Пікірлер
@sarwar146
@sarwar146 8 күн бұрын
Haye 😢
@OldNohay
@OldNohay 8 күн бұрын
Iltemase dua
@euastus
@euastus 10 күн бұрын
yeah noha sun k main bara ho gaya magar aj tuck dil pay aisay lagta hai jaisay k pehli dafa sun raha hon.
@OldNohay
@OldNohay 8 күн бұрын
Allah hamare Zia bhai ko salaamat rakhe.
@Javeedhussain-ts7tl
@Javeedhussain-ts7tl 10 күн бұрын
Sabr ki. Inteha karbala
@OldNohay
@OldNohay 8 күн бұрын
Haye Bibi sa. Iltemase dua.
@mohd.irshad1335
@mohd.irshad1335 15 күн бұрын
Best noha
@OldNohay
@OldNohay 15 күн бұрын
Sare Qadeemi nauhe jo khuloos se padhe hue hain 'best' hi hain. Iltemase dua.
@kaukabtheonlystar
@kaukabtheonlystar 16 күн бұрын
Assalamualaikum Can you please tell me when was this noha written? Do you have that information?
@OldNohay
@OldNohay 15 күн бұрын
WS, Yeh audio maine jahan se le woh 1999 bata rahen hain. To kam se kam utna purana hai. kzbin.info/www/bejne/gYSomqKQn7NrbNE Iltemase dua.
@hashimraza7026
@hashimraza7026 20 күн бұрын
ہائے حسین مظلوم مولا 😭
@OldNohay
@OldNohay 20 күн бұрын
Haye...
@itslife6659
@itslife6659 26 күн бұрын
Is baar 8win mein ye nauha padh Diya Anjuman ne wah wah
@OldNohay
@OldNohay 25 күн бұрын
Mashaallah! Allah Mahir saheb aur Fazil Saheb ke darjaat bulandtar kare! Aur Salik saheb ko bhi. (Maqta mein Mahir saheb apne Bhai ki barabri ki baat kar rahen hain - Mahir Sahib was more popular, but (as per academics) Salik sahib was a better poet).
@shawezabdi9749
@shawezabdi9749 29 күн бұрын
"Nazar milao bahattar ki baat humse karo" by Ronak E Deen E Islam Lucknow
@OldNohay
@OldNohay 29 күн бұрын
Bhai yeh Maine nahi suna hai. Agar aap ke paas audio ya link ho to mujhe batayeN
@shawezabdi9749
@shawezabdi9749 29 күн бұрын
@@OldNohay kzbin.info/www/bejne/h6LIc6aom89nnJIsi=nHvfMtMtnsSkBVwT
@OldNohay
@OldNohay 28 күн бұрын
kzbin.info/www/bejne/h6LIc6aom89nnJIsi=MjYq2u_yJJvHqQXA Salik Saheb ka likha salaam hai. Thoda lamba hai..
@shawezabdi9749
@shawezabdi9749 29 күн бұрын
Please upload more nohay and salam by Anjuman Kazmia Abdia Lucknow
@OldNohay
@OldNohay 29 күн бұрын
Inshaallah. Koshish karenge.
@sirajhaider377
@sirajhaider377 Ай бұрын
😭😭😭😭😭😭😭
@mohd.irshad1335
@mohd.irshad1335 Ай бұрын
Main jab tak jinda hu unka noha jarur padunga Allah magfirat kare
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Illahi Aameen
@luckyabbas7269
@luckyabbas7269 Ай бұрын
Kun sb bolrahe photo ke nohe ke bich me awaz unki aarahi h
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jab nauhey Shabbedari ya juloos mein padhe jaate hain to irad girad ki awaazeiN aa sakti hain. Studio recording mein yeh nahin hota hai (Lekin yeh khuloos bhi nahi hota hai).
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Syed Asad Jahan ki awaaz mein poora Nauha - kzbin.info/www/bejne/m6bEgGulmrF5bKssi=L1RNLiSZqMg95qq1
@jawedalam8511
@jawedalam8511 Ай бұрын
😢😢
@haqbolo6101
@haqbolo6101 Ай бұрын
Aey wary alqama yani ?
