Allah apk sehat tndrusti ata farmaye ameen .aap bhut acha smjhate h
@chaudhryjunaidashraf2548 Жыл бұрын
JazakAllah For Beautifully Explaining Very Imp. Concept Of Islam
@asmay82756 жыл бұрын
JazakALLAH kher... Bohet achey se samjhaya
@sadiasultana7155 Жыл бұрын
JazakAllah.this video clear my concept on zkat.Thanx a lot.
@mdShahanvlogs150224 жыл бұрын
Jazak Allah khair
@tanuzzakhan40996 жыл бұрын
Ap to Allah ke mukammal insan ho
@rehanshafeeque98382 жыл бұрын
Maulana sahab , Agar koi aadmi gold ki value ka currencye convert krke zakaat deta hai to uska gold waisa ka waisa hi jama rhta hai but agar koi aadmi gold to gold zakaat nikaalta hai to gold Kam ho jaati hai aur yahantak ki uska gold zakaat limit se bhi kam ho jaati hai , to is soorat me currency me convert krke zakaat nikaalne waale ka ghata hua na . Is masle pe clarification chahiye please
@sughrahassan7764 жыл бұрын
بارك الله فيكم جزاكم الله خيرا الجزاء
@tauheedahmed61303 жыл бұрын
Assalam alaikum Bhai Meri bivi ko uske may ke s lgbhg 8 tola Sona unki validen n Sadi k time dya h or ab uski jakat nikalna h blki mere upr phle s hi krja h to kya is position pr hme usi sone ki zakat nikalna hoga ?
@malekatarannum43104 жыл бұрын
Mashaallah jazakiallahu khairan kaseera very informative information Allah tala apki hifazat kare ameen
@sarakhan80763 жыл бұрын
allah ke wasty mere payre bhai behno mera shohar kam.nhe karta mera chota beta ha dhodh peta ha or mera koi nhe ha allah ke wasty mere madad kar do me boht majbor ho mere lye is coment me kehna be mot se kam nhe ha lekn mah jo ho bacho ki hatir allah k wasta ha ap logo k
@usamaawan30902 жыл бұрын
Aslamu alakum bhai bhut sal say zakat ada nai ki ab karna ha to mamla kiya ha? Matlab her sal ki zakat us waqt k sony k rate per ho gi ya current rate per?
@AsadKhan-ve9kn Жыл бұрын
Well Explained
@ranikulsum72329 ай бұрын
Sona bech k sona ka jkat denge to kuchh salo bad sona khtm ho jayega to hmlog pahnege kya
@rukshakhatun32203 жыл бұрын
Aap mujhko koe tarika bataye Jo Mai apne sohar ko Kaye Raji karu Allah ke taraf
@shbz.3 жыл бұрын
bas dua karte raho uske liye hamesha dua bahot badi taqat hai
@ummealiza61073 жыл бұрын
Do rakaat roz hajat ki nmz parke dua kro is yakin se k meri dua qubool hogi
@laiqashaheen12853 жыл бұрын
@@shbz. right
@shakirhusain51723 жыл бұрын
ruksha khatun.... sabse aasan tarika hai.... apne sohar ko dini videos dekhao.... jisme allah ka aajab ka jikr ho... or jisme allah ka inaam ka jikr ho
@naushadsiddiquie59903 жыл бұрын
Aap namaz padhe aur khuda se dua karey khuda sab behtar karega inshaallah
@mubinabadar84554 жыл бұрын
7.5 toola sona aor 52toola chandi par zakat hey us zamaney mey bhi buhat difference tha price mey
@shaikhsiraj7070 Жыл бұрын
Assalamualaikum... Jazakallah khair mein confused thi ke 7.50 hai..to us ke uper ka dena padta hai..you explain such a good example 👍
@syedarahat85586 жыл бұрын
Masha Allah
@seemabakhtar18412 жыл бұрын
Gold ki costing 24carat ke rate ke hisab se nikale ya 22carat ke hisab se nikale q ki jewellery to 22carat se ban hua hota hai
@MohdJasim-sb1vf Жыл бұрын
22carat ke rate ke hisab se hi Dena hai
@FHCREATION Жыл бұрын
Jo bhi jwellery hum pahante h wo pure nhi hote 24 ct ke nhi hote 22,20,18 hi hote h mix bante h
@galaxyHM72972 жыл бұрын
maeri pass 3 tolaa gold aur 20k rupyaa hai, is pr 1 saal guzr chukka hai kya is per zakat farz hai, plz rihnimaye fermaye!!
