Fayade me bhi hisedari aur nukasan me bhi hisedari ye sahi hai..mashaallha ye hai isalm
@koltonaugust87633 жыл бұрын
you prolly dont give a shit but does anyone know a tool to get back into an Instagram account..? I was dumb forgot my password. I would appreciate any tricks you can offer me.
@LoneWolf-yr7zp2 жыл бұрын
@@koltonaugust8763 seriously? Just click forgot password and reset it from your email
@mayadharbag95522 жыл бұрын
@@koltonaugust8763 ed
@mayadharbag95522 жыл бұрын
@@koltonaugust8763 Sha TAtr|
@Rajafaisal472 жыл бұрын
Mufti Sab hum aapko boht sunty hy or follow be krty hy lehaza mehrani kray kay hum ko NGR energy kay bary may rehnami farmaee Shukreya
@Varmulcafe4 ай бұрын
@@Rajafaisal47 yeah Mufti nahin hain khud sakhta scholar hain
@shaikhjaffar96872 жыл бұрын
Aap log ke pass full paisa hai sari duniya ke mula log garib awam ko bht pareshan karre hai
@FunInfo.-ch7qzАй бұрын
Quran aor Hadees sy reference dia hi ni, yh Islamic topic aor bohat aham topic hai , reference sy bat karni chahey
@Ateeq-d8f2 ай бұрын
Aap ghalat bolreen 1%fixed haram hai Jo bhi profit hongaaa 50 %5% Is correct hai
@TechnicalUbaidEditz6842 жыл бұрын
Mujhey bta dei k aik company ha NGR woh aisay karobaar karti ha k uss mai ham ny 4000 ka aik solar panel khreedna hota woh hamein us ka rent dety hai solar panel ka jo ham company say khrred k company ko hi rent par de dety hai ab woh company karobaar solar panel ka hi karti ha islamabad mai uss ka office bhe ha or company bhe ha lakin unhon ny fix rent rakha hua woh karoobar kar k jo paisay miltay hai un ki percentage k hisaab say ni detay unhon ny fixed rent kiya hua wohi dety hai kiya yea halal ha
@AamirJutt96112 жыл бұрын
1
@TechnicalUbaidEditz6842 жыл бұрын
@@AamirJutt9611 kiya matlab ha bhai 1 ka bta sakty hai
@mrayangamingkhan2 ай бұрын
@@TechnicalUbaidEditz684 not halal
@samanzara9272 Жыл бұрын
Agr ksi company m invest kia jaye multinational company m or wo kahyn k apko har month 15-17 % mily ga agr ap 250k invest kryn or 17-19% monthly milyga agr ap 250k se above invest kryn to kya ye halal ha?
@mamrizkhan79862 жыл бұрын
online earning k bary main batady
@azanraheem409527 күн бұрын
For example 1 lac k koe 10 paket aty hain us 10 paket ko 100 k hisab se profit dena kesa ha
@starborn8214Күн бұрын
Agar insaan khud gareeb hai to suad ka paise Jo bank main aayraha hu tu khud use karsakte hai reply please
@ManzoorAhmed-xr4vv6 ай бұрын
کسی کو پرسنٹ کا پتہ بھی نہیں لیکن لم سم ایک اماونٹ مقرر کرتے ہیں اسکا کیا حکم ہے
@NoFirqahEMAM3 ай бұрын
@@ManzoorAhmed-xr4vv jaiz nhi hai
@ElectricianPlumbingwork2 ай бұрын
Assalamualaikum shaik mai na Zomato shair liya a shers Lana kaisa hai a halal hai ya haram
@raiyanhussain6991Ай бұрын
Maine bhi aise business me paise lagaye hi aur jb profit nhi hota ya bole ke business loss me chl raha to profit nhi aata to paise nhi milte to ye haram nhi hua na?
@yousufmudassir3256Ай бұрын
Assalam alikum. Nifty 50 Bank kya halal hai.
@anamullahafridi54964 жыл бұрын
Mashallah.mawlana sab.ap emam.hanfee se talok rekte ho.mazrat k sat
@ZareenMalik-c4i3 ай бұрын
Mera koi kamana wLa nhi or mujhe bhut krza dena he to kya me profit leke krza utar skti hu
@avais77.stockmarket2 ай бұрын
KZbin pe video banana aur usse paisa kamana jayaj hai ya nhi pls explain
@RakibulIslam-db5hg3 ай бұрын
Masha Allah ❤❤❤❤❤❤❤❤
@egrashidyoutube50882 жыл бұрын
kitni achi video apki Bhai
@noormohammad69172 жыл бұрын
Assalamu alaikum. Ek samaj. Nahi AA Raha hai Salam main Sood Haram hai Sood ke Kai tarike HO sakte hai . Mujhe do teen tarhe Soodh ke mare main Janna hai Jese LIC.and Sheare market.LIC pase Jama Karne pe interest deta hai Kya wo jaiz hai . please jabab Dena main pase invest Karna Chahta hun
@ElectricianPlumbingwork2 ай бұрын
Assalamualaikum shaik mai Zomato shers lina kaisa hai
@mdgufran4753 жыл бұрын
Jazakallah khair
@aaajtv61962 жыл бұрын
Mery Bank Islamic Savings Account me 12 Lakh Ropy he , bank mujhy monthly kabhi 3500 kabhi 4500 kbhi 6000 deta he , Matlab ye jaiiz hee ??
