Jis tarah Conventional Banking ki jaga Islamic Banking aye ha, Isi tarah Courts main Islamic Law aur Fiqa ka Qanoon b ly kr aaen...! Bht shadeed bury halat hn, hmari courts England Common Law k mutabiq hn, Islamic law sirf inheritance & family etc ki had tk ha. New qanoon b bnty ja rhy hn, har chez ka new qanoon sekhna aur apply krna mzeed mushqil ha. Balky na mumkin ha. New Laws aur England Laws ka hmain knowledge ni... Hmain Islamic law ka better knowledge ha, islamic law main faida ha.
@nooruddin8332 Жыл бұрын
Mufti sb JazakAllah Khair. well guided and well spoke. Now it's a time to introduce Islamic Banking system in Pakistan and keep on working in this field. It's not a matter of common sense or common man to discuss such complicated issues. It is the matter of highly learned Ulemas who had done in-depth research in this field. JazakAllah Mufti sb. Love you.
@asimullah982 жыл бұрын
*Admin Please Background Sound Na Lagaya Kare. Q K Mufti Saab aur Maulana Tariq Jameel Saab ki Awaz Ke Liye Kisi Sound ki zaroorat nahi Hoty. MAA sha Allah Allah Ne Dono Ko Bahut Khubsorat Awaze Dy hain* _JazakAllah Khaira_
@Bigsupreme200011 ай бұрын
yeh sound nahi nasheed hoti hay, jese Allaahu parha jata hay. ye ghalat ni hota bhai ye bohot acha tareeqa hay islamic clip ko khobsorat bananay ka.
@OP0900786018 ай бұрын
@@Bigsupreme2000 @MuftiTariqMasoodSpeeches bhai hum yahan mufti sahab ki baat sunne aaye hai - nasheed sunne nahi. Koi bhi background sound se baat aur uske alfaaz samajhne mein mushkil hoti hai.
@awaisansari30194 ай бұрын
Reight
@shakeelqadeer61842 жыл бұрын
Ma Sha Allah
@AsifKhan-be9vc Жыл бұрын
Background sound se bahut tension ho ta hai
@NZyoutube Жыл бұрын
The biggest mufti is sitting in one's heart. Live by taqwa and not by fatwa. Fear Allah and live by the minute. Not by eons
@FahadKhan-r6d6 ай бұрын
English bohat ho gye. Pehla koi Emandar Insan to paida ho ais mulk main sare ka sare khao peyo hain jis ko karobar ka lia paisa do woh kha pee jata hai. Aisi wajha sa awam Bank main Fix karwata hain taaka profit milta raha aur khana pena wala koi chaker na ho...
@sairamasood68018 ай бұрын
You are great person ..MASHALLAH
@intekhabbhagalpuri85602 жыл бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ محرمات کے اوپر تفصیلی بیان دیجئے حضرت مفتی صاحب ... انڈیا سے
@mhk5079 Жыл бұрын
But Islamic Banks are not following, fatwas maliciously,, and are doing the same as conventional banks.... Just for example. in Istshna.. there must be 3 parties customer bank and the manufacturer.. but in practice, it is not followed and an agreement is made between the manufacturer and bank on interest based.
@Zee654329 ай бұрын
Kia pta Jo roti AP khate hain ...woh koiii Haram tareeqe se laake apko bhejta ho....aisa Karen k roti Khana chorh den.
@walijan574 ай бұрын
@@Zee65432roti pese, de k li jati hy, os ny roti kese bnae ye uska masla hy, hum ny roti sood pe nhi khaee
@walijan574 ай бұрын
its not intrest based, its a fix price of a product.. price is not increased after d agrement is made...
@MiMi-rr4vf8 ай бұрын
جزاک اللہ خیرا کثیرا
@fatimahc914 күн бұрын
Please can we have English translation. Jazaakallahu Khayra
@rashidqamar2431 Жыл бұрын
بلکل صحیح فرمایا
@Aeenkanoon3 ай бұрын
Thank you sir, but these all are the babies of the same system. Just for selling and grapping Islamic people. they created different names and brands to sell and capture people who believe on concept of Islam. Banking system only runs on interest whether it is Islamic or conversional, if not ask financial analyst.
@user-Gamerz501 Жыл бұрын
Jeenay do insan ko bas 2 waqt ki roti naseeb hojye bolo ameen sub.
@shahramkhan4376 Жыл бұрын
Ameen
@Bigsupreme200011 ай бұрын
nai RAB par emaan zaroori hay. agar ghalat hay to janay na do.
@omershafique83359 ай бұрын
Halal Haram matters
@KASHIFAHMED-g7g Жыл бұрын
to mufti Taqi sab ny Zia era mn jb islamic banking start ki gai to isph criticise q kya tha.