@MuhammadSaeed_MIL223921 күн бұрын
My question is that i have 100 gram Gold and out of 100 gram 38 garm Gold wear as jewelery my wife. Means to say that 38 Gold in use as wearing and 62 as unused. Then zakaat will be applicable or not?
@humashoebkhan5235 Жыл бұрын
Assalamualaikum, Hamare paas 6 Tula Sona hai meri shadi ka lekin mere husband ki itni income nhi hai to kya hum thode thode paise jama kar k or baaki ki zakaat ramzan k baad nikaal sakte hai kya.
@razamughal4582 Жыл бұрын
Haan. Yeh dekha jayga k 6 tola se sahiby istitat hai k nai, nisab hai k nai
@AK-lt8vu Жыл бұрын
Ji thoda thoda kar k de skte hai pure sal..
@rukaiyasheikh7919 ай бұрын
6 tole PE zakat farz nahi hai. Mujhe to yahi samjh aya.. 7.5 tole PE farz hai
@zohraimranzohraimran1174 жыл бұрын
masha Allah very nice 👌 bayan
@wahidali4944 Жыл бұрын
Bhai mere passs 15 tola sona hai muje pure 15 tola ka zakat nikalna hai ya sirf 7.50 tola ka nikal na hai
@learnwithtayyabaa11 ай бұрын
Pury 15
@MohammedAhmed-fr8ov Жыл бұрын
Faiz bhai. Mene gold ko jewellery form me walida or bahan or wife ko kharid kar diya hai. Wo sab 30 se 40 gram sab ke pas aa raha hai to kya. Jab ki mene kharid kar diya hai to or wo जूलरी istmal kar rahi hai to kya mujhe more then 100 gram hone ki surat me bhi zakat dena hoga.
@altafmotala Жыл бұрын
Assalamualaikum Mene 3 plot buy kiye the gar banneke liye mene 2 plot PE Ghar banaya aur jo bachgaya usplot ko as guarden use karna he To puje jo as guarden use karne vala hu us plot PE jakar Deni he?
@mahmoodkhan20126 жыл бұрын
Well explained
@shaistafirdous70036 жыл бұрын
I needed this video to give proper amount of zakat..Thank you..Allah huakbar
@rukhsanatabassum95312 жыл бұрын
atT?&√5ttfmtTQtInnalillahi wa inna ilaihi raajioon
@farkhundali73333 жыл бұрын
Faiz bhai ye btaye hr cheez ki zakat alg alag deni he ya sbki combine krke dena lazim h
@gazalakhanam56332 жыл бұрын
Meri 2 betiyaan hai ko kya mera sona unme baat jayega..... Aur uske baad mujhe sona par zakaat sena farz hoga ki nahi..... Bahut sona nhi hai par 7 tola ke 2-3 tola upper niche hoga... Aur financial condition sahi nahi hai,,?
@orchid79859 ай бұрын
Mere paas 25 gram gold h aur 50000 cash h mujhe kitni zakaat deni hogi pks bataein
@ayubbhaishaikh84604 жыл бұрын
Assalamualiakum Mera ek sawal purchasing price sai jakat nikale ya fir current price pai nikale
@parvezkhan-yy8zy3 жыл бұрын
Current price
@nomizaidsworld45509 ай бұрын
Current price se
@hassansk95184 жыл бұрын
Assalamualaikum Faiz bhai hum cunfiuos hai aap kehte hai 75 gm par zakat wajib hai baaz ulma kehrahe hai sadhe bawan tole chandi k barabar amount hai zakat wajib hai akhir kiya sach hai jawab dijiye please
@afreenansari71362 жыл бұрын
Assalamualaikum matlab agr mere paas 7.5 tola gold hai to mujhe zakat nhi deni hai
@rukhsar49722 жыл бұрын
Bhai ye btayein ki koi ek hi zewar pr har saal hi zaqat dena hota h?
