Sir yadi kiraye ke rum lekar rhte h to address khi our ka h
@YudhishthirsinghDurgaBaisa8 күн бұрын
मेरे बेटे का एडमिशन करवाना चाहती थी ,मगर हसबैंड के आगे चली नही मेरी 😢 आज वो नौवी क्लास में है वो😊
@poojachaudhary5972 күн бұрын
Sir general categories ke liye option nhi hai kya
@rampukar36073 күн бұрын
Sir ji bachi ka admission karana hai 6 years ki hai , SC cotta se hu kya age me chhut milega kya Bal watika me
@ashadoye141317 күн бұрын
Thank you sir 🙏 Mai Nagpur, Maharashtra se hu, Apki motivation se mere beti ka RTE me number laga2024 me Thank you 🙏 sir
@cstechnical17 күн бұрын
Congratulations
@meenakale-dk6nz17 күн бұрын
Form kab chlu hone wale hai
@chotibagde13 күн бұрын
@@ashadoye1413 sir apki beti एडमिशन कहा हुआ muze bhi karna hy me bhi Nagpur me hu
@SMAD909517 күн бұрын
Sir kya balbatika3 me admission hone ke bad 1st class me fir se addmission karwana prega ya regular ho jayega
@PrashantDattaraoDeshmukh14 күн бұрын
mai bhi janana chahata hu
@yasminbano_536916 күн бұрын
Sir bahut bahut thank you ❤apke is video se sari duvidha clear ho gyi lekin sir problem ye h ki meri bhanji jaunpur jile ki aur mere yaha Bhadohi jile me rhti h tb uska addmission nhi ho payega n sir please reply dijiyega 😢
@cstechnical16 күн бұрын
Jaha b admission karana h waha address hoga to aap admission k liye apply kar sakte h
@yasminbano_536916 күн бұрын
@cstechnical thank you so much sir
@varshasahani59123 күн бұрын
Sir RTE ke tahat kaise kar sakte hai aap is par bhi batao
@ParulVashisth-b1g6 күн бұрын
Ap plus y bataye k form submit krne k baad admission list kb aati h
@bhagirathpadhi932312 күн бұрын
Sir Kya central government employees, pay level 2, wale rte k liye apply kar sakte hai kya.. krupya bataayein
@cstechnical12 күн бұрын
Agar aapki family annual income EWS ke according Hai Tabhi AAP RTE mein admission ke liye eligible Honge ya aapke pass SC, ST,obc (BCL) ka caste certificate hai aur Ghar Se school ki Duri 5 km ya usse kam hai to Aapka baccha RTE ke liye eligible ho sakta hai
@KamlaTabiyar5Күн бұрын
Sir abi 9class me h class 10ke liye from kb bhare jayege
@vinaythakur52734 күн бұрын
Thq bhai nyc information
@poomansani9313Күн бұрын
Iskalar ship kitani milti hay
@RAJESHSINGH-vm1qc16 күн бұрын
9:56 main journal kast se hun aur mera BPL card bhi hai (phh) Bal Vatika 1 ke liye Mere Ghar Se school ki Duri 15 km Ke Andar hai kya Mere bacche ke liye apply kar paunga please reply kariye
@cstechnical16 күн бұрын
Rte quota se nahi ho payega
@RAJESHSINGH-vm1qc15 күн бұрын
@cstechnical 🙏
@jyotikashyap920717 күн бұрын
Hello sir mujhe ak information chahiye thi plz reply kijiyega ..agr hmara home address goun ka hai aur hum city me rent pe rhte haj to kya hmare bachche ka admission ni hoga kvs me
@suchitchaudhary9517 күн бұрын
Same Question from my side also
@alokfzКүн бұрын
Sir class 1 ke admission me single girl child quota hai ya nehin hai
@rinkuchauhan107117 күн бұрын
Sir balvatika kitne school m active hai. Sir m abhi Pant Nagar Jangpura m rah rha hu. Mere near by branch suggest me Pls suggest me
@chaudharydev951517 күн бұрын
Sir army se baby ka process kya h 1 class ka khi pr bhi kra sakte h kya
@PetloverCure10 күн бұрын
Sir kya balvatika 1 nursery h or kya meerut me isme admission open hongy ya meerut me abhi bhi balvatika 3 hi open hogi
@shillulamba4785Күн бұрын
Sir mere beche ki DOB 15.05.2019 hain kvs main us admission k liye kya karna chahiye please reply me
@KanchanpreetBhardwaj16 күн бұрын
Sir delhi me kon kon se kvs school me available he please btaaa dijiye
@swatigauniyal909716 күн бұрын
Kya balvatilka sabhi kvs me available hi.. N isme syllabus kya rehta hi
@Ishubharti21913 күн бұрын
Agar hmm adhar card m adress change kara de to other state ka baccha ka ho jayega kya admission...class 11th?
