Jazakallah, mere doubt clear ho gae ap bhout achi rehnumae kerte h allah tala apko iska ajer zaroor denge.
@b.salam74253 жыл бұрын
Assalam-o-alaikum.kindly plzzz ALLAH PAK KAY PAK or Mubarak Name ko capital letters mei likha karain plzzz capital letters mei likh dijye plzzz.
@gulshannaseem30133 жыл бұрын
Plz ALLAH or MOHAMMAD esy type kiya kry
@nidaasghar6413 жыл бұрын
Jazak ALLAH mai b ALLAH captial likha karay
@mohdmusaib7781Ай бұрын
Ameen
@khanskingdom82756 жыл бұрын
Maa shaa Allah very informative. Solved my confusion.
@mudasserahmed62427 жыл бұрын
JazakAllah Khair Faiz sahab ...you are always there for Guidance May Allah bless you and fill ur family with lots of love Health and happiness 😊
@Rubymycutiecat2 жыл бұрын
Absolutely perfect Istiqara can be fone any time except 12noon and 12 midnight and at the time sun setting rise n sunset. Also sleep and dream is not necessary after istiqarah. When we make dua e Isteqara then in otber words we involved to Allah swt in to take proper decision for us in other words we make tawakkal on Allah swt, thus Allah swt will takecare of our affairs, our actions and decisions. By using His Ilm e ghaib He Almighty makes the ways and things clear and easy for us and if our decision is wrong then Allah swt moves us from that decision.
@hazelgreen75526 жыл бұрын
Mujhy y jwab kahin nahi milta tha... Lakin ap n bht acha jwab dia h.. JazzakAllah
@fahmidarahman26825 жыл бұрын
Alhamdullilah....JazakAllah brother....may Allah swt reward u abundantly
@sn38723 жыл бұрын
جزاک اللہ خیر very well explained
@pervaizhussain16784 жыл бұрын
Faiz bhai thank you I really appreciate your teachings Thank you Jazak Allah khairan
@mohammednawazahmed23637 жыл бұрын
good knowledge faiz bhai
@taushinfiroz98232 жыл бұрын
Assalamu alaikum wrahmatullahi wbrakatuhu.....Jazakallahu Khairan kasira ..got my ans ....may Allah bless u and make u amongst those who guides others ....may Allah fulfill all your good intension and keeps u healthy and happy ( Fee Amaan Allah ) Ameen ❣️ 🌟
@Shahid63950 Жыл бұрын
How did you got the answer of istikhara?
@fareedkhan-fj8tf4 ай бұрын
How?
@Abdulrahmanbinmohammad2 жыл бұрын
Assalamualaikum ' I invite you all to listen the glorious Qur'an
@patels1198 Жыл бұрын
JAZAKALLAHU KHAIR
@tuahasaifi10 ай бұрын
Faiz bhai Apse bohat kuch seekhne ko milta hai jazakallah ❤
@AbdulHannan-tc1mj4 ай бұрын
Jazāk-llāh 😊
@anamtasmin69476 жыл бұрын
Masha Allah Bhai
@areebaqidwai2029Ай бұрын
JazakAllah khair
@aeybinm4077 жыл бұрын
استغفرالله العظيم الذي لا اله الا هو الحي القيوم واتوب اليه
@al-falahhomeohall71476 жыл бұрын
یہ استخارہ کی دعا ھے
@Falak2303 Жыл бұрын
@@al-falahhomeohall7147 ye magfirat ki Dua Hai gunaho se
@online-brand-shopping11 ай бұрын
@@al-falahhomeohall7147no
@natavanasadasad78873 жыл бұрын
Sir you ar very nice and very cute and very sweet talking one of the you and adr one have good talking to i can understand thank you from Azarbayjan🇦🇿🇹🇷
@motherslife2461 Жыл бұрын
Reached almost 4 million mashaAllah..