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Is Nauhay mein shayar Naher e Alqama ko mukhatib ho ke usse shikayat kar raheN hain. (Ke Maula Hussain as aus unke saathi pyaase har gaye aur naher bahti rahi)
@ZaffarAbbas-dv8pe
@ZaffarAbbas-dv8pe Ай бұрын
کربل کی کہانی جب کوئی بھی سنائے گا​ دل والوں کی آنکھوں سے اک دریا بہائے گا​ وہ قافلہ سرورؑ کا جو شان سے نکلا تھا​ صغریؑ کو خبر کیا تھی نہ لوٹ کے آئے گا​ زہراؑ زہراؑ​ پرسہ لو بہتر ک​ا ​ ٹوٹی ہے کمر شہ کی ، گھبرا نہ مگر اکبرؑ​ فرزند نبیؑ تیری میت کو اٹھائے گا​ ​زہراؑ زہراؑ​ اکبر کا بھی پرسہ لو سوتےہی نہ تھےاصغرؑجھولےمیں تڑپتے تھے​ مادرؑ کو خبر کیا تھی ، اک تیر سلائے گا​ زہراؑ زہراؑ​ پرسہ اصغرؑ کا بھی پرسہ لو​ پامال ہوا قاسمؑ جب گھوڑوںکی ٹاپوں سے​ کس طرح چچاؑ تیری میت کو اٹھائے گا​ زہراؑ زہراؑ​ ​قاسمؑ کا بھی پرسہ لو​ تھا ہاتھوں کے کٹنےکا کچھ غم نہ دلاورؑ کو​ سیدانیوںؑ کا پردہ اب کون بچائے گا​ زہراؑ​ زھرہ عباسؑ کا پرسہ لو​ سرورؑ نے اٹھائے تھے سب ساتھیوںکے لاشے​ شبیرؑ تیرا لاشہ اب کون اٹھائے گا​ زہراؑ زہراؑ شبیر کا پرثہ لو
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jazakallah. Iltemaae dua
@shawezabdi9749
@shawezabdi9749 Ай бұрын
Bhai purane nohe kaha se mile aapko?
@OldNohay
@OldNohay 29 күн бұрын
Kuch purani DVD, Kuch pehchan waloN se aur kuch online se. Dhoondna padte hain.
@HumairaSiddiqui-en4qv
@HumairaSiddiqui-en4qv Ай бұрын
😢
@HumairaSiddiqui-en4qv
@HumairaSiddiqui-en4qv Ай бұрын
My father Syed qaiser hussain Kazmi ki sister Door ki phophie Allah mera abo in k sab reshtedar k darjt bolnd karia Amieen please recite surah fatiha
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Mashaallah. Allah Darjaat Bulandtar kare
@HumairaSiddiqui-en4qv
@HumairaSiddiqui-en4qv Ай бұрын
MashaAllaha bhot porna noha hai bachpan mai hum phrtia thia masjlis mai apni bhan k sath , porani bachpan ki Yaad agien
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jazakallah. Is channel par aap ko bohut sare aise nauhe milenge. Iltemase Dua
@RaisHusain
@RaisHusain Ай бұрын
Afsos ka maqam hai
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Sirf afsoos na kareN, thodi zahmat bhi uthayeN. This is a solo effort and an UNMONITIZED channel and any corrections are welcome.
@RaisHusain
@RaisHusain Ай бұрын
Sab misre galat likhe hai
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Sab???
@RaisHusain
@RaisHusain Ай бұрын
Bhai jo nohay with wording update Kar Rahe Hai, woh misre to sahi likha Karen, bas upload Kar Dena maqsad nhi hona chahiye
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Agar ghalat lag rahen hain to Kam se kam sahi bata dein! Sirf ghalat kahne se kya faida
@AZADARIVISION
@AZADARIVISION Ай бұрын
Bhai aapko yeh purane nauhe kaha se milte hai??