@javeediqbal5566 Жыл бұрын
Kia Quran Majeed Ka RIBA ka asool badal sakte haen aap
@MuhammadUmar-dq3rl6 ай бұрын
Mufti Saab apko pata hay Islamic bank hokomat Kay Treasury paper Jo sood per hotay hain woh khareedtay hain kia Treasury paper sood Hain ya nahi baray mehrbani farmaey.
@LifeWithOmama Жыл бұрын
Mash ALLAH ❤
@fazlesubhansakib98222 жыл бұрын
Background hata den Plz
@mdmumtaazahmad86262 жыл бұрын
Thanks sir
@learnearn4928 ай бұрын
There is nothing like Islamic banking as both conventional and so called Islamic banks lend almost 80% of their depositor money to government to finance their budget deficit and this information is available in the balance sheet of all the banks which is available publicly as they are listed companies in Pakistan stock exchange. So when government of Pakistan borrow from these banks they do not do any business but it is to fill the budget gap as they have to spend more and earn less. So when the government pay fixed return to banks for their loans then they call it Ijara (Rent) for Islamic bank and Interest for Non-Islamic bank.
@Wasieee7 ай бұрын
Are you Mufti?
@ayeshamoeen12802 жыл бұрын
background hata dien please
@nature099972 жыл бұрын
Ok
@ibnadam4992 жыл бұрын
It is very annoying
@zafariqbal58307 ай бұрын
Gg mufti sb bilkul tekh ha lakin amlyat k muthaliq b pehly reserch kren es me marit k bd. Koe fatwa dya kren
@zaibfateh39442 жыл бұрын
Agar Asa Hai Allah Pak un himat Dey Aur Esaye jalad ez jald sodi Nazam khatim Hojiye
@AsifKhan-be9vc Жыл бұрын
Background sound ko please hata de
@yusufrb128 күн бұрын
WHY THE BACKGROUND TUNES IS THERE A DEFICIENCY IN YOUR WORDS OR YOUR MESSAGES
@MirzaAslam7866 ай бұрын
fractional reserve, ke baare me kya raay hai. islamic banking bhi fractional reserve ka use karte hain
@abdulwahab18124 күн бұрын
jo loog islamic banking ke mojud hein woh khud admit ker chukey hein banking system ka basic principal he islam ke against hey aur usi principal pe islamic banking ko khara kiya gaya hey . bate khatam .
@umarfarooqleo12 жыл бұрын
mufti saab, army cheif itna acha nahi k soud k khilaf jaye. woh toh khud corrupt aur chor hai!
@AbdullahKhan-o6q4e4 ай бұрын
مفتی صاحب ❤️ آپ کا یہی اصول اپنے متعلق بھی ہونا۔ چاہے ۔۔۔ سیاسی علماء کا بھی اپنا نظریہ ہو تا یے۔۔۔
@blacknwhitenblue4 ай бұрын
I have nothing against Islamic Banking.....but all ulema's who support it or enable it or lead it should understand money first.....how it is created, distributed and exchanged....before deciding whether Islamic Banking is halal or haram...
@awaisakram72274 ай бұрын
Exactly true!👍
@tayyabazuberi20114 ай бұрын
Yes of course they study money and economics and financial systems in detail along with Islamic laws and then come up with their fatwas
@blacknwhitenblue4 ай бұрын
@@tayyabazuberi2011it surely doesn’t seem like it, please share any videos on their findings on money, economics etc….they only talk about Islamic Banking, not the underlying monetary system…
@blacknwhitenblue4 ай бұрын
@@tayyabazuberi2011 kindly do share a video if you know of any
@Gulchih4 ай бұрын
Wehmi logon ka koi ilaj nahi jo apne aap ko Idlami scholar samajhte hain jab ke Arabi ka ek jumla bhi banana nahi ata
@shakeelqadeer61842 жыл бұрын
Subhan Allah
@zameerulhassan58202 жыл бұрын
بروز محشر ہر انسان کی جگہ کیا مفتی جواب دہ ہو گا روشنی ڈالیے
@syedusama154610 ай бұрын
Ji han. Able ilam hi Jawab deh hn Gy. Ap mufti akmal KO bhi sun lein
@rajaattiq50688 ай бұрын
Yes
@asiftahir39406 ай бұрын
Bilkul deen samaj nai k liya zarori hai mufti ka hona aur us ke manna q k un ho nai ilm hasil kiya hai waqth lagaya hai warna tou sab sharukh khan bun jao k mairay ghar mai Quran bhi hai aur nowzubla mandir bhi apnay ap mai champion tou mufti hai he rehnumai k liya.