@manzooralam49363 жыл бұрын
دعا کب پڑھے سلام سے پہلے یا بعد میں
@nuzhatshamsi23316 жыл бұрын
Thanks brother. .many doubts are clear now
@zinafshaikhshaikhzinaf5525 Жыл бұрын
Istakhara ki namaz agar hum tahajjud ke waqt padhte hai toh woh namaz ke just bad hum tahajjud padh sakte hai ya nahi janma tha
@MahnoorAsimShahzad3 жыл бұрын
Plz sbse guzarish hy mere liye dua krdein Allah Pak mjhy pehla beta nawaz dein. Ameen plz sb dua kriyega mere liye
@Sistrologyworld_62 жыл бұрын
Masha Allah bhtt acha guide kara apny, Allah sw.t Apko salamt rkhy
@monaamin96263 жыл бұрын
Kya kisi ko ilm hai k tahajjud k nawafal k sath istikhara ki dua ki ja skti hai ya seprate 2 nafal ada kr k hi dua prh sktey hain?
@Ayesha-pp6ur2 жыл бұрын
Jazak Allah hu khaira ❤️
@arijfatimakhanafridi6115 жыл бұрын
istekhara AP NE ek dafa Kia or aya "khair" mtlb kro ye Kam..phr AP NE again Kia or aya "khair" phr AP NE again Kia to "Shar" aya then again "Shar" or glti s AP NE kafi mrtaba KR Lia then Kia kry Banda..?
@kausershireen62984 жыл бұрын
Jazakallah qhair bhai aap sahi batayye hamare aami batate the k isha k.namaz k baad kare ap alhumdulilha ap ka bayan sunli bahut sehmat huva
@Misskhan-dc2zb21 күн бұрын
Kya tahjjud k wqt ek apna hajat ka wazifa or dusra ishtekhara kat skte kya dono
@Hania123693 жыл бұрын
Jazak Allah... Misunderstanding khtum ho gae
@mubariksheka64823 жыл бұрын
Aap se mujhe bhut rehnumai milte he jazae khair mashallah
@mdpravez10265 жыл бұрын
5 wqt namaj pdh kar sabhi namaj k bad Kya istikhara ka Dua kr skte h plz dout clear kre
@Asnamuslemeen63 жыл бұрын
🤣😂 correct... Allah hifazat kare galat ilm se
@nadiakanwal6884 Жыл бұрын
You are best scholar🌟
@kingofdevil28403 жыл бұрын
Ser ji istikhara ki dua se pahly drud e pak patdna chahye awal o akher
@IqbalKhan-et7wu4 жыл бұрын
Jazakum Allahu khairan
@simrankhan43072 жыл бұрын
Pr mene suna h istikhara krke rat ko Kisise bat nh krni chahiye or so Jana chahiye
@sanamjan52475 жыл бұрын
Sayad Faiz bahi allah ap ko lambi umar de ap k bayan Sun ne se mujhe zendagi men buht hi achi rehnumahi Mel rahi hai
@shahinakhan72354 жыл бұрын
Shukriya Kitni achchi baat batayi apne
@b.salam74253 жыл бұрын
JazakALLAH💗💖💕💓❤
@amirfazal61677 жыл бұрын
apny kaha kisi b time istikhara kr sakty hy to istikhara ka jawab hamay kesy maloom hoga
@arbimalla12406 жыл бұрын
Bs apka Dil mutmain hojay agr uskam klye to woh behtar Hy
@salmanidrishi53662 жыл бұрын
ASSALAMUALAIKUM warahmatullah wa barakatuhu mashallah bhai allha pak khusi da ameen
@Hyderabad_Properties.2 жыл бұрын
Walaikum assalam bhai
@alvirahuqsid Жыл бұрын
What if we read ishtikhara between 5:30 to 6 am without knowing that it is forbidden to read during sunset and sunrise
@newstech6028 Жыл бұрын
Very informative, Thank you
