'Jaun Elia Aur Hum' :- "Falsafa-e-Jaun" Recited by : - Ankit Gautam

  Рет қаралды 274,125

Shashank Shukla 'Baaz'

Shashank Shukla 'Baaz'

Күн бұрын

Recited By 'Ankit Gautam' On 7th May 2017 at the First Edition Of Jaun Elia's event "Jaun Elia aur Hum" which was organised/hosted by 'Baaz'(Powered by Inkmythoughts) and 'Saitan Theatre Group' in New Delhi.
To Follow 'Baaz' :
Facebook :- / baaz.shashankshukla
Instagram :- baaz_shashank
our website for all forms of art : - www.inkmythoughts.com

Пікірлер: 454
@rakeshdogra4609
@rakeshdogra4609 7 жыл бұрын
जौन अपनी परछाईं मे कुछ देखने नहीं देता, जब कुछ नज़र आने लगे, पानी में पत्थर मार देता है।
@varunsuman5818
@varunsuman5818 5 жыл бұрын
Ye jaun ka sher hai???
@deepeshtandi9850
@deepeshtandi9850 5 жыл бұрын
Jabardast sir
@aamiruddin3906
@aamiruddin3906 4 жыл бұрын
Bhot bhari
@sheikhshahrukh4333
@sheikhshahrukh4333 7 жыл бұрын
jo zindagi bachi hai use mat ganwaiye, behtar hai ye ki aap mujhe bhool jaaiye, hargiz mere huzoor kabhi aaiye na aap, aur aaiye agar, to khudaa ban ke aaiye, shaayar hain aap, yaani ki saste latifaa go, rishton ko dil se roiye sabko hansaaiye bas faailon ka bojh uthaya karen janaab, misra ye "jaun" ka hai ise mat uthaaiye
@davyjones844
@davyjones844 6 жыл бұрын
Teri Aankhen bhi kya Museebat hain, main koi baat kehnay Aaya tha... Jhon Elia.
@MJSTAR.
@MJSTAR. 7 жыл бұрын
‏غالب رہے تھے پچھلے زمانے کے نامور... یہ جون کی صدی ہے سبھی ایلیائی ہیں...! Galib rahe the pichle zamane k namwar.. Ye jaun ki sadi hai sabhi eliaai hain... ❤
@sahilpahwa9458
@sahilpahwa9458 4 жыл бұрын
waaah :)
@hamid4672
@hamid4672 3 жыл бұрын
Waaaah kya kahna hai bhai zabardast
@tayyabmajeed4599
@tayyabmajeed4599 2 жыл бұрын
Sagher sadiqui in sab ka ustad hy.saghr jesa na koi aya or na hi aiy ga.
@muhammadatifjafer5538
@muhammadatifjafer5538 7 жыл бұрын
Delhi, young blood and Jaun Elia, tremendous.
@shahanshahkhan856
@shahanshahkhan856 Жыл бұрын
@anythingavailable4267
@anythingavailable4267 7 жыл бұрын
Shayar Tu Do Hain Mir Taqi Our Mir Jaun Baki Tu Jo Hain Sham-O-Sehr Khairiat Se Hain ♥
@KomalGupta-hh3tc
@KomalGupta-hh3tc 7 жыл бұрын
zindagi ek fann hai , lamho ko, Apne Andaaz se gavaane ka . . . 💓
@mianarslan1239
@mianarslan1239 7 жыл бұрын
nice
@qabbasq
@qabbasq 7 жыл бұрын
Wow
@bhadusaab4791
@bhadusaab4791 7 жыл бұрын
komal jindal wah..bhut khoob..
@yasirafnan3114
@yasirafnan3114 6 жыл бұрын
komal jindal instagram.com/p/Bj1fENLl-VG/?igshid=lbqkkiqxd68s
@muneerquadri4125
@muneerquadri4125 3 жыл бұрын
Kya baat hai. Bohot khub.