@StatusBoy-oe8hi2 жыл бұрын
Janab mufti tariq masood Assalama alekum App jo bhi bata kare us bat ki puri tafsilat bataye sukriya
@syednaveedalam74412 жыл бұрын
Janab pori tafsel ke Leye app un ke ha tashref le jaen. Shukreya.
@MohsinAliS10 ай бұрын
Mufti sahab yeh bataye k agar islamic bank alag hai to in ka interest rate baqi banks k rate pe based kyun hai.. KiBOR ko kyun follow kerte hain
@islampeacenetworkofficial64798 ай бұрын
Aap bata dein kis per karna chahiye koi or dusra option mujood nahi hai Pak mein average percentage sirf wahan se islamic bank leta hai lekin islamic bank ka finantial work shariyah base Mudarbah, Musharakah base hota hai or kisi bhi jaiz business ko karne kay liye agar islamic rules ko follow kia jaye to woh business halal hota hai jab kay conventional bank per jo interest milta hai or business bhi interest base companies kay sath kia jata hai or woh fix profit hota hai isiliye Haram hai or yehi sab se bara difference hai..
@MohsinAliS7 ай бұрын
@@islampeacenetworkofficial6479 agar islamic banks apna central bank alag bana lein to kia masla hai in ka rate alag hoga, kyun k abhi sirf sricker laga hua hai islamic banking ka peeche wohi hai, dosri baat yeh k bht se mufti sahab bhe is islamic banking ko halal nhi mantay. Islamic bank jo profit deta hai woh fix nhi hota laikin kia kisi ko aaj tak nuqsaan hua hai? Jub aap central bank se agreement he convetional rate ka ker k chal rhay ho paisa halaal kese hogaya, aap ka to paise jis guarantee pe central bank k paas hai ya aap k paas jo permission hai woh hai he soodi buniyad pe to aap sirf naam use ker rahay ho real islamic rule follow nhi ker rahay.
@abdulnasir96782 ай бұрын
Islamic bank alag alag interest rate dete ha even abhi 22% tha magar meezan bank 11% de raha tha islqmic saving me
@justicehunt7136 Жыл бұрын
Ap ny har baat thik farmai lekin bs aik misal ghalat di 4 shadion wali,, 4 shadion py iman Nhi khara,, han ijazat hai bs,, k agr zarurat hu tou kr lo baki iska eman sy koi taluq nahi
@faizanyousaf4436 ай бұрын
Jahan bank ka naam ajaye tou samjh jao sood hai sirf kapra.change kia hai Islamic ka naam da kar baki hai full sood
@adeel.designer5 ай бұрын
tou aap ka account nahi hai bank mein ?
@faizanyousaf4433 ай бұрын
@@adeel.designer Account tou sab hi ka hai mera ha mai use ni karta
@arwaacedmy49376 ай бұрын
ہر بینک پر اسلامی لکھا ہوا ہے حبیب ہو یا کوئی اور تو کونسا بینک ہے اسلامی ؟؟؟ میزان ؟ فیصل ؟ البركه ؟ ؟؟؟؟
@walijan574 ай бұрын
meezan, albaraka, nd bank islami, only these 3 are...
@Traveldoctor-pk3 ай бұрын
Ab islamic branch hr bank ki hai
@javeediqbal5566 Жыл бұрын
Bank sirf lain dain per service charges le sakte haen
@chrukhsan79364 ай бұрын
Maine Tableeghi Jamat k mudharba main Rs. 10 lakh lagai aur phir dekhta hi reh giya aur mudharba wale ghaib ho gai. Mufti Ihsan rhe head of Mudharba gave bribe to a person for his bail and after bail he disappeared.
@bhattisameer8466 Жыл бұрын
Mashallah
@HumaKhan-rj2tt7 ай бұрын
اسلامی لیزنگ میں kibor کو ہی base بنایا جاتا ہے سنی سنائی نہیں مصدقہ بات ہے ۔اب یہ کہاں سے اسلامی رہی۔
@SHARKYFOUREVER5 ай бұрын
All banks work under the umbrella of State Bank and it is the factory of riba, so whatever comes out of that factory is absolutely riba filled
@awaisakram72274 ай бұрын
Exactly true!👍
@Gulchih4 ай бұрын
And you know more than ulama? That sounds like kibr.
@JumboJoy-d2y2 ай бұрын
So what can we do? How can we save our money?😢
@raheelmalya7559 Жыл бұрын
tariq masood sahab hamare awam khud ko aalim, judge, wakeel , tajzia nigar sab smjhti he ..dar haqeeqat he kuch bhe nhe
@asiftahir39406 ай бұрын
frustrated hain asal mai
@Sajidali97S2CАй бұрын
Good sir
@fakharunnisa5442 Жыл бұрын
Amazing 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@mehrunnisadoll7538 Жыл бұрын
assalamu aalykum ,sir islamic bank me jo profit milta hy wo halal hy ya haram,sood hy,kia hy,kindly reply me?
