Anday Wala ya Shami kabab Ka BUN KABAB Sab se pehlay Karachi mai Shuru hua tha in the late 60's ...ab ye puray Mulk mai milta hai but Karachi walay ki baat hi Alag hoti hai...Sab se Best ...👌🏻
@khushbakht75aliya337 күн бұрын
Bilkul sahi kaha Yeh isb ka tou bilkul bekar lag raha tha
@zakiawaseem96008 күн бұрын
Kashmiri chay Pakistan me boht famous h or ye chay bari yummy Hoti h
@Zayyan-t4m8 күн бұрын
Love you guys from Gujarat Pakistan🇵🇰
@shanishan30338 күн бұрын
Pink tea b her jagha milty h so tasty
@foodnutrition37958 күн бұрын
Yaar anday wala burger ki craving ufffffffff 😂😂 dil krrha ha yaar
@durezahra18628 күн бұрын
Available in all over Pakistan
@salmanmansoor66738 күн бұрын
In late 1960's and 11:03 1970's an old chacha used to sell bun kabab at the Rino cenima 's footpath. His kababs were made from chana daal and were very spicy . Loved them.This cenma was in sadar Karachi.
@zeesahi70798 күн бұрын
App bht achy Indianas ho.ksi ki insult nhi krty.❤❤Hassan from pakistan
@maqsoodsiddiqui39598 күн бұрын
یہ برگر کراچی سے شروع ھوااب پورے پاکستان میں ملتاہے
@Jb252588 күн бұрын
Puray Pakistan main milta hai anda burger it's so delicious better than kfc and McDonald's
@sahirakokub8 күн бұрын
Khamiri chain Bhi her jagha milti ha gher mai bhi banatay hai
@foodnutrition37958 күн бұрын
Anday wala burger food fusion ki recipe mil jaye gi or bohot pakistani food bloggers ki hoti ha wese usme green red or mayo chutney k sath poora chanay ki daal ki patty hoti ha jo phela detay hain uske upar pyas or gobi fresh cutti hui parti hain original tou yahin akar mile ga baqi ap bana kr try krsakte hain
@shabnammoiz95068 күн бұрын
Pory Pakistan me millta h
@aimenAbbasi-r4c8 күн бұрын
Aap Kabhi Aaye Pakistan aapko bahut Achcha lagega
@IrfanAli-hi6ms8 күн бұрын
Andy wala burger 🍔 born and best in karachi baqi sab copy hai
It is available throughout pakistan, the best ones are in karachi, lahore and faisalabad.
@SananRajpoot-kh9pi8 күн бұрын
My favorite kashmiri chaye
@sumeraskitchen80478 күн бұрын
andy wala burger pory pak m milta ye.. street food hi.. bht mazy ka or sasta burger.. andy sy phly.. dal ki aik teh lgaty phir anda
@Killerr3368 күн бұрын
Kashmiri chae is the special one ... Try once, Highly recommended
@Jb252588 күн бұрын
I like your VLOGS
@fizabatool71288 күн бұрын
Pakistni her wedding me must hoti kadhmeri tea
@Jb252588 күн бұрын
Kashmiri tea is a pink tea
@shamilarauf76528 күн бұрын
Ande wala burger first time in Karachi 🌹🌹🇵🇰🇵🇰
@sumeraskitchen80478 күн бұрын
kashmerri chy yhn sardiyon m milti.. all over pak m.. ye green tea sy banti
@muhammadalikhan38867 күн бұрын
🥚 Anda Wala 🍔 .....😂😂..... Akk funny video yaad a gi
@AyeshaKashif-ge3jr8 күн бұрын
Aap Ghar py bna sakty Hain Kashmiri chai..☕
@kashmalamalik60906 күн бұрын
Buger mein petty ni chicken or dal ki shami hoti hai us pr anda rakha jata hai jo k bht mazy ka hota hai or pory Pakistan mein hr jga available hai or Kashmir chai b hr jga available hai specially in winter season wedding hr shadi k menu mein zaror include hoti hai jo k bht he tasty hoti hai
@zannyarsh49906 күн бұрын
Kashmiri tea is very yummy with pistachios and andae wala burger had Shami kabab Pati
@SittaraAwan8 күн бұрын
Pakistan main her jgha milta ha anday Wala burger
@Bilalkhan-wp9sr8 күн бұрын
Milta to sb jagah hai pr Karachi ka best hai❤❤❤❤
@SyedmuhammadWalihyder-iz4mp8 күн бұрын
Dry fruits used in kashmiri tea.