@akramali15872 жыл бұрын
Mere pas 10 tola gold h maine uski jakat nikal di kya mujhe us sone ki har saal jakat nikalni hogi? Agar har saal usi gold ki jakat nikalti rhi to kuchh saal bad to vo jakat jakat me hi khatam ho jayegi
@familyvlogs36932 жыл бұрын
Kya 7.5 tola gold ko rakhy huye 1 saal hojaye 5b zakat nikalti hai ye jesay hi HumarA gold 7.5 tola ho ushi wqt zakat nikalain
@zebashaheen30143 жыл бұрын
Kya kuch gahna bacho ke naam kar dene se gahna ka wzan 85 grm se kam hai to uspr zakat hai ?
@naziadec Жыл бұрын
Maine bahut scholars aur maulana ko suna hai vo kehta hain Agar sona nisab se kam bhi ho par cash nisab ko pahunche ya zyada ho to dono ko milakar zakaat ki keemat adat karna hai. Yahi sone (eg.1 tola) aur cash(1 lakh). Aap alag alag hisab bolrahe hain to mujhe confusion horaha hai. Plz clear karen
@mdmujju28323 жыл бұрын
Assalamu alaikum, mujhe some pe zakaat Ka mamla samajhme Aya laikin Kuch log kahte hai k Sona purchase Karke k baad 1 Saal k baad farz hoga, ab mere paas pahle 6 tole Sona tha or ab Maine kal hi 5 tole liya to mujhpe zakaat Kitna farz hai or MERI ek 10 lakh ki chitti hai jiske Maine 15 month pay kardiya or 5 mahine pending hai kya uspe b mujhe Kuch zakaat lagega kya kyunke 75000 abhi Maine pay kardiya, please I am waiting for correct advice
@hinawaz8481 Жыл бұрын
Sir jee khya zary estmal soney par zukat ho gee
@maimunabegum98709 ай бұрын
Assalamualaikum warahamatullahi wabarakatuhu
@jeeshanjino22603 жыл бұрын
Hum confused hai koi kehta hai ki chahe 2 tola hai us or bhi zkaat hogi pls shi btaye
@kamranaftab49202 жыл бұрын
plz mjy bty k kia 7 toly sony sy km sona ho to zakat frz hoti ha ya ni q k bht sy mufti ye kety ha k km py b bnti ha
@samiaabid80042 жыл бұрын
I want to know that zakat is calculated at the prevailing rate of gold or market value of jewelry i.e if i go to market for selling my jewelry then its rate will be almost 80percent of actual gold value. Means i will receive less money than actual gold rate. So how zakat will be calculated as it will fetch less cash if i sale it to pay zakat
@hayasuleman93602 жыл бұрын
Mujhe bhi is masle par jankari chahiye
@62646264able2 жыл бұрын
80% bhai
@imranskc2 жыл бұрын
Have u got the answer?
@rayyanbaig53942 жыл бұрын
I alao wants to know
@Man_With_Brain.2 жыл бұрын
Simple hai. Jweller ke paas jao aur usse pata karo ki jwellery ke gold ki actual value kya hai, us hisab se 2.5% nikaal do. Aur agar aap raw gold ki value me bhi de doge to kya bigad jayega? Thide se paise hi to zyada jayenge, uljhan se bach jaoge, ALLAH to bas niyat dekhta hai, wo iska bhi azar dega, ki mera banda kitna darta hai, ki zyada zakat nikal raha hai jitni banti nahi usse zyada.
@HayatKhan-ig9kl3 жыл бұрын
Agar 2 tola ho to us pr zakat dena h? Plz reply
@mohammedsadiq98833 жыл бұрын
Nahi 2 tola ka zakat nai hota
@shabachhipa85794 жыл бұрын
Assalam u alaykum..faiz Bhai Kya har sal zakat farz hoti hai ..jaise k last sal 7.5 tola gold tha..to is sal b itna hi hai..to har sal uski jazat Deni hogi...
@azharansari78823 жыл бұрын
@@rukhsarkhankitchenvlogs677 10gram ko 1 tola bolate h
@seemakhatoon13322 жыл бұрын
Agar hamare pass 6 Tola Sona hai aur 10 20000 rupya to kya space akatva Jib hai
@syedirshad77884 жыл бұрын
Mashallah Saudi Ulema ka fatwa ye hai ki. Istimal kar rahey zewrath per zakat dena faraz yaney dena zaroori nahi chahe kitni hi miqdaar mey kyun na ho. Kya ye mauquf kya hai?