@islampeacenetworkofficial64798 ай бұрын
Walaikum slam mujhe or bank ka nahi pata lekin Meezan Bank or Bank islami mein saving account per jo profit milta hai woh 100% halal hai or fatwa bhi un ki websit per mujood hai..
@Yuureeŕrfff6 ай бұрын
Maazrat ke saath aspp dobarah tehqiq karayn. Mufti janab Ahmad Mumtaaz Sahib ki theqeeq ko bhi dekh layn!!!!! Aur jab banori town ka mustanad aur bara idara is ko haram qaraar deta hay to kya aap ka farz nahi banta ke aap is shoqooq bharay maslay ko dobarah check karayn ??? Please !!!!!
@muhammad52413 ай бұрын
Mufti sahab bol to rhy h k unho ny 1 sal study kr k fatwa dia h. Binori town waly mufti nhi h aalim h
@Abdullah_24423 ай бұрын
❤
@chaudhryjunaidashraf2548Ай бұрын
Very Rational, 100% Agreed
@fahadyusufkhan39289 ай бұрын
Zindagi app weekly maintenance reward halal ya haram???
@itz_ahmad5707 ай бұрын
Fixed profit haram
@bensafi9665 Жыл бұрын
I hope you read it! I had plans to lease/Ijarah a new car from Meezan Bank. So, i went to their website and calculated the total amount to be paid in 3 years. To my surprise, the total amount was almost 10Lac/1million above the actual car price! Why? Meezan bank calls it car rent but it is actually the loan which a buyer returns over and above the actual price! Get your facts straight, Mufti Saheb. Whiskey does not become halal if you label it, Halal Whiskey with 0.01% alcohol.
@faizanfazzy3964 Жыл бұрын
they are asking its rent on car and rent is allowed in islam.
@Aspects1911 ай бұрын
@@faizanfazzy3964 they are also asking and showing themselves trader so by just saying they can't be a trader they all said it halal because bank said they are trader doing trading but in actual it's financial institute not trading center and from their they gain interest and give it to account holder just by lieing with masoom ya matlabe mufties
@kashifali-ug1yk8 ай бұрын
Bro I don't endorse Islamic banking.. but their concept is ok that is another thing if they follow properly... if they transfer 100% ownership after paying the full amount then it's OK.. now how much they charge over the original price should be based on their right of ownership they rent to you..
@Wasieee7 ай бұрын
if a car price is 20 lac. i buy it and sell you for 30 lac is it haram? No, then we decided you pay on istallment. so 30 lac installement is not haram.
@danyahsan3958 Жыл бұрын
Islamic banking kn kn sa bank provide kr rha.. koi guide kr dy
@papuplays110 ай бұрын
Meezan bank ha srf
@islampeacenetworkofficial64798 ай бұрын
Bank islami or Meezan bank complete Islamic shariyah base hai or bhi kafi islamic bank hai lekin Meezan or Bank islami to 100% tehqeeq kay baad Halal hai or in dono banks kay fatway different islamic scholars or Daryl ifta ki taraf se mil chuke hain
@aliyajaved743 Жыл бұрын
آسلام وعلیکم ۔ علماء کو چاھیئے کہ banking کی سائینس پڑھیں ۔ تب ھی وہ اس سلسلے میں عوام کی صحیح رھنمائی کرسکیں گے ۔ اگر یہ بینکوں کا نظام صحیح ھے ، تب بھی اور غلط ھے تب بھی۔ بینک کے نظام میں اتنے چھپے چھپے ، باریک باریک معاملات ھیں ، جو لفظوں کے ھیر پھیر میں الجھ جاتے ھیں ، اور انسان اصل حقیقت تک نہیں پہنچ پاتا ۔ اسلامی بینک حلال ھیں یا حرام ھے یا نہیں ، مشکوک ضرور ھے۔
@DastagirRana6 ай бұрын
Sir, may i know the definition of the real currency in the sight of ALLAH. the base valve of this current money system is petrodollar which can be manipulated.
@asim_asif3 ай бұрын
This is the problem they don’t know about monetary system and i guess they don’t even know about fiat money,how it was created in the first place. The real money in Quran is the money with intrinsic value like gold and silver and some other commodities but this paper money is totally bogus and haram because it is not backed by anything and hence can be manipulated and hence we have high inflation
@Faizyxlive3 ай бұрын
Agar eky liye ho tho haram nahi hamaray liye ho tho haram
@muhammadfahadateeb9609 Жыл бұрын
Bhai conventional banking me sirf steps add kr deny se wo Islamic Bank nahi ban jati. Ye labels change kiye hain sirf Islamic touch deny k lye. Ye sari Islamic banking sirf customer k end pe hoti hai bank usy apna profit hi recognize krti hai. Ap agr ghor se dekhen to bank paise de rhi hai ksi b chiz khareedny k lye.. Khud ek din b use nahi kr rhi or phir earning rent pe kr rhi hai.. Bank chah k b khareedi hui chiz use nahi kr skti to bank kesy owner ho gai us chiz ki?
