Kaarwaan Lut Gaya - Old Nauha From Lucknow

  Рет қаралды 9,582

Old nohay with wording

Old nohay with wording

Күн бұрын

Kaarwaan Lut Gaya - Old Nauha from Lucknow
Poet: Janab Sadr Ijtehadi
Recited by: Recited by : Janab Saeed Husain Sahab, Anjuman-e-Shabbiria Lucknow
=============
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Dasht e gurbat mein raande jo lutne lagin
Haye gahwara e Bezubaan lut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Khaakh udne lagi, khoon barasne laga
Badshah e Zameen o Zaman lut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Rann mein taare bahattar thay tootey huey
Kah rahi thi zameen, aasmaan lut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Rooz e Aashoor kaisi khizan aa gaye
Dasht mein Hashami Positan lut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Bolin Zainab ke bhai ka ghar kya luta
Meri nazron mein sara jahan luut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Rann mein Dariya ki har mauj kahney lagi
Haye tashna dahan mehmaan lut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Har janghan ho rahe thay yehi taskirey
Khaandaan e Risaalat kahan lut gaua
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Raunaqen mit gayen bebasi chha gaye
Taaziyea uth gaye, har makaan lut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Is liye hum nikalte hain le kar alam
Shah ke lashkar ka rann mein nishan lut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
Aaj tak Sadr* kahtin hain yeh aandhiyan
Ek Musafir tahe aasmaan lut gaya
Ek Gareeb ul Watan ka makaan lut gaya
Karawan Lut Gaya, Karawan Lut Gaya
============
Please Comment / Like / Share / Subscribe.
You can download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from:
archive.org/de...
Please Like my Official Facebook Page : / oldnohay
#OldNohay #NohaWordings #LucknowNauhas #LucknowAnjuman #QadeemiNauha #NauhaLyrics

Пікірлер
Hai Sham e Gariban Mein Zainab Ka Nala - Old Nauha from Lucknow
12:32
Old nohay with wording
Рет қаралды 51 М.
Sadalvida Husaina, Wa hasrata Husaina  - Old Nauha from Lucknow
6:23
Old nohay with wording
Рет қаралды 15 М.
Кәсіпқой бокс | Жәнібек Әлімханұлы - Андрей Михайлович
48:57
How I Turned a Lolipop Into A New One 🤯🍭
00:19
Wian
Рет қаралды 11 МЛН
Kluster Duo #настольныеигры #boardgames #игры #games #настолки #настольные_игры
00:47
anjuman kazmia abidia noha aye sham e gareeba me zainab ka nala
7:45
anjuman kazmia abidia lucknow india
Рет қаралды 2,5 М.
Zere qadam hai qabar ki manzil-Sachey Bhai
5:55
Sachey Bhai
Рет қаралды 6 М.
Sakina Ki Yeh Sada Hai Chacha Nahi Aaye - Old Noha from Lucknow
8:32
Old nohay with wording
Рет қаралды 49 М.
Maut aai aur Ali Asghar ko behla le gai - Old Nauha from Lucknow
9:45
Old nohay with wording
Рет қаралды 13 М.
Jab Imam Ayenge Ustad Sibte Jafar Zaidi Shaheed Manqabat sibte jaffer
13:46
Zainabya Group Islamic
Рет қаралды 2,5 МЛН
Illiya Illaya Sakina Sakina - Old Nauha from Lucknow
8:41
Old nohay with wording
Рет қаралды 64 М.