@theincometrading5692 жыл бұрын
No bhai
@adilrahman8129Ай бұрын
@@aaajtv6196 kaunsa bank name?
@rahinpatel7744Ай бұрын
Fixed deposit pe loan le kar karz ada karvsakte hai kya pls bataye
@alwaremohammedsadeeq15079 ай бұрын
If company policy is fixed return than what to do.
@mstechwithu86276 ай бұрын
Lost m hissedar hoga ya nahi investors
@EJAZAHMED-gm4qv Жыл бұрын
Sleeping partner agar investment kare to usse profit ka pata nai chalta age wala jo profit bataya accept karna padega
@md.mehdihassanansari674 Жыл бұрын
Atal pension yojna halal hai ya haram bataye please
@rameenayaz62925 ай бұрын
Assalam.o.alaikum mufti saab agr rakam dany wala ni blky rakam lany wala khud khy k ap itna invest kro to ma itnee muddat tk apko profit du ga.. Asay profit lena thk ha k ni? Kindly doubt clear krdy. Thnku
@mrayangamingkhan2 ай бұрын
profit min share dyna is halal like bank haram on fix amount
@IslamZindabaad877002 жыл бұрын
Zolando par bhi reasearch karke batate faiz bhai plz
@armygirlarmygirlarmygirlar5079 Жыл бұрын
750 rupy ki investment par mobile work karna or products sell karna islam ma jaiz ha
@kinG_Maker_UP4 ай бұрын
Mera सवाल ye hai ki agar main kisi ko 2 lakh deta hu aur wo mujhe 10 hazar deta hai monthly jabki wo mere 2 lakh se 30 hazar kamata hai jo khud usne bataya hai mujhe....toh kya mere 10 हजार interst hua?
@FirojKhan-sl1sl3 ай бұрын
Aapk question se Interest Hua, better hai profit sharing k base p paisa le ab wo 10 hazar jitna bhi percent bane
@mrayangamingkhan2 ай бұрын
@@FirojKhan-sl1sl right
@Learning_Birds7 ай бұрын
Jajakallah ❤ very needed video
@meddygameshackandtricks36266 жыл бұрын
Faiz bhai zarur padhen or jawaab bhi den,plss,Aap youtube par Video's daal rahe ho or apke Video's par monetization bhi on hai jisse ese apps ke add aa rahe hain jis par ladki or ladka video banate hai,bina ek dusre ko jaane,to ye kya hai yaha apke khyal nahi gaya,apko esi baarikiyu ka khyaal rakhna chahiye,check kariye ki konsa add aa raha hai apki video par jazaak allah
@IRCTV6 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Agar koi sawal ya masla hai to hamare niche diye gaye land line nos. par contact kare Tel Nos. +912402336984, +912402330655, +91240 2359040 jo log india se call karna chahte hai who +91 ke badle 0 lagai. (Friday Closed) Was-Salam
@Yourdadmyboi4 жыл бұрын
Ye faiz bhai decide nhi krenge ki konsa ad inke youtube pr dikhaya jayega. Jaake google ka algorithm padhiye agr aapko ye galt lagte h to kyo ki ads wahi aate h jo viewers se related hote h. Jaise apke youtube pr wahi aata h jo aap dekhte h usi se related youtube apko recommend krta h ki ye ap dekhiye. Aur topic se related bhi aate h ads. To bhaijan aapko jo galat famy hui h wo darasal faiz bhai ki galti nhi h.
@umairahmed24599 ай бұрын
What about inflation?
@NoFirqahEMAM3 ай бұрын
Depend krta ha k kiya khreeda us ny or agr us k value oper gae ha to wo dy ga
@ghulammurtaza-zr8gj2 жыл бұрын
Sir log asal raqam b yahan kha jaty han ap kaun se zamany man g rhy han. Fix kr k b boht mushkil se pesa nikalwa paty han, aglay a k keh dete han loss ho Gaya ha
@arifasrk Жыл бұрын
Assalam u alaikum.. saving k hisab me hum jo chit fund cheeti k paise bante hai har mahine 6000 ya 10000.. agar hum do saal tak bane aur hamari bani huyi asal mano 2lakh huyi aur o cheeti hum akhir me ya hame jab zarurat hai tab ke aur uspar hame 20 se 30 hazar munafa Mike toh kya o sood kehlata hai
@djaricxTV Жыл бұрын
Haram. If you earn money on money it is prohibited.
