kzbin.info/aero/PLgrF0tebwJ-VYGdKFP2Tbx7DL70IE2bsh Recipes of karim's hotel pvt Ltd try this👍
@hiddentalentofindia14592 жыл бұрын
Assalamualaikum Bhai .apse ek request hai ki aap kareem hotel ka mutton karachi.mutton rara.mutton jahangir ki recipe banana sikha dijiye PLz Bhai
@KhansKitchen2 жыл бұрын
@@hiddentalentofindia1459 inshaallah
@ajitambardekar97982 жыл бұрын
जबरदस्त, जबरदस्त, जबरदस्त . बहुत ही ओरीजिनल रेसिपी आपने समझायी आप का व्हीडिओ देखने वालोन को. धन्यवाद
@KhansKitchen2 жыл бұрын
आपका बहुत बहुत धन्यवाद!☺
@fastfusionfood10332 жыл бұрын
Thankz for nice recipe sir g
@handyindia15822 жыл бұрын
Looking very yammmmmy I will try tomorrow
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Hope you enjoy
@rahisakirasoi2 жыл бұрын
Very nice Bhaijaan
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks sister
@MohdAli-yh6sp2 жыл бұрын
Mash allah very good recipe
@KhansKitchen2 жыл бұрын
jazakallah khair
@rozykhanam27282 жыл бұрын
Bhai thanks for sharing this yummy 🤤 recipe
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks
@khalidkhanyousfi2 жыл бұрын
Salam wajhi BHI . Love from Pakistan . ESI Achi recpi dyte rahen
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Walykum assalam InshaAllah zaroor
@NaveedAhmed-vs7ky2 жыл бұрын
Khan tum naswar khayu ya choro
@atikanoor31112 жыл бұрын
Ur all recipies are awesome
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks a lot Keep watching 😊
@izmamaryam97632 жыл бұрын
Aapka batane ka tareeka bahut achcha hai aap wo baat batate hain jinhe follow na karein toh taste per asar padhta hai
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks per yeh baat sabko samajh nahi aati 😊
@pinkiarora58762 жыл бұрын
Bhaiya ji wah thank you so much for sharing this awesome testy recipe 👌👌👌
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks
@gyulsarapashayevakhan60132 жыл бұрын
Today I m going to cook this
@KhansKitchen2 жыл бұрын
👍
@Illustration_By_Aashi2 жыл бұрын
outstanding Recepiii😋😋😋 😋😋😋😋
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks a lot 😊
@wkhan34402 жыл бұрын
Oohh thanks a lot since long time i was requesting 👍👍👍
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Hope you like it!
@khansfoodgallery11352 жыл бұрын
Yummy and delicious food 🍲 😋 👍 👍 👍 👍
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thank you so muc👍
@atikanoor31112 жыл бұрын
Please share chicken changezi recipe
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Will upload soon
@arhamkhan70782 жыл бұрын
Tasty
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks
@aaliyascuisine8122 жыл бұрын
Looking delicious thanks for sharing dear brother 😊
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thank you so much sister 😊
@rahisakirasoi2 жыл бұрын
You welcome Bhaijaan
@rojuddin17812 жыл бұрын
Good bro
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks
@Illustration_By_Aashi2 жыл бұрын
but kya aap mutton fry ki recepi bhi upload kr skte h? plzzzzz aapki recepies m 1 alg hi baat hoti h aur whi baat mujhe bohot pasand h
@handyindia94942 жыл бұрын
Thanks a lot🌹❤🙏
@KhansKitchen2 жыл бұрын
You're welcome 😊
@faizanhabib55612 жыл бұрын
Masha Allah looking so good AP dehli se h
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Jazak allah yes
@faizanhabib55612 жыл бұрын
@@KhansKitchen hum nagpori h bus migrate kar gaye the
@KhansKitchen2 жыл бұрын
@@faizanhabib5561 kahan migrate kargaye
@faizanhabib55612 жыл бұрын
@@KhansKitchen Karachi Pakistan
@KhansKitchen2 жыл бұрын
kabhi india aaye phir?