@ayzasvlog6 күн бұрын
I am also Pakistani superb hoti kashmiri tea
@thecritiquee8 күн бұрын
Zyada tar top kai khannay lahore aur karachi kai hain Baki baad mai aye hain like islamabad
@forstudents72888 күн бұрын
ye burgur sb jgho pr milta h pakistan mn r ye bartan bhi dhabha ya choty hotels mn aam hn
@humerawasim88858 күн бұрын
Yeh khashmiri chai bhi har jaga milti hai aur bohat mazay ki hoti hai aur upper iss pe nuts bhi dalti hai
@SubiyaAdil-qi2zx8 күн бұрын
Ye sb pury Pakistan me milty hen or Kashmir chai bhi
@ambrinashakoor2858 күн бұрын
Andy wala burger evergreen burger 🍔
@CricketLover319-pk1sg8 күн бұрын
Puray Pakistan main milta Hy
@sherrykhan46638 күн бұрын
Shami Kabab hota Hy aanday walay burger mein or Pakistan mein yeah munching k or craving k Tor per khaya jata Hy.
@ozee28268 күн бұрын
Anday wala burger is actually introduced in khi by karachites, its got popularity and now available in other cities as well.
@saadi078617 күн бұрын
Bhai poray Pakistan main milta h khhas tur per Karachi burns road per
@letstry68978 күн бұрын
Bhai wo petti nahi tha shami kbab hota hai usy fry kr k spread krty hain... Or ye anda shami burger pury Pakistan main hr city main mil jata hai... Even kashmiri chai is originated in kashmir but pury Pakistan main main milti hai... Balky yahan sardiyon ki shadi k functions main khany k bad lazmi milti hai kashmiri chai
@QuratAnnie275 күн бұрын
Kashmiri chai bht tasty hoti hy
@TinyTakes107 күн бұрын
Sub jagah milta h mgr Karachi ka burger best h ❤
@aidah-z2z4 күн бұрын
Karachi has the best biryani Nihari and Anday wala burger or Bun Kabab from all over Pakistan
@zubairmemon28558 күн бұрын
Anday wala burger Karachi ka bohat acha hay
@Aimanbajwa-e1p5 күн бұрын
Kashmiri chai is very normal in pakistani weddings I'm punjabi but I drink kashmiri chai in every wedding
@shabnamisaac95165 күн бұрын
You can find almost every city
@farzanasyed36278 күн бұрын
❤anda wala burger
@afsheenhussainkitchen34515 күн бұрын
Karachi me bhi milita hai
@naranjapk18 күн бұрын
Egg Burger is an innovation of Karachiites
@aidah-z2z4 күн бұрын
The main 4 key ingredients in Anday wala burger The delicious Shami Kabab Dipped in one whole beaten egg then fried it Now a days in Karachi please don't put chutney instead they fill they fill the anday wala Burger with yummy Coleslaw And over all its yum 😋 Normally in Pakistan Only the poor people eat veg food because they can't afford non veg
@shabnamisaac95165 күн бұрын
Very affordable 👌
@SamayaHaisam8 күн бұрын
Nai hr jagha sy mila hai like pani pure
@sughrahasnain2 күн бұрын
Kashmiri chai almost yahan pakistan men har ghr men bnai jati hy 😊
@FarazKhursheed-eh5qz8 күн бұрын
Andy Wala burger Sirf Karachi ka acha hai
@HuzaifaAli-u9g8 күн бұрын
Petty mai shami kabaab sauces salad n anda hota hai
@farzanasyed36278 күн бұрын
Kashmiri chai, ghar mein bhi bana saktey hain, add pistachios and its best
@mayaali58388 күн бұрын
Multan ka bht mazy ka hota hai Andy Wala burger
@binteyousuf17015 күн бұрын
Milta pooray Pakistan mei hai, lekin Karachi se start hua tha aur waheen ka best hai.
@Jb252588 күн бұрын
Bhai app bee aao pakistan main
@sabrakhan-cl2qf7 күн бұрын
bro jitny bhi mashoor food's hy wo ya to karachi sy hai ya Peshawar k hy Islamabad ki koi cheez mashoor nahi hy waha k log to beef pulao ko bhi biryani kehty hy anday wala burger bhi karachi sy hy just bun kabab my anda or mukhtalif chatniyo or salad k sath bnti hy
@sabihajunaidi5497 күн бұрын
Karachi se start hua or pury Karachi me milta hy Andy Wala Burger 🍔😂
@muhammadmansooryounus61738 күн бұрын
The exact origin of the bun kebab is debated, but it's believed to have originated in Karachi in the 1950s: Haji Abdul Razzak: Some say he introduced the bun kebab in 1953 as a quick meal for workers. Vada pav: Others claim the bun kebab evolved from the vada pav, a fast food sandwich from Mumbai, India. Khayam Cinema: A third theory is that the bun kebab was first sold outside the Khayam Cinema in Karachi for moviegoers. After the bun kebab's initial popularity, other patty variations became popular, such as the dal patty and shami kebab. Azad Bun Kabab is one of the oldest and most famous bun kebab shops in Karachi, having opened in 1952. Rehman Yousuf of Rehman Bun Kebab (RBK) has been serving bun kebabs for 65 years. A Karachi bun kebab is a street food consisting of a minced lamb patty, spicy egg, and onion served in a bun with tamarind and mango chutney.