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
WS, Kuch purani dvd, kuch dhoond kar aur kuch apne pehchaan waloon se. Aap jaise logoN ke liye ikhhata kiye hain. Channel monetize nahin karoonga. SIRF iltemaae dua!
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
@@AZADARIVISION BTW, maine apne channel ka koi bhi content copyright nahin kiya hai.
@HumairaSiddiqui-en4qv
@HumairaSiddiqui-en4qv Ай бұрын
@@OldNohayAllah in ko jaant mai ala Mokham dia Amieen hamaria dua meshar lakhnavi k sath han 😢
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
@@HumairaSiddiqui-en4qv Illahi Aameen
@OldNohay
@OldNohay 29 күн бұрын
Kuch purani DVD, Kuch pehchan waloN se aur kuch online se. Dhoondna padte hain.
@Frenzydop
@Frenzydop Ай бұрын
😢😢😢
@luckyhaider2533
@luckyhaider2533 Ай бұрын
I love this nouha. I can feel every single word of it. Missing Lucknow so much
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
I had started this channel (with Wordings) especially for people who were away and missing Lucknow. Glad you like it. Pape bhai is an excellent nauhakhwan in the traditional mold and an absolute gem of a person. Iltemase dua only.
@ReactiveIbrahim
@ReactiveIbrahim Ай бұрын
😢😢😢
@SyedTirmizi-b6i
@SyedTirmizi-b6i Ай бұрын
Wah fazil bhai Karwat karwat JANNAT MEIN aapka muqam buland sey bulandtar hove Apni awaz k zariye aap aaj bhi hum sub k saath hain
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Illahi Aameen!
@Lucknow_Shia_Azadari
@Lucknow_Shia_Azadari Ай бұрын
Sultan suroor Lucknowi Sahab ka Noha hai ye Janab
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Comments mein likha hai.
@amaruqlonewolf3350
@amaruqlonewolf3350 Ай бұрын
"Hain bahattar tan shareek e maqsad e gibrieel azeem" A typo there, it's "Zibh-e-Azeem"
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jazakallah. Aur bhi dikheN to zaroor batayeN. Correction kar di. Iltemase dua
@anjumananwaruliman1661
@anjumananwaruliman1661 Ай бұрын
😭😭😭😭 mere molla Alvida
@anjumananwaruliman1661
@anjumananwaruliman1661 Ай бұрын
Mashallah molla salamat rakhe
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jazakallah. Iltemase Dua
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Haye Haye Haye Haye. Allah Mahir saheb aur Fazil Saheb ke darjaat bulandtar kare.
@Lucknow_Shia_Azadari
@Lucknow_Shia_Azadari Ай бұрын
Subhanallah Mahir Lucknowi Sahab ✍️ Zordar Salam
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Allah Mahir Saheb ke darjaat bulandtar kare
@ahsanabbas7714
@ahsanabbas7714 Ай бұрын
Mashallah Allah jannat me aala makam ata kare
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Illahi Aameen
@sarwar146
@sarwar146 Ай бұрын
Jazakallah
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Iltemase dua
@FatirKam
@FatirKam Ай бұрын
😢JAZAK ALLAH😢
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Iltemase Dua
@Ri_suAbbas
@Ri_suAbbas Ай бұрын
Noha change hai par achha pada hai
@Ri_suAbbas
@Ri_suAbbas Ай бұрын
ये नोहा कब पड़ा गया था
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Shayad 2- -25 saal pahle
@Ri_suAbbas
@Ri_suAbbas Ай бұрын
​@@OldNohayये नोहा कहा का है
@Ri_suAbbas
@Ri_suAbbas Ай бұрын
​@@OldNohaykisne likha tha ye noha aur kab likha tha
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
@@Ri_suAbbas Hussaini Shayar Janab Fazl Hussain Naqvi saheb ka qalam hai. Saheb e bayaaz Janab Fazil Lucknowi. Shayad 30 - 50 saal pahle likha hai.