@raheelmalya7559 Жыл бұрын
beta itna kro..srf cash lkr batado Islamic banking se...as a loan... ghanta denge wo
@walijan574 ай бұрын
islamic bank kbi b loan nhi deta, so sood ka sawal e nhi peda hua...
@walijan574 ай бұрын
islamic bank pese nhi deta, chex apk lye purchase krega khud, apko cash nhi dega kbi b, phr wo chex apko resale krdega xeada price par jo k jaez hy
@walijan574 ай бұрын
@@irfanrehmat6687 bhai, ap 1 zameen ya gari khareed k agy sale krogy tou xeada pese lo gy ya jis pe ap ny li utny pese lo gy? yaqeenan ap b xeada price par he sale krugy na...isko he tou tijarat kehty hn...
@rahatshaikh65202 жыл бұрын
Girvi pr Ghar Lena kaisa plz roshni dale
@smtouheed38632 жыл бұрын
Tasheel-E-Bahishti Zewar parh lijiye. Ye saarey maaail insha Allah clear ho jaenge.
@MiMi-rr4vf8 ай бұрын
یا اللہ دین کو مشکل بنانے والوں سے امت کو بچائے
@MuhammadZakaria-t3l6 ай бұрын
Agr KZbin ki kamaee halal hay to islami bankari bhi halal hay
@sidrasiddiqui26764 ай бұрын
Banking k ilawa hr cheez ki example dy di bhai ap ny. Jitni qismain ap ny islamic bank ki batai unhy explain kr dety....aye bay chay ho rhi pory lecture mien. Bhai hm mien itni samajh hy k agr ap sahi sy samjhy to samjhny ki koshish zaroor kry gy. Laikin ap ny to topic k mutalliq kuch bataya hi nahi
@interestingstories1094 ай бұрын
Mere csn ne Islamic bank se loan lianha dubai main aur kafi tehqeeq ki thi mujh se bhi poocha tha mene bhi thori boht research ki k sood ni ha phir us ne le liya ab kia krain 50k liya tha and 70k dena agr ye sood ha to us se kese bacha jaye
@irfanrehmat66874 ай бұрын
Bhai sahab paise pe paisa nahin kmaya ja skta,suna to ye hi hai main ne..
@mdkayumz4 ай бұрын
insan ki degree uska Aqal hai....Paper Dunya me dikhana padhta h, Allah ke yeha koi degree nahi
@mwaleed64654 ай бұрын
Meri bank account me sirf sallary ati ,,, kabhi kbhar koi sal me aik dafa profit a jata khud ba khud ,,, yeh halal hy haram ???
@walijan574 ай бұрын
haram hy, is se bachny k lye ap current account kholo,savings account khtam krdo ok
@ahmedsabir118110 ай бұрын
Boycott Visa card ❌🌎🚫 Mastercard USA America 🚫 israel Change OIC Muslim country ATM Card Bank service system digital online payment konsa hai🌍⁉️ Please ek video banaen sir
@MohammedJunaidAhmed-t6sАй бұрын
Bhai deen ke Malik banne ke elawa deen samjho aur samjhao apka kaam hai ap kaise apke research ki hai aur kis bunyad par Kisi chez KO halal ya haram Kiya hai batay
@annekhan087 Жыл бұрын
What about bank al habib Islamic branch women saving account??? Plz reply soon
@walijan574 ай бұрын
har wo bank jo conventional+ islamic dono kaam kar raha hu wo haram hy, bank must hv only islamic banking
@KashifShahzad-dm8wsАй бұрын
Halaly waly kya jany Islam ko
@NZyoutube Жыл бұрын
sabse bada mufti andar beta hua hai.... apna dil. taqwa ikhtiar karo mere bhaai.... zindagi maut ka nahi pata. minute ke hisab se jiyo... barso ke hisab nahi
@ayeshasiddeeqa95982 жыл бұрын
کیا اسلام میں شیر مارکیٹ میں پیسے بھرنا جایز ہے
@kashifali-ug1yk8 ай бұрын
G sirf investment k hisab se.. or sirf sharia complaint companies mein
@gulmehwish8816 Жыл бұрын
Assalamu alaikum sir Mera aik islamic bank Mai account h saving us per monthly profit ata h mjy kisinje Kaha it's haram jab mainy bank person SE bat ki usny Kaha it's not haram because it's not fix I search on net but Mai still confused hun l ye profit halal h ya haram ap please is per mere rehnumai kren
@mhk5079 Жыл бұрын
its haram brothre.. the fatwas they are following are right .. but these bank are not following them ....i have worked their as an internee.
