Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Ap clearly bolo na ek hi makan me bhai aur bhabya bi rehti h waha kse gar jmai beth sakta
@Mahi5647-p6tАй бұрын
Allah Hu Akbar
@habibadil22085 жыл бұрын
Shukran Aap ne sahi time par ye vidio banay mashallah .
@westsidetags65995 жыл бұрын
Bilkul sahi bataaya Apne Maine bilkul aise hi padha hai Quran Pak mein
@abdulhasan1936 жыл бұрын
Dr Faiz I Like your every speec ...your are a good speaker ...
@faizanyousuf65307 жыл бұрын
good ans faiz bhai from. pakistan
@basaad-ez6lf5 жыл бұрын
Mashaallah bahut acchha jawaab diya aapne jazzak Allah khair.
@khan999018642711 жыл бұрын
Very Nice speech... We all should listen these type of speech..
@sabirsabir20477 жыл бұрын
Amin
@laiqashaheen1285 Жыл бұрын
Aameen summa Aameen
@jahiralam1728 Жыл бұрын
Assalamoalaikum mashallah
@devilhunter30576 жыл бұрын
Nice Answer... ♥ I watch Your Channel From Bangladesh.
@janefarida66066 жыл бұрын
💚MA💚 SHA💚 ALLAH💚
@mohdsufiyan63215 жыл бұрын
MASHA ALLAH 😇
@saleemg900110 жыл бұрын
Best answered♥♥
@ibrahimsonu67625 жыл бұрын
Jazak ALLAH KHAIR
@shamaansari39107 жыл бұрын
Maa Sha Allah very nice .....
@abdulsami9288 Жыл бұрын
JAZAK ALLAH khair
@shahbajhusain94805 жыл бұрын
Bahot khub subhanallah walhamdulillah
@gandabanda62005 жыл бұрын
bhai jaan aap boht achi baate btate ho thanx btane ke liye
@tayyabshamsi51153 жыл бұрын
JAZAKALLAH KHAIR
@hananamoodi606611 жыл бұрын
Mashallah !!! Awesome !!!*_^
@abdulsami9288 Жыл бұрын
Walaikum Asalaam wa rahematullhi wa barkateho
@nishrindas15795 ай бұрын
Great 👍
@ehshumm59123 жыл бұрын
Jazakallah Sir for this very information from Toronto
@qazimansour78026 жыл бұрын
Very good answer
@bibiaasiya13513 жыл бұрын
jajakallahu khair
@asultana50805 жыл бұрын
Even prophet Muhammad s.a.w stayed in khatija's(wife) home. Nowadays everyone is ghar jamai because only the house is different but the expense is levied on girl's care taker or her income. From dahej to chilla and till her death all demands are fulfilled by others money.
@gamezone44614 жыл бұрын
Mashallah zajakallah khair bahut khub kaha.
@abdullahwaogazal31716 жыл бұрын
Den e Islam Aman ha
@darkhakai65698 жыл бұрын
very nice speech
@RehanKhan-ev8zo5 жыл бұрын
Hamare Quran majeed Mai sawal ka jawab hai .......
@zeeshanhusain22445 жыл бұрын
Thank you sir
@irshadbashashaik94987 жыл бұрын
Masha allah
@sadiksaddique50826 жыл бұрын
Masaallah
@FaizanKhan-ex3qp5 жыл бұрын
Maulana sahab video bnayeye roz marrah ki zindgi me kha kha shirk karte hai Allah apko lambi Umar de ameen
Mera namaz padhne ka bahot dil karta h bahot khauf rahta namaz na padhne ka lekin phir b nahi padh pati aisa kya karu namaz ki paband ho jau..plz reply zaroor kariyega jazakAllah
@MdMostofa-rv7tl7 жыл бұрын
amin
@TECH4YOO6 жыл бұрын
Fine #tech4yoo
@hanzalashaikh90565 жыл бұрын
Kya muhabbat thi
@asultana50805 жыл бұрын
There's no proof in Islam that one should stay here or One shouldn't stay here after marriage. Wherever the man stays, he has to run his family on his hard earned money. That's the real answer. Staying in his own house with his parents and siblings and demanding dahej, jewelry, motor gaadi, expenses of marriage, delivery charges of first baby, Eidi, gifts, gift money is not different from being 'ghar jamai'
@t56984 жыл бұрын
Well basically it's shocking to see why one would demand such things anyways. If others are self giving then that is fine ... but who forces others for dahej etc ? It's sad
@ahsaastv29954 жыл бұрын
Of course.i am satisfied bro
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Gar jmai alg cheez h shadi k time larki k shohar ko arf ezat dene aur larki k khatir jo ji kuch dena ye larki k haq me shamil h
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Ur jahil the whom is not made for him how can he live in her wife's house that house was his wife's brother house and if he has his own house why he stay here
@asultana50803 жыл бұрын
@@thegreathatimhatim4887 don't be silly. It's applicable where there are no sons and only daughters are there. The parents of their daughters need support in their old age. It's like attending them when needed, accompanying them to lab and hospital, buying groceries and doing outside work.
