Bohat hi zabadast interview Adil Murad sahb ki batein bohat khoobsoorat Hain or bilkul laga jesy waheed Murad ji bol rahy ho MashAllah bohat achy insaan Hain Adil Murad sahb Allah Pak apko dunia o akhrat mein apni rehmton se nwazy elahi ameen 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@fanmovies42263 жыл бұрын
Thank you Zaheer sir for inviting Adil Murad to your show and sharing the memories of Waheed Murad.
@abduljanjua69973 жыл бұрын
Zaheer sb very good interview Adil Murad. Garret Waheed murad zindabad ❤🌹👍
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Thanx
@sultankhan59453 жыл бұрын
Beautiful waheed Murad Allah Pak panjtan paak ke sadqy jannat mein jagha ataa farmaay elahi ameen 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@ayeshahfatimakhan48483 жыл бұрын
Zaheer bohat hi maza aaya ...Allah adil ko or un ki family ko hamesha khush rakhay
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Shukria
@muhammadakhlaque82913 жыл бұрын
Excellent interview with Golden era pictures of waheed murad
@ArshadAli-sn2cd3 жыл бұрын
Very good interview. Waheed Murad ki bohat achi pics aap ne is interview me lagai hein jo bohat kam dekhne ko milti hein. Aap ke sawalat me variety thi aur Adil Murad ne un ke bohat thehrao se jawab diye. Waheed Murad ke aakhri dino ka zikar bohat udas kar dene wala tha. Allah unko karwat karwat jannat naseeb farmaye, Ameen.
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Thank you Arshad bhai
@KAMALK3203 жыл бұрын
Waheed ka charm bila shuba bohat tha even abhi bhi log yaad rakhte hayn...Good interview
@parinismail95203 жыл бұрын
I agree he was super hero from Pakistan I watched all his movies Arman my favorite and kaneez thank you for the Interview
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Thanx bro
@AS-sf7hr2 жыл бұрын
Adil Murad MashaAllah you do your father proud👍🌟God bless Waheed Murad, a true superstar forever 🌟🌟🌟
@rubinashaheen83113 жыл бұрын
Thanks. for such an interesting. Interview
@muhammadanwar81323 жыл бұрын
Allah pak marhoom waheed morad ko janat ul fardus min aala mokam aata farmaye. Amin. 🌹🌹🌹❤
@AslamAnsari-pe8bl3 жыл бұрын
Hero,Great Hero 🌺💕
@atiqrahman72892 жыл бұрын
Good to have son of Waheed Murad Adil Murad in this video. Thank you.
@ummeali113 жыл бұрын
v good interview....janan malik k boring interview k baad....adil murad ka zabardast interview lia ap ney....maza agia..........pak film world mein jis sey bhi baat kro...........sir nadeem k liye excellent sentences sunney ko miltey hain.......sir nadeem best of the best in pak film industry.......zaheer sahab ap sey ek request hai k pak film industry mein koi aisi personality search karen jo against the sir nadeem baat karen...plz
@khurramally64313 жыл бұрын
Very nice Vlog. Keep it up.
@syedkazi14313 жыл бұрын
Adil is my student Beconhoue hill park branch was his cildhood school Adil was same like his father he was v innocent and humble we love his hair style and sweet smile Adil Staay blessed U r still v close to us being a humble student and son stay blessed
@sultankhan59453 жыл бұрын
Yes you are right
@atiqrahman72892 жыл бұрын
Waheed Murad--- God bless him. Memories of Lahore ---- 1962 to 1967, MBBS student times. Saw Waheed Murad so many times in Movies at Lahore. Unfortunate that he died so young at age 45---- in 1983. GOD BLESS HIM.
@saulatjamil30443 жыл бұрын
Our legend, our hero,our jaan Waheed murad
@hassannasrullah65303 жыл бұрын
No replacement of great chocolaty hero
@atiqrahman72892 жыл бұрын
Miss Waheed Murad. Miss the movies I saw in Lahore 1962 to 1967---- good old days of life in Lahore. GOD BLESS WAHEED MURAD ---- AND GOD BLESS OTHER ACTORS & ACTRESSES ,WHO BROUGHT HAPPINESS AND ENTERTAINMENT TO US WITH THEIR ACTING. Those days are gone--- but not forgotten---- will never be forgotten.