@aixambikhan54322 жыл бұрын
Kya miya Bibi aapas me share me business kar saktiye hai ?
@sadiya82710 ай бұрын
Sonar ke pas. Scheme dalna kaisa ex- 1000\pr month se hm jama krte hy 12 month tk phir sonar usme 1 month ka bonus deta hy kya ye halal hy
@NoFirqahEMAM3 ай бұрын
Mtlb 12000 dainy k sath 13000 wapis milta ha?
@sadiya8273 ай бұрын
@@NoFirqahEMAM ha ji
@reefaansari6740 Жыл бұрын
Hazrat assalamualaikum Mere husband ka business h mene unki ijazat se unke business me investment ki h or wo mujhe 10 percent 3 mahine me dete h to kya ye jazaiz h isme amount fix h 1 lack per 10 thousand 3 months me
@mrayangamingkhan2 ай бұрын
nooo
@IslamZindabaad877002 жыл бұрын
Zolando me.paise laga kar paise kamana haram hai ya halal.plz bataye
@mohdahmedpasha493 Жыл бұрын
Har cheez haram hai Bus thela Bandi pe banana our apple bechna jayaz hai baaki sab haraam hai
@sonulari15007 ай бұрын
Assalaam alaikum sir... Mutual fund me invest karna jayej Hai ya nahi...
@FirojKhan-sl1sl3 ай бұрын
Jayaz hona chahie usme likha hota hai, investment are subject to market risk but aapko yaha dekhna hoga aapka paisa kaha invest hai
@mudassirkhan51744 жыл бұрын
Agar humne pata nhi ho or hum ye kam kar chuke hoto to kya karna chaye
@abdulhafizshaikh3665 жыл бұрын
Assalamualaikum.. share market me commodity future stocks trade karna jayaz hai ya nahi??? Pls reply karein...
@mdifty88412 жыл бұрын
Jayaz h
@perfectlens70962 жыл бұрын
Sb jaiz h
@mohdtabish40702 ай бұрын
Wo jo 1 lakh deke profit mein to le skta h agar loss hua to wo q lakh baki kaisa raha 😊
@zaikawitharifa87852 жыл бұрын
Agar m koi Ghar 500000 heavy deposit p leke usko kisi or monthly 5000 p rent p dedo to kya ye jayz hai
@mdabid34764 жыл бұрын
Sir Agar hum kisi ke business me investment karte hai or uska business me income Jeyda hota magar hum inse kahte hai k hum Lakh investment karenge to 4 hazar de dena hum ko 4 hazar mila magar inko 40000 income huwa to keya yeh Sood hai
@mohdahmedpasha493 Жыл бұрын
Inke liye har cheez sood hai Bus yeh ek hi nek insaan hai poori duniya me
@mdsultan17043 жыл бұрын
Assalamwaleykum bhai mera ek sawal hai mere khala jaat bhai ke sath mera business gadiyo ko kharidne bechne k hai unhone mujhse 5 lakh liya hai jiska par wo mujhe 10 hazar mahine dete hai maine usne 50 50 percent ke liye bola mgar wo bole nahi aap mujhe se itna har mahine lo mai kitna kamata hu usse kio matlab nahi kya ye jayaz hai ye unhone khud tay kiya hai
@bikhremouti38552 жыл бұрын
Assalamoalaikm. NGR company m kam krna halal h?
@IRCTV2 жыл бұрын
Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@sshabir123shaikh72 жыл бұрын
Assalamu alaikum janab jaise ki agar bisi khele aur usme kuch paise badhkar mile tou kya ye sood hoga plz bataye kqi me pahli bar khelne ja raha hun shukriya
@NoFirqahEMAM3 ай бұрын
Bisi mtlb
@kamran09me4 жыл бұрын
Jab nuksan me hissedari nahi
@earthparadise937 Жыл бұрын
Masha allah
@rustamali37546 жыл бұрын
Mashaallah
@muhammadzakir80005 жыл бұрын
Fix ni hu lakan ya smj ni aa rhe k kitna arsa k lya pasa dena parha ga?
@arifali863 жыл бұрын
Time kitna bhi ho sakta hai. No limit of time
@rukpatel6772 жыл бұрын
India m post office m double m paisa rakhna jayaz h ya nahi
@IRCTV2 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@mahwishkhan5772 Жыл бұрын
@@IRCTV assalamualaikum travel agency ki job m visa baichna pa commission milna jaiz h halal h ya Haram
@AbdulWaheed-mz2ms4 жыл бұрын
salam. parpal paise kamana haalal hai ya haram plz reply kare.
