Safar Me Bus Ya Train Me Ho To Namaz Kaise Padhe ? By Adv. Faiz Syed

  Рет қаралды 59,948

IRC TV

IRC TV

Күн бұрын

Пікірлер: 113
@mdshahed3386
@mdshahed3386 8 ай бұрын
Aaj aapne kitabon ke kayi safon ko ek jumle mein puri diya "Ibadat mein kya karna hai bata diya aur duniya mein kya nahi karna hai bata diya gaya" Jazakallahu khairan bhai
@AbubakrsiddiqMohammed-r4x
@AbubakrsiddiqMohammed-r4x Ай бұрын
Subhanallah. Allah Tala ne har bat ke liye hame bata diye hal. Ya allah beshak Teri zat pak hi. Buland hi. Muje ye faida mand hone wala hi insha allah.
@foodkitchen929
@foodkitchen929 Ай бұрын
اسلام علیکم اللہ اپکو خوش رکھے امین بہت شکریہ❤❤
@shahidkkn
@shahidkkn 8 ай бұрын
Sheikh aapke is video se hume bahuth kuch seekhne ko mila. Jazakallahu khair
@skjonuba6676
@skjonuba6676 5 ай бұрын
Alhamdulillah 🥰 hamara Deen kitna Asaan hai 🥰
@Abu-SiddiQa
@Abu-SiddiQa 8 ай бұрын
"Truth has come, and falsehood has departed. Indeed is falsehood, [by nature], ever bound to depart."
@AbubakrsiddiqMohammed-r4x
@AbubakrsiddiqMohammed-r4x Ай бұрын
Jazzakallahu khairan kaseera. Faiz bhai
@AbubakrsiddiqMohammed-r4x
@AbubakrsiddiqMohammed-r4x Ай бұрын
Kitnee aasani hi islam me.. 😇
@MOHAMMEDSAEEDSR8787
@MOHAMMEDSAEEDSR8787 8 ай бұрын
SHUBHAN ALLAH GREAT INFORMATION FAIZ SAHAB
@mralam0124
@mralam0124 2 ай бұрын
Mashallah shaikh allah aap ko lambi umar aur akherat me jannat de aap ki wajah bahut khuch seekha Deen ke baare me abhi tk main safar me namaj nhi padhi thi inshallah is video ke padhunga bahut achhi aur assan tareeqa bataya aap ne❤❤❤
@HarishAnsari-iy4ud
@HarishAnsari-iy4ud 8 ай бұрын
Very good explanation
@soaibalam5176
@soaibalam5176 8 ай бұрын
Mashallah shaikh bahot khub Allah app ko salamat rakkhe ameen
@Rubinakitchen661
@Rubinakitchen661 8 ай бұрын
JazkAllah khair
@zahir9773
@zahir9773 8 ай бұрын
Assalam Alaikum Yes sir .. Deen is made to benefit us.. it’s so easy.. Alhamdullillah.. please keep continue to explain in this easy way.. because of this many people think very hard to follow..
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
Deen "easy" subjective hai. Kuch log har gandagi ko apna kar aur har yaqeen wali cheez se bach kar bhi yehi Hadith ka hawala dete hain. Dunya momin ke liye jail khana hai ye bhi suna hoga.
@AtifKhan-uu7xe
@AtifKhan-uu7xe 8 ай бұрын
Jazak Allah khairn kaseera
@loveislam9021
@loveislam9021 8 ай бұрын
Bohot shukriya zaruri video.. humne Islam qubule das saal hgye Alhamdulillah please dua kijiye Allah paak hume Hajj umra naseeb kare Ameen ❤️🤲
@syedaafsha2034
@syedaafsha2034 8 ай бұрын
Mashallah Jazakallaho khair ✨💫
@Anonymous_EngineerX
@Anonymous_EngineerX 8 ай бұрын
1:00 jab asar ka waqt hua hi nhi to padhe kaise kya pata hayat hi na ho to asar tak Waqt se pahle namaz padhna matlb to ye hua ki gaib ki bate jaana aur gaib ki baat to kiski ko nhi pata h except Allah Nai umeed krta hu ki iss sawal ka jawab aap hame de I'm big follower of u faiz bhaijaan
@sajidaquadri5213
@sajidaquadri5213 8 ай бұрын
Mashallah 🎉
@shenaazpothiwalla7084
@shenaazpothiwalla7084 7 ай бұрын
JazakAllah sheikh
@AMANPATHAN-sk1dh
@AMANPATHAN-sk1dh 8 ай бұрын
jazakallahu khairan❤❤❤
@Indianfoodvlogs9
@Indianfoodvlogs9 8 ай бұрын
MashaAllah. JazakAllah.