@saulatjamil30443 жыл бұрын
Badar munir waqai bohat azeem insan thay
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Yes
@abduljanjua69973 жыл бұрын
Yes very gareet Badar Munir sb 🤲🕋🌹
@naveedkhan81963 жыл бұрын
Beautiful interview
@muhammadsaeed74083 жыл бұрын
Bohat hi azeem aor legend adakar Waheed Murad ji.
@theeducationist20393 жыл бұрын
May you always rest in peace my loving star hero Waheed Muraad. Amen
@atiqrahman72892 жыл бұрын
Waheed Murad ---- great,handsome actor. He brought happiness to millions by his great acting. Those were good old days of cinema/movies of Pakistan. He died so young,age 45 , unfortunately.
@imookhan96393 жыл бұрын
Great interview beautiful
@imransaeed20733 жыл бұрын
We still love waheed and hated Nadeem Pervaiz Malik etc etc who Ignord waheed in his last days we Still became very upset to know stories in different source of his sadness ALas we could not met him in his life but sadly we participated in his Funeral procession on 24 11 1983 And now after 37 years we regularly send him Fateh to soal I am from Lhr and still became very upset to sea his sadness stories
@drjavedofficial46142 жыл бұрын
Waheed murad all time great hero
@ayeshahfatimakhan48483 жыл бұрын
Mastana mahi jaissi khoubsoorat film koi hay hi nahi
@dataguild3 жыл бұрын
@Muhammad Shabbir waheed ki her film zabardast hay. un ki her film main kirdar different thay chahaye woh Insaniayat, Bundegi, Aahat k doctor ka ho, ya heera pather, Waqt, Jaal taxi raksha Driver ya Gadha gari walay ka ho, Maan Baap, Beta, Awaz, Gherao aur aulad main betay ka ho, ya Dever Bhabi, Anjaman main Dever ka ho aur un jaisa dever ka kirdar shaid kisi aur nay nibhaya ho, aisay hi jab jab phool khilay main sumuglar ka ho ya parakh k chore ka ho, Apanay Howay Praye main Noukar ka ho ya Wada k bholay bhalay Ashiq ka ho, Doulat aur dunya main double roll main aik Daku aur aik shaiyer ka ho, Arman k Ashiq ka ho punjabi main mastana mahi main double kirdar kia phir Jogi main jogi k kirdar main buhat khoobsurat andaz main kia, Behan Bhai, Dil nay phir yaad kia main Bhai aur dost ka kirdar buhat acha kia, Aadami, rastay ka pather aur salgirah main wakeel ka buhat achi tara nibhaya, Sehali, Nazrana, Tarana, I love u, piayari wegaira sub main achi acting ki, M. Ali sahib kaha kartay thay jo insan ehsas dil aur acha ho ga woh actor b buhat acha ho ga jis insan main ehsas nahi woh ki khaak actingn karay ga aur Waheed Murad sahib buhat achay ehsas dil insan thay sub dukh khud hi apnay dil main liaye dunya say chaly gaye kisi say koi gilla shikwa nahi kartay thay isi liay woh sub say big actor thay tragedy, romantic, light comedy aur action kirdar buhat khoobsurati say kiaye isi liay tw aaj tak hum un ko nahi bhole sakay agar koi un jais film industry main aa jata tw shaid bhole jatay lakin ALLAH nay sirf un ka naam zinda rakhna hay. Isi tara Gullo, M. Ali, Mustafa Qureshi wegaira buhat achay insan aur artist hay. Female actress main Babara Sharif aisi actress hay jo tragedy, comedy aur action film ki master thi jino nay Mara Naam Hay Mohabat, Salakhain, Badaltay Rishtay main itani achi tragedy acting ki k gents b ronay per majboor ho jatay hain aur cinema say rotay howay nikalay warna Shabnam, rani, Nisho ki tragedy acting dakh kar tw hansi aa jati hay maan k kirdar main Nayyer Sultana sahiba haqeeqi maan lagti thi un k cheray per maan jaisa noor tha jo kisi aur k cheray per nahi isi liaye tw Apnay Howay Praye main Waheed Murad Mazloom betay k roop main aur Nayyer Sultana nay maan k roop main aisi