Jab Museebat Main Bashar ka Nigran Koi Na Hoo - Ali Rizvi

  Рет қаралды 22,625

Muhammad Haider

Muhammad Haider

Күн бұрын

Пікірлер: 25
@irumahmed1244
@irumahmed1244 Жыл бұрын
Behtareen Kalam. Jazak Allah Khayra
@maleekabatool6169
@maleekabatool6169 Жыл бұрын
Good 👍
@farhatabbassirsiwi3874
@farhatabbassirsiwi3874 3 жыл бұрын
Bahi daily sunta Hu mashallha bohot khoob padha app ne
@princesssana1842
@princesssana1842 3 жыл бұрын
Waqai khandani parhne walo ki awaz aisi hi hoti h bht alaw
@princesssana1842
@princesssana1842 3 жыл бұрын
Bht alaw kia awaz h
@seemaraza5314
@seemaraza5314 4 жыл бұрын
Allah Ali bhai ko sehat de
@SuperSaeednaqvi
@SuperSaeednaqvi 4 жыл бұрын
Hussain zindabad
@syedanarjis
@syedanarjis 5 жыл бұрын
Hayee Hussain
@uzairabdi5566
@uzairabdi5566 3 жыл бұрын
From where can i get full lyrics of this salam?
@sajiyarizvi2972
@sajiyarizvi2972 2 жыл бұрын
Abbas book agency, delhi. Poet Dr. Payam Azmi. Book: wal asr Marsiya: Aansoo
@syedhurrabbaszaidi2671
@syedhurrabbaszaidi2671 7 жыл бұрын
Aah wo bachi jo andhere mein sehar dhundti thi Baap ki lash say lipti hui sir dhunti thi.....
@shahidamazhar6863
@shahidamazhar6863 4 жыл бұрын
Please poet name.
@syedhurrabbaszaidi2671
@syedhurrabbaszaidi2671 4 жыл бұрын
@@shahidamazhar6863 Payam azmi
@sajiyarizvi2972
@sajiyarizvi2972 4 жыл бұрын
@@shahidamazhar6863 Dr. Payam azmi
@YaserNaiyer
@YaserNaiyer 4 жыл бұрын
where can i find the writeup for this kalaam?
@ce2352011
@ce2352011 4 жыл бұрын
Jab Musibat Mein Bashar Ka Nigaraan Koyi Na Ho Jis Ghari Chaara Garay Dard E Nehaan Koyi Na Ho Humsafar Koyi Na Ho Rahat E Jaan Koyi Na Ho Kaam Aatay Hain Wahan Ashk Jahaan Koyi Na Ho Bay Saharon Ka Sahara Bhi Madadgaar Bhi Hai Dhaal Bhi Hai Yehi Mazloom Ki Talwar Bhi Hai . Jis Ko Ehsaas E Mohabbat Hai Voh Royega Zaroor Jis Kay Seenay Mein Haraarat Hai Voh Royega Zaroor Dard Jis Dil Mein Amanat Hai Voh Royega Zaroor Jis Ko Kuch Khauf E Mashiat Hai Voh Royega Zaroor Waqt Parh Jaye Toh Har Ahl E Zameen Rota Ha Sirf Shaitan Zamanay Mein Nahi Rota Hai . Ashk Kamzor Kay Iraadon Ke Alamat Hain Agar Girya Kun Qaum Zamanay Mein Hai Zinda Kyun Kar Gham Kay Takraey Hain Dunya Mein Wohee Deeda E Tar Shaam O Baghdad Ki Tareekh Se Poocho Ja Kar Haan Ye Sach Hai Ke Rahay Zulm Mein Agay To Na Thay Ronay Walay Kabhi Maidaan Se Bhagay Toh Na Thay . Kehtay Ho Khauf Ki Bunyad Hai Ye Ashk E Rawaan Tum Nay Dekha Nahi Shayad Abhi Andaaz E Fughaan Hotay Hain Taighon Ki Jhankaar Mein Hum