@afreenkajahan7862 күн бұрын
Sir rt cota wale kitne school ka name bhar sakte hai 😢
@shivamrawat31839 күн бұрын
Sir address proof ke liye rent agriment chal jayega.. ya nahi
@rinkuujjinwal873312 күн бұрын
Namste sir mujhe apne bete ke liye 7th m addimission karana hai kvs no 2 delhi cantt 10 m karna hai morning shift m pls pls batye sir 🙏🙏
@cstechnical12 күн бұрын
Kevi Mein class 22 9th admission ke liye ek admission schedule Jari Kiya jata hai jismein vah Har class ke admission ke liye date nikaalte hain aur UN date per bacchon ke registration kiye Jaate Hain Agar school mein vecancy hoti hai to school notice board per vecancy ka notice nikal deta hai aur batata hai ki Hamare Yahan per vecancy hai Agar aapki neerrest KV Mein class seventh Mein seat Hogi to school notice nikalega aur ek time period aapko Diya Jaega jismein aapko bacche ka registration form school mein Jama karna hoga
@thekaransworld156520 сағат бұрын
Kya balwatika 1 me admition ke bad baccha apne aap class 1 , 2 , 3 ,4 ,5 or sabhi class me automatically promot hote he ya fir class 1 me fir se admission leta padta he. Pls confirm.
@deviroyadhikari63604 күн бұрын
Sir koi RTE bachha agar akbar TC le Leta hay to waps dobara admission le sakte hai .may Sainik School me taiary karbane ke liye TC lena chahtihu.
@arvindkapgate322315 күн бұрын
Sir agar koi paramilitary force se hai to uska RTE quta se admission ho sakta hai kya
@cstechnical15 күн бұрын
Agar aapke pas SC,ST,OBC (NCL) ka caste certificate ho or ghar se school ka distance 5km urban area ho ya 8km agar rural area ho to .....ho sakta hai.
@somnathmukherjee797915 күн бұрын
Kol Sec V ka KB me balbatika hai ki nahi
@bikashray183818 күн бұрын
Bache ka DOB 23/03/2018, Koun sa class ke liye elegible hoga. Please bataiyega 🙏🙏
@cstechnical17 күн бұрын
Class 1 k liye eligible h
@D.Mandloioz6kds17 күн бұрын
1 class
@Musafirkhana10086 күн бұрын
Sir mere bete ki DOB 08/02/2020 hai to konsi class ki liye eligible hai
@anuragallahabadi8911 күн бұрын
Sir Mera Aadhaar card kanpur ka hai lekin present time main Prayagraj me rahta hu kya Prayagraj ke kisi kvs me admission ho jayega
@sandeepx718312 күн бұрын
Good job
@rinkynidhi964111 күн бұрын
Bache ka DOB 22/07/2019, kaun sa class k liye elegible hoga. Plz reply
@Khansir-r9n8 күн бұрын
@@rinkynidhi9641 अगली साल होगा, पहली class में।
@Aastha9594 күн бұрын
SIR humara permanent address uttarakhand ka h aur hum noida m job krte h to kya hum noida m form bhar skte h noida ka address proof h humara
@DhananjayKhangar16 күн бұрын
What is the age criteria for 1 st std and form when online registration form to be start
@manpreetkaur-ph5xx11 күн бұрын
Mere ek baby ka admission Kvs mein ho rakha hai sibling mein dusre baby ka naam aa sakta hai pls reply
@cstechnical11 күн бұрын
No... Koi fayda nahi milega
@ysinhayes114 күн бұрын
Sir agar main pahli list me dur ke KVS me bachche ka admission kara dun (class-1) aur baad me 2nd ya 3rd list me najdik ke KVS me list me name aa jaye to kya fir najdik ke school me admission ho sakta hai ya nhi?