umda acting ki k cinema main betha her koi rota raha, isi tara Waheed sahib nay maan baap, Maan Beta, Behan Bhai, Wada, Anjaman, Doulat aur Dunya Arman wegaira main itani khoobsurat tragedy acting ki koi aur nahi kar sakta tha, Nadeem nay b 4-5 movies main ki jin main Dilagi, Insan aur Firishta, Ishq Ishq, Mohabat aik Kahani, Kundan, Prince wegaira main tragedy buhat achi ki Nadeem sahib comedy sub say achi kartay thay aur M. Ali sahib tw tragedy k badsha thay, Insan aur Aadami, Insaf aur Qanoon, Salakhain, Behan Bhai, Zakhmi, Sangram, Badaltay Rishtay top class tragedy acting ki aisay hi Gullo Sahib nay Mara Naam Hay Mohabat, Kiss Naam say Pukaron, Barat, Annso Aur Sholay, Aandhi aur toofan, Wedaira main M. Ali sahib jaisi acting kar k dil choo liaye Gullo ki awaz b buhat achi hay, Shahid sahib b waheed ki tara tragedy, comedy, action yani her tara ki acting kartay thay aur kamyab rahay woh Waheed k baad Cienema Screen per b buhat khoobsurat nazar aatay thay waki hero thay un ki movies tw buhat hain lakin uno nay comedy main, Uf Ye Biviyaan, Susral, Buhat Khoob, Haye Ye Sohar ki aur tragedy main Shama e Mohabat, Aanso, Anmol, Payasa, Suriya Bhopali, Deedar, wegaira, action main Black Warrent, Do Hath Kariyaan, Josh, Thaa wegaira buhat achi ki aur sultan rahi say achay lagay aisay hi humaray khoobsurat actor Asif Khan nay buhat achi movies pakistan film industry ko di, un ki film Sargent, Dushman ho tw Aisa, Kala Dhunda Goray Loug, gharay Zakhum, Tesari Qasam, Awara, Aag hi Aag, Zabata, Naqshay Qadam jaisi kamyab movies di action k badsha thay un jaisa khoobsurat action hero india main b nahi hay bulkay hollywood k hero lagtay thay aisay hi Badar Muneer sahib buhat darwaish kisam k insan aur her thay woh b urdu pashto punjabi sub movies main kamyab rahay, isi tara Yousaf Khan, Sudhir, Mustafa Qureshi, Humayon Qureshi, Adeeb, Iqbal Hasan, Afzal Ahmed, Rangeela, Munawar Zareef, Ali Ejaz, Nanah sub nay humari film industry ka sari dunya main naam roshan kia aur india nay humari films aur songs copy kiaye, Ab tw film industry ka ALLAH hi Hafiz hay
@sultankhan59453 жыл бұрын
Yes
@sultankhan59453 жыл бұрын
@@dataguild you tube Ka sabsy khoobsoorat comments ek ek baat mere Dil mein utri khas tor Jo batein mere peyare waheed Murad ji keliye ki wo tmam apbi meri tarha Pakistan film industry se pyaar karty Hain khaas tor waheed Murad ji se Mera Dil kya mehsoos Kar Raha hai apki batein parr k wo mein hi janti hoon mere dukhti ragh pe haath Rakh Diya apny mujhy mere peyare waheed Murad ji bohat Yaad aaty Hain har waqt BSS apny waheed Murad ji ko dekhti rehti hoon Allah Pak panjtan paak ke sadqy mere peyare waheed Murad ji ko jannat mein jagha ataa farmaay elahi ameen 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@asmafarzana92083 жыл бұрын
Waheed Murad ke bare itni jankari haasil kar ke bahut accha laga Kash koi unki help karta unke sathi actors ya family
@khalidaqazi79603 жыл бұрын
عادل صاحب آپ سے یہ سن کر بہت اچھا لگا کہ ارمان کو اپنے دادا پر فخر ہے اللہ پاک بچے کی عمر دراز فرمائے اور ترقی دے آپ نے جب بھی ارمان صاحب کی تصویر فیس بک پر پوسٹ کی لوگوں نے کمنٹس کی بارش کر دی یہ جان کر اور خوشی ہوئی کہ ارمان صاحب کی عادات سر وحید مراد صاحب سے ملتی جلتی ہیں آپ بچوں کی تصاویر شیر کرتے تو اچھا ہوتا
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Yes
@sultankhan59453 жыл бұрын
Elahi ameen 🙏🙏🙏🙏🙏
@fatimatufail55073 жыл бұрын
I am punjabi and I totally agree with Adil sir we are suffering from inferiority complex that if we speak punjabi we will be deemed as pendus.