@saiquadossa53194 жыл бұрын
Saudi se fatwa ataa hy ki sooo tule per bhi zakat nahi.....plzzzz clear karen
@mahtebhasan39964 жыл бұрын
Please clear it
@mdimteyazulhaque80024 жыл бұрын
Kya ek hi maal pe har saal
@mdimteyazulhaque80024 жыл бұрын
Kya ek hi maal pe har saal zakat dena hai ya ek baar hi dena hai, please clear kare
@ayatkhan7414 жыл бұрын
@@mdimteyazulhaque8002 hr saal pr cnfm krle kisi se
@shakirsiddiqui72663 жыл бұрын
फ़ैज़ भाई,,,कुछ olema का ये कहना है कि मोहम्मद saw ne Kabhi जकात दी ही नहीं,,हज़रत अली rata ne bhi Nahi Diya,,kyo?? Kyoki unke pass itna Sona chandi ya deenar hote ho Nahi the
@sheebafaisel80144 жыл бұрын
Sir agar plot sell kar k ghar k tameer ki h toh saare plot k paise pe zakat wajib hogi ya jo ghar banane illaw reh gaye h unn par deni pade gi plz thoda explain kar de
@MohammadSaleem-xw5cd4 жыл бұрын
As I understand, Ghar agar apne personal use (Yani apka phla ghar jaha aap rahenge ya rah rahe hai) ke liye hai to uspe nahi lagega, sirf bache hue amt pe lagega jakaat. Plz verify.
@rumashiyanaaz21216 жыл бұрын
Mashallah byan
@afiakhan63114 жыл бұрын
Assalam alikum wa Rahematullahi Wa Barkatha Hu. Faiz bhai agar sona bechkar plot liye to kya sone ka hisaab se zakat dena hoga y plot k hisaab se plot k hisaab se to kya hisaab kitna dena padega
@mahiraraja47464 жыл бұрын
Agr zati istamal kalaiy khreeda ha to nhi hogi zakat agr business kaliay plot lia ha to zakat hogi
@rafeaqureshi790210 ай бұрын
Assalamualaikum Mere pass near about three tole gold hai, 180000 rupees k kareeb evolution hai, to mujhe zakat kitni pay krna chahiye, rehnumayi farmayye
@rafeaqureshi790210 ай бұрын
3 tole gold k alawa 50000 rupees h, to ye sab per kitni zakat ada karni chahiye, tell me plz
@maimunabegum98709 ай бұрын
Jazak Allah
@ayyubsiddiqui10774 жыл бұрын
Ek sawal hai maulana sb gold ki rakam ki purchae wali hogi ya sell value hogi kyon ki gar gild sell kiya jayega keemat kam hi mihegi
@anzerhussain2982 Жыл бұрын
Sale wali qimat per.
@yasmainkhan70683 жыл бұрын
Shkriaa bai
@SabaKhan-jf1jk6 жыл бұрын
Assalamu alaikum Wrb faiz bhaii khairiyat 😍
@muhammadrohaan72503 жыл бұрын
9.5 py kitni zakaat ho gi amount total kitna banay ga
@22kjs22 Жыл бұрын
Assalam Wa Alaikum Agar biwi ke zewar ki zakat shauhar ada karta hai to zakat ki raqam taqseem karne ka haque biwi ko hota hai ya nahi. Yani agar biwi chahe to iss zakat ki raqam raqqam ko apne aur apne maike ke taraf ke zarurat mando me taqseem kar sakti hai ya nahi? Ya iss raqam ko taqseem karne ka haqq sirf shauhar ko hota hai? @IRCTV
@jakas-tc3ov4 жыл бұрын
Barak Allah
@ameenuddin59853 жыл бұрын
Jitne bhi zakath nikalre....us amount ko 2 logau ku desakte hai kia....ya sirf ek hi admi ko dena shart hai
@saynasahezad3406 Жыл бұрын
8 tole se Kam ho 2 tola ho to bhi Dena padega ?