@amanansari24418 күн бұрын
All pakistan local Milta hai KFC Macdonald Etc pe bhi hai
@AmnaRehman-k9y8 күн бұрын
یہ کراچی کی ایجاد ہیں اسکی شروعات۔ برنس روڈ۔ کھاراد۔ اور مھٹادر سے ہوئ ہیں اور یہ دیلی والوں کی ایجاد ہیں پانچ روپے سے شروع ہوا
@qasimakmal109654 минут бұрын
Pure Pakistan m milta h ande Wala burger or Lahore m SB se acha mzedar double ande ka burger milta h jis k undr se b upr se b anda lgate h
@Faizan-t5e8 күн бұрын
Karachi me bhi kashmiri chai milti hai.
@asmaajmal73018 күн бұрын
Poore pakistan especially barns road ka mashhoor
@Lach-y3x7 күн бұрын
Andy wala Burger sirf Islamabad sy nai pury Pak sy milta hy har Gali har Road py milta hy Bhai.... or Green Tea sirf kashmeer sy nai sab jaga sy milti hy ap log Lahore ayn to apko sab khilayn gy
@QuratAnnie275 күн бұрын
Ande wala burger pore pak me milta hy humare bachpun me ande wale burger hi hote the yeh zingar wnger kucg ni hota tha tab
@Starry-k2f8 күн бұрын
Poore Pakistan me milta hai, specially in Lahore
@ambreenwahab45588 күн бұрын
Karachi k sub se best anda wala brgar apko milyga
@abidayub90088 күн бұрын
Eggs burger Pakistan ki her street Mai Millay ga introducekarachi
@SamayaHaisam8 күн бұрын
Wo tikke shami kabyab ki hoti hai
@Lubnasaleem-x2q7 күн бұрын
Pory pakistan mai mlta hy Andy wala burger
@khanbadshah66744 күн бұрын
Best ande wala kabab is from karachi
@islamsworld08 күн бұрын
دنیا میں برگر جرمنی کے شہر ہیمبرگ سے شروع ہوا تھا پھر جس طرح لوگوں نے ٹریول کرنا شروع کیا تو یہ فوڈ بھی مختلف علاقوں میں پہنچتا گیا۔ 20 ویں صدی میں میکڈونلڈ اور برگر کنگ نے پوری دنیا میں برگر کو انٹرنیشنل فوڈ کے طور پر متعارف کروادیا۔ اب دنیا میں کلاسک برگر اور انڈے والا برگر کیا مطابقت رکھ سکتے ہیں ۔۔۔؟؟؟ جرمنی کے شہر ہیمبرگ کے بعد دنیا بھر سے ملنے والے برگر مکمل طور پر اپنے ذائقے کی ایجاد اور کاپی ہیں۔ انڈے والا برگر بن کباب ٹیسٹی برگر فلاں فلاں وغیرہ وغیرہ۔۔۔
@zrind-2418 күн бұрын
Anday Wala burger Karachi ka hi hai.
@shafiqsindhu83287 күн бұрын
Bhai g ye burger pooray Pakistan mein miltaa ha
@Aimanbajwa-e1p5 күн бұрын
Andy wala burger 60s sy pakistan mai hai ab to har gali mai mil jaya ga even k taste bi bohat similar hota ksi bi street sy ly lo lakin wo taste ghar py kabi nhi mily ga😂
@mubashirislam74162 күн бұрын
If u wanna try you search the recipe on KZbin
@zindagihb72236 күн бұрын
Andy wala burger pury Pakistan main her Jaga milta hy
@Pakistan786-c5y6 күн бұрын
pury pakistan me milta ha
@hawkins69968 күн бұрын
Pory Pakistan mai milta Hy.almost
@ayyazfarooq71577 күн бұрын
Ande wala burger 🍔 sirf karachi mn ha original or testy baki cities mn na hi khana to behtr ha 😂😂
@Arshad-g1o8 күн бұрын
Pakistan Mai sb jaga femous hai from 🇵🇰
@inambangash95507 күн бұрын
Andda burger is available in all over Pakistan
@pakistanp23257 күн бұрын
Pory Pakistan main milta hy
@adanparvez38448 күн бұрын
Sab sey acha Karachi mey
@faiqshabbir8668 күн бұрын
Pory Pakistan m❤
@AsifKhan-tr6qx6 күн бұрын
GULABI CHAYE KASMREERI CHAYE KO BOLTE HAI ANDY WALA BURGAR REPRESENT KARACHI FAIZAN BHAI REHAN BHAI AAP LOG BHI AAJ AYEN BUN K OOPER DAAL TIKKI YA CHICKEN TIKKI LAGATE HAI HARI CHTNI KETCHUP PIYAZ TAMATAR KHEERS ANDA
@MuhammadHafeez-wx5pr8 күн бұрын
anday wala burger is a lahore, khi product
@RaheelahJaved7 күн бұрын
Kashmiri chae Pakistan MN easily mil jati hr srote se ande Wala burger bhi sare Pakistan se mil jata