Boht din se muje yaad aa rahi thi khajuree.hamari ammi aksr bnate the.thanks appa.
@mubinsurve71312 жыл бұрын
Mashallah
@Ghareskitchen2 жыл бұрын
Shukriya
@navedkalsekar82718 күн бұрын
Bina anda bana sakte? Same recepie
@Ghareskitchen8 күн бұрын
Han bana sakte hai
@alfiyanevreker79383 жыл бұрын
Khajoori meri toot rahi to kya kar sakte h
@Rubiyavlog3 жыл бұрын
Assalam wa alaikum.......aunty kya hum coconut ko skip kar sakte h
@Ghareskitchen3 жыл бұрын
Waalikum salam han kar sakte hai par coconut se acha lagta hai
@NazneenMulla-j4j Жыл бұрын
Nice❤
@Ghareskitchen Жыл бұрын
Thank you
@almaspawaskar5663 жыл бұрын
Coconuts nahi dale to cahyela kay
@Ghareskitchen3 жыл бұрын
Coconut dalna zaruri hai
@taufiqdhopawnkar7604 жыл бұрын
Apne rava bhuna hua liye the ya bagair bhuna hua liye the pls reply dena Baji pls
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Bagair bhuna hua lena hai
@fskz56052 жыл бұрын
Samrat ka rava use kar sakte hai kya pls bataye
@Ghareskitchen2 жыл бұрын
Han kar sakte
@minazdaudi94146 жыл бұрын
Assalamu Alaikum, aata gundte waqt ismein thoda paani daalne ki jaroorat padti hai? Baking powder aur soft hone ke liye daalna chahiye? Please bataiye
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Minaz Daudi waalikum salam nhi pani nhi lagta hai hat ko tell lagakar gunte hai aur beking paudar ki zarurt nhi hai Mai nhi dalte hu
@minazdaudi94146 жыл бұрын
Ghare's kitchen Ok, Thank you 😊
@asmanevrekar6124 жыл бұрын
Right
@zoyaplay36674 жыл бұрын
Assalam walaikum aunty me ne khjuri banaye the sab barabar se karithi lakian fatne lage the aisa q
@zoyaplay36674 жыл бұрын
Aaj chonge bana ne vali hu aapki resppi
@dastageershainaazdastageer52735 жыл бұрын
I will Try Also😊
@laibakazi92344 жыл бұрын
Nariel Nahi hoga to chalega
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Aap bina nariel k bhi bana sakhte hai
@laibakazi92344 жыл бұрын
Shukriya
@humairakhalpe12384 жыл бұрын
Aunty mujhay 3 kg banani hai
@mirajmulla45806 жыл бұрын
Aapke bataye huve tarikese rawa milai hu kya ise vayese hi banaye ya ek aadha ghantta rakhne ke baad banay plese bataye.
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Me raj Mulla 4 5 ghante rhakna hai rawa fulna zaruri hai
@sanambalbale2686 жыл бұрын
is me khane ka soda dalna hai ya nahi plz batao
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Sanam Balbale soda nhi dalte hai
@nafisashaikh77096 жыл бұрын
kya ise hum bake kar sakte hai
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Nafisa Shaikh bake kar sakte hai par ise faray hi karte hai
@sunilahindlekar46766 жыл бұрын
Without egg Nahi Kar sakte kya
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Egg zaruri hai
@poonchezhians4 жыл бұрын
awesome mam..thanks for the recipe
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Welcome dear
@muzammilgirkar25975 жыл бұрын
100 gm ghee kaise le
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
200 gm Ka packet aata hai uas me se Ada lena
@aifazkhan77584 жыл бұрын
Anty kajura hamare se telme me telte time fat jate hai aysa keu hota hai
@tarannumchogle25226 жыл бұрын
Naryal aur milk dalna zarori hai
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Tarannum chogle Han zarori hai Bina milk k rava fulega nhi
@FM_DIY6 жыл бұрын
Main wait kar rahi thi. Thank I so much
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Farhat Qureshi thank you
@zahedali36526 жыл бұрын
Mashallaha nice so nice..thanks
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Zahed Ali thank you
@zahedali36526 жыл бұрын
Welcome mam...shukriya...