@bhansinghLodhi-m5k8 күн бұрын
Address prof me kya dena hoga 😊
@cstechnical8 күн бұрын
Already video uploaded
@ghumakkadworld736113 күн бұрын
Thank you 👍
@PramodKumar-t7p8z13 күн бұрын
sir isme kishi tarah fees lagati hai kya sir isme delhi kaun se documents and certificates ki jarurat hoti hai a to z sir 9th ke liye admission offline school se hi hoga sir isme kaun sa board hai CBSE or DBSE
@akarshmishra612215 күн бұрын
Adress prof kha se lgta hai....room rent se ya adhar card se
@cstechnical15 күн бұрын
Address proof ne waise to adhar card ,Ration etc laga sakte hain but kai bar school apne documents ki list nikalte hain.
@mdamaankhankhan933014 күн бұрын
Sir k v me school record me name ke piche surname add karne ka kya process h regional center se
@Pagalm10-f8fКүн бұрын
UP board ke bacchon ka admission kendriya Vidyalay mein ho sakta hai
@akarshmishra612215 күн бұрын
Kya jo adhar card me adress rhega wahi lgega ya jo room rent pe hai wo adress rhega 5 km ke andar
@inayashahin711814 күн бұрын
Same question mera v yahi r reply nhi mil rha h
@cstechnical14 күн бұрын
Rent agreement b chalega
@ACTTV8688 күн бұрын
Sbc cast me admition Kar sakte he
@AmitKumar-em7du11 күн бұрын
Balvatika 3 ke baad std 1 me direct promote hota hai ya firse addmission hota hai... kindly guide
@KundanKumar-yu5su7 күн бұрын
Balvatika 3 ke bad promote hokar class 1 me bacche chle jate Hai
@SunilYaDav-vh2xt9 күн бұрын
Sir baccha agar relative ke ghar rhta ho or unka address under 5 km ho school se to wo admission form kaise bahr sakta h or documents me kya karna hoga
@RajeevKumar-zr3wi16 күн бұрын
Sir please help me mere pass bache ka sara proof gav ka hai kya mai Delhi me apply kar sakta hoon
@prataprouta999812 күн бұрын
Sir agar single girl child he and state govt . Job hai and obc category he to RTE keliye eligible he kya? Sir aur ek bat hum jahan job karte hain udar ka address dalke apply karsakte hain kya?
@shishpalgodara346717 күн бұрын
Class two kai admission kai liye kaise pta kre kitne seet hai
@dheerendrsingh922112 күн бұрын
Sir ji class 1ke liye kya kya document chahye sir
@cstechnical12 күн бұрын
Document ki jankari ke liye aaj ka video Dekhen
@JayshreeDamodar-n2n17 күн бұрын
Sir my child now 5th class so 6 class se admission ho sakata hai kya.
@KamalAntil-qb1fg13 күн бұрын
Hello sir ji army m h vo bhi apply kar sakte h apne bacche k addmission k. v.
