رَبِّ اَوۡزِعۡنِىۡۤ اَنۡ اَشۡكُرَ نِعۡمَتَكَ الَّتِىۡۤ اَنۡعَمۡتَ عَلَىَّ وَعَلٰى وَالِدَىَّ وَاَنۡ اَعۡمَلَ صَالِحًـا تَرۡضٰٮهُ وَاَدۡخِلۡنِىۡ بِرَحۡمَتِكَ فِىۡ عِبَادِكَ الصّٰلِحِيۡنَ اے میرے رب!مجھے توفیق دے کہ میں تیرے اس احسان کا شکر اداکروں جو تو نے مجھ پر اور میرے ماں باپ پر کیا اور (مجھے توفیق دے) کہ میں وہ نیک کام کروں جس پر تو راضی ہو اور مجھے اپنی رحمت سے اپنے ان بندوں میں شامل کر جو تیرے خاص قرب کے لائق ہیں ۔
@aliahmy50709 ай бұрын
❤❤
@abidmahmud91414 ай бұрын
MASHALLAH..ILLM UL QURAN...😢
@AKHTARALICHEMISTRY2 ай бұрын
رَبِّ أَوْزِعْنِي أَنْ أَشْكُرَ نِعْمَتَكَ الَّتِي أَنْعَمْتَ عَلَيَّ وَعَلَى وَالِدَيَّ وَأَنْ أَعْمَلَ صَالِحًا تَرْضَاهُ وَأَدْخِلْنِي بِرَحْمَتِكَ فِي عِبَادِكَ الصَّالِحِينَ اے میرے رب! مجھے اس بات کی توفیق دے کہ میں تیری اس نعمت کا شکر ادا کروں جو تو نے مجھ پر اور میرے والدین پر فرمائی، اور میں ایسے نیک عمل کروں جو تجھے پسند ہوں، اور اپنی رحمت سے مجھے اپنے نیک بندوں میں شامل فرما۔ (القرآن 27:19) (سورۃ النمل)
@farukhnaveed2124 Жыл бұрын
Kya alim thay yar molana sahib rht
@abidmansoorparacha Жыл бұрын
جزاک اللّہ خیرا کثیرا کثیرا کثیرا
@mohdhanif1244 Жыл бұрын
Allahpak.m.sahb.ko.jnnte.phirdos.ata.kre
@ahmadwaqas509410 ай бұрын
MashaAllah SubhanAllah JazakAllah
@raissajid1858 Жыл бұрын
❤❤❤
@sufyansabir4786 Жыл бұрын
Please ya dua Arabic ma likh dain Urdu tarjama ka sath 13:30
@alibanah8483 Жыл бұрын
رَبِّ اَوۡزِعۡنِىۡۤ اَنۡ اَشۡكُرَ نِعۡمَتَكَ الَّتِىۡۤ اَنۡعَمۡتَ عَلَىَّ وَعَلٰى وَالِدَىَّ وَاَنۡ اَعۡمَلَ صَالِحًـا تَرۡضٰٮهُ وَاَدۡخِلۡنِىۡ بِرَحۡمَتِكَ فِىۡ عِبَادِكَ الصّٰلِحِيۡنَ اے میرے رب!مجھے توفیق دے کہ میں تیرے اس احسان کا شکر اداکروں جو تو نے مجھ پر اور میرے ماں باپ پر کیا اور (مجھے توفیق دے) کہ میں وہ نیک کام کروں جس پر تو راضی ہو اور مجھے اپنی رحمت سے اپنے ان بندوں میں شامل کر جو تیرے خاص قرب کے لائق ہیں ۔
@umarhassan1807 Жыл бұрын
Abhi itney ilm k baad bhi ehsaas nahi hua ke sahi or ghalat mein farq kaise hota hai. Phir to surah Baqarah ki ayat 7 waaze hai. Ya shayad Surah Isra ki Ayat 46-48 ke tahet kuchh percent hidayat ki gunjayedh baaqi ho? Kya tum iss part of 100% sahih aur strong hadees (Musnad Ahmad 950, 951, 952, Sahih Bukhari) ke tehatt yeh kar rahey ho ya nahi -"O Allah, take as friends those who take him as a friend, and take as enemies those who take him as an enemy". English mein " no" kaho ya Urdu mein " Nahi!" Tub phir Surah Munafiqoon per haq usi ka hai jo Ali ke dushmanon se dosti rakhey or sahabah keh ke apney paeron per kulhadi khud maarey. Koi baat nahi yeh koi nai baat nahi hai, Iblees ki bewaqoofi per yaqeen aur badhta hai. Shukriya, kyunki Shaitan ki bewaqoofi se Allah per Yaqeen aur badhta hai, ke imaan se taqwa ka target ummeed se bhara lagta hai. Abhi bhi waqt hai jab ke paer maut ...latkey huey hain ..iss Umr mein Abb Rahey Raas per aana Mushkil hai...kya hashr hoga..Ek atheist ke bhi hosh urr jayenge, agar woh na hua to kuchch nahi, Hua to kya hoga..Sahih..pehchana wahi hoga jo manzoorey Khuda hoga. Surah Hamd ki aakhri 2 ayaat, iss mein bhi unn ka zikr hai, Arey wahi jo error free hon, wahi to most favoured with best of grace example baneyge. Allah SWT Perfect, to kya uskey example hamari hidayat k liye perfection se duur hongey? Lo Phir sawaal bun gaya, kya Aql girwiin rakhdi hai? Tum kaun ho jo Phir, Surah Hamd ki 6th ayat se 7 aayat k most favoured Bandon ko dhuund saktey ho ya baaqi ki do qismon ki pherest mein ho..Kaash ke aql per mohr na lagi ho.. Beshak, Ab Ali (AS) ko Awwal manney se status to kumm hoga magar yahi Jihaad hai. Alim k paas ilm hai to yahi imtihaan hai ( Allah test uss level ka deta hai jiss level ki quwwat deta hai ) Rahey Khuda mein Shaitaan ne hi sajdah nahi kiya tha, Allah uss ki khaslat waaze Karta hai phir saza Deta hai. Abhi bhi waqt hai, itni adna si hidayat ke baad kya guarantee hai. To kya tumhari zaati zindagi mein tumhara best friend tumhara maula bhi hai. Maybe, iss jumley se maula ka maaney halka sa khulney lagey. Allah success usko dra hai go koshish karey... Best wishes for this world and the hereafter ..mushrik aur kafir bhi apney buton ke saamney sir rakhta hai tabb bhi Allah hi dua Puri kar key bhi, uska yaqeen mazboot Khud Karta hai magar misguide Karta hai. Misguidance ki Iss category mein to nahi ho? Kuchch achey amaal hongey tumharey bhi Ki Allah Adil hai issi duniya mein bataur kamyabi unka sila deta hai. Lekin, day of judgement k Roz amaal k record ultey haath mein deta hai..Surah waaqia..