جون ایک طویل تر اداسی ہیں لیکن ہماری اداسی کا سہارا ہیں 🖤
@sagarsagar65415 жыл бұрын
سہی فرمایا آپ نے
@1989aunkazmi5 жыл бұрын
ارے خوب کہا۔۔۔۔
@rishabharyan15313 жыл бұрын
Jaun Elia shahab Asian subcontinent ke sab sa bada sayar hai.
@ayushkumartiwari26137 жыл бұрын
bahut dhanyawad is kosis k lie.. hum hindi wale bhi jaun se utni hi mohbbt krte h.. Aur jaun to hmare mitti ki upaj hain U.P. ka wo laal jo sbke dilo pr raaz krta h.. bahut bahu aabhar..
@kashannazeer36497 жыл бұрын
Yahan to jaazbiyat bhee hay dolat ki parwarda, yeh larki faqakash hoti to badsoorat nazar aati.
@ankitanand19807 жыл бұрын
*dawlat hi ki parwarda
@madmax58837 жыл бұрын
Ayush Kumar merey bhai urdu musalmanoun key baap ki zubaan naheeee.....puree duniya haq raktee hai urdu par...chinese bhee urdu seekh chukey hain..russian bhee..koi bi bol sakkta hai
@goddamninternet7 жыл бұрын
Ayush Kumar Muhabbat ☺
@ayushkumartiwari26137 жыл бұрын
tum ni chahte mera hona, chlo achha h me ni hota.. #ye lines mje jeene ka trika dia h.. upr wale ko dhnwad hmari dunia ko jaun bakhsbe k lie🙏
@junaidchauhdary10037 жыл бұрын
today i listen first time John Elia...What a great poet...
@shababhaidar2697 жыл бұрын
jaun Eliya ki ek lajawab ghazal. kzbin.info/www/bejne/poHEm4Swp517mMU
@vibhatkumar25893 жыл бұрын
Junaid welcome to the family
@anojyadav34734 жыл бұрын
Maine jaun sahab ko 2 saal pahle suna.. Unke poetry ka dard mujhe sone nahi deta haii.. Toh wo khud kaise sotey hongey... #legend #masterpiece
@rafiamalik54374 жыл бұрын
اتنی خوبصورتی سے جون صاحب کو حیدر اقبال ہی پیش کر سکتے ہیں ۔۔۔ 💕
@amazayaz7 жыл бұрын
jaun elia was legend..its really sad that the world couldn't understand him when he was alive. he was far ahead of his generation. he was the rockstar there is no word to describe him.. he was the man of magic words. now the world has started recognising him and i bet jaun elia would have hundred million fan followers one day..what a level what a man what a word im really moved by jaun elia..hats off sir jaun elia khamoshi kah rahi hai kaan mein kya aa raha hai mere gumaan mein kya [The silence is whispering in my ears something, I am hearing in my ears something (else)] umar guzregi imtehaan mein kya daagh hi denge mujh ko daan mein kya [Am I here to spend entire life facing hurdles?, Are you to give me only the pain?] meri har baat be asar hi rahi naqs hai kuch mere bayaan mein kya [whatever I said wend unheeded, Is there a fault in my speech?] hum ko to koi tokta bhi nahin yahi hota hai khandaan mein kya [No one even corrects me these days, Is that how a family behaves?] apni mehroomiyan chhupate hain hum ghareebon ki aan baan mein kya [We only try to cover up our failings, What is there that we the poor have to show off] khud ko jaana juda zammane se aa gaya tha mere gumaan mein kya [Thought we were different, what presumptuous was the thought] bolte kyun nahin mere haq mein aable paR gaye hain zubaan mein kya [Why no one speaks in my favour, Is the tongue full of blisters?] hai naseem e bahaar gard aalood khaak uRti hai us makaan mein kya. [The spring breeze caries an