@cstechnical13 күн бұрын
Yes
@nisharajjanvivlog112117 күн бұрын
Income certificate kahi ka bhi chal sakta h ya ni please reply me
@dhananjaysingh66417 күн бұрын
Jo kiray ke makan me hay uska keya rul hay
@neelamkumari891617 күн бұрын
Sir mera bacha first class me hai but uska admission kv me 2 class karna chahate hai or bache ki age 6 year hai to uska addmission ho jayega kya
@ARRR234413 күн бұрын
@neelamkumari8916 are 6 year bachhe ko 2 me mat daliye corse bahut jada h bachha ke liye muskil ho jayegi
@SonamPanwar-lr9zw5 күн бұрын
@@ARRR2344 Kendriya vidyalaya school m 1st to 5 th class m only 3 or 4 books hoti h - Hindi, English,Maths,E.V.S
@dineshpratap47992 күн бұрын
Address प्रूफ में क्या क्या documents valid होंगे जैसे रेंट एग्रीमेंट या गैस connection बिल. क्या ये मान्य होंगे
@Gharkirasoineerajtiwari991017 күн бұрын
Sir 3 lakh ke upar incom ho par 5 km ke andar rah rahe ho to kya apply kar sakte hai RTE category me
@jassibisht61217 күн бұрын
Bhai ek clips genral cast ke liye bnaoo puri inform ke sath mai
@cstechnical16 күн бұрын
Ok I'll try
@jameelakhtar34513 күн бұрын
Sir Mera beta abi 1 me hai aur mai abhi central government me Indian railway me loco pilot ke post pe hu mera posting Latehar jharkhand me hai mai Samastipur kvs me admission kra sakta hu to mujhe kon kon sa document chahiye please sujhao dijiye
@vaishnaviupadhyay58824 күн бұрын
Sir same question Apko ans mila
@Music_and_Nature116 күн бұрын
Sir class 9th ma entrance exam ma kis tarah ke questions aate Hain
@cstechnical12 күн бұрын
Total 100 marks ka paper hota hai ,Hindi,English, Maths, SST and Science.....20 marks each.....
@Music_and_Nature112 күн бұрын
@cstechnical sir MCQ aate hai ya written test hota hai
@PetloverCure10 күн бұрын
Kya is time sir nursery me bhi admission aayega
@cstechnical10 күн бұрын
Notification aane k baad hi clear ho payega
@shobhadevi660816 күн бұрын
Ok thanks 👍👍
@dipalisawale40384 күн бұрын
Sir mere bete ka 2nd me admission karna hai to kya process hai
@sonaisharma10918 күн бұрын
ews category par rti application hoga keya😊
@Advocate.P.R.Chandra4 күн бұрын
Balvatika 3 me padh rha h to kya kV k liye online form bharna hoga??? Ya fir vo direct KVS me admission ho jayega ???? Plzzzz rly sir...
@praveenmathur544013 күн бұрын
Sir . address proof me kon se document valid hai. Like Rent agreement valid hai address proof ke liye? 2- RTE quota k liye distance certificate dena padta h aur kaha aur kaise Banta hai ye distance certificate?
@storyteller164917 күн бұрын
Central armed police force ka bache ka online apply karthe time kaya document chahiye and admission time kaya document chahiye ek video karna .
@cstechnical12 күн бұрын
Aaj Maine documents ka ek video upload kiya hai aap vah dekh sakte hain
@rinkuchauhan107117 күн бұрын
Sir delhi m Balvatika kitni branches m ho rha hai.
@mohdafzal388217 күн бұрын
Is bar kab balvatika ka admission process kab start ho jayga please confirm month & dates
@deepaknikam32117 күн бұрын
धन्यवाद सर
@meenakale-dk6nz17 күн бұрын
Rte me forom bara hai kvs me form bar sakate hai kay date of birth 4.9 . 2018 birth hai
@susovantaki565117 күн бұрын
Sir admission kav se suru hoga balvatika 2 ka.??????