@muslim816 Жыл бұрын
MashAllha brother😊
@shamatahreem85412 жыл бұрын
Assalamualaikum Jazakallahu khair
@firdousfirdous33053 жыл бұрын
Jazakallah mera doubt clear hogaya
@shamstahira29153 жыл бұрын
Aslamalykumsla g Istakhara me bich me konsi ghge apni grurte ko dil me yad kre g
@farahanabag80955 жыл бұрын
Barakallahu fee ilmik jazakallahu khairan fiddunya val aakhira
@princesshajjo54646 жыл бұрын
Assalamualaikum sir ... thank you so much.. istikhara kitne din karna chahiye
@SonuKhan-qk4yl6 жыл бұрын
Bhai jaan jume ke din bs 2 nafil pdhni h kya Fir so jana h kya
@sabarahat97196 жыл бұрын
Hmry liy b dua kijiye ga plz hm bht pryshan hain
@nadeempasha83225 жыл бұрын
Allah apke pareshani door kaare
@mdpravez10265 жыл бұрын
Aslam-o alaikum Ek din me 2 se 3 time kar sakte hai please pura clear 1 video bnaye
@nagmahashmi50174 жыл бұрын
Assalamo alykum .....meri bahan ka shadi k liye istakhara krwa tha hmne pr unhone bina namaz pde hi naam ki calculation krk istkhara kiya aur kha k ldka ldki me nhi bnegi agr ladki ka naam change krde to kuch ho skta h ....pr hm whi shadi krna chahte h to ap btaiye k ye tarika istkhara ka shi h kya ...?aur hme kya krna chahiye
@abdullahsayed97376 жыл бұрын
Jazzak Allah ho kairen kasira
@syednadeem98903 жыл бұрын
JazakAllah..
@sheensheen88746 жыл бұрын
Assalmualyikum faiz bhai... Kya tahajud k bd kr skte h
@jamihanasir51244 жыл бұрын
Kya haiz ki halat mein istakhara kr skte hain
@fareedkhan-fj8tf4 ай бұрын
Istkhare ke bad hme iski tabeer khwab m hogi Hme pta kese chalega
@AliAhsanJoji2 жыл бұрын
JazakAllah
@arshansari82264 жыл бұрын
Bahot khubsurat byan kia h apne.Mash Allah.Allah apko or hidayat ata de.
@neetaspirant14763 жыл бұрын
Assalamualaikum my isteqara kari uska jawab hara rang dikha safed kala aur red , dikha lekin zyada safed dikha tha asal ye sab kya hai kuch samajhme nai ara iske bareme kuch boliye sir,
@sadiyajan92002 жыл бұрын
Agr istkhara ke dua yad na ho to ky kitab py likh k pad skty h
@mdsamiuddin26272 жыл бұрын
Yes
@babarrizwanfans30954 жыл бұрын
MashAllah bro you are great
@al-falahhomeohall71476 жыл бұрын
استخارہ کی دعا کیا ہے
@Jiyapathan18912 жыл бұрын
Aur Kuch log kehte hai kam az Kam 11 din Karna Chahiye Bolte hai
@sabiyasiddqui94383 жыл бұрын
M bahut din se bimaar hu thik nahi ho rahi kya m bimaari ke liye istakhara kr sakti hu
@afrozsheikh63763 жыл бұрын
Baarak aala feekum ❤😍
@mazhariqbal90857 жыл бұрын
MASHALLAH
@samprinces69214 жыл бұрын
Kya isteqara ki namaz har roz padha ja sakta hai
@mairasdreamland94284 жыл бұрын
Boht boht Shukriya aapka
@eimuhida3 жыл бұрын
JazakaAllah
@ajmalmastan93695 жыл бұрын
Assalamu walikum Kya istikhara ki namaz aur duwa ke baad hum jis amal ke liye istikhara kar rahe hy o hamari zaban me bi duwa kar sakte hy ya nhi ..