amount of dust, has this world gone to dust?] woh mile to yeh poochhna hai mujhe ab bhi hun main teri amaan mein kya [I have a question if ever we should meet, Am I still in your protection?] yun jo takta hai aasmaan ko tu koi rehta hai aasmaan mein kya [I see you staring at the sky always, Is there some one living up there? yeh mujhe chain kyun nahin parta aik hi shakhs tha jahan mein kya [why do I find it hard to have peace of mind, was there only one person in this world?] JOHN ELIA
@shababhaidar2697 жыл бұрын
jaun Eliya ki ek lajawab ghazal. kzbin.info/www/bejne/poHEm4Swp517mMU
@cedcharm50703 жыл бұрын
thank you
@mumer15056 жыл бұрын
یہ شخص آج کچھ نہیں پر کل یہ دیکھیو اس کی طرف قدم ہی نہیں سر بھی آئیں گے جون ایلیا
@syedjafferimam57897 жыл бұрын
Mai Jo Hun Jaun Elia hun Janaab, Iska behad lehaaz kijiyega ... Jaun Elia is immortal. The first online Superstar Poet
Meer O GhaLib kO Tokta hun Mai... Sun RakhO JhOn ELia hun Mai. jaunelia
@SanjeevKumar-tp2ls7 жыл бұрын
So so so impressive....I have become a fan of Jaun Elia Sahab recently....Actually I am from India and do not know urdu. I happen to listen him (Jaun Sahab) around 1-1/2 months back and started liking his writings. His writings are so deep and so different. Due to this, now I am learning Urdu for the last 15 days and able to read it at a slow pace. Words knowledge needs to be improved so that I can understand him as much as possible. Thanks for your efforts Haider.
@ShahXaibKhokher4 жыл бұрын
I can't stop learning more about Jaun sarkar! har bar ek alag rang dikhta hai unkay andaaz-e-bayaan mein!
@mehranah58435 жыл бұрын
thanks haider iqbal main bhi poetry karta hu 1 saal hua hai pr jo jaun elia sahab ke andaaz hai har koi unse haar jata hai ksm se jaun elia sahab ke le bohat respect hai dil se
@talhariyaz74755 жыл бұрын
Joun elia ek behetreen shayar thai from amroha ❤️
@syedjafferimam57897 жыл бұрын
kya koi shaayer dobara aisa kehpaayega "Kya takalluf karein ye kehne mein, Jo bhi khush hai hum usse jalte hain" Jaun Elia Shayeri aur Sukhanwari ke truth Icon hain.
@ashukataria21534 жыл бұрын
Sir ji thank you so much ❤️ this is such a masterpiece.. Aur Ali sir ne bilkul thik farmaya ke Jaun ko padhne walo ko yeh nsha kahin aur nhin milega
@15smokeshow3 жыл бұрын
Haider bhai... shabd nhi hain bolne ko kuch aapki iss koshish aur iss project pe... spellbound.... subhanallah ❤❤
@mingmasrp60713 жыл бұрын
kass jaun sahab hote toh aur bahut kuch hum sun patee jaun sahab iss duniya se alag thee
@RAHATRAO-n1w Жыл бұрын
Aapki aawaz me joun ka kalam khush naseeb hai hum Thanks
@shajarnaqvi1533 жыл бұрын
Haider bhaiii thank you so much
@MuhammadWaqas-tc8br7 жыл бұрын
Hai Ye Ik Jabbar, Koi Ittefaq Nhi, Jaun Hona Koi Mazaakh Nhi -Qibla Jaun Sahb :*
@SkyBlue-uq6gs3 жыл бұрын
06:30 walay banday ne bht khoob define kiaa Jaun sahab ko
@m.saeeddesignwalalogo94016 жыл бұрын
Jhon Elia sahib k bare main koi pyara lafaz kese kehain kiyun k sir jhon sahib ne apni shairi main kamal kar diya Allah Pak un ko Janat main jaga de Aameen
@tylerb80327 жыл бұрын
Beautifully made. Love n Respect from India.