@mohammedjameel-ur-rehmansa24515 жыл бұрын
Assalamualikum kya ghar ya dukaan ROAD SOLE nahi rehna chahiye ROAD SOLE ki kya ahmiyat hai ISLAAM may please tafseel se bataye
@mubarrahumair85833 жыл бұрын
Right
@latifromiyo11945 жыл бұрын
Nice bayan
@raisahmed59926 жыл бұрын
Mashallah
@MuskaanShaikh-by2ttАй бұрын
Mere ghar me mere shohar ne bht mahenat se beti ko doctor bnay h pr uski ammi ne jab woh choti thi tab hi Walid ko chord Diya aur kisi aur se nikah kar lia tha khair Walid aur fufu ne sbhala bachho ko me to 3year baad aai pr alheda hi Rahi hu khair Ab woh beti kaheti k ghar jawaai dekh rahi h 🙄 jab k uski maa ka shohar ek number ka fraud h 3biwi chord kar uski maa k saath h ghar bech diya bht kuch lelia pr bachhe nhi smajh rahe h is baat se ghar me koi raazi nhi h is shaks k saath aur apni maa k saath 2dafa umrah kar k b aai h jab k asli hakdar Walid zinda h jisne use doctor k manzil tak pahochaya unke jisme me gaanth h pathri h pr abtak hospitalized nhi huye pr afsoos hota h k aise kaise soch rahi h uski maa b maa nanai woh baap sab saath mil kar kaise rahege ajib hi h such me
@mohseenkhan62413 жыл бұрын
Assalamu alaikum ek sawal hai k motapa kam karne ki dua bataiya
@saqibawan10725 жыл бұрын
Keep it u Faiz bhai Ap kidr sae hane
@shadabqureshi58905 жыл бұрын
Masallah subhanallah
@syedarshad984410 жыл бұрын
very nice
@arshiacreations6 жыл бұрын
Allah nijaat de in ghar jamaiyo se...bahut pareshaan hu allah reham kare
@rainingemotions18236 жыл бұрын
Lehhh kiu kia hua?
@asultana50805 жыл бұрын
Jo daamaad kamaata Nahi usse to pareshan Hona hi Hain. Uski APNI khaabiliyat Hona jaroori hai aur Woh BHI achchaayi mein
@Teepu_Sultan-Mohammad225 жыл бұрын
@@asultana5080 Assalaamu alaikum Wa Rahmatullaahi Wa Barakaatuh, Jo kamaata nahi,WO Ghar Jamaai Q bane,aaqir Daamad hai,unhe unke Ghar mei pade rehnedo,unke Maa Baap k ooper depend rehnedo.. Lekin ek baat toh hai,WO Daamad hai bolke ghamand karte,baat sunna pasand nahi karte,wohi baate agar unke Maa Baap bolenge toh thhodi toh aqal aayegi..
@fawadali99773 жыл бұрын
Ap ka shohar ghr damad ha kya
@arshiacreations3 жыл бұрын
@@fawadali9977 nahi meri dono nand and unke husband hamare ghar rehtey hai
@reshmabano14606 жыл бұрын
kya sadi ke bad dulhe ka dulhan ke ristedaro ke yaha ja kar dawat khana jaiz hai. please sir is topic pe bataay
@salmankhalid13046 жыл бұрын
Hatss off .. bachpan se hi aisi ho ya ksi tabLet ka kmaaL H
@rangatmehndiki77096 жыл бұрын
Salman Khalid what do you mean?