@akilshaikh1158
@akilshaikh1158 8 ай бұрын
Mashallah
@naushadahmad5303
@naushadahmad5303 8 ай бұрын
Asslamu alaikum kya haal hai Bahot shukriya aapkaa allah aapko sehat de ameen allah aapse raazi ho
@nazirtaj2001
@nazirtaj2001 Ай бұрын
Assalamu alaikum Kia train me seat per baith kar agar namaaz pade to Kia us ko gher pohch kar namaaz duhraani hongi?
@HarishAnsari-iy4ud
@HarishAnsari-iy4ud 8 ай бұрын
MASHA'ALLAH
@parveezsultanakhan5644
@parveezsultanakhan5644 7 ай бұрын
Thanks for answer but please say how to pray in train , bus, n aeroplane, you just focus on wazu , we cant stop bus, train or aeroplane on the timings u said to follow . How to pray if its long distance flight or train. Please guide.
@MohammedSiraj-nm5pe
@MohammedSiraj-nm5pe 8 ай бұрын
As salaam walikum Faiz Syed Mera 1 question Zohar aur asar ki namaz me Khamosh pada jata hai to hame kya padna chahiye imaam ke peche 2 nd question Ham jab namaz padte hai to Dimag me khalal aati hai Please answer dijiye na
@Clearpolitics602
@Clearpolitics602 8 ай бұрын
❤❤❤❤
@syedfaaiqehusain3965
@syedfaaiqehusain3965 8 ай бұрын
Title tha ki namaz kaise padhen aur bata rahe hain wazu kaise baqi rakhen. Sawal ka jawab hi nhi diya Problem wazu me nhi h . Problem asal ye h ki bus me jagah hi nhi hoti namaz padhne ki sajdah karne ki. Bus ke seats ke beech me to padh nhi sakte. Seats par baithkar sajda nhi kar sakte. To is video me batana chahiye tha ki kaise namaz padhen
@mohtashammokhtar4271
@mohtashammokhtar4271 8 ай бұрын
When i am ready to start my journey and currently at home. Time is Zohar. Can i do jama at home and start journey? Means pray zohar and Asar together and then start from home?
@abuharisrazaabuqais5551
@abuharisrazaabuqais5551 8 ай бұрын
اگر ریل قبلہ کی سمت میں چل رہی ھو اور سامنے لوگ ھوں تو کیا کریں جبکہ فرض نماز کے لیے قبلہ رو ہونا ضروری ہے ؟
@dineshsingh-vs7ld
@dineshsingh-vs7ld 7 ай бұрын
Asalaamalaikum Kya hum safar mein car ke andar namaaz padh sakte hain Jazaak Allaah Khair
@anasreyazreyaz
@anasreyazreyaz 8 ай бұрын
agar gunah karne ke baad gunah ki adat kisi our ko dhara de to kaise maaf hoga ye
@Islamicchanne624
@Islamicchanne624 8 ай бұрын
Agar ham kuchh bhi chhote mote gunah kar le aur jab hamen ehsas Ho jaaye to ham mafi mange tauba kare tauba karne se Guna maaf Ho jaate Hain to Kya hamen iski Saja fir bhi milegi ya nahin milegi
@talatmeraj
@talatmeraj 8 ай бұрын
Train me Baith ke namaz padh sakte h? Qyam Jo farz h..kya bad me dohrana padega namaz?
