliye Islam me specific halaat mein chaar shaadiyon ki ijazat di gayi hai. Lekin Quran mein clearly kaha gaya hai ke agar aap insaaf nahi kar sakte to behtar hai ke ek hi shaadi karein. Islam aur Quran ko samajhne ke liye aapko khud parhna aur samajhna chahiye. Isme aqalmand logon ke liye guidance mojood hai. Yeh straight baat hai, lekin log afwaahon ya suni-sunai baton pe amal karte hain, bajaye iske ke woh khud parhain aur samjhein. KZbin aur Google pe knowledge easily available hai, aur zyadatar scholars apne arguments ke proof bhi provide karte hain. Jahan tak aapki baat hai hamare rasam o riwaj jaise parda waghera, humein isse koi farq nahi padta. Kisi ne iske khilaf kuch nahi kaha. Hum har religion ki izzat karte hain. Lekin doosre religions ke log aksar hijab ya jihad jaise mamlaat ko Islam mein ghalat samajhte hain, jabke woh khud nahi parhte ya samajhte. Woh sirf wohi maante hain jo suna hota hai. Hamara mazhab humein nafrat sikhata hi nahi. Aap khud search karein, Quran parhain, aur hamare Nabi ﷺ ki zindagi ka mutaala karein. Or Dr zikr naik ap mazhb ko glt ni khna Cha rha os shaks ki bta hi adi the os na kohd apna mzhb ka Liya Kitna glt bola onha roka gya mazhb koi bi glt ni hota insan osa khrb kr dta ho Or agr tilaq itne am bat hoti tu AJ hr koi tliq da rha hota urat tliq la skti ha Haq ha but mrad ki trha ya ni kah skti ak hi bar talq talq talq dhka bahi pakistan ma India ma drams or movie ma jsa dihkya jta ak hi bar Kise bat pa tlaq da dta asa ni hoti tlaq ya dramas or movie ma glt dihkya jta ha hmesha Islam ki chizo ko is liya log Jo dhkta in movies ma onha Sach lgta infect pakistan sa ho ma or Pakistan ma kyi drama ma asa dihkya jta ya si ni h on ko shi dihkna chya lkin ya bi ha kyi Muslim waqi ak sath teen talq da dta ku ka ya wo log hota jinha Koch pta ni hota na kohd Islam ko in qanon ka shi sa ni prha hota Or Sirf Muslim ni or mazhb ka log bi AJ alg hota h or biwe ya hasbnd ka hota chup ka gf bf or shdi bi krta h log osa glt ni khta kher
@mdtaslimmdsalim4798Ай бұрын
Veri good bahut Achcha Baat Boli
@Hadee-zr7hrАй бұрын
Plz more reaction on dr zakir naik❤❤
@M.AParvezАй бұрын
Beshk Allah jise chahata hai use hi hidayat deta har kisi ko hidayat nhi deta allhmdullah
@Nishadsalman-o9xАй бұрын
May allah bless u all guys ameen
@nasimbhainasimbhai5017Ай бұрын
Sargam sister ka reaction jabardast raha🎉🎉🎉🎉🎉
@asmatariq9574Ай бұрын
Allah aap sub ko hidayat ata kre Ameen 😊
@mehmoodbeeran-p8tАй бұрын
bhabhi ne bohat acha samajh liya he mashallah
@TaukirShekh-qm6zdАй бұрын
Good 👍
@bazmedarwesh4390Ай бұрын
Apki wife to boht ghuse me agai aaj 😂 lekin boht acha boli zabardast
@alfaiiz5076Ай бұрын
Sister sirgam gives very mature reviews based on ground reality
@KawserAhmed-f9qАй бұрын
Alhamdulillah
@SkNaim-s9hАй бұрын
Bahut khubsurat family hain ❤
@PriyaVibes-s6sАй бұрын
Thank you 🤗
@mehboobkhan1972 күн бұрын
Reaction on most famous youtubers accept lslam
@sajidbhai40Ай бұрын
Mashallah
@DeshBangla-g3tАй бұрын
THE INDIAN SAGA Ap logoko musolmano ka salur.
@Khan-du8piАй бұрын
Jisne quran ko samajh liya uski zindagi safal hai sargam bahan ne kafi kuch samajh liya hai meri bahan ko dil se salam
@asksajid564Ай бұрын
Jo samajhna h wo to samaj hi nahi rahe h
@shahidsandhu9828Ай бұрын
Bahbi ka jawab sai hai❤
@wasimhusain1Ай бұрын
Sargam bhabhi great job
@azanjarral1838Ай бұрын
Alhamdulilah aur islam is perfect religion❤ It is competible with each n every condition and era
@MohdmuqarvinKhanАй бұрын
Sargam is good think
@Pa_reactionАй бұрын
Please Quran reaction ❤
@muhammadareebhassan1347Ай бұрын
Very nice vedio
@firozansari4058Ай бұрын
Quran ❤❤❤❤
@K.M.R_ISHFAQАй бұрын
Allah hame aur app ko sahi raste pe chalne ki tufeeq de aameen aameen ❤🎉
@azadmiah6784Ай бұрын
I'm watching from Saudi Arabia
@MdAfridi-uv1ehАй бұрын
Masjid Nabi par video Reactian please
@naziransari2283Ай бұрын
Good
@SarukhAnsari-hi2seАй бұрын
Good
@AbutTalib-pg8hnАй бұрын
Mashallah shalgam ji bahut acche se samajhti hai vah bahut pyar se samajhti hai acchi hai baat hai
@nareactionchennal4062Ай бұрын
Thanks for sister sargam explanation, sensible explain
@syedsolarsystemkohat2331Ай бұрын
Behna tairy Kia kehny. Best thoughts.
@mohammadkawser3886Ай бұрын
Dear sister sirgam superp❤😊❤
@miraabid6106Ай бұрын
Islam mai equality ka concept nhi hai.. ISLAM mai JUSTICE hai sab k liye... Alhamdulillah being a Muslim❤❤