@oneummah_7867 ай бұрын
Tahajjud ke baad padh sakte kya?
@mariasardar56374 жыл бұрын
Bhai Kiya ap mera or mery lover ka istekhara nikal skty hai me iss waja se bht ten me hun bhai
@mohammadwasimakram39712 жыл бұрын
Janab assalamu alaikum, janab main aapse ye arz karna chahta hu ki kya gair momin ka istikhara ho sakta hai kya gair momin khud istikhara kar sakte hain
@asfandyar1343 жыл бұрын
Kia istekhara keh duwa keh liyeh nafal padhna zarori Hai Kia?
@shayistashayista59733 жыл бұрын
Jazakallah
@AyeshaAshrafBB--3 жыл бұрын
Hr namz k bd 2 nafil prh k dua prhni h ya sirf 1 br prhni h?
@mohammedali91103 жыл бұрын
May Cry Ka Ghar Lekar Rahana chahie kya Mere Aansu bahate hai ya nahin iska Hara Kari Samajh Mein Nahin a Raha
@samanisumaiya55993 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa barakatuhu Namaz k kuch mamnua auqaat bhi hote hain na ...to kya us waqt padh sakte hain????
@salman_8352 жыл бұрын
Nhi
@kahkashantaskin94994 жыл бұрын
Istekhara ki namaz roz padhi jati h kiya jb tak ap apne maqsad ko smjh na jaye.
Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Kulsumbi Shaikh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@mdoman81003 жыл бұрын
Mashallah
@nidaasghar6413 жыл бұрын
Ma Sha ALLAH mai gap diya karay or ALLAH capital likha karay
@skkhan-rn8fg7 жыл бұрын
sir mjy yh pchna hai k ks dn istikhara krna chye or jsy ap kh rhy hn janamaz pe so Jana to Kya is se janamaz ki be-adbi nhi hogi or last yh k rat ka tesra pehar yh bt mjy smj ni ai plz clear kr dn k tesra pehar ks time hota hai thanks for guidance...
@m.i.k.niyazi93777 жыл бұрын
sk khan SubhanAllah, faiz bhai ne bataya hai k Istekhara ap kisi bhi waqt kar sakte hain aur yehi sahi tarika hai.....han agar ap us waqt karain jab dua ki qabuliyat ka imakan ziyada hote hain to behtar hai...jabke iski koi daleel nahi....apne kaha k jaa e namaz par agar soein ge to kia jaa e namaz ki behadbi nahi hogi?.....dekhye koi bhi amal ya kol ho uskliye hamain saboot chaye Qur'an aur sunnat se.....lehaza jaa e namaz par namaz ada ki jati hai us par agar ap so bhi gaey to is main koi harj nahi....aur yahan faiz bhai ne ye nahi kaha k jaa e namaz par hi bethna ya sona lazmi hai Istekhara k waqt... faiz bhai to aisa is baat ki nafi karahe hain is video main k aisa log karte hain jo ghalt hai aisi koi baat Qur'an aur Hadees se sabit nahi......lehaza hamain bhi nahi karna chaye. Agar koi bhi masla jis main ap Allah SWT ki rehnumaai chate hain to Istekhara apko khud apne liye karna hai....koi kisi kliye Istekhara nahi kar sakta ye ghalt tarika hai jo log karte hain k Istekhara kisi se karwate hain apka zaati masla hai lehaza Istekhara bhi apko khud karna hai apne liye aur yehi sunnat se sabit hai. Hamain sirf utna kam karna hai jo Nabi kareem SAW ne farmaya hai na usey bhar kar karna hai aur na hi usey kam karna hai. Apko mazeed kuch samhjna hai Istekhara se mutalliq to ap puch sakte hain. Apne puch teesra pehar ka kia matlab hai? Teesra pehar yani.... (last 3rd of the night) ye khas waqt hai jis main tahajjut ki