@hoorkz87024 жыл бұрын
maide wale khajure batao.plz
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Ji inshaalha bataugi
@owaisshaikh30676 жыл бұрын
Thank u apa yeh recipe ke liye.main yehi recipe dhundh rahi thi .mujhe abhi ye recipe ke liye kisi ko pls sikha do nahi bolna padega .thank u apa once again ....apa ek chawal ke laddo kaisre banate hain wo sikha do.wo sirf hamare gaaon se ate the jab hum chhote the ..ab koi nahi bhejta .
Mujhay aap 3 kg ka batayi 3 kg suji us mein 3 egg 3 nariyal ki chun and 1200 gm sugar 300 gram ghee salt and colour aisa sahi hai na majarment kay Husan say
@hamidarumane77354 жыл бұрын
Khajuri fry krte waqt jhaag q ata hai. Aur jhaag na aane ke liye kya karein.
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Egg dalne se jhaag aata hai
@hamidarumane77354 жыл бұрын
Sister jhaag na aye uske liye kya kre.
@beanonymous37174 жыл бұрын
Mam rajapur ke meethe donut batao na
@shabnamkhan55016 жыл бұрын
Assalamwalekum Aapaa ismai maida bi dal sakte hai kya
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Shabnam Shaikh walaikumusalam ha daal sakte hai
@shaheenmukadam28025 жыл бұрын
Thanks ma'am aapne meri kai din ki khoj Khatam ki main jarur try karungi
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Ji zarur try Karna or batana kaysa bana shukriya
@fatimakazi27036 жыл бұрын
Assalam alaikum can I make khajuri without coconut
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Fatima Kazi waalikum salam ha Bina coconut k bhi bana sakte hai
@agauzma4368 Жыл бұрын
Khujre ka aata patla ho jaye tu kya kre
@Ghareskitchen Жыл бұрын
Thoda maida milalo
@agauzma4368 Жыл бұрын
@@Ghareskitchen shukriya
@muzamillmukadam70845 жыл бұрын
Paw kg rawa k liye baki sab cheezo ka kya measurement rahega
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Mai ne 1kg ka liya hai uas hisab se Lena aap
@shabnamkhan55016 жыл бұрын
Aapaa quantity batado please maida Aur rave ki
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Shabnam Shaikh 1 kill rawa ko 1/4 mayda lena
@shabnamkhan55016 жыл бұрын
Jazak Allah Aapaa
@hoorkz87024 жыл бұрын
maida to dala hi nahi
@wahidakasu786...6 жыл бұрын
Hena apa agar adakilo rawa lungi to anda kaisa ada lu ek lungi to chalyga kya jalde riply do muzy banana hai plezzzz
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Wahida Kasu Han ek anda dalsakte hai
@sajiddharme38795 жыл бұрын
kale vatane daal ke vajadi ki recipe batao
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Mai ne vajadi ki recipe dali hai aap mere channel pe dehak sakte hai
@imranzambharkar92515 жыл бұрын
Masha allah mai zarur try karugi
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Shukriya
@arhamkurupkar84606 жыл бұрын
Ek number khajuri banaye heena apa mast yummy
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Arham Kurupkar bhuat bhuat shukriya
@mehakkhan40095 жыл бұрын
Shukriya Sach Mai mashallah apki recipe bahut achi hai Hume a recipe dekh k apni Nani ki yaad aa gayi Once again shukriya
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Aap ka bhi shukriya meri recipe pasand karne k liy
@shamasdhamaskar76566 жыл бұрын
My khajure has not become soft from inside why
@parikhanam46596 жыл бұрын
ap ne sounf nahi dala
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
PARI Khanam humlog nahi dalte
@ayeshasiddiqui44906 жыл бұрын
very nice recipie
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Ayesha Siddiqui thank you
@ArtisticArt6954 жыл бұрын
All recipes real kokani perfect recipe 👍
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Thank you
@salehasiddique78766 жыл бұрын
Isme Pani lga kr rkhna tha kya
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Pani nhi lagana hai dudh dalna hai
@ishaqchouguls84826 жыл бұрын
Nice
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Ishaq Chouguls thank you
@fauziyakazi34616 жыл бұрын
is me maida nahi dalte?
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Fauziya Kazi khajure Bina maide k bhi bante hai aur maide k bhi bante hai maida wale bhi banaugi jaldi hi
@fdinkotwadkar41954 жыл бұрын
Agar hum khajuri without coconut k banai, toh uske mixture ko kitne din tak store kar sakte hai??...