@MonaKiran-vb2my Жыл бұрын
Apko kia hall mila
@HiraKhan-su1fr Жыл бұрын
Sir hamay na koi apna loan de raha tha or need b thi.. bank sy loan lia he gold de k or pta b hay k sood he . Insan kia kare jb kahin sy rasta na nazar aye
@uzairahmed3048 Жыл бұрын
Le sakte hain agar jaan janay ka dar ho. Warna haram kam karne ki koi excuse nhi hai
@amberali2652 Жыл бұрын
👍👍👍👍
@ibnadam4992 жыл бұрын
Background ko hatao
@AbdulAzizFarooqi Жыл бұрын
Kuc bhi ho. I will be alone in my Qabar to answer. Its a risk. If it will haram then, what . You guys please avoid koi mufti qabar mein nae ayeega. Alot to say but its an advice.❤ take care
@iplaywithidiots1725 Жыл бұрын
indeed its haram.. nobody mention.. that pillar of baking is fractional banking.. its then lending money is second thing ..nobody mention it.. sadly
@Horrorexplainstrois Жыл бұрын
Bro it is not haram
@saadrkvlogs11 ай бұрын
Then what is your saying of keeping money in conventional bank even if it is current account? Have you read about that too? Even keeping money in conventional bank’s current account is not considered good
@KhattakM.L-nb5ko10 ай бұрын
Assalam o alaikom molvi sahab 1 bewah ha jis ki bachi ha ghr b karaye ka ha or ghr ka khrcha chalany k ly kisi ghr me kaam krti ha agr os k pass jo saving ha wo bank se munafa ly tu jaiz ya najaiz agr es munafa se srf ghr ka karaya dy tu sahi ha ya ghalat
@RabiRani-l8p10 ай бұрын
Nice 👍 brother
@Horrorexplainstrois Жыл бұрын
Mufti sahb ap just taraf isharah krrha hai engr sahb ka mutaliq engr sahb ka bhi yahi moqaf hai
@johnsam6560 Жыл бұрын
Islamic bank bhe to loan daty gari .ghar k liy
@ManzoorFasial7 ай бұрын
محترم مفتی صاحب میں میزان بینک گیاتھاجن صاحب نے مجھےڈیل کیا انہوں نے بتایا کہ اسلامی کھاتہ مضاربہ اوراسلامی سیو نگ میں نقصان بھی ہوسکتاہےمثلااگرآپ ایک لاکھ جمع کراؤگےتوکاروبارمیں پانچ یادس ہزار کا نقصان بھی ہوسکتاہے یعنی پہلے ہی نمبرپروہ ڈراتے ہیں انکا مقصدیہ ہوتا ہےکہ یہ ڈرکرسودی کھاتہ کھولے*میں سرگودھا میں رہتا ہوں امیدہےآپ میری بات سمجھ جائیں گےاوراسکاحل بھی بتائیں گے
@FahadKhan-r6d6 ай бұрын
Ager bank main fix na karen koi aisa shaks bata dan pora Pakistan main jis ka sath Investment karen like paisa hamara aur mehnat aus shaks ki. Pora Pakistan main koi mushkil sa 1% aisa mila ga jo Emanat main khayanat na kare. Sub ka Sub 2 number hain ais mulk main pehla aun ko Islam sekhayen aus ka baad Sood per baat karen
@asiftahir39406 ай бұрын
Yeh kaam ap ka bhi hai shuru ap ker lain
@FahadKhan-r6d6 ай бұрын
@@asiftahir3940 Hum khud apna ap ko theak kar sakta hain lakin dosra ko theak karna ki koshish nahi karni chaiya ulta gala paar jata hai
@bestcity0979 Жыл бұрын
No bank no concept haram
@haiderrathore4265 Жыл бұрын
HBL Islamic bank reality ma islami bank ha?