@asadhussain1892
@asadhussain1892 Ай бұрын
Hays Hussain e Mazloom (a.s) 😢
@Lubabajafrivlogs
@Lubabajafrivlogs Ай бұрын
❤❤
@azadariazakhanabaitussadat2531
@azadariazakhanabaitussadat2531 Ай бұрын
😂😂😂😂😂😂😂
@mdmehdi619
@mdmehdi619 Ай бұрын
*Jangal ki woh purhaal fiza raat andheri*
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jazakallah. Iltemase dua
@Mhmdkareem_110
@Mhmdkareem_110 Ай бұрын
Qabre Asghar pe kehti thin madar Gahar chalo shaam hoti hai Asghar Aao jhoola tumhe main juhlaoo Lori de kar, thaphak ke sulaoon Neend aaiye gi jungal me kyokar Gahar chalo shaam hoti hai Asghar Soona jangal hai aur hooka ban hai yah musafir ko ranj o nahen hai kyo lagaya hai khaak par bistar Gahar chalo shaam hoti hai Asghar Neli dori hai nazuk kalai Chhe mahinee ki meri kamaai Bhoore baalon pe sadqe ho maadar Gahar chalo shaam hoti hai Asghar Lene aaiye ho tumko ai beta tukde hota hai mera kaleja Teer maare na koi sitamgar Gahar chalo shaam hoti hai Asghar Basti jangal me tumne basai yeh jaghan tumko kyo raas aiye Sooni goodi hai maan ki ai dilbar Gahar chalo shaam hoti hai Asghar Bha gaye teri soorat zameen ko le liya mujhse tujh nazneen ko yeh na soocha ke roye gi maadar Gahar chalo shaam hoti hai Asghar Qabre Asghar pe kehti thin madar Gahar chalo shaam hoti hai Asghar
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jazakallah. Is nauhe ke aur iss channel ke sare nauhe ke bol description mein mil jayenge. Aur sare nauhoN ki bayaaz ka link bhi. Iltemase dua
@asmatnaqvi8810
@asmatnaqvi8810 Ай бұрын
Urdu me likha ye noha chahiye
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Mujhe Urdu likhna nahi aati. Shayad aap ko search karne par mil jaye.
@sarwar146
@sarwar146 Ай бұрын
Haaye
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jazakallah Iltemase dua
@HumairaSiddiqui-en4qv
@HumairaSiddiqui-en4qv Ай бұрын
Nice
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Jazakallah Iltemase dua
@HumairaSiddiqui-en4qv
@HumairaSiddiqui-en4qv Ай бұрын
@@OldNohay yes 👍
@syedhasanaqeelrizvi3926
@syedhasanaqeelrizvi3926 Ай бұрын
Lucknow ki khoobsurat zaban mein pur dard nauha.
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Yeh main bohut dinon se dhoond raha tha 50 saal pahle mujhe yaad tha maine apne walida aur khala se suna tha. Allah unheN aala maqaam ata kare!
@shavezmirza5060
@shavezmirza5060 Ай бұрын
Mashallah janab fazil sahab marhoom aj bhi hm sabke dilo me is nauhe ki tarah zinda hain
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Duniya ke ginti ke choti ke asli nauhakhwan thay. Allah aalatar maqaam ata kare
@Lucknow_Shia_Azadari
@Lucknow_Shia_Azadari Ай бұрын
Hasil lakhnavi Sahab ka naam add nhi Kiya apne ??
@OldNohay
@OldNohay Ай бұрын
Mera paas jo recording thi usmeiN Maqta nahiN tha aur ishi liye maine descriptiom mein daala hai (apologies for the incomplete nauha). Agar aap paas maqta hai aur aap ko pakka ilm hai ke yeh Haasil Lucknowi Saheb ka kalaam hai to main naam zaroor daal doonga. Is channel par Shayar e Ahlebait ki aur Nauhakhwan dono ko main ahmiyat dene ki koshish karta hoon.