This not crystalline sugar it is brown sugar/desi sugar that is make from sugarcane juice through the same method of making gur
@aishy512 күн бұрын
شکر کہتے ہیں 😂
@shanishan3033Ай бұрын
Abdul Fareed bhai ki video bhut knowledgeable hoti h & nice vlog 👍 😊
@MAsgharAli-o5sАй бұрын
You are both very nice guys stay blessed.I m from Sargodha Pakistan
@SeRaPh-2Ай бұрын
Payya ummmm yummyyyyyy , sardi ho aur beef paaya ho aayeee haaayeeeeeeee 😊
@ifiali549727 күн бұрын
Cow or lags and buffalo .and mals lagd
@AyeshaKashif-ge3jrАй бұрын
Garam roti k upr shakar or makhan dal k khaya jata hmary village mn😋🤤
@farzanasyed3627Ай бұрын
Bismillah, Ma sha Allah
@MiSs_Le028 күн бұрын
Ye shakar gurr ki banti.. Hum bachpan se kha re roti sadah garam pe makhan aur shakar.. Itna yummy ye combination wallah jis ne ye nhi khaya us ne kuch nhi khaya
@ahsanyaqoob6670Ай бұрын
Shukar hai ya video dakhta huwa khud b chana kha raha tha ma ni to dakh dakh kr halat kharab ho jani the 😂❤
@ranatanveer9835Күн бұрын
Lahorion ki khanay say muhabbat daikho raat kay 2 bajay nashta shorou ho jata hay. 😅😊 LAHORE jaisay khanay kahin nahin milain gay.
Lovely video. I am from Lahore but live in the UK. It's lovely food. Love you all. X
@peace1048Ай бұрын
واقعی شکر اور مکھن کو دیکھ کر کھانے کا دل کرنے لگا
@Aimanbajwa-e1pАй бұрын
Oil wesy zayada nhi dalty ya gosht jab pakta hai to oil chorta hai wo zayada harmful nhi hota wesy bi esa khana log roz nhi khaty kabi month mai 1 bar ya phir koi dost aa jaya
@FatimaKhalil-i4k22 сағат бұрын
Paye khane ka mza hi ye hai k us main roti tor k dal di jaye or phr khaya jaye 🤤 Lahori here 🙋
@princesswishАй бұрын
Your reaction 👏👏👏
@AsifaTehreemАй бұрын
Mere monh me pani aa gya😊
@raziaanjum8950Ай бұрын
Jegrrey brown sugar ❤
@kishwarbaloch1115Ай бұрын
Chati mean mitti ki handi jis me lassi banaty hn hath se .
@Imranshokat-l3sАй бұрын
Lahore key logo ka nashta or khana raat 2 bajy start hota ha or lahore ki rotine ha markeet subah 2 bajy khulti ha or raat 2 bajy soty ha
@Zahra-almasАй бұрын
Others says "Lahore Lahore ay" But lahoris says'Lor lor ay"😂😂😂😂
@Lifestyle369-n2zАй бұрын
Lahore walon ki Rrray wali problem 😂😂😂
@lahoriyaa-u2sАй бұрын
Or rasta btatay huay.. 😂 Nehr O Nehr jana a bs😂
@Zahra-almasАй бұрын
@@Lifestyle369-n2z 😂😂😂😂yes but I'm not lahori ✅🤭
@Zahra-almasАй бұрын
@@lahoriyaa-u2s baji dupata chuk lo apna stand vich ajayega 😂😂😂😂
@SobiaAyaz-s8wАй бұрын
Same bro we r from Karachi and we never sleep at night ..subha fajar k bad Kam kar k soty Hain 9 bjy 😂😂😂😂
@jiger3986Ай бұрын
Oil tou bhai Delhi ke khanoon ka check karain.