@Ssr-e1c6 күн бұрын
Bal vatika 1 2 3 kya h , nursery h kya
@khushiverma26602 күн бұрын
1 year gap me admission ho sakta hai
@amritaminj43179 күн бұрын
Class 6 k lye khya karna hoga
@ashatiwari368316 күн бұрын
Sir meri beti sade 4 sal ki hai abhi uska admission kahi bhi nahi hua hai kya bal vatika 2 me uska admission ho jaega Ham husba wife dono hi State governments job me hai plz reply
@cstechnical16 күн бұрын
Ager vacancy hoga to aap admission k liye apply kar sakte h
@inayashahin711814 күн бұрын
Sir jo rent par rahta hain aur us k adhar card par adress village ka h But admission kvs me krana ho to kaise hoga jbki rent wale ghar se kvs ki duri 1 km hain Plz information me sir
@AhalyaMaharana-lm4sh3 күн бұрын
Balvatika 3 me admission karna.chahti hun offline ya online?
@pravingirase9178 күн бұрын
Addmission keyse ho ta he..
@chandankumar-in2xn12 күн бұрын
Hi sir , good evening Urgent in nature Sir we r having special child.KV me admission in class one me ho skta hai??? As he is 6 yrs n 4 month old.pls
@KanchanpreetBhardwaj16 күн бұрын
Sir yeh btayo dwarka sec 12 ke kvs school me balvatika 1 he ya ni ...kuki hum apke bhrose nursery me addmission nhi krva rhe he ... kvs ke chakkar me
@Musafirkhana10086 күн бұрын
Sir mere bete ki DOB 08/02/ 2020 hai to wo konsi class ke liye eligible hai
@mishtiarzoo3 күн бұрын
Kbc Mai admission charge kitna hai
@deepalidabhade823117 күн бұрын
Sir agar parents ex Kvian ho to kuch fayada ho sakta hai kya ????
@MyCreations-m3b13 күн бұрын
Sir can i get a transfer Cirtificate with two days studying in kendriya vidyalaya for father's posting???
@cstechnical13 күн бұрын
Yes.. but transfer order aapko school me show karna padega
@dharmendraverma889111 күн бұрын
Sir mai government servent hun adress unnao ka hai Bahraich mai post hun to address k liy kya karun
@Mini.s-world17 күн бұрын
Class 11 main admission karne keliye kya karna padega
@shambhugupta495116 күн бұрын
Sir Ragistration kab kar sakte hai class 1ke liye
@shambhugupta495116 күн бұрын
2025 -26 ke liye
@MeenaKumari-fi7ox15 күн бұрын
Sir hm private job m h kya meri beti ka admission kvs m 5th class m ho skta hai?
@cstechnical15 күн бұрын
Ager vacancy hoga to aap apply kar sakte h
@rajanikumari52917 күн бұрын
Bal vatika 2 ke liye age shi h but syallabus kya hina chahiye
@Aamirkhan-3985 күн бұрын
Sir mujhe apne bete ka admittance 9th class me karwana he plz proses bataiye
@anitahalder80718 күн бұрын
Sir class 1 ka kb se online form ayega
@jyotivashisht2315 күн бұрын
Sir meri ek beti sec 8 Rohini kvs me padh rahi hai.. Main Meri chhoti beti ka admission fifth class mein karvana chahti hun lekin vahan ke school wale saaf bol dete Hain ki koi bhi seat Khali nahin Hai to sir aise mein Main Kya Karun.😢
@gurukripa918 күн бұрын
Official website kya hai kvs ka sir
@Musafirkhana10086 күн бұрын
Sir main private job karta hun to konsi category main hoga
@PramodKumar-t7p8z13 күн бұрын
sir kvs me address ke hishab se school milega
@cstechnical12 күн бұрын
Nahi.......jisme naam aayega .
@debamondal870113 күн бұрын
General public ke liye kaise KV mein admission kar sakte hain kyunki mere pass BPL card bhi nahin hai PW ki card nahin hai aur St OBC Koi khas bhi nahin Hai to general public kya uske bacche ke liye admission form Bhar sakte hain kya please bataiye please