@purushottamjadav98543 жыл бұрын
रंग हर रंग में है दाद तलब, मैं ख़ून थूँकु तो भी वाह-वाह कीजै।
@Albilot2 жыл бұрын
دل جیت لیے آپ نے سدا آباد رہیں 🤲🏼
@amanaarooj9825 жыл бұрын
Jaun k bry main kuch khny ky liye lafzon ka intekhab bara mushkil kam hai... Jb bhi jaun ki bt hoti hai main kuch kh nhi pati k wo kon thy kia thy kia janon tha... Bs Dil main aik khushi, drd, sakon, r bht sy mily july jazby ubhrty hain.. Jinhain lafzon k sanchy main dhalna byhad mushkil hai ❤️
@farisazim70494 жыл бұрын
Nice effort.... waiting for more
@anassiddiqui56513 жыл бұрын
मुझे फक्र है में जॉन साहब के शहर अमरोहा से हू ❤️
@FaisallovesTahari6 жыл бұрын
I m an Indian but I love his style n poetry
@devsingh72807 жыл бұрын
kya takaluff kru ye kehne me jo bi khush h me unse jalta hu. thnx again Haider bhaijaan for this grt video
@RahulKumar-cl5ty6 жыл бұрын
God Bless You Haidar Sir Ye June Sab Ke Fence Ke Leye Ek Real Gift Hai God Bless June Sab Rest In pis
@bushralatifchughtai23332 жыл бұрын
He is one of the legendary poet.but you are doing a great job with all zeal👌👌👌
@mughanammalik28706 жыл бұрын
Best tribute to Jaun ever. Lucky to have Sir Haidar
@hafizsyed21514 жыл бұрын
Nice effort. Jaun was a great person. Rest in piece with high ranks in jannat. Aameen
@osamahashmi65816 жыл бұрын
Bohat alla poet my fvrt.
@ahmadaziz46066 жыл бұрын
Jaun Elia tk jany me apka buhat bhara haath hai janab haider bhi apny ahsan kia hai hum py
@mohammadsharique53997 жыл бұрын
Elia Jhon kuch nhi karta... wo to gulo'n me rang bharta hai... Absolutely brilliant poet .... There is something i want to address here that Jhon Elia is a very versatile poet... So please read him also and you'll find so many colours in his poetry . Its totally worth it.
@SadiqueKhan4496 жыл бұрын
Mohammad Sharique khush boo me rang bharta hai aisa sher hai
@asifzaidi17 жыл бұрын
waahh.... behtareen bht umda
@tlbsaqi23926 жыл бұрын
Haider Bro keeeep it up Great Tribute I am Also Diehard fan of Jhon Elia
@razichoudhary21634 жыл бұрын
Love nd respect from Amroha jaun eliaa sahb💕 afsos hmne kohinoor gwaaya hai
@ahmedhamayun44656 жыл бұрын
Jaun Elia Ye Name Hi Dard Hai
@atiqaabbasi72157 жыл бұрын
Bht khoob 👍🏻 Jhon Elia ❤️ what a art to give information of great artist in such h way 👍🏻
@ZeeshanKhan-qp3tl7 жыл бұрын
Jism-o-jaan ko to bech chuke !! !! Ab bechni hai muje laash apni
@hamzagul43914 жыл бұрын
Sasty shair
@bollywoodkeeda8837 жыл бұрын
Yeh na kaho jaun tha yeh kaho jaun zinda hain
@Neo_X17 жыл бұрын
The image shown in beginning (1:20) perfectly portrays Jaun Elia as he rightly claims that es dunia mei sab KHUDA ke wakeel hain magar ye Jaun hy jo Insaan ka wakeel hy
@1billionshawarma5 жыл бұрын
جب سمجھنے میں مجھے کوئی تاخیر کرتا ہے. میرے اندر کا یہ شخص پھر تحریر کرتا ہے. We miss you jaun😢 (مِسٹر شاہ نواز)
@hasnainrana90926 жыл бұрын
Thanks haide bhai Ap kmal kr rhay ho
@Manchobhai4 жыл бұрын
Haidr bhai apki awaz main jadu h jab bhi sunta hon sary dard dil k ansuon ma pigal kar beh jaty hain Apna khaka lagta hon aik tamasha lagta hon😭🚬
@moinahmed3247 жыл бұрын
Just say superb.everyone say wonderful words about Hazrat Joun Elia.
@mastermindstv94717 жыл бұрын
kuch waqt zindgi ka jon sab ki tarha guzra hai jo guzri hai jon ki shairi bhi haqeqat hai aysa e hota in halaat main mujhy mohabat hai jon sab k ek ek lafz say 💖
@ajeetalifazhar7122 жыл бұрын
Aapne pesh bhi bahut umda tareeke se Kiya hai .... Nishabd hu...