@Khan-kf5rg3 жыл бұрын
Nice Punjabi of Adil Murad
@ayeshahfatimakhan48483 жыл бұрын
Dear aadil i love all of your family.
@kashifkhawaja73483 жыл бұрын
Zaheer sahb boht khoob
@zahentertainment73653 жыл бұрын
شُکریہ کاشف
@kashifkhawaja73483 жыл бұрын
@@zahentertainment7365 you welcome
@farooqahmadllm4035 Жыл бұрын
love u dear adil my son, golden memories of our golden hero waheed murad. god bless u nd ur fmly. mrs farooq
@imookhan96393 жыл бұрын
Adil kud great hai sab ko acha kha achay inshan ki yahe Nashani hai
@shaziakamil90613 жыл бұрын
Bilkul sahi kaha ap ny 🙂🙂🙂
@ayeshahfatimakhan48483 жыл бұрын
Babra shareef waheed ki dead body k pass sari raat Quran majeed ki tilawat karti rahi thi...weekly. Akhbar e jahan men yeh tasweer chaphi thi..Allah babra ko jaza day.
@abduljanjua69973 жыл бұрын
🤝 Mashallah good memorie.🌹👍. Abdul Azeem Janjua
@ayeshahfatimakhan48483 жыл бұрын
I still have that picture.
@faisalqureshi46123 жыл бұрын
@@ayeshahfatimakhan4848 plz post those pictures , i want to see the pics of waheed murad 's death
@ismatirfan28813 жыл бұрын
Adil murad is not a successful actor but he is very decent and graceful as a person
@merchant5003 жыл бұрын
He is legend
@zeeshanmoazzam14433 жыл бұрын
Classic
@zainraheel4458 Жыл бұрын
Nice interview
@abidqureshi69513 жыл бұрын
وحید مراد جیسا نہ کوئی ہے اور شاید نہ کوئی ہو گا. ان سے بچھڑے 35 سال گزرنے کے باوجود آج بھی ان سے پہلے سے زیادہ قربت ہے. اس میں کوئی شک نہیں کہ محمد علی فلم انڈسٹری کا بہت بڑا نام مگر ان کو ان کے عروج کے وقت کے لوگ ہی جانتے اور مانتے ہیں اور وہ اب 60 سے اوپر کے ہیں. ندیم صاحب قد کاٹھ نہ ہونے کے باوجود اپنی اداکاری اور خوبصورتی سے بہت اچھا مقام بنایا اللہ پاک انہیں سلامت رکھے 200 سے زائد فلموں میں کام کر چکے مگر آج انہیں بھی وہ مقام حاصل نہیں جو وحید مراد کو حاصل ہے رہی بات شاہد صاحب کی وہ بھی اچھے اداکار تھے اور ہیں مگر انہوں نے فلم انڈسٹری میں مقام بنانے سے زیادہ عیاشی کو اہمیت دی. کچھ لوگ مرکر بھی زندہ رہتے ہیں اور کچھ زندہ رہ کر بھی زندہ نہیں ہوتے. میرا مقصد کسی کی تزلیل نہیں صرف قانون قدرت کے رنگ اور ڈھنگ ہیں. وحید مراد صرف فلموں کےلئے آیا اور فلموں کے دوران ہی دنیا سے چلا گیا یا دوسرا ستارہ اکمل جو فلموں کے لئے ہی آیا اور فلموں کے دوران ہی دنیا سے رخصت ہو گیا. اگر وحید مراد کے بعد کسی کا نام جانا جاتا ہے خاص کر پنجابی فلموں میں تو وہ اکمل مرحوم کا ہے. باقی بھی کئی فنکار آئے اور گئے اور جو ابھی بھی حیات ہیں. ان دو اداکاروں جیسی شہرت کو نہ چھو سکے. ہاں ایک اور فلم انڈسٹری کا بڑا نام سلطان راہی اس انسان نے ایک ایکسٹرا سے وہ مقام حاصل کیا جو شاید کسی کو بھی نہ حاصل ہوا ہو.
@abduljanjua69973 жыл бұрын
I agree. Waheed murad all Time garret. 👍🌹
@naveedkhan81963 жыл бұрын
Zaheer Bhai kindly a interview, a video some information about Shoaib Mansoor. I am waiting...
@imookhan96393 жыл бұрын
Legend real Legend waheed Sb
@SaimAli-eq1yn3 жыл бұрын
Good
@nickismail84763 жыл бұрын
Great 2nd part.u got my answer about his two boys.Need to know he is married to and is he based in England or states.?