@cyrascloset1
@cyrascloset1 8 ай бұрын
Plz ye bata dain Jo zohar k time hm zohar or asar dono aik sath parhain gay??? Chahay asar ka waqat nahi bhi ho to or safar ki niyyat ho . JazakAllah
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
Inke hisab se jb Zohar asar ko Zohar me mila kr padh sakte to fir maghrib isha ka kyon chhod rhe ... Use bhi Zohar ke waqt hi padhna bata do thoda aur sahuliyat ho jae..
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
Safar me wudu rakhen, chamde ka moza pahan len, aur har namaz apne waqt par padhen. Sirf farz wo bhi adha, Deen aasan hai
@khanpatiala9099
@khanpatiala9099 8 ай бұрын
Kya asar ki namaz zohar ke sath hi padh skte hain jab ki asar ki namaz ka waqt abhi shuru bhi nhi hua ase hi maghrib ke sath isha padhna kaisa hai
@cyrascloset1
@cyrascloset1 8 ай бұрын
Same question mera bhi hai
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
Najaiz. Har namaz apne waqt me hogi
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
Ais ahita to 2 nahi 4-4 bhi Mila ke padh lia hota Nabi ne kyunki kitne baar aisi situation hoti hai ki insan busy hota ha 18 ghante bhi. Haan aap Aisa kar sakte ho ki zuhar akhri time me aur asr bilkul beginning time me padh lo.( Emergency me, kyu ki kisi bhi namaz ko apne waqt me hone ke bawajood late karna bada gunah hai)
@arifgani5326
@arifgani5326 7 ай бұрын
Jajakallahu khairan
@shaikhsaeed8007
@shaikhsaeed8007 8 ай бұрын
Namaz baith kar sit per kurshi per baith te hai os trah ishare se sazda wagairah ho jayenge ya nahi
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
Puri detail den ki sajdah kaise karte hain. Agar aap masjid ya Ghar par chair use karete hain, usme Qayam,ruku , sajdah karte hain to chair se hat kar zameen me jis tarah bhi ho baith jayen agar isme koi diqqat na ho, aur jitna jhuk saken jhuken ruku aur sajde me. Sajde me ruku se zyadah jhukna hai. Baqi jitna detail denge rahnumayi hogi Insha Allah
@mdumaralam8153
@mdumaralam8153 8 ай бұрын
Such kahu to mujhe literally ye samjh nahi aya..... I know Mila kar namaz padh sakte hai lekin phir v doubt hai mujhe.... Allah se dua hai next koi video aisi aaye jisme is chiz ko tafseer se bayan Kiya jaye ...... Or agar bus ya train me baithe ho to seat par kaise padhege ruku sajda kaise karege.....
@shaikh181148
@shaikh181148 8 ай бұрын
ARE BAHI, AAP KAYSE MUSLIM HAIN.....KISSI KO KURSI PER BEETH KAR NAMAZ PARRHTE AAJ TAK NAHI DEEKHA......?
@Ponderofdepth
@Ponderofdepth 8 ай бұрын
Aise safer may namaaze padhne Quraan may nahi phir hadisso may kahanse aayaa????
@KainatSonu786
@KainatSonu786 8 ай бұрын
Mai teacher ki job ki preparation kar rhi hun inshallah agar mujhe job ho gyi to School timings 9 to 5 bje Tak hai. Zuhr aur asr ki namaz mai school me to nhi pad sakti to kya karungi mai
@KainatSonu786
@KainatSonu786 8 ай бұрын
@@shahid8673 STET dungi, inshallah clear ho gya to BPSC 4 dungi 😊
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
Offer Zohar during break.. only asar timing is problematic during specially in winters.. baji padh liya kro ek do baar mn me lgta hai log kya kahenge.. apne deen pr jam jaogi to sab accept kr lete hain staff room ya kisi kone me jakar padh liya kro.. pareshani jitni hoti nhi usse jyada hum dimag me pale rhte hain..
@KainatSonu786
@KainatSonu786 8 ай бұрын
@@TalkToTaslim shukriya ☺️🤗
@NEETZOOLOGY359
@NEETZOOLOGY359 8 ай бұрын
Sir kuch samaj mie nien aya.