@raheelmalya7559 Жыл бұрын
meezan and mcb are ..as mufti muneeb ur rehman acknowledges mcb islamic bank and meezan is acknowledge by taqi usmani sahab
@mmm70223 ай бұрын
mjy bi islamic ni lgta reality ma
@awaisakram72274 ай бұрын
رٹا مارنے سے علم نہیں آ جاتا۔ علم تو اللّٰہ تعالٰی کی عطاء ہے۔ مفتی صاحب صرف یہ جواب دے دیں کہ بینک کمائی کیسے کرتا ہے؟ چلیں یہ مشکل سوال ہے۔ یہ بتا دیں کہ نام نہاد اسلامی بینکنگ کس نظام کے اندر کام کر رہا ہے؟ اسلامی بینک جو کرنسی اور سرمایہ استعمال کر رہے ہیں، وہ کہاں سے آ رہا ہے؟ سادہ سا سوال ہے کہ اگر ان نام نہاد اسلامی بینکوں کا اسٹیٹ بینک میں اکاؤنٹ ہے، وہ تو سود پر ہی کام کر رہا ہے نا؟؟؟ آپ جیسے علماء کے بارے میں حدیث مبارکہ ہے کہ، “بھیڑیوں سے بدتر ہوں گے”۔
@skbaig61306 ай бұрын
It is like that you are saying Islamic vine is halal and western vine is Haram 😂 Same is like with banking
@m.ahmed.y17236 ай бұрын
what do you know about islamic banking that you are making this comment
@fahimkhan84932 жыл бұрын
France Ka Safar kub Hy ap Ka
@KASHIFAHMED-g7g Жыл бұрын
kon sa islamc bank ha jo without intrest loan dta ha ksi ko pta ho to mjy btayn plz mjy loan chaye.
@raheelmalya7559 Жыл бұрын
mcb, meezan..
@TimeSaver_ Жыл бұрын
akhowat whithout sood qarza data h
@AlamKhan-et1ks7 ай бұрын
He
@asiftahir39406 ай бұрын
Bus ap nai itni serious guftugo mai ik joke mar diya k chief of Army staff bhi intrest k khalaf hain 😂😂😂
آٹھ منٹ میں ایک منٹ بھی موضوع پہ بات نہیں کی بس گپپں
@shahfaisalofficial44922 ай бұрын
App maozo par bat karo
@bilalsofficial527 күн бұрын
پھر آپ کو موضوع کا پتہ ہی نہیں تھا ۔۔۔۔ کہ ان کا موضوع ہے کیا ۔۔۔۔
@toufiqrahman49277 ай бұрын
Everything done by government is halal by pet scholars.
@rafaykhan38162 ай бұрын
Aj inki izzat gir gai....banking should not be prmoted
@bilalkarim125 ай бұрын
Bhai aap asani sae samjha saktay Hain with some good references , aap loog samjhana chahtay nahein
@muhammadmohsinyam Жыл бұрын
Salam mufti sahab main mufti nhi ho lakin main islamic banking ko haram samajhta ho kyunkay main yai shahoor rakhta ho kay ghalat kaam ki saza mujhay millay gi meray mufti sahab ko nhi millay gi aur main sabit kar sakta ho kay islamic banking halal nhi hai haram hai agar aap meri is baat pr agree na ho to aik video meri is baat pr bhi bana diajhay ga asal main yai ijtimai masla hai isliay aap apnay fatway par gour karay kyunkay aap bhi insan hai galti aap say bhi ho sakta hai ha agar apko main ghalat lago to video main bata dia ga main ghalat hua to baray dil say accept karoga. 1. Pahli baat islamic bank logo say paisay liata hai 2. Phir wo is paisay ko bussiness main lagata hai halal bussiness main. 3. Matlab kisi ko property dila kar rent liata hai aur dimishing musharka karta hai good 4. Lakin kya wo paisa jo wo logo say liata hai halal hai ya haram hai iski tasdeek karta hai? 5. Jab hum haram kam main invest karkay profit nhi kama saktay to haram kay paiso say kya profit kama saktay hai? 6. Agar ijtimai kurbani hai agar aik hissay daar nay haram kay paisay dalay hai to kisi ki qurbani nhi hoti to kya haram ka maal karobaar main mil jai to profit halal rahay ga? Ya halal walay ka halal aur haram walay ka haram hojaiga? Agar aisa hai to halal walay ki qurbani hojaigi? Please iska jawab zaroor di jiaga kyunkay sood ka sabzay kam darzay ki saza aap bhi jantay hai aur main bhi thanks Assamu alikkum
@iqrakhan839 Жыл бұрын
Dekhen pehli baat Jo aap ne kii property wali agr ksi k pass itny resources nhi Hain aur koi apko at a time paisy nhi deta tw Islamic bank waly apko wo ghr ly dete aur rent apko bank ko pay krna parhta... Agr aap yeh baat khud py rakhen k agr aap aik ghr lete us ko rent py dy dete it means k aap uska rent lengy q k aap owner hai aur right rakhty Hain same aisy hi Islamic banking Waly bhi krty ... Interest nhi charge krty yeh profit hotaa.... Aur Jo apki savings Hoti Hain agr aap wo ghr py rakhty Jo k safe nhi hai aaj kl k zmany MN banks ap k paisy ko save rkhta hai....mujy personally khud banking psnd nhi jb k main commerce ki student but conventional banks nhi psnd Islamic banking is quite better than conventional banks....I hope you are getting my points ....