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Yes
@wordtruth61163 жыл бұрын
Good interview. When will you interview Kavita? Really love to hear from her.
@zahentertainment73653 жыл бұрын
OK let me find her
@qasimkhan77983 жыл бұрын
Sir ji ..muhmmad ali sab ke ek movie jiske name to malom nahi jis me .m ali sab deyatee tayep ka hota hai shabnam heroen hai jo gar ckor kar bag jate hai.. plezz os ka name bataw
@zeeshanmoazzam14433 жыл бұрын
✔️
@gazalayasmine70723 жыл бұрын
Shamim ara or zeba ka apas me kia masla tha? Kindly us per program keren thanks
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Ok
@akmalwahidvlogs23763 жыл бұрын
Why dont you do video recording
@zahentertainment73653 жыл бұрын
Skype is not reliable
@atiqrahman72892 жыл бұрын
His short life was from 1938 to 1983.
@emmadkhan68323 жыл бұрын
فلم ارمان میں جو نگار ایوارڈ دئے گئے اس وقت میں نے نگار اخبار میں پڑھا تھا کہ گانا اکیلے نہ جانا کا ایوارڈ مالا بیگم کو دیا گیا ھے اس لئے احمد رشدی کو اس گانے کا ایوارڈ کو نہیں ملا احمد رشدی کو جب پیار میں دو دل ملتے ھیں کا نگار ایوارڈ دیا گیا ھے جبکہ اب یہ میڈیا میں بتایا جاتا ھے کہ احمدرشدی کو اکیلے نہ جانا کا نگار ایوارڈ ملا یہ بلکل غط ھے اس گانے کا ایوارڈ مالا بیگم کو دیا گیا پلیز آپ اس کو معلوم کرکے صیح بات عوام سے شیئر کریں مہربانی ھو گی
@zahentertainment73653 жыл бұрын
OK sahi
@sashak3732 жыл бұрын
Allah pak Maghferat karay janat min jaga dy Ameen . Log tu zidao ko bool jatay hain magar aik esa insain hain Waheed Murad jo marny ky bad bee logo ky dil min zinda Hain kash akhree dino min 2 Ay 4 Mokhles Dost ohtay tu ow Aj bee zinda ohtay Waheed Murad ko sab kee by rukhee ny mara. 😢
@syedkazi14313 жыл бұрын
I was his urdu teacher Mrs kazmi i am
@sultankhan59453 жыл бұрын
Bohat Acha laga Allah Pak apko dunia o akhrat mein apni rehmton se nwazy elahi ameen 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@shahzadkhurram5093 жыл бұрын
Hero main bhi nadeem na Waheed ka sath cooperate kia tha aik gana kia tha mumtaz ka sath
@khalidaqazi79603 жыл бұрын
یہ انٹرویو تیسری بار دیکھ رہی ہوں سر وحید مراد کے متعلق آپ اور سوالات بھی کر سکتے تھے آخر میں ظہیر صاحب امید ہے آپ برا نہیں مانیں گے بلکل blank سے ہوگئے جیسے کچھ سمجھ نہ آرہا ہو کہ اب کیا پوچھوں ایک دفعہ عادل صاحب نے کہا تھا کہ وہ اپنے والد کی سب فلمیں ڈجیٹل کرارہے اس کا کیا ہوا پوچھنا تھا ہمت کر کے پوچھ لیتے کہ ان کے متعلق سروحید مراد کے مداحوں کو شکایت ہے کہ اہل خانہ کبھی قبر پر نہیں آئے اور قبر خستہ ہونے پر مداحوں نے بنوائی آپ سے درخواست ہے ظہیر صاحب کہ میڈم سلمی مراد کا انٹرویو کریں
@sultankhan59453 жыл бұрын
Bilkul Sahi Kaha apny Bhai
@anmolmuslima613 жыл бұрын
Awaz hi clear nain
@woodiewoodpecker75433 жыл бұрын
Awaz - Tu mere pyaar ka geet hai re-sung beautifully by Dr.Zafar N Naqvi facebook.com/zafar.n.naqvi/videos/10159245042082360/
@mumtazkurne17493 жыл бұрын
सब लोग जल थे थे
@shahzadkhurram5093 жыл бұрын
Ab btao Nadeem ki tareef suni kitna bara Insan hai woo