Sir apne matter type ke dauran aapne comma ka use Kiya tha kya please 🥺 reply
@apexstenographers8 ай бұрын
Yes
@mgneeraj4 ай бұрын
2:57
@aananidhi50002 ай бұрын
Sir mujhe volume 2 ki sare videos nhi mil rhi h😊
@_filmygyan8 ай бұрын
Completed
@_filmygyan8 ай бұрын
Sir aap note pad ke beech mein line kheech kr likhte the kya please 🥺 reply
@apexstenographers8 ай бұрын
No.... Puri line use krta tha bar bar hath utha kr start me laane me time jata hai aur phrases likhne me problem hoti hai agar line dekr likho to. Isliye puri line ko utilise kro bich se divide krne ki koi jarurat nhi hai.
@uknowwhoim81408 ай бұрын
Sir kc ke kitne volume hain Or kitna time lagega complete krne m ?
@_filmygyan8 ай бұрын
Sir aap phir se SSC steno ke skill ke liye kuch start kijiye jisse grade D nikal sake paid batch type kyunki mere yaha par coaching nhi hai isliye please 🥺
@mehrajbhat91986 ай бұрын
Sir kitne baar insan ek passege ko practice kr skta hai normally mai 80wpm lekhta hu mgr atleast seven practices kai baad phir b transcription mai mistakes bht hote hai spelling mistakes mje kya krna hoga ab
@_filmygyan8 ай бұрын
Sir mein iss 80wpm ki dictation likh leta hu but apki 90wpm wali nhi likh pata toh kya mujhe usko likhna chahiye please 🥺 reply ya kuch idea dijiye
@apexstenographers8 ай бұрын
Nhi abhi mat likho 90wpm abhi 80wpm ko hi practice kro ho ske to dobara suru se 80wpm likho isse speed increase hogi fir 90wpm pr jana. At least 2 volume 80wpm kro. Maine 90 dal di hai qki kuch log Pitman ki book ache se kr ke aate hai kailash Chandra pr. To vo volume 1 ke baad 90wpm tk likh lete hain.