Iqamat e Deen ke bary mein Maulana Maududi aur Maulana Wahiddudin ka ikhtelaf | Javed Ahmad Ghamidi

  Рет қаралды 4,153

Al-Mawrid Official

Al-Mawrid Official

Күн бұрын

#islam #quran #ghamidi #sajidhameed #almawrid
Complete Lecture: • Meezan Chapter 00 Prea...
Official Websites: www.al-mawrid.org and www.javedahmadghamidi.com
Official email: info@al-mawrid.org
Submit a question: www.al-mawrid....

Пікірлер: 28
@ashrafalam6075
@ashrafalam6075 4 ай бұрын
Respected, Assalam O Alaikum, I am 70+ and fortunately studied every contemporary and old Islamic literature by self study. I have drawn a benchmark or yardstick , that No one is perfect. If I don't agree or written something illogical and if it's less than 10% ,is it OK. Everyone is Human and makes something seriously wrong statements. In subcontinent we presume that all these kind of personalities are Innocent and and become stubborn in their favour or totally deny their views. If you give margin or Tolerance, it becomes easy to Respects equally all of them. Jazak Allah Bil Khair for your efforts.
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 2 ай бұрын
Sir Aaj Jitnebhi religious preecher hai woo gumraah hai jhooti majoosi riwayati hadissoper amal ker gumraah ho gaye hai.Inki samjh may he Quraan kaa Deen nahi aata. Aapne aajtak Hadisso kaa mutaliyaa kiya ab uss ilm ko Quraan ke sahi alfaaz ke tarajoom se samjho aur faisla khud karo. Isse usse poochne ki zarurat nahi ye sab gumraah mazhabi tabkaa hai❤❤❤
@ashrafalam6075
@ashrafalam6075 2 ай бұрын
@Ponderofdepth ,Respected I am 100 % agreed with you. That's why I studied myself and try to findout the right path. Allah's Blessings on me to understand various difficult topics.
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 2 ай бұрын
@@ashrafalam6075 Aap gehrayee se Quraan kaa concept samjhte rahe aapko Aallah ka sirate mutkeem Deenullah nazer aayegaa❤️Aur mazhab hadisse bhi benaqaab hongi❤️
@allauldinmir
@allauldinmir 4 ай бұрын
Complete video?
@kahmad1
@kahmad1 4 ай бұрын
See the link in the description.
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 2 ай бұрын
Ekamate Deen Quraan se kaayem hota hai jaise Nabi aur jamate sahabane kiyaa thaa Hadisso say mazhab maslak phirke jamaate nafrate ladayee zaghde paida hote hai😮😮jaise Aaj ho raha hai😮
@AbdulWahid-dh5ol
@AbdulWahid-dh5ol 4 ай бұрын
اس ویڈیو کو اپ لوڈ کر کے قوم کو کیا سبق دیا گیا ہے؟
@nassubhai9032
@nassubhai9032 4 ай бұрын
Allah moulana moududi par raham kare main ne apni jawani unki fikr k sae m is tarah guzari hai k bas wahi the. Kya hi accha hota agar woh itni lambi chourhi baten karne k bajaye rast taur par moulana wahiduddin khan ki baton ka jawab dete aur apna waqar qaem rakhte ek achhi nazeer bante aur unki tabeer se musalmano ne faede se zyada jitna nuqsan uthaya h us se unko bacha lete. Lekin hae moulana moududi nafs ne ghalba pa liya. Lekin hamara almiya yah hai k ham jiske aseer hote hain usko farishta samajhte hain.
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 2 ай бұрын
Shakhsiyet parasti gumrahi hai Quraan kaafi hai❤
@basitmuskan7205
@basitmuskan7205 4 ай бұрын
میرے خیال میں مولانا مودودی صاحب پر جو تنقیدی کتابیں شائع ہوئی ہیں ان میں سے تعبیر کی غلطی سب سے اچھی، شائستہ اور علمی کتاب ہے۔ اگر چہ مولانا وحید الدین خان صاحب کے موقف سے اختلاف کیا جا سکتا ہے اور جیسا کہ بیان کیا جا چکا کہ مولانا مودودی صاحب ان کے موقف کو بالکل ہی غلط سمجھتے ہیں اور ان کے اپنے نظریات میں ایسے اشکالات کے جوابات دینے کی ضرورت کا خانہ تک نہیں۔ بہرحال سب سے اہم نکتہ یہ ہے کہ جو جواب طلب ہے وہ یہ کہ آیا اقامت دین کا فریضہ امت کے فرائض کا حصہ ہے یا نہیں۔ دونوں اطراف میں ناقابل تردید دلائل موجود ہیں جن سے ایک عام آدمی مزید الجھنوں کا شکار ہو جاتا ہے۔
