Aaj hi try karungi yummy i love biryani ❤❤mashaallah
@KhansKitchen Жыл бұрын
Jazak Allah khair
@zafarhussain8137 Жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت عمدہ۔ پاکستان کراچی
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair 😊
@R.b786773 ай бұрын
Mashallah bhai aapane bahut acche se bataya
@KhansKitchen3 ай бұрын
Jazak Allah khair 😊👍
@raziakhan133810 ай бұрын
Is se achchi biryani ho hi nahi sakti waha kiya baat h bhot achi h mou m paani aagaya dekh kar❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@KhansKitchen10 ай бұрын
jazak Allah khair ☺️
@namopatel-ij6cc3 ай бұрын
my favourite biriyani is muradabadi...❤❤❤❤❤❤murabadi biriyani is 10000000000000000000 times better than hyderabadi biriyani ..
@KhansKitchen3 ай бұрын
👍☺
@Imranansari-kv4kf5 ай бұрын
You are very well cook beautiful biryani off recipe
@KhansKitchen5 ай бұрын
Thanks a lot
@HannahFaheem Жыл бұрын
Mujhe is respi ki bht talaash thi finally ye milgy god bless you 😊
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊thanks
@Islamkidawat99567 ай бұрын
Mujhe bhi isi briyani ki talash thi❤
@sahenaazsultana3218 Жыл бұрын
Muradabadi degi mutton biryani look so tempting 😜😜😜😜 good cooking excellent 👌👌👌👌
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thanks a lot😊
@rizwanayahya7579 Жыл бұрын
Walekum assalam....nice recipe....will try and tell you
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thanks for liking
@aishahasan25649 ай бұрын
Ma sha Allah zabardast bani hay maynay bhi try kari hay Allhamdulillah achi bani hay jazakallah
@KhansKitchen9 ай бұрын
wa ʾiyyāk😍
@GudduGuddu-ic6nyАй бұрын
Bhaut achchi lagi recepi
@KhansKitchenАй бұрын
thanks bhai
@RuksanaKhan-jd3rl5 ай бұрын
Assalamualaikum Bhai aap dam biryani ki recipe dejey
@KhansKitchen5 ай бұрын
walykum assalam kahan ki dum biryani ki recipe
@harishsaifi5467 Жыл бұрын
Bhai hamne aaj hi ye biryani banwai .bohot shandar maza hi aa gaya.thankyou bhai❤
@KhansKitchen Жыл бұрын
😍 thanks bhai
@ayshaansari717911 ай бұрын
Aapne jb ye biryani bnai to sugar b daali thi , to test me change to ni aaya tha
@farzanaramzan40938 ай бұрын
Ap ny chini dali thi test kysa tha chini dalny sy koi farq jo ap ko lga ho btayn plz
@shabnamkhan8991 Жыл бұрын
MA SHA ALLAH I will try soon IN SHA ALLAH
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair inshaallah you will like it
@shashipaulphotography12845 ай бұрын
Very nice brother mai moradabad se hi hu but aaj pehli bar apki video dekhar Bana Raha hu ummeed h testey banegi
@KhansKitchen5 ай бұрын
bhai kaisi bani 🤭
@ZaikaWithMrsKhan Жыл бұрын
Bohot shaandaar biryani recipe 👌🏻😋👌🏻👌🏻
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 😊
@mumtazkhan28511 ай бұрын
Good, I will try it tomorrow
@KhansKitchen11 ай бұрын
All the best👍
@ayannila8356 Жыл бұрын
Bahut zabardast bna hai
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 😊
@mehakhussain146 Жыл бұрын
Haye sadky itni din bad mile ye recipe
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊👍
@attSi71013 ай бұрын
Wa Alaikum Assalam Sir aap har kism ki biryani ka ek authentic original way of cooking pe video bana sakte ho?
@KhansKitchen3 ай бұрын
aap ko konsi biryani ka video chahiye
@Abhimanyukumaroffical910Ай бұрын
Bhai rice koun sa company hai
@KhansKitchenАй бұрын
bhai company pata nahi 110/ kg hain
@siyappaqueen2 ай бұрын
Colour shi ni dala aap ne bhai
@SpiderMan-d7d9 ай бұрын
Bahi muradabadi mater pulao deg wala recipe de
@swatibanoudha Жыл бұрын
Ur Big fan ,all recipes u give are amazing 😋
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thank you so much 😀
@DrS357 Жыл бұрын
Assalamalikum Khan sahab...jazaakAllah very tempting and easy ..my 4 year old kid will luv it ..m your new subscriber.