@syedjafferimam5789
@syedjafferimam5789 6 жыл бұрын
Tum Jaun ka zikr karo Mai tumko phir chahunga ! Jaunism❤❤
@mohamed-fr5mv
@mohamed-fr5mv 4 жыл бұрын
Khud ko nahi pata mujhe kitni baar dahikh chuka hu ye
@tabishhaider2445
@tabishhaider2445 4 жыл бұрын
Jaffer bhai ka hi comment dhund raha tha Jaun ki video mein 😘
@syedjafferimam5789
@syedjafferimam5789 4 жыл бұрын
@@tabishhaider2445 awww thanks bro❤️
@g.btimes2694
@g.btimes2694 7 жыл бұрын
aj ye batla he deta hun k sab ko kon hun......peer o murshid hay wo mera may murid-e-jaun hun
@Princedemars
@Princedemars 6 жыл бұрын
:)
@laibashabbir5108
@laibashabbir5108 5 жыл бұрын
Wawawa
@deepnahar1035
@deepnahar1035 5 жыл бұрын
Wahhhhh....
@sanketpanditonly
@sanketpanditonly 7 жыл бұрын
I just loved this mehfil. Nothing is as interesting as sharing the same passion, and if Jaun Elia is the reason, it is divine feeling.
@AtifAziz96
@AtifAziz96 7 жыл бұрын
Jitne behtreen ashaar the utna hi behtreen recitation
@krishnarathore8454
@krishnarathore8454 7 жыл бұрын
Sanket Pandit How True!👍
@krishnarathore8454
@krishnarathore8454 7 жыл бұрын
Atif Aziz , Sahi farmaaya! 👌
@shashankshuklabaaz3804
@shashankshuklabaaz3804 6 жыл бұрын
Sanket Pandit bahut shukriya
@raosuhailakhtar3230
@raosuhailakhtar3230 3 жыл бұрын
If get time try to learn Urdu, you will enjoy like Ankit Bhai.
@gurpreetlakha5442
@gurpreetlakha5442 4 жыл бұрын
Ek the john, aaj unka kalam hai. Par kuch chutiye unhe ke kalam ko apna likha hua samaj kar pad rahe hai.....
@basitmalik2059
@basitmalik2059 6 жыл бұрын
یہ ایک جبر ہے اتفاق نہیں جون ہونا کوئی مذاق نہیں! Yae ik Jabar hae, itefaq nahain JOHN hun koe Mazak nahain!! 😊✌️
@dr.shabnamhashmi6451
@dr.shabnamhashmi6451 5 жыл бұрын
H
@farhanbaloch1217
@farhanbaloch1217 3 жыл бұрын
Bilkul
@timetraveller9721
@timetraveller9721 6 жыл бұрын
इस शहर में है ये हंगाम उस गली का कौन है उस गली है ये हंगाम इस शहर का कौन है विसाल के ऐस उड़ाने वाले हिज़्र का शौक़ लिए हुए थूकने लगे लगे हैँ सब ख़ून, अब सभी JOUN हैँ
@ZaffarullahShouket
@ZaffarullahShouket 7 жыл бұрын
I'm really glad to see the audience. orr Jaun ka ek shair yad a gaya. یہ شخص آج کچھ نہیں پر کل یہ دیکھیو۔۔۔ اس کی طرف قدم ہی نہیں سر بھی آئیں گے۔۔۔ ye shahks aj kuch nahi par kal ye dekhiyo iss ki taraf qadam he nahi sar bhi ayien gaye..
@shashankshuklabaaz3804
@shashankshuklabaaz3804 6 жыл бұрын
Zaffarullah Shouket bahut shukriya
@deadpinkowl
@deadpinkowl 6 жыл бұрын
Ankit bhai.......salam from Pakistan. Your urdu is as sweet as your andaz-e-bayan.