namaz parhi jati hai....sharyat main tahajjut ki namaz k liye 3 waqt mukarrar hain maslan (1 third of the night) yani raat k teesrey hissey ka pehla pehar. (2 third of the night) yani raat k teesrey hissey ka dusra pehar. ( last 3rd of the night) yani raat k teesrey hissey ka akhri pehar. Inki calculation kese karte hain wo bhi agar apko samhjna ho to puch sakte hain ap. Yani hamain kese maloom hoga k pehla pehar dusra pehar ya teesra pehar kab shuru hota hai. Mazeed samhjne kliye ap mujhe email kar sakte hain. mikniazi37@gmail.com
@skkhan-rn8fg7 жыл бұрын
M.I.K. Niyazi thank you sir lkn mjy bt abi bhi smj ni ai.. phly to AP mjy yh bta dn k ap kon hn jn se mny swl Kiya islye k mny first time question Kiya Hai ? mry abi bhi woi 3 swl hn k ks dn istikhara krna chye Monday Tuesday Wednesday ks dn ? or rat ka trsra pehar mjy ni smj ata AP mjy tme bta den k ks tme tesra pehar hota Hai or janamaz pe So jana mra dl ni manta mjy quran or Hades k mutabiq smjhen thank you ...
@MsDesign2477 жыл бұрын
1. istekhare ka koi din mutayyan nahi h kisi bhi din kar skte ho aap 2. Or rahi bat rat ka tisra paher matlab rat ka tisra hissa jo fajar se kuch wqt phle ka hota hai uska andaza aap azan se laga skte ho 3. Or agar tum ja namaz pe so jao to koi harj nahi Qk wo ek kapra hai jise ja namaz bnaya gya nmz k liye koi sade kapre par bhi aap namaz pd skte ho sirf shart ye hai ke wo saaf ho to kisi kapre pe sona mana nahi hai islam me... ok
@world-og9ho2 жыл бұрын
Kya main apne khula ke liye istikhaara padsakthi hun
@Funwithkids-j3l10 ай бұрын
Wife Apne husband k liye istikhara Kar sakti hai kya?
@HyderAli-fv2lc6 жыл бұрын
Ramzan me kar saka tha hai kya
@shaikhsaba49435 жыл бұрын
Aakhiri pehar kab hota h
@shaikhmaheboob13404 жыл бұрын
Assalamu Alaikum. Ji bohot se log kehte Hai istikhara Ki namaz 8 din tak padna chaiye? Tabi malum hoga. Istikhara Ki namaz kitne din padna chahiye?
@allmankind6903 Жыл бұрын
bhai ,full video upload karna chahiye.
@rashidamir59655 жыл бұрын
Mash allah
@afreensiraji95113 жыл бұрын
Kya istekhara kar ke sona zaruri nahi hai so bhi sakte hai nahi bhi sakte pls jawab de??
@IRCTV3 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Afreen Siraji Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@yasirahmed877010 ай бұрын
Assalam walaikum warahmatullahi wabarakatuh mere bete k liye ek naik shareef khoobsurat biwi milne k liye dua karein please
@sananaaz582 жыл бұрын
To kya krna h aap btade krte to sab h bs allah ka quran h..
@mdabdulshahrukh6347 жыл бұрын
kitne din Karen???istekhara
@taniyarajpoot7924 жыл бұрын
Hm istekhara ek din me kitni bar kr sakte ha ya ek hi martaba ho sakta ha
@zaidgamingbgmi44605 жыл бұрын
bhai aap kis maslak se hain mera matlab kisi bhi maslak ko bura ya bhala kahna nahi lekin poonchna is liye zaroori hai ki main kis maslak ka hun aur maulana kis maslak ke hain aur inki baton pe mujhe yaqeen kar na chahiye ya nahi
@Speedcar21425 жыл бұрын
Ahlehadees
@professionaltailors14894 жыл бұрын
Kia aik e waqt m do kamo k lia istakhara kia ja skta h