@Noor_i.Ай бұрын
ہم تو بچپن سے گھروں میں چسکے لگاتے ایسے مزے کے الحمدللہ 😊
@ButterFly-pn8teАй бұрын
Simple shakar hai with makhsn Soo tasty and yummy test Khan Kar zaror dakhay. Khanay o dakh Kar AP khalat bohot khrab ho rahi thi 🤣
@Nadiaahma45Ай бұрын
Meny be bohot khaya ha makhen or shakr roti ky oper dal kr 😋
@Aniqakashif-d11Ай бұрын
Watching your video at 3 am 😂 and want this breakfast
@hadishams-o4xАй бұрын
Shakr 2 trah ki milti ak safed light brawn or ak dark brawn
@humafakhar8617Ай бұрын
Very good reaction😊❤
@AyeshaKashif-ge3jrАй бұрын
Abdul Malik fareed ki videos wesy b achi hoti unpy ziada sy ziada reaction diya krym🥰
@ahsanthebest1Ай бұрын
Sir lahore mein life hi raaat ki mazay ki hai.. ap aik baar aaao to… hr cheez milti hai raaat ko.. aur androon k khanay to best hain best
@sumerabashir1512Ай бұрын
Din k waqt heavy trafic city ma entry mna h rat ko hi heavy trafic allow h
@ZahidGhouri-youtubeАй бұрын
Rehan Bhai pori Raat jagte hain hum hydrabaad wale or Kam par hum 1. 2 . Ke darmaiyan jate hain a sa shi he 😂😂😂😂😂😂😂😂🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰
@kinzasarmad9010Ай бұрын
Ae fog ni ae smog ae😂
@laeeqabukhari803026 күн бұрын
raat ko jagtay hain din ko sotay hain 2 bajay atayn hain shop par office jayanay walay jaldi sotay hain
@Frenzy444freishАй бұрын
Businessman late night jagty hain pher students b late jaagty aur btw hum late jasg k b subha time py uth jaty 😂 Ya lahore naashta raay ka he mzzy ka hy
@MèhmetTïmur-007Ай бұрын
Lahorii khaneyy ... 💯🔥
@AsimOfficial69-qc2dgАй бұрын
Very very nice ❤❤❤
@Starry-k2fАй бұрын
Like your vlog 🎉from Lahore ❤
@arhamali2804Ай бұрын
PAYE heavy k sath sath healthy b hotay Hain, Jin KO pairon me joron me takleef ho wo khaya kren, oil kum daal k to healthy hota hai
@FatimaKhalil-i4k22 сағат бұрын
Ye rat bhar jagne wala scene andron Lahore main hi hota hai q k wahan zada tar karobari log rehte hen jo der tk jagte hen or subah late shops kholni hoti hun after 12 dupahar tk is lie wahan late night nashte bhi milte hen
@stargalaxy2363Ай бұрын
Panjab me smog ka reason ye he k india me darakhton ko ag lagai ja rahi he wahan se hi ye smog aa rahi he
@HunainaOkashaАй бұрын
Ye smog ha india ki trf sa he ata ha like is season m jb indian پرالی jlaty hn to uska دھواں clouds k sath mil kr smog bn jta jo india ki trf sa pakistan m ata ha.
@Cutesunny..Ай бұрын
Typical Punjabi nashtaa ❤
@FatimaKhalil-i4k22 сағат бұрын
Shakar is not crystalline sugar it is brown sugar which is made from sugarcane juice, gur ko pees k shakar bnate hen and it tastes very yummy and not having side effects like normal sugar
@MèhmetTïmur-007Ай бұрын
Jinheyy lahore ni takyaa o‘ jamya ee naii 🔥💯✅
@raniaahmer5985Ай бұрын
Ghur means jagery ki shuker hai
@AsifJan-ry9xhАй бұрын
Aslam o alikum sugarcane Sy Gurr banta aur Gurr ki podwer form ko shakkar boltay hum love from Lahore
@somaymaan7349Ай бұрын
Great reaction 💚
@AhmedRaza-uc9tkАй бұрын
In lahore mostly they has properties shops, etc etc which they have given on rent so its a easy money for them and most of the people work freelance online in providing services to other countries so they work at night.
@sadiaamber8048Ай бұрын
Yes especially lahore mn log rat ko ni sitai din mn sotai hn
@syedmazharashfaq8458Ай бұрын
LAHORE MAI SMOG indian punjab KI WAJJAH SAI HOO TAA HAI indian punjab KAI KISSAN FUSLOON KI BAQIAT GAA LAA TAI HAIN TOO USS KAA SARRA DHOO AINN LAHORE AUR DOOS RAI CITIES MAI AA JAA TAA HAI
@farzanaraees7614Ай бұрын
Makhan saamne parha hua nhi he rakhaa hua he
@rwjcreations1660Ай бұрын
Bhai sugar can k rus se ghur bnta hai or us ghur se shakar bnti hai.. is shakar se cheni sugar bnti hai .isko Brown sugar khty hn
@rock096Ай бұрын
Ye khana sirf Lahori hi kha sktay hain
@MudassarGujjar-tk6pjАй бұрын
Bhai sirf lahore k log rat ko 12 1 bjy kam se aty hn or subha 12 bjy kam py jaty hn
@hayasyedkiduniya5066Ай бұрын
😳 *Amazed* 😳
@RanaUsman-iy1vtАй бұрын
Rana usman frome lahore
@lahoriyaa-u2sАй бұрын
Lahore walo ko adat ha bht late night sotay hain hum log.. Almost 3 se 4 bj jatay hain.. Or subha jaagnay me 13 se 1 bje ka time ho jata ha
@shafaqahmed-mb3yiАй бұрын
Shakkar is non refined sugar. Ya kachchi shakkar, like brown sugar. It is a very Indian Village thing too.