@aliasadbukhari7906
@aliasadbukhari7906 7 жыл бұрын
Wah Wah.. It was just awesome. Ankit and John both are love (y) Love from Pakistan
@digitalindia7668
@digitalindia7668 7 жыл бұрын
Jo Guzari Na ja saki humse "* Humne vo jindagi Guzari hai"* hazrat joun Elia
@deepakgururani785
@deepakgururani785 7 жыл бұрын
marvelous recitation.... please ask this person to make more.... kind of favour for us...
@shashankshuklabaaz3804
@shashankshuklabaaz3804 7 жыл бұрын
Deepak Gururani sure
@aniljaiswal2090
@aniljaiswal2090 3 жыл бұрын
@@shashankshuklabaaz3804 2:38 me inhone Kisi book ya Kisi media Ka naam liya hai jisme jaun Sahab ne Kuch Kaha Uska naam thikse sunayi ni dera Bta sakte h kya kha inhone wha pe ?
@akshaysingh252
@akshaysingh252 4 жыл бұрын
Kya sahi mahool hai yaar...I so want to be a part of it..❤️
@shahzaibyusufzai4175
@shahzaibyusufzai4175 7 жыл бұрын
this is shahzaib from pakistan..Ankit bht khoob batein ki hain aapne beshak jon ki shaiyri nai falsafa hai or books is the best source of relevance...i hope me ap subhi k sath wahan mujood hota...
@muhammadaknan6023
@muhammadaknan6023 7 жыл бұрын
shahzaib yusufzai aa jaaiye, khair maqdam h apka... kbhi Delhi k lal qila k mushaira me aana, mjaa aa jaayega.. ;)
@MrShankish
@MrShankish 7 жыл бұрын
shahzaib yusufzai Bhai kya Aap mujhe bta sakte hain "khun thukne" ka meaning
@muhammadaknan6023
@muhammadaknan6023 7 жыл бұрын
shanky thakur khun thukne kaa meaning, jaun k waqt me TB kaa bimaari bahut hotaa tha, jisme thook k saath blood aata h to usi ko lekr khun thukne kaa use kiyaa gyaa h...
@SadiqueKhan449
@SadiqueKhan449 7 жыл бұрын
shanky thakur qatl murder
@muhammadshahzaib7415
@muhammadshahzaib7415 7 жыл бұрын
shanky thakur Yeh shair kuch yun hai....tum khon thokti ho...yeh sun kar khushi hui...is rung is ada mein bhi purkaar hi raho...khun thokne ki tarekh hai k jon se ikh larki ko ishq hogaya or jon ki judai me usko bemari lagi or woh khon thokti the us bemari mein....or kaha k os khon k laal rung me bhi pukraar yani..sadabahar...hamesha sub ko pasand ane wali hi raho....
@sardarzadamohammadyunussah4273
@sardarzadamohammadyunussah4273 3 жыл бұрын
کیا ہی قدر دان سامعین ہیں آپ لوگ ۔۔۔۔۔مزہ آگیا ۔۔۔۔۔جیتے رہو ۔۔۔🌷🌷🌷💗💗💗
@bhaveshgarg7521
@bhaveshgarg7521 3 жыл бұрын
Jhon का सबसे बेहतरीन कलाम , मैंने लोगो से मुतासिर होना छोड़ दिया है लोग वो नही होते जो बताये जाते है @जॉन-एलिया ☺️
@khan_bilal
@khan_bilal 5 жыл бұрын
Kuch samajho bhaiyo wah wah karne se kuch nhi hota, Aisa lagraha hai jaise audience ne urdu mai PhD kr rakhi ho
@wahib786
@wahib786 4 жыл бұрын
Waah jaun eliya.. Kaash aap aaj zinda hote to aapki ziyarat kr paate ham....