@sydarf86526 жыл бұрын
Bahan...Kisi bhi namahram se milna haram hai mardo k liye bhi or aurton ke liye bhi....Koi momin mard ya orat namahram ke yaha jane se bachega...Allah ham sab ko iski hidayat or samajh de or sabr de ... Allah insaf krne wala or raham wala hai ...Log sawalon ke kadwe javab den to ignore kr den
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Arhe rishta dari me agar dwat par khud bulaya h tu jaiz h
@afreenmirza19145 жыл бұрын
Agar shohar bemar hai aur Usko chote bache hai .. Stroke patient hai right haath nahi chalra aur baat bhi saaf nahi hai tab kya karre.woh aapne maa ke paas rahsakti kya shohar ke Saath?? Plz answer aur dua Ki guzarish
@fawadali99773 жыл бұрын
Apko zada kis se pyar ha shohar ya maa
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Yha par apni ma k pass rehna s kya uska shohar k ilaj hojye ga kese bhana talash agar itni ma ka pyar h tu kuch time ma ko apne pass bula lo arhe suno larki ko k asli husband k h mind bnana chahe wo us ghar ki nahi hoti jha wo paida hoti wo kisi aur ki property hoti
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
@@fawadali9977 are ye larkya bas smj nahi ati gar lkar apne bhai bhabyu ki zindagi ajeerat kre gii ma k sat sazish kar kar k
@sheenz12272 жыл бұрын
Assalamualaikum I am from Hyderabad, I want to know that termites in home is good or bad
@kaziirfan50856 жыл бұрын
Meri family ma just cozn marriages hoti hain ya phir close family ma he! Hamary liya wife ka Ghar bhi hamary Ghar jesa he hota he per aaj kal dono he rehty apny Ami Abu sy alag hain! Jab tak parents boht he zayada bhory nai ho jaty! Meri pehli BV mery mama ki beti ha! Aur dusri phopho ki!
@shaikshakeelahmed22976 жыл бұрын
Mashallah bhai aapke do shaadiyan .. kaha rehte ho bhai aap my chupke pucha galat mat samjhiyega..
@afreenparween64044 жыл бұрын
Bedsit bichha sakte h doll wala plz btaiye
@shaikjahangir44886 жыл бұрын
physically weakness log roza nahi raskthe WO log kya karna chahea
@Akbarbukharikishanganj1005 жыл бұрын
Har din ke badle Ek miskin ko khana khilaye
@mdimran86195 жыл бұрын
Assalam walakum bhai Bhai ek bt battaya khawja garib nawaz ke kya kahni hai
@anwarbadsha63395 жыл бұрын
First work to favor, then ask what you want....
@RMSteelFabrication5 жыл бұрын
Nhi g aaj kal belkul jayaz nhi h wo door or h aaj kal logo ki nazar ko sab jante h
@sadafmaahi92365 жыл бұрын
Assalamualaikum bhai ... Ek channel h satya sanatan k nam se ek banda usme itna jhut phaila raha h quran or hadees ka hawala dekar... islam k khilaf logo ko bhadka raha h...Bhai mai chahta hun aap usko reply den becoz aap zyada ilm rakhte hain ...
@syedsaleem74985 жыл бұрын
As sallam walekum sir mera ek sawal hai plees is ka jawab den. kisika ghar lease ku dalna islam me jayez hai ya nahi?
@aryanfuntas75026 жыл бұрын
Faiz bhai mera ek sawal he Sasural me hi agar kiraye(rant) se reh sakte he ???
@MMn-ir9gn4 жыл бұрын
Ji
@javidahmad3123 жыл бұрын
Garjamie Ladke ki jo apni warasat hoti hai kya aus warasat ka paisa wo susral per kharch kar sakta hai please answer
@hajirapatel1026 жыл бұрын
hamesha beti javai ku ghar me raktai hai hamre sasur...bahu jane ny daitai a sahi hai?
@barbieland92926 жыл бұрын
Agar ladka ke sasural me koi dikkat na ho or jamai income deta ho to jayej he.
@asultana50805 жыл бұрын
@soyel, Jawab to inko isee angle mein dena thaa. Kisi aur Ka sawal Ka maqsat yahan fit Karke ghalat rukh kargaye faiz bhai
@mohammadaamir32785 жыл бұрын
Can u plz talk in hindi bcz my Urdu is very poor
@anwarbadsha63395 жыл бұрын
Nakhi Kay sat love fare..first favor. Then love fare aur pataw...
@shaikhharoon66187 жыл бұрын
Adoket haiz
@syedtouseef74563 жыл бұрын
Nice molvi sab
@angelqueen70576 жыл бұрын
Musa alaihissalam ne fasaya tha k unki biwi ne ya sasur ne ya k haq waha rahne wale bashindo ka ban raha tha ladki k rishtedar bhi honge ...