@hamzajaved24457 жыл бұрын
haider bhai keep it up.. for jaun elia we are with you.. present jaun in front of world so the world should know whoo is jaun elia..
@rishabharyan15313 жыл бұрын
Gum-e- furkat ka sekava kar ne wali Meri moujodgi mei sho rahi hai Juna Elia
@muhammadanas8736 жыл бұрын
Awesome... striking effort..... Aisa ka kaam sirf joun wale hi kr sakte han...joun hona mazaak ha koii
@AliAhmad-oo7fq2 жыл бұрын
Thanks for this beautiful video ❤️❤️❤️ keep searching about John ❤️
@introvertleo70366 жыл бұрын
In my opinion just John is true man , express reality , not fantasy . He was and is a real poet . Real words .
@truenorth57876 жыл бұрын
کاوش, قابل تحسین, بے شک- شکریہ- ان کے قریب ترین ساتھیوں میں دو, عرفان ستار اور عارف امام , کو کسی طرح اس پراجیکٹ میں شامل کرنا چاہئے تھا- پر پھر بھی , سلام آپ کو- زبردست کام کیا ہے آپ نے-
@THEMUSLIM114 жыл бұрын
loads of love for jaun sahab and haider bhai... from makbooza kashmir❤❤❤
@fr.khalidrashidrashid6937 жыл бұрын
Haida Iqbal- It is excellent work.
@sirajqureshi65376 жыл бұрын
Essa ek or video aa jaye toh kya baat ho...Haider sir please jaldi lekr aao...
@pavankalyankar16896 жыл бұрын
Jaun Amar rahenge 🙏🙏🙏🙏 Thank you
@bollywoodkeeda8837 жыл бұрын
Thx haidar bhai I find out about Juan Elia in this video because of u I find the best shayar in the world I just love ❤️ him Juan is the best
@gracessecret57676 жыл бұрын
Absolute Masterpiece ❤❤❤ #Jaunforever
@iqrarrajper20682 жыл бұрын
Sir You did a great job. I am a huge fan of Hazarate Jaun Elia. and I wanted tell you, your voice is amazing and what are you doing is amazing, keep it up Sir. I have no words to explain my feelings about Juan and your work but , great great great amazing job you are doing and always keep it up , and we are always with you . I have little request to you please compose these verses or this ghazal Plzz plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz 🙏🙏🙏🙏 Hain meri dil ki guzarish ke mjhe mat choro yahe meri jaan ka takaza he ab bhe aajao kabhe jo hum ne bari maan se basaya tha wo ghar ujarne hi wala he ab bhe aajao
@kaushalpandeyofficial6 жыл бұрын
John Sahab hamesha hamare dilo me Jinda rahege 🙏🙏🙏
@hamdanyousafzai29515 жыл бұрын
یو تو سلسلہ سوحنی وار مے کون کون تھا میر غالب بی تھے لیکن جون جون تھا 😍😭💕 Legend jaun elia💔💕
@syedjafferimam57897 жыл бұрын
Hasil e kun hai ye jahaan e kharaab, Yahi mumkin tha itni ujlat mein ... Thank you Haider Iqbak sahab for this video. Devotees of Jaun Elia like me live to see such videos .thanks a lot
@ankitanand19807 жыл бұрын
*Hasil e kun h ye jahan e kharab
@HaidarIqbal7 жыл бұрын
SYED JAFFER IMAM thank u 😊
@sirajqureshi65377 жыл бұрын
Haider iqbal ji pls jaun elia k bare mai or interview ki jiye or chezo ko samne rakhiye pls.....thankyou
@pigon1305 жыл бұрын
اب میں اپنی تباہیوں کے بیچ____ ہوں تری یادگار کے مانند____ جون___ایلیاء
@asadrehman9107 жыл бұрын
جون سب اچھا ہے سے باہر اور آگے کا شاعر ہے
@islahuddinayubi88815 жыл бұрын
بہت خوب حیدر اقبال !