@khalidkhanyousfi2 жыл бұрын
Sir nihari ma tmater dalte Han ? Plz btayen zaror k es se taste ma kya farq parta ha
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Kafi farq padta hai thoda khatta pan aata hai nihari chatpati hojati hai aur long cooking ki wajah say tomato ki flavour khatm hojati hai kisi ko pata nahi lagega kay ismay tomato hain aaj kal sabhi restaurant walay tomato aad kartay hai
@khalidkhanyousfi2 жыл бұрын
Sir zaror trai Karen gy tmater wali nihari
@KhansKitchen2 жыл бұрын
aap kahan se hain ? aap nay agar ek baar tomato wali nihari Khali phir Bina tomato wali pasand nahi aayegi bade Kay bom Kay gosht wali banana with extra nali 😊
@mehakqureshi27692 жыл бұрын
Assalamualaikum aap bht achi easy recipe batate h mujhe kuch bhi banaya nhi ata tha shadi se pehle me 25sal ki hun pr aap ki video dekh kar bana leti hun
@KhansKitchen2 жыл бұрын
walykum assalam mashallah Allah aapkay hatho main aur lazzat ata farmaye jazak Allah khair
@mehakqureshi27692 жыл бұрын
@@KhansKitchenshukriya bhai ek bat meri fmly mujhse nhi milti me bht akeli hun koi masla h please dua kren mere lye 4bhai h or papa h 2behen koi bhi nhi milta dua m yad rakhe shukriya
@KhansKitchen2 жыл бұрын
@@mehakqureshi2769 Allah ki ras si mazbooti say Thame aap kabhi akela mehsoos karengi aur Allah aapkay rishtedaro kay dillo main muhabbat paida kardayga inshaallah ( astaghfar kiya kare Har waqt)
@mehakqureshi27692 жыл бұрын
@@KhansKitchen shukriya bade bhai
@mdhanifsaifi89942 жыл бұрын
Nahari
@SuhailKhan-qy4yf2 жыл бұрын
Nahri ka asli test sarso ke oil. M aata hai banane ko to kisi m bhi bana skta ho
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Yes true👍
@Lahore_fj262 жыл бұрын
It's like korma
@kaffir67632 жыл бұрын
Sir bong ka meet kon sa hotta hai aur maide ki jagha atta bhi dal saktey hai kya
@KhansKitchen2 жыл бұрын
jee ata ya besan bhi dal sKya hai bong in english shank ( pindli ya taang yani ghutna say niche wala gosht
@khan54412 жыл бұрын
Thanks 😊
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks 👍
@fathiyaabdulqadir55492 жыл бұрын
Yes and tomatoes 🍅 too we never use in Nihari , please explain why .
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Just try the tell 😊
@shahjahankhan66232 жыл бұрын
Adrak cuit kerna sikhay ap
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Check this link already uploaded kzbin.info/www/bejne/p6uQeJ1uerSdaJY
@nuzhatkhanem93122 жыл бұрын
Gosht pehle siti lekr gala kr phr ye soth or sof or meda baad me mila skte h
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Yes
@fathiyaabdulqadir55492 жыл бұрын
Thank you for the recipe All the classic Nihari recipe never ask for fried onions like qorma , I want to know the rampuri Karim,S Mutton Nihari has it , you did not discuss this point as you always explain . Please let us know the difference. Thank you .
@KhansKitchen2 жыл бұрын
First af all nihari is not from Rampur it is from delhi but nowadays everywhere and every nihari has different taste and those are making the classic nihari in Delhi Do you think they can share thw recipe of how they are making? So how you can say they are not adding tomato and fried onion they fry but they don't remove from oil cos they cook beaf and cook very long so onion and tomatoes disappear we just try to smell the ingredients, taste and idwntify texture then cooking several time the same recipe if it reaches close taste to that only then we upload otherwise we don't upload I saw some master chef living in London and uploading recipe of Taufiq Biryani how can it be possible and don't trust even those are top chef of india i saw Rampuri korma on his channel this is the link kzbin.info/www/bejne/nWaziXeHeJ5-rdE So don't trust any recipe until you try and there is no fixed formula like in physics and chemistry in delhi people add achar to Biryani and what about Hyderabadi Biryani hope you understand 😊
@realWindigo Жыл бұрын
Is recipe se bade ke gosht me bana sakte hai?
@KhansKitchen Жыл бұрын
jee han
@saynasaifi35522 жыл бұрын
1kg gosht me kitna masala daale or Shaan-e-delhi ka masala daal skte hain??
@saynasaifi35522 жыл бұрын
Or 1kg m kitni onion daale??
@nuzhatkhanem93122 жыл бұрын
Bhai ek ghante me to halki aanch pr bht saari siti aajayegi
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Itna halki aankh rakhni hai kay seeti nahi aaye
@mltc71102 жыл бұрын
Today I went to Al-Jawahar at Jama Masjid Ordered mutton nihari,shami kabab,seekh kabab and chicken Jahangiri. I would say the worst ever nihari and shami kabab I had there.. Seekh kabab and chicken Jahangiri was good though. Guys Never order mutton nihari and shami kabab from thr
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Nihari sirf bade kay Gosht main hi sahi banti hai cos usmain nalli hoti hai bom ka gosht hota hai Aur brain hota hai insab ka jo combination hota hai bohot hi zabardast hota hai baqi sab bekar 😏
@mltc71102 жыл бұрын
@@KhansKitchen bhai main bhi banata hu ghar par,bade ki nihari,bong aur nalli se, It takes 4 hours for me to complete the process And wo jo zaika hai I can’t explain Maza hi aajata hai