@syedjafferimam5789
@syedjafferimam5789 7 жыл бұрын
"Hum Do paaye jaanwar hai humein mez pe jakar chadna hai " Jaun Elia🙏🙏 You are Einstein of Urdu Poetry
@singhk3193
@singhk3193 7 жыл бұрын
jab woh tere jaan ho gayi hogi jaan hairaan ho gayi hogi JE
@NeerajSharma-hn6ei
@NeerajSharma-hn6ei 7 жыл бұрын
pls share more links of suchh mehfils and events great Ankit Bhai hats off
@gauravkhairnar7328
@gauravkhairnar7328 5 жыл бұрын
Tickets are out now! Pune! We are ready! ARE YOU? HUM TUM AUR JAUN ELIYA #kaarvaaninpune ticketees.com/bookshow?showid=5602&dramaid=1385#.XVmOZt2-rsk.whatsapp
@sayyedraza7298
@sayyedraza7298 2 жыл бұрын
Ab Tum Kabhi Na Aaogi Yaani Kabhi Kabhi Rukhsar Karo Mujhe Koi Wada Kiye Bagair
@dharmendramehta4367
@dharmendramehta4367 3 жыл бұрын
I don't remember how many times I watched this video... Love from Nepal brother
@sumanrawat2847
@sumanrawat2847 4 жыл бұрын
Bhai jaun ko padhna h to hrr lehje m padha jaaye.... ishq khoon thukna...isk alwa bhi jaun saab ka daayra h
@sweetcrawl170
@sweetcrawl170 Жыл бұрын
جون ایلیاء صرف شاعر نہیں شاعروں کا مرشد تھا
@wajahatbaig6291
@wajahatbaig6291 7 жыл бұрын
Awesome man... you have really expressed the content in a true manner... Ummed karte hain mulakaat ho aapse kabhi...
@abhishekmakwana6393
@abhishekmakwana6393 4 жыл бұрын
मेरे बच्चे तू मार दे मुझको, तुझमे आयी है बुज़दिली मेरी. - जॉन एलिया
@NEYMARG0AT
@NEYMARG0AT 7 жыл бұрын
Mai boht bai naseeb hoyuga.... Agr jaun bhai ki shayari smjhane k liye urdu naa seekhi
@sheikhshahrukh4333
@sheikhshahrukh4333 7 жыл бұрын
Aj Devgan jo zindagi bachi hai use mat ganwaiye, behtar hai ye ki aap mujhe bhool jaaiye, hargiz mere huzoor kabhi aaiye na aap, aur aaiye agar, to khudaa ban ke aaiye, shaayar hain aap, yaani ki saste latifaa go, rishton ko dil se roiye sabko hansaaiye bas faailon ka bojh uthaya karen janaab, misra ye "jaun" ka hai ise mat uthaaiye
@syedjafferimam5789
@syedjafferimam5789 7 жыл бұрын
"Mohazzab aadmi patloon ki button to lagaa ke irteqa hai ebarat button lagaaane se" Kaun hoga Doosra Jaun Elia ? Jaun Rooh me ghar karta hai Rongte khade hi nahi rooh bhi khadi hoti Jaun ke ehteraam me. Jaun kehte hain " Kya Kaha Ishq Hogaya? Innalillah wa inna elaihe Rajeoon !"
@digitalindia7668
@digitalindia7668 7 жыл бұрын
i miss u jaun bhai kya kamal k poet thay Aap mai chaahta hun ek haseen larki "* meri Ishq mein khudkushi krle "*
@sandeepjoshi8280
@sandeepjoshi8280 3 жыл бұрын
😁😂😜🤘🤞🤲
@MosimSayeadOfficial
@MosimSayeadOfficial Жыл бұрын
21:05
@MosimSayeadOfficial
@MosimSayeadOfficial Жыл бұрын
10:00
@sayyedraza7298
@sayyedraza7298 2 жыл бұрын
Maine Logo Se Mutassir Hona Chhor Diya Hai Log Woh Nahin Hote Joh Batay Jaate Hain
@sayyedraza7298
@sayyedraza7298 2 жыл бұрын
Galib Rahe The Pichle Zamane K Namwar Ye John Ki Sadi Hai Sabhi Eliaai Hain
@sidhas9051
@sidhas9051 6 жыл бұрын
Saeen aap log hum say bohat junior hain lekin aap ki shola bayani dekh kar aik validation hovi hai kay jab hum jon ko parh kar sar dhuntay thay to wo devangi ka amal nahi khud ko dhoondnay ka amal tha. Geo aur kamyab apkay qadam choomay. All the best.