@KAMALK320
@KAMALK320 4 ай бұрын
Qurannko bunyad banayen to aqamate deen ka taswaur aur mazheb ki siyasi terz ki tabeer nahin banti. Ghamidi sb ka is oer detailed lrogramme hay you tube per. ilyaas sb k saath bhi hay.
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 2 ай бұрын
Quraan kaa Deen kaayem kerneki her insaan ki zimmadari hai jiss tak ye kitaab pahunchi❤❤
@DwindlingLamp
@DwindlingLamp Ай бұрын
​​​@@Ponderofdepth "Deen Qayam karney" ka matlab ghalat bataatey hain molana maodoodi. Us ka matlab hay, ikhtiyaar karna, us par jam jaana, us par mustakhil amal karna. Doosro pe us ko thopna nahi hota "iqamat e deen" ka matlab.
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth Ай бұрын
@@DwindlingLamp Aap sahi keh rahe. Sab mazhabi mulla aise he hote hai innhe ye pata nahi her ek insaan Aallah kaa gulaam hai chahe woo kisibhi mazahib kaa pairokaar q naa hoo. Aallah ne her insaan ko irradaa aur ikhtyyer diya hai kissi per aise zoor zaberdasti se thoonp nahi sakte aisa amal Ambiyawoo kaa nahi thaa.
@user-xg5mi8ug2q
@user-xg5mi8ug2q 4 ай бұрын
غیر ضروری بحٹ......مولانا وحید الدین خان کے بارے میں. سب جانتے ہیں کہ وہ کس قسم کے علمی شخصیت تھے
@MuhammadRafique-fe4kr
@MuhammadRafique-fe4kr 4 ай бұрын
قرآن چھوڑ کر میزان کے لیکچر اور حوالے دینا دین کا مذاق اڑانا ہے۔
@KAMALK320
@KAMALK320 4 ай бұрын
Kisi bhi mazhabi kitab ya tabeer ka perhna aur samajhna aik fitri aml hay. Koi muqadma bhi pesh kiya jta hay to wazahat talab hota hay. Musannaif ko betha ker us kitaab ko discuss kerna aik bohat ilmi rawyya hay. Islam ko is per koi aiteraz nahin.
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 2 ай бұрын
Ye Quraan choodker apni kitaab Meezaan ki marketing kerte hai. Innhone iss kitaab ko Quraan ke opper terji di. Innhe zarurat he kya hai Quraan ke rahte huwe apni kitaab market may laaneki😮😮
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 2 ай бұрын
​​@@KAMALK320 Quraan ko Quraan se he samjhaa Jaa sakta hai uss se baher sab gumrahi hai. Quraan mukkamill kitaab hai her baat wazay khol khol ker batati hai. Mazhabi Riwayeti tarajoom tafaseer mazhabi kitabbe Quraan se detrack kerte hai aur woo sab issiliye banaye hai😮😮
@KAMALK320
@KAMALK320 2 ай бұрын
@@Ponderofdepth your understanding is wrong
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 2 ай бұрын
@@KAMALK320 Meri understanding wrong hai kyaa aap Quraan ki kissi dalill se prove ker sakte??
Самое неинтересное видео
00:32
Miracle
Рет қаралды 1,9 МЛН
So Cute 🥰
00:17
dednahype
Рет қаралды 46 МЛН
小丑和白天使的比试。#天使 #小丑 #超人不会飞
00:51
超人不会飞
Рет қаралды 38 МЛН
What is the limit of forgiveness | Javed Ahmed Ghamidi
6:14
Al Mawrid Hind
Рет қаралды 3 М.
Main Na Moulana Mudodi Sa Kye Sekha - Javed Ahmed Ghamidi
3:21
Ghamidi Center Of Islamic Learning
Рет қаралды 24 М.
Agar Khuda hai to janwaron per afaat kyun aati hain? | Javed Ahmad Ghamidi
12:48
CONVERSING ISLAM - Season 3 - Episode - 1- Kya Iqamat-e-Deen Farz Hai ? Hamza Ali Abbasi
28:33
Ghamidi Center Of Islamic Learning
Рет қаралды 24 М.
Do Not Waste Anything | 19 July 2020 - Maulana Wahiduddin  Khan
4:58
Centre for Peace and Spirituality International
Рет қаралды 10 М.