@syedmusavvir
@syedmusavvir 8 ай бұрын
Can we wear cotton stocks? Or it must be leather one
@ma-nh9zg
@ma-nh9zg 8 ай бұрын
Any socks. It should cover full ankle(above ankle)
@t_anwar
@t_anwar 8 ай бұрын
Leather socks
@knowledgechannel443
@knowledgechannel443 8 ай бұрын
​@@t_anwar,👍👍👍
@knowledgechannel443
@knowledgechannel443 8 ай бұрын
Condition for kuffain( masa krne wale moze) 1. Jisse Pani chanta nhi ho 2. Jisko pahen kr 2,3 km chala ja skta ho
@zubairkhwaja
@zubairkhwaja 8 ай бұрын
Any socks, leather socks is not necessary
@amjd656
@amjd656 7 ай бұрын
سوکس پر مسح ہے ہی نہی آپ نے دونوں مسئلے غلط بتاے ہین
@deen4803
@deen4803 8 ай бұрын
Kasar kar ke hai dosre maslak
@someone12425
@someone12425 8 ай бұрын
Government jobs ke liye beard nahi rakhna kaisa hai
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
Najaiz
@Mohammad-d1w
@Mohammad-d1w 5 ай бұрын
Kya aap india se hain yaha pr to har din train mein namaaj ko lekar bawal hota rahta hai
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
Must be leather one. Aur Aaj Safar me koi itni dikkat nahi ki pair. Na dho sake, aameen mozon pe pair dhoya jae yehi 1400+ yrs se ummat ke bade scholars ka Hadith ke basis par interpretation raha hai. Pair dhona faraiz me se hai, widu nahi to namaz hi nahi. Kyun khud ko chote se Amal ki wajah se shak me daalen.?
@Abdullah_2442
@Abdullah_2442 5 ай бұрын
Ryt
@Abdullah_2442
@Abdullah_2442 5 ай бұрын
Hame toh abu hanifa ka andha muqallid kehte h khud bin baz aur albani ko Andho ki tarah follow krte h
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 5 ай бұрын
@@Abdullah_2442 exactly
@sufiyanali16
@sufiyanali16 8 ай бұрын
2 Namaze milakar padhna nabi e kareem SAW ki seerat se to kahi nahi hai na hi Quraan se Sabit hai to Aap kaha se ye fatwa dere plz mention hawala.
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
Bhai inka fatwa sahuliyat ki buniyad hai.. baki.. naam barabar quran hadees ka hi lenge.. aise namazo ko milana ho jae to fir insaan apni sahuliyat hr chij me laa kr milana shuru kr dega.. inse puchho ki kaun se sahaba ne un hadees ka ye mtlb nikal kr iss trh namaze jama ki to .. blank.. udaharan ke baad to fir blank.. bs inki hadees ka silsila apne ulema ke baad sidhe fir rasoolallah pr aate hain.. bhai bich ka link kyun gayab kr dete hain kyonki inki chori pakdi jaegi..
@minaalkhan810
@minaalkhan810 8 ай бұрын
2 namaze bila uzar milkar padhna aap saw se sabit he
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
@@minaalkhan810 are bhai uzar ke sath ya bila uzar padhna sabit hai lekin uss tarah nhi jaisa inhone bataya.. balki iss mamle me unka maukif sahi hai jispar ye asani se tankeed kr rhe hain.. warna quran kehti hai sari namaze apne waqt pr qayam kro to uska kya.. nabi karim saw quran sikhane aaye the uske ult nhi.. unhone bhi tb milayi jb ek namaz ka waqt khatam hone wala ho aur dusre ka shuru hone wal.. me khud aisa kai dafa karta hu..