@rehanaafreen3728 Жыл бұрын
Mere pass 10 tola Sona tha mene use bech Diya toh use zakat nikalna hai ya nhi?
@IrfanAnsari-lz8mx9 ай бұрын
Agar mere pass 2tole Sona hai to main Kiya aapni marjide Sakti Hun ?
@farhachauhan40073 жыл бұрын
Allah apko kamyabi dai .heere k uper zakat kaise dai???
@mohammadimrangilani62222 жыл бұрын
Aba hiree bhi rakhe hue ha aap😉
@alizalashkari165810 ай бұрын
Mulana mere pass 8 tula hai mager mere husband garib hai khud k gher bhi nahi hai .heavy per room hai aur loan bhi hai tu majper kitni zakhat hai aur beti bhi hai isliye gold nahi bheche hum plz mulana batao
@syedafatima33269 ай бұрын
Gold bechne ki qeemat se ya purchase rate se nikalna ?
@ReshmaShaikh-hp6ev9 ай бұрын
Aaj ka rate se nikalna hai
@sadiascreations92284 жыл бұрын
Mery pas 8 toly se kam hy mujh pr farz hy?
@shaheenghoniya29992 жыл бұрын
How to pay in indian currency
@shaikhnilofar33666 жыл бұрын
Mai is baat par Amal bhi karti hu or imaan bhi rakhte hai
@manzooralamsiddiquee19895 жыл бұрын
Amal rakhna bhi chahiye
@nargishshaikh47582 жыл бұрын
Mere pass 5 tola gold hi to mujhe kitna zakat nikalna padega
@shaziyakhatoon18153 жыл бұрын
Agar mare pas 10 tola zakat Kitna nikal hugya
@rehaankhan95462 жыл бұрын
Zakaat ka translation kya hai
@IRCTV2 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@rahathtabassum58242 жыл бұрын
150 grm gold ka zakath kitna hoga please reply
@vijayrathodh7493 жыл бұрын
Sasural se mile hue 4tola Sone par zakat nikalna zaruri h jab k meri aamdani kam h to mai kiya karu batay🙏🏼🙏🏼
@yourdoctor88602 жыл бұрын
4 tola par nahi hei jab apka sona 8.5 tola hei tab dena hei apka toh Sirf 4 tola hei
@adyanpatel68414 жыл бұрын
Mere pass 7 tula gold hn. Tu me de sakte hun. Muje par farz hn Dena. Reply me
@khanamrinnaaz54843 жыл бұрын
Assalamualaikum , agar mene sona maa k ghar rakha hai kuch time wahi reh gaya toh kya zakat mere maa baap ko dena hoga ya mujhe...ya mere shauhar ko
@irsaahmed10412 жыл бұрын
Ap ko khud deni ho gi.malkiyt ap ki ha .jahn b rkho
@musarratjahan33112 жыл бұрын
😭😭😭mere nàam se jewellery rakhi hai ghar me jise main ne aj tak use nhi kiya na hi kabhi uska zakaat diya almost 10 saal hogaye ab main dene ka irda rakhti hoon but 10 saal k kaise du wo to agar pura jewellery bhi de du fir bhi kam hoga plz help
@shareefamal Жыл бұрын
On the value of gold or the value that we would get if we sell the gold.
@razamughal4582 Жыл бұрын
Sell
@TanzilaShaikh-em6mi Жыл бұрын
Agar sona girwi rhaka ho to zakat dene ka kya hukam hai
@ranikulsum72329 ай бұрын
Fitra or jkat dena achhi bat h pr sona to aurton ko pahnna v padta h to kaise
@MohsinKhan-up3wr3 жыл бұрын
Faiz Bhai, ek sawaal tha, ye 22 carat Gold me bahut Mixture aata hai, to Muje mere Dad NE kaha k 80% Gold ka Value Pay krdo aap, Qki 20% Gold baaki Mixture me chala jaega jaise usme stone hota hai, just Aapse Ye Baat Confirm krni thi, k 100% pe pay kru zakaat ya 80%pe pay Karu. Please Advise.
@Kalim_Ahemad3 жыл бұрын
Bhai jo sona mixture wala hota hai uska daam bhi kam hota hai to pure 100% pe niklega.
