The reciter i remember him when i met him during Jashn e Rekhta 2017 and it was good to see him loving Urdu.
@digitalindia76687 жыл бұрын
ek shakhs kar raha hai abhi tak wafa ka zikr"' kaash! is zaban-daraz ka moh noch le koi"' wah joun saheb kamal.k poet thay ap
@sidrahnaqvi60367 жыл бұрын
Nice bhai
@digitalindia76687 жыл бұрын
Rohit kathuria means??
@ayushkumartiwari26137 жыл бұрын
Jaun jaisi sakhsiyate kabhi duniya se vida nahi hoti..
@sabirshah6984 жыл бұрын
Sab ki Khushi dekh kar John sahab ke liye achchah laga. hamesha dard ki hi jit Hoti he Mohabbat me.or dard ko hi Khushi mana jata he Mohabbat me
@zaidahmed73674 жыл бұрын
Jaun Elia was a great poet
@Theawaischishty5 жыл бұрын
Amazing .......
@ramansharma80726 жыл бұрын
Can you please inform when these type of gatherings happens....i m big fan of Jaun and would like to be part of this
@ankitkatyayan39495 жыл бұрын
Tishnakami ki saja do to maja aa jae, Koi hume jahar pila do to maja aa jae, Plz koi mujhe ye puri gazal send kar sakta hai maine bhut khoja kahi nahi mil rha hai plz satyam bhaia
@nalinsaxena9576 жыл бұрын
Loved it
@housestark32447 жыл бұрын
Ise sune bina neend nahi aati bhai. Bahot accha Satyam bhai 👍 #Izadahi_ki_daad
@digitalindia76687 жыл бұрын
excellent performance
@digitalindia76687 жыл бұрын
bhot khoob bro
@parwez_aalam7 жыл бұрын
Bohat khubsurat bhai log
@syedumairahmad4048 Жыл бұрын
کل دوپہر عجیب ایک بے دلی رہی بس تیلیاں جلا کے بوجاتا رہا ہوں میں 💔
@amriteshmishra26765 жыл бұрын
3:30 and 4:52 are my fav❣️❣️
@muzakhan81817 жыл бұрын
Waahhh waahhh Kamal
@syedjafferimam57897 жыл бұрын
YUN TO MUJHE KISI SE MOHABBAT NAHI HUI LEKIN YAQEEN SABKO DILATA RAHA HUN MAI
@mohamed-fr5mv4 жыл бұрын
Kiya baat hai
@muhammadqasim48063 жыл бұрын
Shayed muje kesei se muhabet nahei huei Leikn yakin sub ko delata raha hu mai
@knivesfinishing23906 жыл бұрын
Tumhare har lamha yad ane se dil sehma howa he ...tu pir tum kam hi yad ao ... mataye dil maraye jan tu kam yad aya karo...
@suyashsrivastava6345 жыл бұрын
Kya hi programme delhi mein hua tha??
@knivesfinishing23906 жыл бұрын
Moje to adat ho gai roz sonti hon ap ko
@Shahzebkhan-mp3fp7 жыл бұрын
Yaar aate hain Jab bhi Chadha ke jaate hain Mujhe Addha Hun main Pavva hun main Tharra hun Main Kya hun suniya dijiyega Tehreef Hamri bhai ki ghazal main
@Complition Жыл бұрын
June soul are die today
@sandeepchaturvedi10367 жыл бұрын
Kaha lgi thi ye mehfil
@shashankshuklabaaz38047 жыл бұрын
Sandeep Chaturvedi delhi
@malimed6 жыл бұрын
Eimaan ki baat kahoon tu ye Sach hay kay pakistan ki kissi University mein mein nay students ko jaun Ailia ya kissi aur shair say itni mohhabbat aur aihtimaam kartay nahi dekha... Aye qadar shanashoon aapkay bhag sonehri..
@shivacharan13823 жыл бұрын
ताऊ जी जोन को पढ रहे ह😆
@TalabKoiNahi7 жыл бұрын
wah bhai wah😘😗😗😗😘😘 Zabar10 too good bhai ho sake to mujhe apni Facebook list me add kar lijiye yaa aap apni Facebook ib bata den
love be in this mehfal..India walon ne Visa dena nhe .. Bezar ho tu Bezaar he rho.
@sahilpangotra82377 жыл бұрын
performer's voice and style is very much similar to jaun ...
@naeemshaikh81595 жыл бұрын
Teri khatir hua Mai khuwar bahut ... Ise koi PURA karde .joun sahb ka hai ..
@TheUnknown-wq2pz5 жыл бұрын
Tu meri aan ho gayi hogi
@furkanahmad42556 жыл бұрын
tera haal nahi tera karb dekh kar
@knivesfinishing23906 жыл бұрын
Tumhare ranj moj se or gehre hote jate hen ....
@Princedemars7 жыл бұрын
Bahut badtameej shayar tha ye Jaun, Ab is sa Badtameej bhi hoga Kaun?
@ayushkumartiwari26137 жыл бұрын
Princedemars jaun me jo aapko badtmiji dikhati hai wo saabit karta hai ki Jaun Kitne bade linguist the... Aapki glti ni hai dunia utna hi dekh patti hai jahaa tak uski najar jaa paati
@Princedemars7 жыл бұрын
Haan bahi duniya utna hi dekh paati hai jo usko tameej or badtameeji ka daira dikhaya jata hai...ab aap samajh gaye honge ki aap ne kya dekha or maine kya.....Jaun Elia us Duniya ki banai hui "Tameez" se bahar aa gaye hain isiliye mere liye wo badtameez hain...shayad aap samajh gaye honge...Aapki bhi galti nahi hai naya mulla pyaaz jyada khata hai...
@nazirhussain30905 жыл бұрын
Charasaaz ka matlab pata hai kya tumhe ????
@nazirhussain30905 жыл бұрын
Dost ap shayari ke hisab se nakaabil hai behtri ise me hai ki na suna kare discepln ground me pt me hota hai aur jab insan ko wehsat hoti hai na jo yhi haall hota hai are tum kya samjho yr chote mote shayar sunte hoge
@darshanoza10635 жыл бұрын
@@nazirhussain3090 Kisi ko chota maan na naa-samjhi hui,jaun Kisi ke liye bad-tameez ya Kisi ko deewana Lagta tha.. Jaun ke Kai chehre hai,Jo shayad koi hi Dekh paaya ho...