@sufiyanali16
@sufiyanali16 8 ай бұрын
@@minaalkhan810 sister Refrence plz
@minaalkhan810
@minaalkhan810 8 ай бұрын
@@TalkToTaslim Aap Shaikh Salman Aftab ko sune youtube par is masle par aapko malum padjiga haq
@AjAj-xp1uk
@AjAj-xp1uk 8 ай бұрын
I love this video
@junaidshaikh8354
@junaidshaikh8354 8 ай бұрын
Ye masla aalim se puchna chahiye
@ahussaini4048
@ahussaini4048 8 ай бұрын
So true!! He is not an alim!!
@omar-masum313
@omar-masum313 8 ай бұрын
👍🏻
@Abdullah_2442
@Abdullah_2442 5 ай бұрын
Haa
@safwanahmed2009
@safwanahmed2009 8 ай бұрын
Maslak is not criteria..! Padne wala kahi par padthe he
@mateenahmed9895
@mateenahmed9895 8 ай бұрын
Hafiz sab most of the people want to travel under in train because toilet and Washroom facility are available but in busses no toilet and no Washroom that the problem in busses
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
Bhai tayammum naam ki chij bhi hoti hai.. safar me lekr kr chalo.. hazarat deen asaan banate banate sari namaze ek waqt me padhwa denge.. Wait and watch after 4-5 generation their progeny is going to make deen e islam even more simpler.. by offer all salah at single time..
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
​@@TalkToTaslimexactly. Baqi tarannum nahi samjha mai
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
@@Dil-ka-qalam * tayammum.. that was wrongly auto taken.. Allah ne deen ko asan banane ke liye wudhu ki jagah tayammum ka option diya hai.. inhone namaz jama krne ka galat tarika bataya hai.. bhai Zohar ke waqt me asar agar mila liya to agar asar ke waqt tak insan zinda hi nhi rha .... Ye sarasar allah ke deen se manmani krna hua .. jab quran ne bol diya har namaz unke waqt pr qayam kro.. sunni jamat ka explanation is best.. Zohar ko Zohar ke akhiri waqt me aur kuchh hi minutes baad asar ka asar ke starting time me namaz padhna.. ye namaze jama krna hua.
@Dil-ka-qalam
@Dil-ka-qalam 8 ай бұрын
@@TalkToTaslim ohh ok. Tayammum ki bhi conditions hain, jab pani mayassar ho to tayammum nahi hota.
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
@@Dil-ka-qalam pani ki mikdaar wudhu ke liye jaruri mikdar se km ho to bhi tayammum kr sakte hain.. bimar ko agar bimari badhne ka khatra ho to bhi pani hone ke bawajood tayammum kr sakte hain.. aaj kl pani to sab jagah mil jata hai.. nhi mila aur namaz qaza hone ka yakeen ho to bhi kr sakte hain.. namaz ko uske waqt se pahle jama karne se to jyada behtar aur logical hai.. namaz jama krne ki sari hadeeso ko nazar me rkhte hue.. sochiye.. akhir inhone maghrib aur asar ko jama kyun nhi krne ka bola.. kyonki inke bich makrooh waqt ata hai to continuity approx 20min ki break hoti hai.. jabki aisa Zohar aur asar me nhi hai.. that means.. Zohar ka end aur asar ka start me namaz padh kr Rasoolallah saw ne jama kiya nahi dusri namaz ke waqt me.