@nasarvlogs6206 жыл бұрын
*Assalamualaikum Mera Aap se Sawal Yeh hai kya main apni biwi se humbistari karne ke baad Main Jis kapde ko pahenunga nahane se pehle tu kya wo Pak hai ya na Pak*
@vaseemakram92076 жыл бұрын
Very important question brother
@nasarvlogs6206 жыл бұрын
_Contact no.kaise milega bro...can u help me_
@shamaparween42437 жыл бұрын
kya nate ya naten ko ghar me rakhna kaisa hai ager us k wajah se ghar me baar baar jhagra hota ho to
@shamaparween42437 жыл бұрын
meharbane kar k mere sawaal ka jawaab de
@mdnehal76057 жыл бұрын
Shama Parween
@barbieland92926 жыл бұрын
@@shamaparween4243 Nati or natni to apna hota he to uske liye agar jhagra hota ho to samjhao.
@ma-nh9zg5 жыл бұрын
das saal k baad nikah hua ya nikah k baad das saal tak services diye.....?
@syedismailshah46145 жыл бұрын
Musalmano me bhi aisa hota hai ab beti damad ghar par rahenge toh bahu beta kahan jaye hamare ghar ka yahi haal hai betiyon ko 3 kamre aur bete ko sirf ek kamre kitchen aur attach bathroom usi me nahi rehna toh chale jao
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Apne dil ki bat boli begairat jamai ko koi haq nahi ghar me rehe wo ghar beto ka aur wo na mahram admi kse rehe ga waha
@kinghussain105 жыл бұрын
Y people disliked this
@abdussalam698210 жыл бұрын
yeha sawal ghar jamai ban sakta hai ki nahi, kab musha a.s. ne kis wajahse ghar jamai hue the uspe gaur nahi karta, bas avi agar koi lachar kamai-damai se ho to wo ho sakta hai, yeha jarurat ke taur par hota hai...
@sabrinadar10395 жыл бұрын
Bhut bhut Achi hides
@loveyouworld16 жыл бұрын
Agar mere bhai mujhe mere father ke marne k bad mera property me jo hissa hai uska paisa dena chahe aur main paise k bajay usi property jaha mere bhai reh rahe hai waha apna makan bana sakti hun ya nahi? Aur me apne husband aur bachcho k sath uss makan me reh sakti hun ya nahi?
@divyesaluja29046 жыл бұрын
Nhi ho sakta
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
@@divyesaluja2904 yar in larkyu ki problem kya h
@AliHamza-pk4mq3 жыл бұрын
ghar jamai hone k bad aulad halal ya haram ho gi.? q k wo najaiz apne waledein ko chor kr bgair kisi wajah k ghar jamai hoo .
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Reality
@reshresh90067 жыл бұрын
faiz bhai ap Pakistan se ho kya
@yeahme64037 жыл бұрын
india k schlors aur talib e ilm pakistani se compare ni ho sakta indian are alwaz up lolllzzzzzzzzzz kidding bro
@basheerahmad72636 жыл бұрын
Sir mjy apna watsaap no send kr do plz
@suaimkhalil69645 жыл бұрын
Meine bahut zyada ishaare kare. Lekin humare waldein ko kuchh samajh nahi aaya. Ab muh pe bolna padh raha hai
@naziaansari66645 жыл бұрын
Hahahahagagaga
@suaimkhalil69645 жыл бұрын
@@naziaansari6664 haso haso. Ladkiyo ke toh maze hai. Ladki baligh hui. Iski shaadi karao.
@naziaansari66645 жыл бұрын
Humne bhi ishare diye the tb smjhe...hahahahaj
@naziaansari66645 жыл бұрын
@@suaimkhalil6964 bhai humne bhi ishare diye tb jakr smjhe the wrna 25 se upar ke ho gye the .hahahahahah
@suaimkhalil69645 жыл бұрын
@@naziaansari6664 humare toh ishaare se bhi na samjhe.
@beunited20697 жыл бұрын
Faiz भाई हर चीज जो गैर मुस्लिम हो जरूरी नहीं कि हिंदुओं की हो हर चीज जो आपको खराब लगती है जिसे आप इस्लाम से अलग करना चाहते हैं उसे हिंदुओं से जोड़ देते हैं यह बहुत गलत है
@MohammedAhmed-xh4sd7 жыл бұрын
Be United: no bro.. U r misunderstanding him. Ye sachhai hai k musalmanon k andar society k hisab se bahot sari chizen aajati hain, bawajud ye k islam mein nahi hain ya ghalat hain. Ye sirf India ki baat nahi hai, agar aap Europe jayen, wahan musalmanon mein Christians ki bahot sari chizen hain. Aur isi tarah, India mein hindu society se.