@prashantb4702
@prashantb4702 4 жыл бұрын
etni dilkash ho tum........... Jonh elia not taking about practicle life, he was talking about love , just try to yhink that way.
@prashantb4702
@prashantb4702 4 жыл бұрын
plz rply m keep thinking about it
@rahulkhadim515
@rahulkhadim515 4 жыл бұрын
کون آتا کون جاتا کون مُجھ میں رہتا ہے میں نہیں جانتا یہ مُجھکو گیان نہیں ہی میرے پاس روح ہے میری جان نہیں ہے اب اِس دنیا میں میرا دھیان نہیں ہے
@hatobacho6630
@hatobacho6630 7 жыл бұрын
Tum nhi chahte mera hona? Chalo achha hai me nhi hota! Jaun jaun jaun 👍
@naiyaranoor2697
@naiyaranoor2697 4 жыл бұрын
Bahot khushi hui pahli bar aapko sun rahi hun, lekin bhai aap urdu pariwesh se na hote hue bhi is qadr urdu ki jankari, aapka lahza wahh khuda aapko aise hi zahan diye rahe...
@syedjafferimam5789
@syedjafferimam5789 6 жыл бұрын
"Baaz" aajaao ab rulaane se Jaun waale bula rahe hain tumhe ... Miss You Baaz bhai😢
@hafizkamran1830
@hafizkamran1830 5 жыл бұрын
Apne dil me hansta hon aur buhut sharmata hon khon bhi thuka sach much thuka aur wo sab chalaki thi
@kazimhadi6869
@kazimhadi6869 6 жыл бұрын
بہت خوشی ھوئی ....جوانوں میں شعر و ادب پر بات ھورھی ھے ....بس سب جوانوں سے گزارش ھے کہ مطالعہ میں اضافہ کریں .....
@abbasshaikh717
@abbasshaikh717 5 жыл бұрын
Jaun ko bda kehne me koi burayi nahi lekin ghalib ko chota kehna zaroor burayi hai.
@ashfaqbaggi8063
@ashfaqbaggi8063 4 жыл бұрын
Ghalib ka waqt tha Jaun ka daor hai Jaun ki saltnat hai yahan
@abbasshaikh717
@abbasshaikh717 4 жыл бұрын
@@ashfaqbaggi8063 Meri nazar me dono azeem shayer hain. Bilawajah muwazana munasib nahi. Dono ki shayeri meyari hai
@shobhitsherawat7804
@shobhitsherawat7804 5 жыл бұрын
Or ajkl k log jinhe shayari ka mtlb b nhi pata vo khud ko shayar bolte
@ShadabKhan-zd1ir
@ShadabKhan-zd1ir 5 жыл бұрын
Uski umeed e naaz ka hamse ye mang thi ke aap umar guzar dijiye umar guzar di gyi best of jaun elia legend❤️
@aniljaiswal2090
@aniljaiswal2090 3 жыл бұрын
*maan tha
@baljeet50
@baljeet50 4 жыл бұрын
Excellent video....very enjoyable! ye kitabein kahan se milyengi please let us know.
@jim1117
@jim1117 5 жыл бұрын
कौन लोग हैं आप यार ? दील जीत लिया वाह। इसी तरह की महफिल सजाते रहिये इसी उम्मीद में सबस्क्राइब भी कर रहा हूँ । ♥♥♥♥
@syadasifhussain4048
@syadasifhussain4048 6 жыл бұрын
ankit gautam, aap lajawaab hain.... waaaah ... sub haan allah...... bahut khoob
@MrKhan-bp6sn
@MrKhan-bp6sn 3 жыл бұрын
John ki sayri ki gharayi koi Nahi samjh sakta
@mazirabbasi
@mazirabbasi 7 жыл бұрын
Kya takalluf karein... For me I think points out to the futile and unimportant joys of a common man's life. Joan is jealous of them for being able to find happiness so easily in this world. And happiness for this matter can be achieved by people who're not aware or not intelligent enough to be aware. I wrote a sher that touches a similar chord... Mera gham to sabki khushiyo se afzal hai... So mere gham par taras na khaye koi...