@zeeshanmuslim3
@zeeshanmuslim3 8 ай бұрын
Faiz Syed Bhai Engineer Mohammed Ali Mirza ko Sunna kasa hai wo bhi Quran aur hadis ki bat karta hai ap hi ki tera References ka Sath kuch ulma is ka khilaf hai plz Answer de
@minaalkhan810
@minaalkhan810 8 ай бұрын
Engr Salman aftab ko sune maza ajaiga
@moshtaqahmeddawood1137
@moshtaqahmeddawood1137 8 ай бұрын
Can we grow big moustaches
@kaunainansari7676
@kaunainansari7676 8 ай бұрын
no only beard you can grow moustache should be Minimised
@Junaid_rdx_30
@Junaid_rdx_30 8 ай бұрын
Nahi mera bhai agar wo bada hua or pani pe touch hua toh shyd maqru ho jaga pani pens aapke liya usee chota he rakhna ka hukum hai i hope you understand جزاك الله خير 🍃🍂
@mrsd687
@mrsd687 7 ай бұрын
Maulana sahab aapne asli sawal ka jawab hi nahi diya. Bhai mere agar safar 20 ghante ka ho tho namaz kaisi ada kare kibla kaisa pehchane. Bhai aapko aur deen ke knowledge ki jarurat hai shayad
@obaidmasqati8598
@obaidmasqati8598 7 ай бұрын
😂Mere pyare Salafi kulfi hogaye india mein Salafi aur dusri jamat farak nae raha Dono dono same track pe hai😂 , Aap ki zimmedari ye batao Jo Citizens Buss ya Train mein un pe attack huwa Namaz ke dauran ya Nae padne Diya jara😂 uspe kya karna chahiye ye bataye😂😂
@MrMdirshadalam
@MrMdirshadalam 8 ай бұрын
Kitna galat masla batate hai nemaz ke waqt par nemaz padhna farz hai Jitni hadees ka hawala de raho ho wo imam tirmizi ne puri ummat ka ijma hai is hadees par amal na karenge
@ahussaini4048
@ahussaini4048 8 ай бұрын
He is not an alim!!
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
Galat masla batane ke baad rudra ye ki dusre maslak wale galat bata rhe.. Inke hisab se fir Zohar kr waqt asar maghrib aur isha sab mila lo.. deen jyada hi asan krne ke liye.. safar naam ka uzr lekr..
@TalkToTaslim
@TalkToTaslim 8 ай бұрын
Insaaan ko apne agle pal ki khabar nhi aur wo aage ki namaz bhi jama kr le.. gazzab... fir aur asaan kr dijiye sari hi namaz ek sath padhwa dijiye hazarat.. isiliye kehte hai sunniyon ke aqeede ka koi tod nhi... Namaz jama krne ka matalab johar ki namaz zohar ke akhiri waqt me aur asar ki namaz asar ke staring waqt me.. ye nhi ki Zohar ke waqt hi asar bhi padh lo.. log deen asan krne ke chakkar me haram chije bhi halal kr lenge.. Apka deen asan karne ka tariqa thoda *kezual* hai..😂
@mohduzair3183
@mohduzair3183 8 ай бұрын
Wrong info by Mr. Faiz
@bilalchaudhary7891
@bilalchaudhary7891 8 ай бұрын
Okay then what is the right info?
@mdshahed3386
@mdshahed3386 8 ай бұрын
He given correct info Aap ku ya tho samajh nai aaya or aap samajhna nahi chahte
Jaidarman TOP / Жоғары лига-2023 / Жекпе-жек 1-ТУР / 1-топ
1:30:54
Andro, ELMAN, TONI, MONA - Зари (Official Audio)
2:53
RAAVA MUSIC
Рет қаралды 8 МЛН
БОЙКАЛАР| bayGUYS | 27 шығарылым
28:49
bayGUYS
Рет қаралды 1,1 МЛН
OCCUPIED #shortssprintbrasil
0:37
Natan por Aí
Рет қаралды 131 МЛН
Quotes in Urdu|Heart touching quotes| islamic quotes
10:33
Urdu Quotes Diary 10M
Рет қаралды 116
🔴 Safar me namaz - Mufti Tariq Masood
5:42
Hayya Alal Falah
Рет қаралды 50 М.
How to memorize the Holy Quran, 10 proven steps
6:39
Islam In A Nutshell
Рет қаралды 572
SAY 2 DUA IN SUJUD ALLAH LOVES IT SO MUCH
4:47
Nourish TV
Рет қаралды 356 М.
Chair & Car peh Baith ker NAMAZ parhna ??? MAREEZ kesay NAMAZ parhay ??? Engineer Muhammad Ali Mirza
9:12
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 222 М.
Dua Kaise Kare Uske Adaab Aur Fazilat By @AdvFaizSyedOfficial
13:21
Jaidarman TOP / Жоғары лига-2023 / Жекпе-жек 1-ТУР / 1-топ
1:30:54