Noha Kunaan Kartay Hain Tazkira E Dard Sar E Nok E Sinaan Pasti E Seerat O Kirdar Mein Rotay Nahi Hum Darkay Faujon Se Kabhi Ghaar Mein Rotay Nahi Hum . Kaun Rokay Ga Issay Sabr Ka Ye Dhaara Hai Ab Ye Gham Azmat E Kirdaar Ka Minara Hai Kahin Shabnam Kahin Moti Hai Kahin Taara Hai Ab Toh Har Ashk Dehekta Huwa Angaara Hai Gham E Shabbir Se Takra Ke Pigal Jaaogay Haath Rakhogay Inn Ashkon Pe Toh Jal Jaaogay . Kya Kaha Jurm Hai Islam Mein Ye Ashk E Rawaan Kya Kaha Deen Mein Bidat Ha Ghareebon Ki Zaban Kya Kaha Haq Ka Gunahgaar Hai Har Noha Kunaan Gham Ki Tauheen Bohot Kar Chukay Aye Ahl E Jahan Apnay Khud Saakhta Fatwon Ki Dukaan Band Karo Sun Na Lein Madar E Shabbir Zubaan Band Karo . Voh Bhi Din Thay Kay Inn Ashkon Pay Lagay Thay Pehray Hukm Tha Dard Ke Maaron Ko Kay Ansoo Na Bahay Al Atash Ki Lab E Tashna Pe Sada Aa Na Sakay Laash Pamal Ho Bhai Ki Behen Uff Na Karay Daagh Mamta Ka Kalejay Se Na Dhonay Paaye Maa Jawan Laal Ki Mayyat Pe Na Ronay Paaye . Sogaya Raat Ki Baahon Mein Jo Maidaan E Bala Aur Mazloom Sakina Ko Pidar Yaad Aaya Nikli Khaimay Ke Andheron Se Woh Masroof E Buqa Har Qadam Par Ye Sada Thi Ke Kahan Ho Baba Bhoolay Iss Pyasi Ko Abbas E Dilawar Ki Tarah Tum Bhi Maidaan Se Na Lautay Ali Akbar Ki Tarha . Paani Deta Hai Koyi Aur Na Ghiza Deta Hai Maa Ki Godi Mein Jo Bethoon Toh Uttha Deta Hai Jo Bhi Aata Hai Tamaacha Woh Laga Deta Hai Bay Pidar Dekh Ke Har Aik Saza Deta Hai Bachkay Jaltay Huway Khaimon Se Kidhar Jaati Mein Phuppi Amma Na Bacha Leti Toh Mar Jaati Mein . Koyi Sunta Nahi Faryaad Bilakti Hoon Mein Ab Toh Khaimon Ki Taraf Dekh Ke Darti Hoon Mein Aap Ki Raah Barhi Der Se Takti Hoon Mein Jaantay Ho Ke Kayi Roz Ki Pyasi Hoon Mein Gham Naseebon Ko Dam E Aab O Ghiza Kuch Na Mila Hogayi Shaam Tamachon Ke Siva Kuch Na Mila . Uff Woh Nanni Si Musafar Woh Rahay Gham Ka Safar Ya Ali Kehti Thi Ghabraa Kay Jo Lagti Thokar Aati Thi Thi Bun Ki Hawaon Mein Jo Khushbu E Pidar Mutmain Ho Ke Teher Jaata Tha Tha Nanna Sa Jigar Kehti Thi Bun Mein Balaaon Ka Basera Hai Bohot Ungliyaan Thaam Lo Baba Ke Andhera Hai Bohot . Kabhi Kehti Thi Mujhay Paas Sula Lo Baba Apni Agosh Mein Bekas Ko Chupa Lo Baba Sogaya Hai Kahin Jangal Mein Uttha Lo Baba Mere Nannay Ali Asghar Ko Bula Lo Baba Woh Fughaan Thi Ke Fiza Dasht Ki Tharranay Lagi Yak Ba Yak Halq E Buridaan Se Sada Anay Lagi . Aayi Awaazay Shah E Deen Jo Sahara Ban Kar Dorhi Maqtal Ki Taraf Binte Shahay Tashna Jigar Rakh Diya Seena E Shabbir Pe Mazloom Ne