@imrannaqvi10727 жыл бұрын
kya kahne Jaun Elia behtareen shayer
@1billionshawarma5 жыл бұрын
Jaun was name of junoon پنجرے میں بند، سلاخوں کے پیچھے،زنجیروں میں جکڑا ہوا.... ارے! وہ اِک شخص تم سے سنبھالہ نہ گیا. (مِسٹر شاہ نواز)
@submayahai35225 жыл бұрын
Love this Video JOUN ELIYA IS LEGEND 💞 WE MISS HIM 💔
@SbtynHassan7 жыл бұрын
yaar mujay bg song kahaan say milay gii jhon ka kalaam bhot khub
@HasnainKhan-wz6nn5 жыл бұрын
Murshid Jaun🙏🏼
@angelzara10325 жыл бұрын
Yar sach mai rola diya Misss uuuu elyA
@beyondoceans61667 жыл бұрын
Us Ke Khayal Ki Namood, Ehd Ba Ehd Javeda'n... Bas Ye Kaho Ke Jaun Hai, Ye Na Kaho Ke Mar Gaya ❤❤❤❤❤
@AliKhan-wb1me6 жыл бұрын
I love jaun Elia so much I love Haider iqbal sahib. Sir I want to meet you just like that . wants face to face. I can understand jaun Elia as much as. Don't mind ? The whole life will spend with listening Jaun Elia songs. Love Haider sir you such a great man . how you explained jaun Elia there is no one who can explain jaun better than you
@Khan_Mera_Naam6 жыл бұрын
IqbAL Bhai jaan I'm from India, Plzzz koi esa video banaiye jisme zahida heena sahiba se jaun ke bare me guftugu ho sath hi amroha ka bhi khoob sari charche ho plzzz plzzz plzz
@sourabhrameja75 жыл бұрын
Jaun Se Ishq To Maine Kr Liya Tha Unhe Pdhne Ke Baad, lekin Haider Bhai Aap Se Main Unka Hona Sikh Rha Hoon...#Jaun Sahab Ke Liye To Respect Hai he lekin #Haider bhai Aap Ke Liye Bhai Respect Kam Nhi Hai🙏🙏🙏 Bs Hmesha yunhi Krte Rho Hume Unke baare me btate rho or Khush rhe aap ye dua hai meri💕💕💕
@omerawan99317 жыл бұрын
Haider Bhai Kmaaaaaaaaaaaal Keep it up.. Long Live Bro
@muhammadrizwanayub83864 жыл бұрын
Great Work 💕✌
@angelzara10325 жыл бұрын
Mola Ali (as)permty hai sab sy bera munafik wo hai jis ka koyi dishman na ho
@MrMkrno1 Жыл бұрын
Kya kaha Ishq kar baithe Kya kaha Ishq kar baithe Ina lillah waina Ile rajoun
@rationalguy76 жыл бұрын
Bahut khoob Haider bhai
@AliRaza-fn7jr3 жыл бұрын
Last line sir rula dia ap ne
@azmeenakhan17627 жыл бұрын
jo ek br Jaun ko padh lay waki osko phr kch pasand nahi ata... i am like lost in his poetry....
@shababhaidar2697 жыл бұрын
jaun Eliya ki ek lajawab ghazal. kzbin.info/www/bejne/poHEm4Swp517mMU
@extremelyblessed75226 жыл бұрын
جگ جگ جیئیں
@Muneer995 жыл бұрын
azmeena khan highly agreed...I am too of the same opinion...!!!
@hasanrehan31835 жыл бұрын
Bhai kya jaun allama iqbal se bhi zada achche shayar tha
@pathakkaran76975 жыл бұрын
True... There is no one like jhon... 💓
@imranrindbaloch17305 жыл бұрын
زندگی ـــ حالتِ جدائی ہے جون ایـلیاء Murshid Jhon aj bhi lafzon me zindha hen or rahen gye
@gauravdande18642 жыл бұрын
Love from india brother ... Me bhi ek shayar hu or jaun baba ko guru manta hu 😇😇
@sardarkhushnood7493 жыл бұрын
Please sing 'tum haqeeqat nahin hasrat ho' Naya ek rishta paida kyun karen hum