@rukhsar49722 жыл бұрын
Please bata den
@faizanedu44813 жыл бұрын
Extra sonay ki zakat kiya har sal deni hoti h
@Imaginativewonderland2 жыл бұрын
Gifted gold pe bhi zakat lagta hai ??
@noorjahannayaz45156 жыл бұрын
Faiz bhai agar bachchon k naam se zewar taqsseem kar dia jae to kya zakat nahi dena nahi padega
@khushkhan43432 жыл бұрын
Kya aapko iska jawab mila?? Plz mujhe v bataye agr 2,3 bachho h aur un ke naam se (haq me ) jewer nikal diya jaye aur hr ek ke hisse me sirf 7 tole se km aaye to kya zakat hoga jabki avi bachjo ki shadi ni hue h aur jewer maa ke paas hi h. Plz agar aapko jawab mil gya ho to mujhe v bya den??
@Izel-ug8rk Жыл бұрын
1 tole sone par kitna zakat Dena wajib hai???
@aasimrahman2361 Жыл бұрын
Nahi
@aasimrahman2361 Жыл бұрын
Nahi
@mdjafar38742 жыл бұрын
Agar mere pas 100 he to kitne rupye jakat Dena hoga
@rishad20189 ай бұрын
Agar 85 gram sona nahi hai ,lekin paisa or sona milaka 85 gram sona jitna ho ja a ga,to jakat kaisa hisab karu
@justchill32135 жыл бұрын
Asalam walekum mere pass kuch problem hai isliye mere pass jo wife ka gold hai wo bank mai raka huwa hai us pay loan liya huwa hai or car pe bhj loan hai to muje iska zakat nikal na hoga ya nahi plz reply
@kidsactivities3194 жыл бұрын
Mera gold mere husband ne 4 sal se bank me rkhe hai kya muje zakat deni hogi
@creativemind995362 жыл бұрын
Agr 85grm se kam ho to dena hai ya nahi ...
@fauziakhan692 Жыл бұрын
Nahi ..us per zikkat nahi huti
@shahnazbano84366 жыл бұрын
Assalamualaikum 😇 nyc sir
@shaziasultana36774 жыл бұрын
Assalamo alaikum Please reply kijiye... Mere pass 5-6 tole gold h jo mjhe meri shadi me mayke se mili hai aur mere shohar k pass avi kuch saving nhi h in fact kuch karz h unpar to kya zakat nikalni h???? zakat nikalni hai
@almasshaikh16374 жыл бұрын
Nahi 7.5 rehna chahiye
@sana98074 жыл бұрын
@@almasshaikh1637 how much zakaat on 9.5 tola gold
@greentiger47402 жыл бұрын
@@almasshaikh1637 agar 7.5 hai lekin savings nahi hai tho kya karna hai
@shakilakhtar88089 ай бұрын
No zakat on 6 tola gold
@syedyasirimtiaz Жыл бұрын
ager pichle 3 se 4 saal ki zakat ikhatti hui hai jo aahista aahista de raha hoo .. to kya pichle saaloo ki zakat usi time k sonay k rate se deni chahiay ... ya sab zakat aaj k sonay k rate se hii deni hogi ... ???
@zeeshan17785 жыл бұрын
Kya har saal usi sone ka zaqat nikalna chahiye
@sidd95665 жыл бұрын
Haan agar apke pass wo sona hamesha 8.5 tola se upar ho toh nikaalna chahiye
@alinaveediqbal Жыл бұрын
Maulvi sahab currency value is not determined by Gold/silver...plz update ur info in this regard
@matin6916 Жыл бұрын
Video is 4 years ago and he did mention it that now a days it's not dependent on gold and silver
@ummehabeeba27802 жыл бұрын
Mashaallah
@JunaidKhan-fq2rw3 жыл бұрын
Assalamualaikum alaykum bhai to mere paas sadhe 8tole se kam sona hai aaj ke tole ke hisab se to kya us mein zkat nhi hai
@affu Жыл бұрын
Nhi he
@asmasultana7224 Жыл бұрын
Kya 5 tole sone per zakaat farz hai
@mohammed42992 жыл бұрын
Assalamu alaikum 80 gms gold pr zakat nikalna zaroori h ya nhii reply kariye