@qudsiasiddique93546 жыл бұрын
I love very much all sweet kokni diishes.food items etc
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Thank you
@mehakkhan40095 жыл бұрын
Assalamualaikum aapa A khajure kitne din tak rakhne se kharab nahi hote
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Waalikum salam 15/20 din tak kharab nhi hote hai
@sanamunshi9896 жыл бұрын
Mashaa allah...superb way of showing...jazakallah
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
+Sana Munshi bhuat bhuat shukriya
@javedhashimansari25065 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty wheat ki khajuri bhi batayna plz
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Ji inshallah bataugi
@mirajmulla45806 жыл бұрын
Assalamualaikum abhi khjuri bana rahi hu par o tuth rahi he shayd ghee ziyada ho gaya plzzzzz bataye kya karu🤔🤔🤔🤔🤔
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Me raj Mulla waalikum salam mayda dalo aur banao
@husnaparveez10276 жыл бұрын
assalaamwalaikum jazakallahuqaira apa. khajurein toh MashaAllah bahut achche bane😋 once again thank u so much😚😚😚
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Waalikum salam welcome dear
@sameenabilal47596 жыл бұрын
Super appa
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Sameena Bilal thank you
@tarannumchogle25226 жыл бұрын
Asslamalykum 1/4 kilo rawa mein kitna ghee,anda aur milk lagega
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Tarannum chogle Maine 1 kg kg hesab bataya hai aap uas k hesab lena
@saimashaikh8086 жыл бұрын
Mai idli rawa use kar sakti hu Kya or eggless banana hai to milk ya ghee Kya increase karu plz reply.
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Saima Shaikh idli rawa nai use kar sakte or eggless ke liye milk ya ghee increase nai karna
Ghare's kitchen ..madam ya Mara number hi ispa link bhejo...plz. 910501028009..
@mehak98374 жыл бұрын
Hi
@ameenasayyed81715 жыл бұрын
Wow looks great I will surely try this recipe
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Thank you
@munirakazi66545 жыл бұрын
Asslamwalaikum aapa Sugar ki quantity km hogi chal jayega kya?
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Waalaikum Salam ha chalega
@vasimaitwade11295 жыл бұрын
Slam alg alag design k sarole btao..
@hashmatmistry64475 жыл бұрын
Assalam walekum Coconut ki waje se khajure jaldi kharab to nahi honge
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Waalaikum Salam nhi hotel hai
@rubinaarfat5495 жыл бұрын
Thanks a lot ma'am
@kalsekara.r.40256 жыл бұрын
Mushroom ki sabzi ki recipe bataiye
@sameenabilal47596 жыл бұрын
Ghud ka malida banao please
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Sameena Bilal ji zarur banaugi
@husnaparveez10276 жыл бұрын
assalaamwalaikum Kya hum isme khova dalsakte hai pls batayiye my yahi recipe banane ke liye search kar rahithi pls apa batayiye n thank u so much for this recipe but pls tell me apa
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Waalikum salam nhi dal sakte hai q k is ko fry karna hota hai fry karte wakat tut jayge
@husnaparveez10276 жыл бұрын
thank u so much apa😊
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Welcome dear
@mirajmulla45806 жыл бұрын
Shukriya 👌👌👌👌
@nikhathsaba89796 жыл бұрын
koi b colour add nhi karta magar ... kyu aisi bakwas ideas dete ho . aunty ji
@muskaanpathan50205 жыл бұрын
Assalamualaikum
@muskaanpathan50205 жыл бұрын
Adha kilo ki khajuri banana hai to uske liye kitna saman use karege
@muskaanpathan50205 жыл бұрын
Plzzz rply me fast
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Waalikum salam
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
@@muskaanpathan5020 mai ne 1kg ka bataya hai uas hisab se lelo aap
@zubigen6 жыл бұрын
baqwaas
@kalsekara.r.40256 жыл бұрын
Nice
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Rashid kalsekar thank you
@zubigen6 жыл бұрын
baqwaas
@almaspawaskar5663 жыл бұрын
Nice
@Ghareskitchen3 жыл бұрын
Thank you
@almaspawaskar5663 жыл бұрын
Hello mam 500 gm rava hoga to sugar kitna aur egg and gee plz bolo