@KhansKitchen Жыл бұрын
walykum assalam bhai jazak Allah khair
@SariaZia6 ай бұрын
Mene try ki biryani bahut acchi bni Ingredients description me de diya kre Thanks for sharing
@KhansKitchen6 ай бұрын
ok zaroor
@Neha-h5t5g Жыл бұрын
Apne Dhniya kyon nhi dala
@KhansKitchen Жыл бұрын
rice white nahi bante aur taste main koi khaas farq nahi aata
@uzmashahab7 ай бұрын
Dhaniya sukhi dalne se chawal k rang pe koi asar nahi padta…..aur taste zyada ata hai…bhai muradabadi ho k aisa bolte ho ki koi taste nhi aata😮Sauf dhaniya achhi mikdaar me use kiya jata hai..tabhi to khushbuwe phailti hain 😊Muradabadi biryani me sauf dhaniya nhi daali apne yakhni me ye ajeeb lga.
@Rozykitchen786 Жыл бұрын
Mashallah bhut deno bhad vlog aya hai😊👍
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair 😊
@namopatel-ij6cc3 ай бұрын
ye yakhni ka stock kya hota hai??
@Democracylover0983 ай бұрын
@@namopatel-ij6cc motton ko jis water mai pakaya jata hai na agar aap us pani ki quantity badhado matlab aap ek glass pani mai motton pakate ho to use 4 glass pani kardo aur jab motton pak jaye to bacha huwa pani motton stock kehlata hai
@Democracylover0983 ай бұрын
Ya yakhni ka stock
@Democracylover0983 ай бұрын
Jis pani mai motton pakate hain us pani ko kehte hain
@Democracylover0983 ай бұрын
Motton pak jane k baad bacha huwa motton ka pani
@namopatel-ij6cc3 ай бұрын
@@Democracylover098 okk
@haiderghadeerofficial32367 ай бұрын
Bhai isme aapne hari mirch ka achar nhi dala jo is bryani ki jaan h
@KhansKitchen6 ай бұрын
aap add karsaktay hai maine ek vedio main dala hai but original main nahi padta
@SariaZia6 ай бұрын
Cheeni kiyu dali
@SRKHANKHAN-tk3sy9 ай бұрын
Awesome Recipe
@KhansKitchen9 ай бұрын
Thank you so much
@Ayatkhan2004-w4u Жыл бұрын
Aap sowf dhaniya nahi dalte yakhni
@KhansKitchen Жыл бұрын
is main nahi dalte matlab moradabadi main sonf ka powder daldeta hoon thoda sa end main
@islamicshortsfanpage3514 Жыл бұрын
MashaAllah,behad umda
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@Historical_Bio Жыл бұрын
Veryyyy yammy bro . Ap rice kon sa use krte ho biryani m plzzzz tell 😊😊😊
@KhansKitchen11 ай бұрын
bhai brand ka pata nahi paas ki shop se mangaya thaa 110 rs/kg
@SunilKumar-wy3pd Жыл бұрын
Kya kehne apke sir ❤❤❤
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks ☺️ bhai
@RashidBinSadiq9 ай бұрын
CHAWAL RECIPE MAIN SUGAR DALANY KA KIA FAIDA HAI PLEASE MUST REPLY ?
@KhansKitchen9 ай бұрын
it improve taste you must try then you will understand such a small amount of sugar will not make rice sweet
@AS-jo8qh Жыл бұрын
Hehe mujhe pasand gosht hai par mujhe pachta nahi pet me to chicken hi khati hu
@KhansKitchen Жыл бұрын
😀😀
@SonuKumar-ui8bv5 ай бұрын
👌👍👍
@KhansKitchen5 ай бұрын
😍
@BhukkadchetaSaqiburrehmankhan Жыл бұрын
Zabardust biryani
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks
@CookwithGulnaz-jd8dw Жыл бұрын
MashaAllah
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@CookwithGulnaz-jd8dw Жыл бұрын
@@KhansKitchen Aameen
@danishsiddique12386 ай бұрын
Hamare rice Tut q jate h or dry ho jate h bhagone me cooker me shi hote h
@KhansKitchen6 ай бұрын
bhagona aap baar baar khol kar dekhtay honge aur spoon chalatay honge isliye jabji cooker main tayyar hone kay baad hi dhakna khulta hai
@NasirKhan-rh6qx Жыл бұрын
Super
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thanks
@sehzadhussain9519 Жыл бұрын
اسلام و علیکم ایک بات کی مجھے سمجھ نہی آتی ثابت مصالحے قورمہ یا بریانی مین ہون جب منہ مین آتے ہین دانت کے نیچے،مجھے تو شدید غصہ آتا ہے،😡کیا ہم یہ سب پیس کر نہی ڈال سکتے ؟؟؟؟
@msyyt Жыл бұрын
Kachhe basmati hain ya fir sela rice??