Sar Lab Pe Tha Haye Pidar Haye Pidar Haye Pidar Kehti Thi Rokay Yahin Hashr Uttha Oongi Mein Ab Tumhay Chor Kay Wapas Nahi Jaoongi Mein . Jismay Sheh Se Kabhi Ghabra Kay Nikalay Soofaar Dhoond Thi Thi Kabhi Ghesoo E Shahay Arsh Wiqaar Haath Pehlaaya Ke Lag Jaaye Galay Se Aik Baar Chaahti Thi Kabhi Rukhsaaron Pe Rakhday Rukhsaar Uff Voh Bachi Jo Andheron Mein Sahar Dhoondti Thi Baap Ki Laash Se Lipti Huwi Sar Dhoondti Thi . Aah Karti Thi Toh Hil Jaata Tha Maidan E Bala Kehti Thi Rokay Bas Ab Khaak Se Uttho Baba Ronay Waalon Na Suno Tazkira E Jor O Jafa Jis Tarha Bachi Huwi Baap Ke Seenay Se Juda Laash Shabbir Ki Maidan Mein Tharrati Rahi Der Tak Shimr Ke Durron Ki Sada Aati Rahi
@sajiyarizvi2972
@sajiyarizvi2972 4 жыл бұрын
This is not the full Kalam actually. U may see the book at abbaas book Agency.
@ce2352011
@ce2352011 4 жыл бұрын
This is a chunk from a Marisa, so yes it isn’t full kalam. But for nohakhwani these are the selected stanzas
@orchidsify
@orchidsify 3 жыл бұрын
@@ce2352011 asak... Which marsiya is this, and who is the shayar? Jazakallah khair 🙏
@sayedqasimkazmi14
@sayedqasimkazmi14 3 жыл бұрын
You can find every write up of Zulfiqar e Haideri nohas on their website there is a bayaz in form of pdf with almost 400 nohas
Jab Musibat Mein Bashar Ka Nigaraan Koyi Na Ho - Ali Rizvi Sachay
16:37
Uthe Kaise Bali Sakina ka Lasha (Jaffer Rizvi)
8:26
Muhammad Haider
Рет қаралды 14 М.
This mother's baby is too unreliable.
00:13
FUNNY XIAOTING 666
Рет қаралды 39 МЛН
小丑家的感情危机!#小丑#天使#家庭
00:15
家庭搞笑日记
Рет қаралды 32 МЛН
Ozoda - Lada ( Official Music Video 2024 )
06:07
Ozoda
Рет қаралды 31 МЛН
Jab run mai Alamdaar ki shamsheer chali hai - Ali Rizvi Sachay
10:00
NA POCHYE K KYA HUSSAIN HEN ||Last recording in Chicago|| AMJAD FREED SABRI
12:56
Akbar nahi aaye by Sachay bhai
4:48
Mujtaba Roohani
Рет қаралды 2,3 М.
Jab Imam Ayenge Ustad Sibte Jafar Zaidi Shaheed Manqabat sibte jaffer
13:46
Zainabya Group Islamic
Рет қаралды 2,5 МЛН
eezabre dashtay nainawa Ameer e Lashkare Hussain - Ali Rizvi Sachay
10:00
Lashe akbar utha rahe hain Hussain (Ali Rizvi)
5:56
Azadari Sajjadia
Рет қаралды 31 М.
Kaha Abbas Nay-Ali Rizvi-Mohoram2009
8:22
Muhammad Haider
Рет қаралды 28 М.
Syed Ali Rizvi Sachay (Ati hy Sakina ke sada karboblala sy
11:00
Zulfiqar e Haideri Regd
Рет қаралды 43 М.
Dua Kumayl (AR SUB) - Ali Fani, Mohsen Farahmand Azad, Sayed Mustafa Al Musawi | دعای کمیل
29:23
Ali Fani Official / علی فانی
Рет қаралды 2,3 МЛН