@kaamranmohammad15846 жыл бұрын
Agree with you. Hindus ki acchi chisen hain... ek doosre se hamein sikhna chahiye. Aur musalmanon mein (aaj ke musalmanon) mein galat cheezen bhi hain.
@asultana50805 жыл бұрын
Hamein seekhna hai tho Apne Apne ved se. Na koyi Muslim se na koyi Hindu ya isaayi se. Kyun ki insaan ghalatiyan Karne Ka aadi hai.
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
@@asultana5080 tum har jga kyu mirchi lag rhi
@mohammedyafai71455 жыл бұрын
Sir Ji aapki kamaeee ka zarya kya hai.... businesss hai... employe ho ????? ya phir logon kay zakaaaat sadqay kay maaaal say guzar basar horaaa.... plz reply.... haq par ho toh sach bolnaaaaa
@nafeesanatekar97256 жыл бұрын
agar galti sa wife sat kiss kara vakt. mummy na dak liya to ya haram ha kya
@salmankhalid13046 жыл бұрын
Han ye haram h, aur glti se Sex krte dkh Liya to ye kufr H .😂.. isLye kundi lga len
@shaikshakeelahmed22976 жыл бұрын
Ji agar galti se dekhliya toh haraam nahi hai..aur aap thoda dhyaan rakhiyega aise wakt par.. taake koi aa aur dekhna jaaye Assalamualaikum ALLAH AAPKI JODI ME AISE HI MOHABBAT HAMESHA RAKHE ..AMEEN
@rainingemotions18236 жыл бұрын
@@salmankhalid1304 lol
@backbenchers0374 жыл бұрын
@@salmankhalid1304 😂😂😂🤣🤣🤣🤣
@khandyhussain75723 жыл бұрын
Agar kisi father ko khali betiyea hai toh weha gar jamaiye ban k jana thk hai
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Ek beti ka shohar dosri beti k lye na mahram hoga srf last wali beti k shohar ghar me reh sakta wo bi shohar k uske ma bap ko pehle dekhna h aur madad karsakta akar but continue wahi nahi bas sakta bhar hal na mahram h
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Totally problem aur I justice for own sons agar larki k shohar ya bhan k shohar gare rhe bhai ki bewi bhabi k lye na mahram h
@younuspasha23004 жыл бұрын
Assalam alaikum rahmatullahi barakatahu Haram ka paisa yaani interest ka paisa gair muslims lena chahe toh hum unhe de sakte hai Kya?
@muttalib7653 жыл бұрын
Nahi
@mustafasadiq98354 жыл бұрын
mein khud bhoot tang ay gya ho ghr jawai sye zingi azab ban gai hein pta ni kya sooch kr osy ghr rkha tha lanat beshamar
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Ap larki k bap ho
@mohammedashharmajid46936 жыл бұрын
Sharam aani chahiye ghar damad bannay ke liye kisi ko... Hazrat musa ka khissa alag hai bilkul..
@sagirsk81266 жыл бұрын
kyo
@sagirsk81266 жыл бұрын
agar biwi ko bhai na ho to wo rahe sakta h
@mohammedashharmajid46936 жыл бұрын
@@sagirsk8126 congratulations.. Nice reason
@jannatsk37935 жыл бұрын
Bhai jise ladka na ho sirf betiya ho to kya wo ghar jamai ban sakta h
@thegreathatimhatim48873 жыл бұрын
Love u yar mere Ghar walo n zbrdsti rakha hua h inko ❤️
@mohdaslamborkar80105 жыл бұрын
Heavy deposit pe ghar leke kisi aur ko kiraye pr dena is ki ijazat hai kya?
@futureishere64475 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/jqK5coSoq6uBkNU
@araiskhan89213 жыл бұрын
😁
@mohammadshahid36335 жыл бұрын
Bhai ek video mein bolte ho love marriage behtar nahi hai aur love marriage ke success rate nahi ke barabar hai aur yahan love marriage ki waqalat Kar lehe ho.. Dual thinking and hypocritical thought... Please avoid and say only what is genuine and not say anything just to please your followers on KZbin to get liking on social media.. Be responsible and speak responsibly