@syedamadiha1542
@syedamadiha1542 7 жыл бұрын
Mazir Abbasi wah wah...bohot khoob kaha apne
@ramendrachaudhary9784
@ramendrachaudhary9784 6 жыл бұрын
Mazir Abbasi sahi kaha
@MrRijul99
@MrRijul99 6 жыл бұрын
I also thought that. Common people led simple happy lives while he was always burdened by his knowledge. His life was a miserable one. Who knows what he meant? But I also loved his interpretation of it.
@GauravKumar-ht6bt
@GauravKumar-ht6bt 2 жыл бұрын
Also he said, In kitabon ne bda julm Kiya hai mujhpr.....(burden of knowledge)
@rishav6524
@rishav6524 11 ай бұрын
Wow.. ❤
@VikasSingh-ht1kw
@VikasSingh-ht1kw 5 жыл бұрын
Bhai video dalo aur bhout kam video hai... Plz talab lag rhi hai.. 😍
@shoaibmalik6622
@shoaibmalik6622 2 жыл бұрын
us ki firnood or goya b book ha sir
@rahulkhadim515
@rahulkhadim515 4 жыл бұрын
جون کو پڑھنے سے ڈرتا ہوں کیونکہ میں بھی لِکھتا ہوں
@himanshu_alfaaz
@himanshu_alfaaz 7 жыл бұрын
behtareen ankit sahab, jabardast, jaun sahab zindabad ,,...👌👍👌👍👌
@TalibKhan-bw9vq
@TalibKhan-bw9vq 6 жыл бұрын
کہنے کو تو آسان ہے بس جون تھے شاعر اندر تو ذرا دیکھو ہر ذرہ نئی سیکھ ہے
@muzakhan8181
@muzakhan8181 7 жыл бұрын
Maza agaya , Mujhay ankit ka andaz bayan ki khobsurti Sathion ki appreciation k elawa Pasand ye aaya k funkar ki qadar ki gaii or achay say ki, Kia khob bataya samjhaya Kamal Muza Love From Pakistan
@jahabaari9933
@jahabaari9933 3 жыл бұрын
Pakistan m utni bhi craz nhi jitna india m log unki qadar krte h or wo hm samjh skte h
@jhonnydeep8072
@jhonnydeep8072 7 жыл бұрын
Bht awlaa yr kamal , ankit bhi so much love from pakistan :-*
@krishnarathore8454
@krishnarathore8454 7 жыл бұрын
Quite a real dimension to look at Jaun Elia. And what an effective way of recitation ! wah !
@ajitkathad7144
@ajitkathad7144 7 жыл бұрын
i watch this mehfil every day bro... 6u jate ho.. God bless you...
@shashankshuklabaaz3804
@shashankshuklabaaz3804 6 жыл бұрын
Ajit Kathad bahut shukriya
@PuriBagicha
@PuriBagicha 4 жыл бұрын
दो जिस्म एक जान कब का हो चुके थे, ये एक जान हमारी कौन चुरा ले गया है... गर्दिश में एक सितारा कब का चुन चुके थे, ये हमारा आसमान कौन चुरा ले गया है... Dedicated to Jaun Elia...
@prateeksinghguleria5675
@prateeksinghguleria5675 7 жыл бұрын
Wah.....kya samjha hai Jaun sahab ko....