@AbdulWaheed-mz2ms4 жыл бұрын
wathsapp no 03039868518
@khadarshaik10672 жыл бұрын
Shukriya
@safikhan23903 жыл бұрын
Ek muslim bhai aur hindu bhai ke bich istrha soda hota hai jaisa video mai in bhai ka sawal hai. Tab kiya kaha jayega munafa hua ya Sood?
@nishadshaik28076 жыл бұрын
Mashallah
@thezaiftalk1001 Жыл бұрын
Sir mutual fund me sip jayaz hai ya nahi
@greentiger474011 ай бұрын
only in halal mutual funds
@gyanwala5 Жыл бұрын
Give me hadith Reference ...
@maroofazam94192 жыл бұрын
Asslamoallkum Bank me maine fix deposit kiya Usme Jo extra Paisa milta hai kya wo halal hai
@jrgeneralstores25357 ай бұрын
गैरमुस्लिम बँक मे सेविंग फिक्स डिपॉझिट पर नफा लेना कैसा है
@ayushnagaur27883 жыл бұрын
Aap paise lagao aur mai wada karta hu ki aapko is investment me 3% Nafa dunga aur Nafa nahi bhi hua to mai apko itne paise dunga hi ...aur us paise me mai 20% bhi munafa kamaya ti aap mujhse 3% Hi lenge is condition me sood kaise hua batae
@azamjaved64904 жыл бұрын
اسلام وعلیکم! سر! میں نے 2 لاکھ روپے پراپرٹی میں انویسٹمنٹ کیے اور شرائط طے نہ کیں۔ بس یہ کہا کہ آ پ مکان لیتے رہتے ہیں بیچنے کے لیے۔ اس میں شامل کر لیں۔ تو ڈیڑھ سال بعد رقم کا مطالبہ کیا تو وہ کہنے لگے کہ فلاں مکا ن sale ہو گا (جہاں کا ماحول خراب ہے اور کوئی عزت دار وہاں رہنا پسند نہیں کرتا۔ وہ مکان پھنس گیا تھا اورsale نہیں ہو رہا تھا)۔ میں نے کہا کہ یہ مکان میری انویسٹمنٹ سے پہلے کاہے۔ اس پر وہ لا جواب ہو گئے۔ ڈیڑھ سال بعد ان سے کہا کہ کس حساب سے نفع دو گے تو کہا اپنی خوشی سے دے دوں گا۔ تو کیا یہ جائز ہے؟ میں نے کہا کہ حساب کر کے دو تو کہتے ہیں ایسے ممکن نہیں۔ تو کیا کروں؟ (حالانکہ موٹا موٹا حساب لگا یا جاسکتا ہے) اب اڈھائی سال ہو گئے ہیں پیسے نہیں ملے 4 ماہ بعد کا وعدہ کیا ہے۔ آگر 20 ہزار یا 30 ہزار دیں تو کیا یہ جائز ہو گا؟ اس دوران مکانوں کا rent بھی ملتا رہا ان کو لیکن مجھے ایک روپیہ بھی نہیں ملا۔ تو کیا میں 70 ہزار تین سال بعد demand کر سکتا ہوں؟ مہربانی فرما کر وضاحت کر دیں
@_IYI_5 жыл бұрын
Wrong number
@arbaazparkar28174 жыл бұрын
Nai bhai. Wrong number wo hai jo khud ka add karke bolte hai. Hum hadith ko follow karte hai aur kch nhi.
@_IYI_4 жыл бұрын
@@arbaazparkar2817 wahi log jo Hechaz ko SaudiArab mei badal diya aur bolthey hai Sunnah aur Hadith ko follow kartey hai 🤷♂️
@arbaazparkar28174 жыл бұрын
@@_IYI_ Hejaz Ottoman empire ka hissa tha. Ottoman empire dissolve hone k baad Hejaz Saudi mai shaamil hua. Invade karke nai hasil kiya Hejaz ko. Iss logic se tho UK aur US bhi galat honge, kyuki unhone bhi Ottoman Empire ki saari territory apne under mai leli. Politics aur religion ko mix mat karo.
@_IYI_4 жыл бұрын
@@arbaazparkar2817 Nabi ke zamane mei bhi Hechaz hi bulaya karte they.. Saudi nahi.. This is pure politics played by British with puppets being the Sauds, know history and then speak.
@arbaazparkar28174 жыл бұрын
@@_IYI_ I know the politics enough. Looks like you don't Saudi Arabia was formed in 1932 with Hejaz becoming a part of it in 1932 as well. And no, Hejaz is not Saudi Arabia today, it's only a part of Saudi Arabia being the Western province.