@iplaywithidiots1725 Жыл бұрын
@@iqrakhan839 if get a car through islamic so called bank .. in the end i pay more then that.. for example islamic bank give me a car cost 17 lac and i paying the rent in the end i paid total 22lac .. then tell me 22-17 = 5lac .. where did 5 lac go ..? why i paid 5 lac extra for what reaon ? better listen dr israr point of view.. on that.. u r totally wrong.
@ehsankhan8523 Жыл бұрын
Her koi bhai apny mal ka jwab day hy , koi kitni bh try kry hr bnday ki kmai khoj ni sakta
@iplaywithidiots1725 Жыл бұрын
@@ehsankhan8523 allah ne aqal de hy ..wo use kar le bahi.. warna.. jo hona u know it.
@khan5632 Жыл бұрын
@@iqrakhan839tuh woh ghar mera hi rehta ha agar me usko 10 saal b rent per do lakin bank walay apsay rent le kar wo b ziyda or bad me wo cheez apko de detay han yeh bat samjh nhi ai rent per cheez le kar bad me wo usi kay name kar do hahahah
@syedrohaan9744 Жыл бұрын
Ya jahilo wali bat hai k amm insan k samjh nahi ayga... Bhai islam kisi mufti / molvi ki jageer nahi....
@hanifmuhammed835410 ай бұрын
100% haram
@mohammadsohail39713 ай бұрын
مولانا تقی عثمانی کو بت نہ بناؤ یہ بحث ہی غلط ہے اسلامی نظام تو قائم کر لو پہلے۔
@bensafi9665 Жыл бұрын
مجھے امید ہے کہ آپ اسے پڑھیں گے! کچھ عرصہ قبل، میں نے میزان بینک سے ایک نئی گاڑی لیز/اجارہ کرنے کا منصوبہ بنایا تھا۔ لہذا، میں ان کی ویب سائٹ پر گیا اور 3 سالوں میں ادا کی جانے والی کل رقم کا حساب لگایا۔ نہایت حیرت کی بات یہ ہے کہ گاڑی کی کل رقم اصل قیمت سے تقریباً 10لاکھ زیادہ تھی! کیوں؟ میزان بینک اسے گاڑی کا کرایہ کہتا ہے لیکن یہ دراصل وہ قرض ہے جسے خریدار اصل قیمت سے زیادہ واپس کرتا ہے! مفتی صاحب اپنے حقائق کو سیدھا کریں۔ شراب حلال نہیں ہو جاتی اگر آپ اس اسکی بنوائ میں 0.001 فیصد الکوحل شامل کر کے اس پر "حلال شراب" کا لیبل لگادیں۔
@raheelmalya7559 Жыл бұрын
bhai agr nafa ziada he to sood hojaega😂😂😂 kia logic he bhai..kamal ka ilm he apka..apke ilm pr 21 topo ki salami
@hassaankhan36256 ай бұрын
Pura baat krdi samjhaya nhi hy kuch 😂
@psgames65518 ай бұрын
😡😠😡 Tu bhi bhai mufti hi reh, views kay liya kabhi tu banker ban jata hay, kabhi hakeem, kabhi doctor, kabhi scientist, kabhi kuch, Tum kya banker ho ???? Tum nay puri banking perhi hay, Tum bhi aam say mufti ho, Tum ko 100% pata hay iss waqt islamic banks pakistan may kesay kaam ker rahay hain?, woh kahan say aur kesay paisa kamatay hain, woh kahan kahan per awaam ka paisa invest ker rahay hain???? tum un ka sara hisaab kitaab her mahinay check ker rhay ho??? aur un ki her investment ko monitor ker rhay ho??? tum ko pata hay yeh so called islamic banking kesay wajood may aayee???? islaam tu 1400 saal pehlay aa gya tha mager iss naam nihaad islamic banking tu abhi sirf 17 saal pehlay hum logon ko yaad aayee woh kyun aur kesay? Tariq masood tum say yeh umeed nahi thi tum bhi bik gyee aur ban gyee so called islamic banking kay Advertizer, Bhai logon ko baywaqoof na banao, kudh tu dozakh may jao gay masoom logon ko bhi apnay saath lay jao gay, Tariq tum bhi is so called islamic banking ka hissa ban gyee ho, ab roz hasher jiton ko tum iss taraf raghib ker rhay ho un sab kay paisay ka hisaab dena, normal banking tu haram hay hi mager _islamic banking bhi sood per mabni hay._
@ismailmian64823 ай бұрын
bhai ho sakta apki bat sahi ho lakin jis tariqa sa ap bat kar raha ha wo bilkul b thek ni ha muftyan ka kam ha tamam sobajat ki mukamal maloomat rakhna