@ramansharma8072
@ramansharma8072 5 жыл бұрын
Can you please let me know...how can i get information about such gatherings... I too want to join
@sardarzadamohammadyunussah4273
@sardarzadamohammadyunussah4273 3 жыл бұрын
جون ایلیا ایک جانی شاعر
@varunkumarniranjan5193
@varunkumarniranjan5193 6 жыл бұрын
Bhai sahab isse accha nahi suna aaj tak itni si zindgi main
@entertainmentai452
@entertainmentai452 2 жыл бұрын
Can you please write the poet name which you have said he published a blank book....I have not understand his name?
@shamsulmulk5926
@shamsulmulk5926 6 жыл бұрын
Jaun mere favourite most Poet hai , Unke poetries , aur likhne ka andaaz kamaal ka hai , har aij poetry dil ko chhoo jati hai , Hoti to simple words hai magar asar boht karte hai . Aur jis tarah Ankit bhai ne unke bare me bola , aur unke poetries padhe , zabardast , mein ne shayad video 100 200 baar dekh chuka hu , aur phr bhi dekhne ka dil karta rehta hai .
@ramnandansingh3228
@ramnandansingh3228 3 жыл бұрын
❤❤Love from Nepal.🇳🇵🇳🇵🇳🇵
@Oordhvareta
@Oordhvareta 7 жыл бұрын
Bhai plzz aur bhi upload kriyega..iske aage ka..dili khwahish hai aur darkhwast bhi..
@iAHaider
@iAHaider 6 жыл бұрын
Mashallah! Love from Pakistan...
@omrajomraj6778
@omrajomraj6778 Жыл бұрын
Love from amroha john ka paidasi sahar Apni jnm bhomi
@dr.imranskendodontia8823
@dr.imranskendodontia8823 5 жыл бұрын
Bahot khubsurat mehfil😎😎😎
@suyashsrivastava634
@suyashsrivastava634 4 жыл бұрын
ye event kha pr hua tha, kya aisa event delhi mein aur khi pr hone wala hai?
@tabishhaider2445
@tabishhaider2445 4 жыл бұрын
14:38 aa gaye pasine 😅😘 Aur kya takalluf kare ye kehne mein Samne jo ldki baithi hai pyari hai 😅
@surajrayanade
@surajrayanade 5 жыл бұрын
Ankit bhai, bahot accha laga apako sun ke... Jaun ke baad kuch kam hi log hai jo Jaun ke sher unke lehje me bol de...
@mohdraza4092
@mohdraza4092 4 жыл бұрын
शायरी लाख कोई करता रहे जॉन के बाद ज़्या जॉन कहाँ
@syedjafferimam5789
@syedjafferimam5789 7 жыл бұрын
phir koi Jaun Elia na hua.... 😢😢👌👌💓
@NeerajSharma-hn6ei
@NeerajSharma-hn6ei 7 жыл бұрын
1000000% right
@faisalbukhari4306
@faisalbukhari4306 5 жыл бұрын
Main hua bhaiya
@bilalahemadmakrani1540
@bilalahemadmakrani1540 3 жыл бұрын
Ustaad Jaun jesa koi nahi only one Legend of the World Ustaad Jaun
@DheerSaa
@DheerSaa 7 жыл бұрын
बड़े दिनो बाद कुछ अच्छा सुना ने को मिला है...
@md.wasimkhan4034
@md.wasimkhan4034 4 жыл бұрын
Aashiqi mai meri ghustakhiyo ki hadd nhi.... mjaar e ghalib pr kha aashiq hum jaunn eliya k hai..
@malimed
@malimed 6 жыл бұрын
ANKIT behad Acha aur jazbay ke sath bolltay hain.. Kya kehnay.
@ankitkatyayan3949
@ankitkatyayan3949 6 жыл бұрын
Bhut khub explanation dia aapne.. Us shayar ka naam plz bataea jinhone khali panne ki book publish krwai
@shamsulmulk5926
@shamsulmulk5926 5 жыл бұрын
Nitzchey
@SajidAli-qn1tl
@SajidAli-qn1tl 2 ай бұрын
Jaun is Jaun Really He was a Great Poet And Philosopher.