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai moradabadi biryani basmati main banti hai yeh basmati hai
@HamnaKhan-eh6le11 ай бұрын
Mashallah
@KhansKitchen11 ай бұрын
jazak Allah khair
@sehzadhussain9519 Жыл бұрын
زبردست عمدہ
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 😊
@KhushRangZaika Жыл бұрын
Zabardast
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 😊
@shivkhurana8691 Жыл бұрын
Bhut hi Utam bhaiya ji
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks bhai 😍
@javedkitchensecretsandvlogs6 ай бұрын
Meerut wali biryani zyada mazedar hoti he
@KhansKitchen6 ай бұрын
👍
@MoonLight-pg6uo Жыл бұрын
Mashallah 🤩
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks ☺️
@riyazali52397 ай бұрын
Mashallah mashallah mashallah
@KhansKitchen6 ай бұрын
jazak allah khair
@shaikhshabana881711 ай бұрын
List mention kiya karein! Its difficult to understand what you are saying 😢
@laibanooransaari5414 Жыл бұрын
Mabhi ashi karti hu mere beteko chiken pasand h or beti ko gosht 😅 dono hi dalti hu sem
@KhansKitchen Жыл бұрын
common problem hai 😁
@misbahafatma15737 ай бұрын
Very yummy recipe
@KhansKitchen7 ай бұрын
Thanks a lot
@Moin122337 ай бұрын
Veri nice
@KhansKitchen7 ай бұрын
thanks
@EatwithRehan Жыл бұрын
Mashallah yummy yummy 😋 ❤
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@parvezalamm Жыл бұрын
Lajawaab
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks ☺️
@AqeelAhmqd7 ай бұрын
Bhai yeh Biryani ni is ko plao bol satay hain
@KhansKitchen7 ай бұрын
ji sahi kaha aapnay 😊
@basitali63266 ай бұрын
Hamare yaha is ko pulao bolte hai biryani nahi ye ekdum essay hai
@KhansKitchen6 ай бұрын
❤👍
@kalimmahmood144911 ай бұрын
Chawal ka dana khilaa khilaa hona chawal ki quality pe depend karta hai Dawat,unity, indiagate 120 se 150 rupaye kg wala koi bhi chawal le lo khilaa khilaa hi banta hai😅😅😅😊😊
@KhansKitchen11 ай бұрын
bhai yeh itni badi brand kay nahi hai paas ki shop se liye medium quality kay hai 😊
@sehzadhussain9519 Жыл бұрын
آپکی کیا راے ہے؟ کیا پیسنے سے ذائقہ خراب ہو جاتا ہے ؟؟؟
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai pees kar dalenge toh rice ka colour brown hojayga bas yahi masla hai white nahi banenge
@danishali06511 ай бұрын
Nice
@KhansKitchen11 ай бұрын
Thanks
@uwaismansoori72495 ай бұрын
Sir apne moradabadi biryani mai mirch k achar ka use nahi kiyaa ?? Aisaa kuu ?? Or scnd thing agar hum biryani banate hai to rice white nahi rhte like pure white doodh ki trh wo thoda sa rice ka texture thoda dark hojata hai could u plz explain
@mohammedjavedmisbahi38538 ай бұрын
زیادہ انگلش مت بگھارو، اشیاء کے نام اردو میں بتایا کرو
@KhansKitchen6 ай бұрын
ji
@manishkumarprasad1034 Жыл бұрын
Bekar hai, hyderabadi biryani is the best and healthy...!
@KhansKitchen Жыл бұрын
☺️👍
@AS-jo8qh Жыл бұрын
Why are hyderabadis so annoying about their biryani?
@arshadsiddiki978711 ай бұрын
Koi biryani bekar nahi hoti mil ne ki der hoti h
@srj_malik78811 ай бұрын
Mujhe hyderabadi bekar lagi he ye achi lagti apni apni pasand he