@shafaqahmed-mb3yiАй бұрын
Shops open around 1 pm. Close at 10 pm.
@hirasheikh6207Ай бұрын
Row gur ko grind kr k bnti hai ya wali shakr
@AmjadAli-t2x4zАй бұрын
شکر گر سے بنتی حے مکھن دودھ اور دھی سے نکلتا ھے
@TanveerAbdul-f2g4 күн бұрын
Bro continue forget specially Lahore every time eating open hotel restaurant somebody something need everything available
@fareeha-tc3nwАй бұрын
I live in lahore🎉🎉
@riwashahshah2671Ай бұрын
Hamza humra hero hy
@SalmaMazhar-nb5lqАй бұрын
Hm Lahorion ki baat shutu bhi roti se hoti hai or khatam bhi roti pr 😂😂😂
@anumdar8524Ай бұрын
Ye brown sugar nhi hy ye gurr hota hy Pisa hova or sath me white mukhan hota hy original butter 😋 I am Lahore e from mochi gate🤗
@ainyahmed18Ай бұрын
Shakar id jaggery powder (gur)
@duashorts9059Ай бұрын
❤
@FaryadHussanFaryad-t4mАй бұрын
Bhai ye gur wali shaker he shuger nahi he
@IqraButt-b4lАй бұрын
Ye powdered gurr he Jo unho ne use Kiya he Pakistan me isko shakar kehtey hn or Jo crystal form Hoti he wo cheeni Hoti he
@MèhmetTïmur-007Ай бұрын
LAHORE IS THE 2nd LARGEST & OLDEST CITY OF PAKISTAN.
@khuramsheikh9202Ай бұрын
Bhai isi waja se pakistan ko fast bowler ki factory kaha jata ua ku k pakistan k log mutton beef chicken makhan dunia ki her cheez khaa jate han aur bht ziada quantity k sath aur fast bowler ka zor lagta ha aur ye desi cheeze us zor ko poora karti han mai khud pakistani hu to ye baat bata raha hu k pakistani log MASHA ALLAH bht khush khorak han bht khate han han aik baat ha gandi aur sehat kharab karne wali cheeze nahi khate saaf suthri cheezy khate han
@anyakhan3318Ай бұрын
Mughy pta tha k is py reaction ayga😂
@HurairaManj-ct1uqАй бұрын
Bhi Markit open 11bjy din opening
@zaighamtahir5743Ай бұрын
bhai kahian bay hosh na ho jana 😂
@MèhmetTïmur-007Ай бұрын
LAHORE LAHORE HAIII .....
@RubinaFarooqui-g6pАй бұрын
Brown shuger , jo gud se banti he,
@MarieumairАй бұрын
Lahore main mostly log nashta bhair karty hn, ghar main nashta bhut kam banta ha
@TanveerAbdul-f2g4 күн бұрын
Bro lahore kabi raat hoti hi nahi lahore sotta hi nahi
@arhamali2804Ай бұрын
Pakistan me log Saturday night asay hi manatay Hain Khana Khana ghoomna party sharty nhi krty 😂
@OrhandotАй бұрын
Bhai without oil paya is not paya❤
@fareeha-tc3nwАй бұрын
🎉🎉❤
@kashifchanna1248Ай бұрын
Sindh me ek dish nashte me khae jati he us ko bolte he Busri wo bhi as taraha hoti he gandum ki garam garam roti ke uper makhan or shakar dal ke khate he
@Imranshokat-l3sАй бұрын
Ake kaam Kary Jin ko paya khana ha wo manji bistry sath ley aye jab shop khuly to kha key jaye
@febmiroАй бұрын
kaam kom kuch nahi bas sughal mela , main khud subah 11 bajay sota hon
@MehrozButt-qr6us27 күн бұрын
Obhai ye bong k uper oil nahi ha rogen ha
@letstry6897Ай бұрын
Bhai lahore ki markets 12 biy k bad open hoti hain or sari rat opn rehti hain normally 2 3 bajy tk... Private ofcs 10 bjy start hoty hain..
@ilyasabbasiofficial5088Ай бұрын
Bhai yah sugar India mein bhi hai
@NoorFatima-l9b6tАй бұрын
ap be pakistan ai kar ya sab try karlay
@hafsanoorbhutto2019Ай бұрын
Shakar actually gurh h grinded gurh
@zamirkhan8312Ай бұрын
Labore ki markets aur business 12 baje me bad hi start hote hain 😂