@sardarzadamohammadyunussah4273
@sardarzadamohammadyunussah4273 3 жыл бұрын
محفل ہی لوٹ لی آپ نے بھائی ۔۔۔
@deepaksaxena4012
@deepaksaxena4012 7 жыл бұрын
How can I get updates of your events if I want to join?
@shashankshuklabaaz3804
@shashankshuklabaaz3804 6 жыл бұрын
Deepak Saxena saari info page pe share karta hu
@shallurani8318
@shallurani8318 2 жыл бұрын
Where does these programs happen? I deadly want to attend these 😭
@sameeradil9946
@sameeradil9946 Жыл бұрын
Ye gum kia dil ki adat hai? Nahi to
@nileshnimhan2265
@nileshnimhan2265 7 жыл бұрын
Great....i wan join ur group...i love Elia...sab
@vipulbaghel9451
@vipulbaghel9451 5 жыл бұрын
Can you please share the couplet "सोचता हूँ कि एक दिन ये ज़मीन कोई आसमां निकले"
@mirbilal2648
@mirbilal2648 4 жыл бұрын
Sitam lafz ka is say acha istemaal nahi hua hai Sahi kaha Bhai nay
@bilalkhanpoetry2482
@bilalkhanpoetry2482 4 жыл бұрын
Ap mari koyi zendagi hy nhi ap bh tum mari zendagi hu kay😜😜❤
@adityavashistha4994
@adityavashistha4994 4 жыл бұрын
Tum ho masiha ke haq me full line kaha milegi iski
@emraanhussein
@emraanhussein 7 жыл бұрын
yaar ye ankit gautam ekdam jaun sahab k lehze me bolta hai.. inn bhai sahab ka koi or video ho to link share kr do koi
@ashukataria2153
@ashukataria2153 5 жыл бұрын
Please post more videos like this explaining jaun shayri
@chetandatta1190
@chetandatta1190 Жыл бұрын
Bahut badiya yaar
@naturenature6158
@naturenature6158 5 жыл бұрын
Bhai aap Jin shero ka tarzuma kuye ho adhe shero ka same tarjuma aap se phle kisi ne krr ke KZbin per daal rkha hai achha copy paste krke logo ko bewkoof bna krr wahwahi loot rhe ho khud ka bhi kuchh sunawo to thik rhta
@ankitmehta7683
@ankitmehta7683 5 жыл бұрын
Jaldi bhjo yll
@aloksinghrajput517
@aloksinghrajput517 4 жыл бұрын
Listening it again and again and yet again
#JAUNISM - Tasneef Haider - 'Baaz' Powered by 'Inkmythoughts'
18:00
inkmythoughts media
Рет қаралды 37 М.
'Jaun Elia Aur Hum' 7th May 2017 / Performer :- Aqib Sabir
9:32
Shashank Shukla 'Baaz'
Рет қаралды 45 М.
The joker favorite#joker  #shorts
00:15
Untitled Joker
Рет қаралды 30 МЛН
Officer Rabbit is so bad. He made Luffy deaf. #funny #supersiblings #comedy
00:18
Funny superhero siblings
Рет қаралды 12 МЛН
Jaun Elia 14th Death Anniversary 2016 | Project By Haider Iqbal
21:15
Jaun Elia Mushaira 1990 #murshidain #jaunelia #shayari
5:17
Murshid Ain - مرشد عین
Рет қаралды 27 М.
Jaun Aliya in Dubai Saleem Jafri Mushaera
28:22
Dabistan-e-Karachi
Рет қаралды 500 М.
John Elia wrote Shayari with decency
6:29
Daniyal sheikh podcast clips
Рет қаралды 1,5 М.
#JAUNISM - Ankit Gautam - 'Baaz' Powered by 'Inkmythoughts'
12:21
inkmythoughts media
Рет қаралды 31 М.
The joker favorite#joker  #shorts
00:15
Untitled Joker
Рет қаралды 30 МЛН