Soorat aur seerat bhi Golden jubilee film thi, aur andata bhi Golden jubilee thi.
@MasterYounus2 ай бұрын
جناب اتنا اچھا پروگرام کرنے کا بہت شکریہ۔گریٹ سلطان پر پروگرام کرتے رہا کریں ۔بہت اچھا لگتا ہے۔
@swatteam76682 ай бұрын
YE MAINE TV PHAR DEKHA THA ZABARDAST 🎉🎉🎉❤❤❤❤❤♥️🇵🇰🇵🇰👍🏼👍🏼💓💓❤️♥️🎥🎥🎥🎥💓❤️
@swatteam76682 ай бұрын
Zabardast 🎉🎉🎉❤❤❤
@EjazHussain-of1kb2 ай бұрын
Boht khoob
@AbdulKalam-zt9qw2 ай бұрын
Nice
@ZaibunisaRauf-g7m2 ай бұрын
Weise tou M.ali shb ki film Shauq se dekhtay hn Magar yeh film abi dekhne ka ittafaq nahi hua Aasiya tou zbrdst heroin thi Mumtaz b achi thi Aap ne acha review Kya Mauqa Milne pr zaroor dekhay gay thanks
@mohammadidrees41182 ай бұрын
QUALITY REVIEW FROM ZAH ENTERTAINMENT.MOHAMMAD IDREES UNITED KINGDOM.
@MuhammadRaziSyed2 ай бұрын
Soorat aur seerat.
@MuhammadRaziSyed2 ай бұрын
1977 may ham nay ye film "Fsc" exams say farigh ho kar deiki thi.yaqeen karein iss qadar boriat hui keh batha nahi saktha. bar bar seat pay pehloo badal rahey thay. Itni badhi cast ki itni bakwas film ki tawaqa nahi thi. Flop film thi.
@mueebkhan7862 ай бұрын
Nice review
@mazhariqbal32972 ай бұрын
Walecomslam slamti imaan mashallah sir indian filmen Pakistan mean keya kar rahee hean keya begherat ho chukay hean hum india nean ben ki hui hean
@AbdullahRaja-oq2yp2 ай бұрын
Sir Jee Yeh Movie Abhi Dekhon Ga Kabhi Song's Achy hn ❤
@IqbalHussain-xh6cn2 ай бұрын
pakistani suparhit panjabi film yaar mastany ki kaapi thi habib wala rol muhammad ali ny our sudhir wala rol iqbal hasan ny ada kiya
@faqirshah81702 ай бұрын
Sanak film ki Kya report hy Karachi me kis cinema p lgi hy
@zahentertainment73652 ай бұрын
Mandviwala k cinemas artium per
@faqirshah81702 ай бұрын
Acha business kr rhi hy ya average
@faqirshah81702 ай бұрын
Pashto film My love super hit
@zahentertainment73652 ай бұрын
@@faqirshah8170 flop
@faqirshah81702 ай бұрын
Kesi producer ya director se kese mel skty hy qk aam logo k pas na unka num hota hy na email
@tahirmasood17702 ай бұрын
جناب صورت اور سیرت ایک کامیاب گولڈن جوبلی ھٹ فلم تھی اور 68 ھفتے چلی تھی فلم جینے کی راہ صرف اور صرف مس کاسٹ ھونے کی وجہ سے ناکام رھی تھی۔ اور فلم انداتا کے بعد عوام کی اس فلم سے بہت امیدیں وابستہ ھوئیں تھیں جو ناقص ھدایت کاری اور مسکاسٹنگ کی وجہ سے فلاپ ھوئی تھی۔ شکریہ
@MuhammadRaziSyed2 ай бұрын
Soorat aur seperat, andata key baad ye film ayi thi, lekin yaqeen karein iss qadar bakwas aur flop sabit hui jis ki misal nahi milti. Jhool aur jump say barpoor film, samaj hi nahi atha keh ho kia raha hay.